Dono real hain lekin , sky colour wala 2023 edition hai aur black colour wala 2024 edition hai , cover change hote rehte hain har shal
@Lifewith_Engineer5 сағат бұрын
Sir UPSSSC JE ke lie Pariksha Vani or Rakesh saraswat me se best book konsi rhegi jisme error kam ho
@UPSC-HINDIMED4 сағат бұрын
error to thode bahut apko kisi bhi book me milenge, mujhe pariksha vani ki book jada sahi lagti hai
@Premgeostudy6 сағат бұрын
Nice
@UPSC-HINDIMED4 сағат бұрын
👍
@aryakumar775313 сағат бұрын
Time pass Book
@aryakumar775313 сағат бұрын
Ye book kisliye banaya gya hai bhai
@AdiMaddheshiya13 сағат бұрын
Sir quick book me prelims and mains dono ka syllabus hota hai Ya uske liye koe aur book leni padegi
@UPSC-HINDIMED9 сағат бұрын
Dono ka syllabus hai
@AdiMaddheshiya8 сағат бұрын
Sir lekin नवम संस्करण nhi aa rha hai drishti app ke पंचम संकरण tak hi aa rha hai
@AdiMaddheshiya8 сағат бұрын
पंचम संस्मरण लेके से कुछ नुकसान होगा, सर थोड़ा सहायता करे,
@Surajbhatt080421 сағат бұрын
Sir maine new NCERT mangwai hain 6 to 12 or unke saath rs sharma. Satish Chandra. Or vipin chandra bhi padh rha hu kaisa rahega
@UPSC-HINDIMED9 сағат бұрын
sahi hai
@PriyranjanPrasad-j2uКүн бұрын
Ssc ke liye kaisa rahega
@UPSC-HINDIMED9 сағат бұрын
sahi hai
@M9.G4Күн бұрын
Economics k liy drishti ias quick book achi h ya Ramesh Singh??
@UPSC-HINDIMED9 сағат бұрын
Ramesh Singh
@satyabratsingh3265Күн бұрын
Lucent k age sab fail
@khan_objectiveКүн бұрын
Lucent sab ka baaap hai okk
@sriramkumar7Күн бұрын
Crown book review
@Surajbhatt0804Күн бұрын
Sir pcs ke liye Lucent general science kaise rahegi ? Gk ke liye aapke video dekhkar khan sir ki book li hai science ki bhi best book btao ?
@UPSC-HINDIMED9 сағат бұрын
Pcs ke liye Lucent general science sahi hai, lekin khan sir gk enough nahi hai apko syllabus ke according booklist follow karni hongi jinse apka syllabus poora cover ho jay
@Surajbhatt0804Күн бұрын
Sir aapka nhi hai kya mains aajkl to mains chale hain uk me
@UPSC-HINDIMED9 сағат бұрын
Nhi
@Riyajuddin123982 күн бұрын
Thanks sir aap ne itna achha se smjhaya or iske hr pej ko dikha ke smjhaya thankyou sir very thanks me to class 8th se hi upsc ka preparation kar rho hu😊 to ise khridna tha mene atlas ko bhi khrid liya hai or use khtm bhi kar diya hai thanks Sir 👍
@UPSC-HINDIMED2 күн бұрын
👍
@peeyushupadhyay18752 күн бұрын
Yeh mahesh kumar barnwal se behtar hai ya uske barabar?
@UPSC-HINDIMED2 күн бұрын
Isme content jada hai kyonki ye sirf bharat ka bhugol hai ,aur mahesh kumar barnwal sir ki Geography me Indian aur world dono hai to iska aur mahesh sir ki book ka comparison nahi kiya ja sakta hai iska comparison pariksha vani, Majid Hussain inke sath kiya ja skta hai , aur mahesh sir ki book ka comparison Majid Hussain jisme dono hai uske sath kiya ja sakta hai Lekin ye book bhi badiya hai pre aur mains ke hishab se lekin iske sath world geography bhi Leni hogi
@shabakhanam30302 күн бұрын
Every year new edition Aata hai kya Ager Aata hai to kab Aata hai new edition .
@UPSC-HINDIMED2 күн бұрын
Kam se kam 3 shal tak ek hi edition se kaam chalana hi chahiye
@pritika71142 күн бұрын
Yah book english mai nhi h 😢
@UPSC-HINDIMED2 күн бұрын
Lucent gk english medium me hai Lucent gk lelo best gk ki book hai amzn.to/4jIiLFi
@ManojKumawat-ss4ob2 күн бұрын
Sir, Drishti ki science and technology ki book ke sath iska comparison video bna dijiye.
@UPSC-HINDIMED2 күн бұрын
Tum dono book kar review dekh ke unke screenshort leke khud hi comparison kar sakte ho Fir bhi agar karna hoga to kar dunga kzbin.info/www/bejne/gYHCY3mIgad-ptk
@Sarthik80972 күн бұрын
Upsc ke liye or bhi book ki jarurat padegi per ye bhugol pre ke liye theek h sir😍or fir mains ke liye to mazid Hussain ki le lenge bas aap ye bta do ye prelims ke liye kaisi hai 🤗
@UPSC-HINDIMED2 күн бұрын
sahi book hai isse aapke mains ki taiyari me bhi kafi help milegi
@Sarthik80972 күн бұрын
@@UPSC-HINDIMED okay thanx😊🙈🤗🤗
@nityathakur85852 күн бұрын
Meesho se le sakte hain ?
@UPSC-HINDIMED2 күн бұрын
le sakte ho, lekin kai bar meesho se pirated books bhi aati hain
@nityathakur85852 күн бұрын
Acha thanks ☺️
@BGbyKp2 күн бұрын
English medium mei ni h kya bhai
@UPSC-HINDIMED2 күн бұрын
shayad nhi fir bhi check kar lena
@aditya_-_kumar67823 күн бұрын
Drishti general science book hindi review karo
@UPSC-HINDIMED3 күн бұрын
Already Kara hai kzbin.info/www/bejne/bXuuqWWYg8iEqKM
@Rajkumar-bcr3 күн бұрын
Sir drishti science book 7th edition ka review kar dijiye
@Surajbhatt08043 күн бұрын
Pariksha wani ki bhi review kro unki bhi best hai
@manishsingh84933 күн бұрын
Review kahan hai?
@UPSC-HINDIMED3 күн бұрын
Video me
@KaranBelwal-lp8zr3 күн бұрын
Combo set kitne ka h meesho m
@UPSC-HINDIMED3 күн бұрын
Check kar lo
@KaranBelwal-lp8zr3 күн бұрын
🎉🎉🎉🎉
@KISHANKUMARRATNAKAR-v6z3 күн бұрын
Khan sir pocket gk book ka 2025 edition kab tak aayega
@UPSC-HINDIMED3 күн бұрын
Kuch pata nhi
@SATYAYADAV01433 күн бұрын
Lucent best h sb isi ka copy krta h
@ABSOLUTEAVINASH4 күн бұрын
Sir maine aapke kai video dekhe lekin ek confusion rh gya ki uppsc k liye (pre+mains) kaun shi rhege ... Mahesh barnwal or Pariksha vani or authentic book jaise laxmikant
@UPSC-HINDIMED4 күн бұрын
Book sabki sahi hai apko jis publication ki language sahi lagti hai aap wo buy kar sakte hain
@ABSOLUTEAVINASH4 күн бұрын
@UPSC-HINDIMED mai samjh skta hu ki sir .. ki hum kisi ek ko nhi kh skte lekin actually mai janna chahta hu ki proper writer ki book leni shi rhegi ya short type kisi publication ki sir plz bataye mains bhi cover krne k liye
@UPSC-HINDIMED4 күн бұрын
aap in baato ke chakkar me na pado ek baat batata hu aap us book ko lo jo jiski trending me hai Jaise geography ke liye aap mahesh sir ki lelo Polity ke liye m laxmikant History ke liye spectrum, bipin chandra, satish chandra, rs sharma Economy liye ncert 9 to 12 ya ramesh singh Is tarike se book lo aur taiyari karo baaki kuch sochne ki jarurat nahi itna confusion me nahi padna
@ABSOLUTEAVINASH3 күн бұрын
@@UPSC-HINDIMED thanks sir
@priyankakumari-gd6fs4 күн бұрын
Mujhe to 2018 ka dekar dhag diya hai
@UPSC-HINDIMED4 күн бұрын
Koi fark nahi padta purana aur Naya me kuch bhi change nahi hai
@Coco.nut-_004 күн бұрын
Isme questions topic wise solve hai ya yearly wise?
@UPSC-HINDIMED4 күн бұрын
Yearly topic wise
@Coco.nut-_004 күн бұрын
@UPSC-HINDIMED yearly solution wali ati hai koi ?
@manigola74394 күн бұрын
Bhaiya m bhut confuse hu ki drishti ki quick books se uppcs mains bhi nikal jayega kiya plz bhaiya reply jarur dena
@UPSC-HINDIMED4 күн бұрын
Mahesh Kumar barnwal lelo , sath me oxford atlas , aur ncert 6 to 12
@nitinparjapati25044 күн бұрын
I bought it for 235/-
@UPSC-HINDIMED4 күн бұрын
👍
@KhanNawal-rk9ks4 күн бұрын
Kya ye book uppcs k liye beneficial hai???
@UPSC-HINDIMED4 күн бұрын
Rivision karne ke liye sahi hai
@NarendraBairwa-i9w4 күн бұрын
Total pej kitne hai
@NarendraBairwa-i9w4 күн бұрын
UPSC pre k liye kesi rahengi
@UPSC-HINDIMED4 күн бұрын
isse nahi hoga , Puri booklist follow karni hogi , maine UPSC booklist video channel me Dali hai dekh lena
@soyalsuthar96674 күн бұрын
Bhaiya ssc and railway ke liye enough rahegi na ye book...? Plz reply
@UPSC-HINDIMED4 күн бұрын
practice ke liye badiya hai aur iske sath iski theory book Lucent gk ,lekin thoda bahut aur resources apko dekhna hoga jaise current affairs, budget se related etc , syllabus ke anusar taiyari karo
@harishbharti42704 күн бұрын
Sir m chhatisgarh se hu si ki taiyari kar raha hu kya mujhe ye Leni chahiye
@UPSC-HINDIMED4 күн бұрын
Achi book hai samanya hindi ki agar apka syllabus is book se fullfill hota hai to definitely buy kar sakte ho
@cricketiconic5 күн бұрын
Printing mistake bahut hai
@UPSC-HINDIMED4 күн бұрын
paperback hai isliye kyonki ab ye book original to Milne se Rahi filhaal kaam chalane ke liye sahi hai
@deathspirityt5 күн бұрын
new video kab ayegi bhaiya
@UPSC-HINDIMED4 күн бұрын
kis topic pe ? Waise Kal aa jayegi
@barunkumar4504 күн бұрын
Kis topic pe@@UPSC-HINDIMED
@abhiyaduvanshi71085 күн бұрын
Upsssc ssc exam ke liye loo yaa nahi
@UPSC-HINDIMED5 күн бұрын
Modern history ka agar syllabus jada hai to le sakte ho badiya book hai
@hitu9105 күн бұрын
Lower pcs ukpsc k leye thik rahegaa ?
@UPSC-HINDIMED5 күн бұрын
sahi hai practice ke liye
@SumitDubey-jr6tc5 күн бұрын
Book sab badiya rhti h padhne vala hona chiye
@UPSC-HINDIMED5 күн бұрын
bilkul sahi
@SajanpreetSingh-n9z5 күн бұрын
Sir ess main sare notes Ncert ki Syllabus books se hi liye gye hain?
@UPSC-HINDIMED5 күн бұрын
Old + new syllabus se badiya combination hai
@chanchalgoswami64115 күн бұрын
Sir medieval history pariksha vani ki book pure youtube pr kanhi nhi h ek bar dikha dijiye Or link de dijiye plz help
@UPSC-HINDIMED5 күн бұрын
Satish chandra ki sahi hai, shayad pariksha vani me available nahi