Ek aysi Sada maula Abbas ki shan me jiska koi jawab nhi mashallah Maula slamat rakkhe
@AhmadHaider-l9xАй бұрын
माशाअल्लाह
@MehdiHassan-tj4rsАй бұрын
😭😭😭
@786SouthIndianvlog2 ай бұрын
Mashallah 🤲
@ButoolZehra-hk7hd3 ай бұрын
Parwar digar Daisy bhai ko jannatul ferdous me jagah de Aameen 🤲🤲🤲
@mehdimaqsood45353 ай бұрын
Allah marhoom ki magferat kare
@huzoorbegum16743 ай бұрын
Mashaallah allah salamat rakhe
@Mohdraza70e4 ай бұрын
😭😭
@Shanno-r4g4 ай бұрын
Moula ne lasha kaise uthaya hoga kyonki body to qima qima ker di gai thi
@Salihaider-pk3ve4 ай бұрын
Janab ki aur videos bhejiyeb kar k
@SandeepKumar-n5h4 ай бұрын
Subhanallha mashallha
@indiantractorsandfarmers20174 ай бұрын
Bhot bainiya nauha hai
@taskeenfatima6604 ай бұрын
Marhoom ko allah jannat ata kre.. Aameen🤲
@user-yi9xl6zk8k4 ай бұрын
Alvida ya hussain alvida..Allah anjuman abbasia ko salamat rakhe.Abbas Rizvi.Azamgarh.
@easygardeningvlogs81874 ай бұрын
Lyrics send kijiye
@almaszehra85014 ай бұрын
Mashallah.
@alitahur68104 ай бұрын
Jazakaallah
@MohamadHusan-ev5yb4 ай бұрын
Mashallah dezy Bhai great
@talimshaikh30964 ай бұрын
Mera pasandi nowha moula qubool kare
@talimshaikh30964 ай бұрын
Mashallha
@talimshaikh30964 ай бұрын
Subhallha moula salamat rakhe sab azadaro
@ihk43924 ай бұрын
19/08/2024 😭
@la-sanischool27034 ай бұрын
😭😭
@shahbazhusain7114 ай бұрын
Haye akbar 😭😭😭
@danishrizvi45094 ай бұрын
Fateha receited Allah marhoom ki magferat kare
@meesamkhan32284 ай бұрын
Surah fatiha ki guzarish marhoom Jamal Bahadur Khan ibn Ali Bahadur Khan marhoom
@shahbazhusain7114 ай бұрын
Mashallha bahot masayebi nowha hai moula salamat rakhe azdaro ko
@alirizvi72045 ай бұрын
Mashallaha
@afsarkazmi54735 ай бұрын
Behtreen adaegi
@hqsenabaas96505 ай бұрын
Masha Allah
@dr.sayyedshabnam93715 ай бұрын
Allah marhoom ki Maghferat farmaye ye nauha padhne ke sadqe me,kya sehat thi bechare ki dhire dhire dhalte dekha h video me
@MahreenFatma-ed5me5 ай бұрын
😢😢😢😢😢
@drsyedfaiztaqi5 ай бұрын
Qaed se kab milegi rihaai mujhe x2 Leke ghar kab chaloge ae bhai mujhe Qaid se kab milegi rihai mujhe Aarzoo lamha lamha bikharne lagi Bekali khon zakhmo me bharne lagi Ghamzada zindagi sar patakne lagi Meri jaanib meri maut badhne lagi Kaise itni azeeyat utha paaungi Qaed me lag raha mai mar jaungi Qaed se kab milegi rihai mujhe Dil pe sadmo pe sadme uthaye hu mai Jism par taziyano ko khae hu mai Tashnagi ko gale se lagae hu mai Sar pe chadar nahi sar jhukaye hu mai Koi mujhpar tarash hae khata nahi Apni godi me mujhko uthata nahi Qaed se kab milegi rihai mujhe Chashme gham dastane alam kah gai Arzooe wafa mashk se bah gai Qalb par daghe furkat ko mai sah gai Mujhko paani ke ummeed bhi rah gai Kya khabar thi ke khaeme me gham aaega Khun me dooba chacha ka alam aega Qaed se kab milegi rihai mujhe Zulm mujh ghamnasinba pe dhaya gaya Mujhko har har qadam par sataya gaya Mere kurte ka daman jalaya gaya Bekhata mujhko qaedi banaya gaya Is sitam pe mai jaan apni khoti rahi Hath bandhte rahe aur mai roti rahi Qaed se kab milegi rihai mujhe Yaad Asghar ko karke na tadpungi mai Apne baba ka seena na dhundhungi mai Shart hai ek meri phir na roungi mai Is musibat me bhi muskura dungi mai Mujhko mere chacha se mila dijie Mujhko godi me unki me bitha dijie Qaed se kab milegi rihai mujhe Tha 'Qamar' qaedkhane me mahshar bapa Jab sakina ne aabid se ro kar kaha Bhai ab qaed me dam hai ghut ta mera Mujhko baba se milwa do bahre khuda Dil pe hu qaed khane ki wahshat liye Mar na jau rihai ki hasrat liye
@akashprasad15015 ай бұрын
Achha nowha hai suparb
@akashprasad15015 ай бұрын
Subhanallha mashallha
@akashprasad15015 ай бұрын
Ya husain labbaikk
@akashprasad15015 ай бұрын
Mashallha achha kalam hai
@syedsaquib77995 ай бұрын
Jazakallah💗
@Azadari-l5i5 ай бұрын
🔴 Live Majlis e Aza || Matam: Anjuman e Gulzar _e_ Qasimi Allahabad || 3rd Safar (9 Aug) 2024(1446)
@kulsoomjafri39415 ай бұрын
Mashallah, jazakallaha
@meesamkhan32285 ай бұрын
This nauha is Written by Najm of Hindi (Hyderabad), composed and recited by Anjuman Husainia Qadeem Dariyabad Allahabad.
@meesamkhan32285 ай бұрын
This nauha is by Najm of Hindi (Hyderabad), composed and recited by Anjuman Husainia Qadeem Dariyabad Allahabad.