Sir mere BA de all sem ch mother name ch 1 word extra add ho gaya aa ....os laye affidavit kive apply kra
@NTExplain28 күн бұрын
School/College ke documents correction ke liye Birth Certificate ki jarurat padti hai, fir bhi agar affidavit chahiye too nasdiki court se banbalo 300-400rs tak lega, Idhar se bhejenge to bohot jyada cost padega. Thanks for Watching❤
@topharyanvi1236Ай бұрын
Kya kya krva ke dekhte hai bhai LMV Licence mein jara batao ya phir alag se video bnao
@NTExplainАй бұрын
Helicopter landing ki 'H' Hoti hai. 1.pahele left side mai Sidha jana hota hai 2.left side se right side mai Back ana 3. Firse right side mai sidha jana and 4. Right side se left side mai back ana, trail complete. Thanks for watching❤
@hazzilyАй бұрын
I need correction in my aadhaar card hojayega kya?
@NTExplainАй бұрын
Aadhaar correction ke liye affidavit ki kya jarurat, Voter/Pan card/10th certificate se correction ho jaayega. Or jankari ke liye whatsApp karsakte ho
@ashfaqshaikh733229 күн бұрын
@@NTExplainhamare yaha maharashtra jalna me pan se nhi ho raha
@rinasingh3419Ай бұрын
Sir mera bana do income certificate ke releated student hu sir
@NTExplainАй бұрын
What's app karo aap ke question samjh mein nahi ara hai, kal se try karraha hu samjhne ki
@allserialfans3401Ай бұрын
Hello bhai mera rrb ka form kisi aur ka digi locker aad ho gaya hai kis trha remove kru
@NTExplainАй бұрын
Bhai link karte wakt dekhe honge validity ka option hote hai 1 year ki, validity expire hone ke bad link kar paoge. Ya fir jis account se link hai uske profile settings per delink ki option mil jayega. Thanks for watching❤
@avicksaha6399Ай бұрын
Maine pehele rrb ke account ke saath digilocker link kiya tha.. Lekin jab digilocker website par gaya uha adhar verification nehi ho raha tha.. Mobile number se kiya tha account rrb ke site pe... Phir aadhar number se login kiya aur same mob number dala... Ab mera same mobile number se 2 account dikha raha hai... Ek me adhar verified hai aur dusre me nehi hai... Jisme aadhar verified nehi hai wo rrb ke website se link ta matlab access tha.. Maine phir digilocker ke settings se wo access remove kar di kyu ki adhar verified nehi tha isliyee... Ab wo wala acnt kaise delete karu? Aur adhar jis account me verified hai usse kaise rrb account ke saath link karu aur access bhi kaise du?? Plz bataiye
@NTExplainАй бұрын
Digilocker aadhaar number se banta hai, dusra account nahi banega aadhaar number se, jab dusra account se bangaya hai too O dusre ki aadhaar number link hogi, profile setting pe dekho kiske aadhar link hai. Or jab dobara form apply karoge tab link karne ki option mil jayega. Thanks for watching❤
@avinashsonwani811Ай бұрын
Same bhai mere sath bhi hua h kya kre ab
@abhishekbaghela8123Ай бұрын
Sirji mene rrb ka permission hta diya tha but ab exam ke karan acess revoked htana h means permission dena h to kese allow hoga ab.... please reply.....❤❤❤❤❤❤
@NTExplainАй бұрын
Digilocker ki profile settings per dekho access hain ya nahi, agar nahi hain too joab dobara se form apply karoge tab link karne ki option mil jayega. Thanks for watching❤
@abhishekbaghela8123Ай бұрын
@@NTExplain setting me phle aa rha tha but ab nhi aa rha h.........what i do now....
@RajeevRanjan-kc9jfАй бұрын
Bhai access remove karne ke bad bhi rrb ke I'd me account link dikha rha kya kre Bhai kuchh btao
@NTExplainАй бұрын
Delink karne ke baad bhi website mein link dikhayega, dusre form jab bharoge tab link karne ka option miljayega, isme koi problem nahi hogi. Thanks watching❤
@chayadas5339Ай бұрын
Paramedical ka form bharne ja rahahu udhar bhi show kar raha hei
@chayadas5339Ай бұрын
Please batiye ab kiya re
@AlokKumar-qv9fvАй бұрын
mera Rly aac. ka consent galati se revoke ho gya digilocker se, ab jab dubara link karne gya toh, waha abhi bhi acc. linked hi show ho raha h. Dubara ab kaise link kre Digilocker se. please reply i will wait.
@NTExplainАй бұрын
Delink hone ke baad abhi link karne ka option nahi milegi, jab dobara se form bharoge tab link karne ki option mil jayega. Thanks for watching ❤
@AlokKumar-qv9fvАй бұрын
@@NTExplainthnx bro. let's see it will work or not.
@BrothersTeamTechАй бұрын
Mera bhi aasi hi hua leking dobar link bala option nahi aaya
@chanchalkushwaha8351Ай бұрын
Hiii... Mene apna rrb account galat digilocker account se link kar diya Or lekin mene usko wha se dislink bhi kar diya but rrb account mein abhi bhi linked bta rha hai So please can you tell me what to do next?
@NTExplainАй бұрын
Delink karne ke baad bhi website mein link dikhayega, dusre form jab bharoge tab link karne ka option miljayega, isme koi problem nahi hogi. Thanks watching❤
@chanchalkushwaha8351Ай бұрын
@@NTExplain Thank you so much❣
@chanchalkushwaha835126 күн бұрын
@@NTExplain Hello... Jaisa apne bola mene dusra form fill kiya but abhi link dikha rha hai??
@Islamic_status894Ай бұрын
Mera to abhi bhi link karne ka option aa raha h
@NTExplainАй бұрын
Link karne ki option available hai too link karlo, or sabhi documents access dedena & validity ka option milega unlimited kardena. Thanks for watching❤
@JasveerSingh-tx5pcАй бұрын
Bro mera sa rrb pr wrong digital locker link ho gya ab kya hoga plz tell ..
@indrajitkumar5355Ай бұрын
Bhai mara v hogya ha..
@JasveerSingh-tx5pcАй бұрын
@@indrajitkumar5355bro koi rasta hai iisa thik Krna ka mera pta nhi ab kya ho ga ??
@NTExplainАй бұрын
Digilocker download karke profile section main delink ki option miljayega bro. Thanks for watching❤
@NTExplainАй бұрын
Digilocker download karke profile section main delink ki option miljayega bro. Thanks for watching❤
@NTExplainАй бұрын
Digilocker download karke profile section main delink ki option miljayega bro. Thanks for watching❤
@Abhi-ib8fm2 ай бұрын
Please reply karna Bhai Mai digi locker verify kar chuka hu Ab mujhe adhar verification nahi aa raha hai , Any problem
@ashishpratapsingh4730Ай бұрын
No
@NTExplainАй бұрын
No, digilocker aadhaar number sehi open hoti hai. Thanks for watching❤
@Abhi-ib8fmАй бұрын
Thanks 🙏
@ferihacreativecorner7892 ай бұрын
Yeh notarized toh nahi hota to can i use this meri mom ka name galat hai college ke application mai or ab purana 10th 12th wala hi dalna hai toh kese banega?
@NTExplain2 ай бұрын
Uske liye affidavit nahi lagte, 10th Admit Or Birth Certificate dekar Form bharke College ya Council per jama karna hai, form college ya college ki website se mil jayega.
@lovkumar7812 ай бұрын
Bhai maine access remove kr diya h rrb ka digilocker p kaise access kru phir se
@NTExplain2 ай бұрын
@@lovkumar781 abi option nahi haim, baad main update/ link karne ke liye option available ho jayega.
@sy2639Ай бұрын
Bhi phir se acess aaya link karne ka
@JasveerSingh-tx5pcАй бұрын
Bhi fr sa oppostion aye aa??
@sayandeeproy69803 ай бұрын
Konsi mts post 27 saal tak apply kar sakte hai ?
@NTExplain3 ай бұрын
Havaldar in CBIC & CBN, or Revenue Department Per age 18-27 saal
@SakshiBhande-mj6ys3 ай бұрын
Other documents uploaded nahi krne
@NTExplain3 ай бұрын
Sirf Photo & Signature hi upload karna hota hai, Others documents upload karna nahi hoti hai
@SakshiBhande-mj6ys3 ай бұрын
Sir kya form fill karne ke liye sirf photo or signature hi uploade krne
@NTExplain3 ай бұрын
Hmm, Basic details or Photo & Signature upload karna hota hai, Fee payment ke bad Form Complete ho jata hai.
@mdsamsulansari55713 ай бұрын
Bhai MTS aor Hawaldaar ke liye dono alag alag online karna hota he ya ek hi online se plz reply
@NTExplain3 ай бұрын
Ekhi form bharna hai, pura video dekho samajh main aa jayega bro.
@bengalexplore-be3 ай бұрын
✅✅✅
@NTExplain3 ай бұрын
Thanks ❤
@officialrony21003 ай бұрын
Bhai mera 4 wheeler pass ho gya 2 wheeler nahi hua ab slot book kesa kre
@NTExplain3 ай бұрын
4 wheler pass hain, 2 wheler ke liye pale Retest fees payment karo, Retest fees payment ke bare main pahele hi video upload karke rakha hai, payment karne ke baad same tarike se slot booking karna hai, Or jaankari ke liye what's app karsakte ho brother. Thanks for watching❤
@officialrony21003 ай бұрын
@@NTExplain whatsapp do
@SSApratik3 ай бұрын
nhi ho rha h bhai.........11 bje raat se continuosly lga hu
@NTExplain3 ай бұрын
Sorry for let, subha what's app kare upload kardunga, 9775664186
@gourangagarain03133 ай бұрын
I need to correction my fathers name in DL what should I do??
@NTExplain3 ай бұрын
Father's name correction ke liye.. 1) Pahele Form apply karo 2) Affidavit banbana hai 3) Kisi bhi News paper per Name change ke bare main dalna hai 3) affidavit or News paper upload karo 4) RTO per sabhi form jama kardo, Name change ho jayega. Thanks for watching ❤
@NTExplain3 ай бұрын
Or jaankari ke liye what'sapp karo
@Rangerwolf213 ай бұрын
Tu bangladeshi hai kya?
@NTExplain3 ай бұрын
Nahi bhai west bengali hu matlab west Bengal se hu
@Rangerwolf213 ай бұрын
@@NTExplain oh nahi surname se laga bangladesh se hoga kyu ki Bangladesh cricket team me bhi koi same tumhare surname wala Khiladi hai
@Rangerwolf213 ай бұрын
@@NTExplain waise ek bat batao agar marksheet aur adhar me nam alag hai toh form reject ho jaega kya? Ya DV ke samay dikkat aaegi?
@NTExplain3 ай бұрын
@@Rangerwolf21 form reject nahi hogi, from 10th ki admit ke anusar bharo reject nahi hogi, or jaankari ke liye whatsApp karo 9775664186
@NTExplain3 ай бұрын
@@Rangerwolf21 ok koi bat nahi
@Maya_softheart4 ай бұрын
Afidavid bna doge Kya aap Adhar card me address change karne ke liye
Agar hume icici debit card sw payment krn hai to kya select kre payment gateway option mei
@NTExplain4 ай бұрын
Kisi bi bank ke ATM/Debit Card se payment karo.... Credit/Debit card ka option milegi, ATM/Debit card Number dete hi automatic Debit card hai ya credit card hai show ho jayega.... Or jaankari ke liye whatsApp kare....sabhi comments per number mil jayega... Thanks for watching Dear ❤
@RohitMojale5 ай бұрын
Hi bhaiya.rrb account banate time aadhar verify nhi kar paya pan card se submit kar diya.ab rrb account digilocker se ling kar dene se aadhar verification ho jaiga .aane bale railway exam me aadhar digilocker se kanekt ho jayaga
@NTExplain5 ай бұрын
Digilocker aadhaar se hi banta hai.. isliye aadhaar otp dene se verify ho jata hai.. Apps download karke profile settings per jake check karlo... Or jaankari chahiye too whatsApp kar dena bhai.. Ok
@RohitKumar-nu1tg5 ай бұрын
Consent validity date ka kya matlab hai ,isse hoga kya ,agr 30 days ka timing rakhte hain to uske baad 30 days validity over hone ke baad kya hoga ,kya digilocker se rrb delink ho jayega ?
@NTExplain5 ай бұрын
30 days ke ke baad RRB Account delink ho jayega, isliye validity jyada karlo, jaise ki 2030/2035/2040 unlimited karlo koi problem nahi hogi, unlimited karloge too bar bar link nahi karna padega.. Jaise ki agar aap Digilocker apps pahele se create karke rakha hai too apps open karke settings per dekho kisi na kisi apps ka validity expire dikhayega, isliye validity unlimited karlo, main video per batana vul gaya tha..
@NTExplain5 ай бұрын
30 days ke ke baad RRB Account delink ho jayega, isliye validity jyada karlo, jaise ki 2030/2035/2040 unlimited karlo koi problem nahi hogi, unlimited karloge too bar bar link nahi karna padega.. Jaise ki agar aap Digilocker apps pahele se create karke rakha hai too apps open karke settings per dekho kisi na kisi apps ka validity expire dikhayega, isliye validity unlimited karlo, main video per batana vul gaya tha..
@RohitKumar-nu1tg3 ай бұрын
@@NTExplainrrb link Kiya tha digilocker se aur ab validity expire ho gayi hai magar jb rrb Ka account portal login Kiya to wahan Mera digilocker link tha yaani delink nahi hua ,to fir koi problem nhi honi chahiye Hena
@NTExplain3 ай бұрын
@@RohitKumar-nu1tg RRB Account link karte hi RRB ke pass Digilocker ki Access chala jata hai, koi problem nahi hogi
@RohitKumar-nu1tg5 ай бұрын
Sigilocker se link karna jaruri hai ?aur link karne ke dauran kis-2 document ka access de sakte hain ,agr sirf adhar ka data access dena chahein to chal jayega ?
@NTExplain5 ай бұрын
Abhi too link karna jaruri nahi hain, lekin jaldhi Mandetory hojayega.. Or Digilocker A/c aadhaar se hi banta hai isliye baki documents ki Access de sakte ho. Jab completely Mandetory ho jayega tab automatic sabhi documents ki Access lelega. Aista aista sabhi form per Mandetory ho jayega....
@aslam31795 ай бұрын
Brother digi locker pe open kya sa kara application ko
@NTExplain5 ай бұрын
Brother whatsApp karlo, apki question samajh me nahi aya
@ansu3829n5 ай бұрын
Bro ma 10th pass hu to ma 1st year choose kru yaa 2nd year ?? Addmission lata time 11:02
@NTExplain5 ай бұрын
10th pass karne ke baad 1st year main admission le sakte hoo, 2nd year main admission lene ke liye 10th+ITI Ya fir 10+2 vocational karna padega
@ansu3829n5 ай бұрын
@@NTExplain 🥹🫴✨thnx bro ..! But mana already kr liya 15th ko
@manojsaxena14625 ай бұрын
Driving licence test is a total wastage sighting reasons as under; 1. LL definition is wrong bcoz when a person sit on driving seat for driving is deemed driver whether on learning or drive driving. In driving it faces lots of twist and turns U turns curves and cuts turns hill road gali road highway and villages road with signal and without signals. Lights and off lights Jam wrong side driving in subject conditions traffic lane change by traffic police etc. Parking no parking etc. But even after these driving test nothing found disciplined at parking and road except disciplined parking and disciplined drive perfectly. 2. Driving come with practical driving vehicle and cautions found on road apart from keeping in mind with references cautions study material on you tube or booklet as found possible. 3. Driving licence test centres have big investment on its infrastructures countrywide and worldwide and it's maintenance cost incurred each day of every year and work load hassles and staff cost including electricity and electronic costing occurred on it but nothing found justified bcoz of following reasons as under. 4. Every day petrol diesel and others energy wastage. 5. Manpower wastage. 6. Management power wastage. 7. Painting, reality infrastructures cost and maintenance. See and ascertained and calculate these wastage cost every day through out the year and years to come in a country like ours India and worldwide nation wide when petrol diesel crises are worldwide. Arey fees to milta hai na parivahan treasury ko. Kya guarantee hai ki driving test k baad accident nahin hoga ya parking galat nahi hoga. Apni local parking check kijiye. Hence Driving licence should be given honourably when applied DL registration or After six six months automatic PDL issue. Photo etc. can be loaded on portal directly as required with fees deposit usually. DL to middle age and Senior citizens should be given and honoured bcoz driving help and kids Vehicle maintenance drive also for family group driving and personal driving also for emergency driving. Thank you DRIVING LICENCE TEST ADHURA GYAN HEI. Like mirror control nahin dikhaya in driving and during parking specially. Wheels positions during parking in different conditions nahi sikhaya. Roads line change nahi bataya. Intelligent use of horn nahin bataya. Apart from above wastage Traffic Jam experience nahin hei. Proper driving seat positioning nahi bataya ye to subse important hai. To ye sari problem hai jubki drivers to pahle din hi one gaya when start for driving bus knowledge hi milta thereafter. As much experience as much drive in different conditions on road. Than only become perfect driver disciplined more or less. Licence pahle Dena chahiye before starting driving. Speed breaker ka pass kaise karei ye bhi nahi bataya. YIELD driving k baare mein nahi bataya. LL se better PDL issue karde with conditions ki six months local driving and parking after three or six months go on highway that will like a cautions in mind local drive bhi theek jayada problem nahi. KZbin bhi driving media film training theek knowledge deta hei. Thanks to them. Ab hua hei andaaza pura GYAN. Subject to terms and conditions applied on road construction and conditions. Thank you
@MeriJaanTumYaha5 ай бұрын
Affidavit bana doge kya
@NTExplain5 ай бұрын
Konsa Affidavit chahiye... Or kisliye isteml karoge. Whatsapp 9775664186
@HemantAgrawal-on1ln6 ай бұрын
Learning Licence apply krte samay fees cut nhi ho pa rhi h " To be done by the applicant" Likha aa rha h" Kai bar try kr liya nhi cut rhi, Failed ho jata he? Iska kya solution h?
@NTExplain6 ай бұрын
Service ke wajah se aisa hota hai, what's app karo 9775664186
@qayamkhan26436 ай бұрын
Bike apni le kr jaani padegi ya vaha mil jaegi test k liye
@NTExplain6 ай бұрын
Kisi ka bhi bike lekar ja sakte ho, bas dhayan rakhna ha bike ka sabku6 thik hona chahiye, Bike trail ke wakt bhi mil jayega lekin unki bike sahi nahi hoti hai, or unlogo ki bike logi too 200/300rs charge karegi....
@pranayrawat396 ай бұрын
bhai maine chsl ka form bhara hai signature thoda sa blur upload hogya hai ab kese dobara reupload ho skta hai form submit ho chuka hai plzz help
@NTExplain6 ай бұрын
Iss website main signature upload karne ke liye resize karte karte thora sa blur ho jata hain, aagar jyada blur ho gaya hai to application ki last date ke 2/3 din baad window correction ki option degi... Correction charge pay karke correction karlena.
@RudradebDas-i1b6 ай бұрын
General cast ho cast ka option avoid kar sakta ho kya
@NTExplain6 ай бұрын
Jii bhai bilkul, agar apke pass cast certificate hai or general choose karna chahate hoo too kar sakte ho hoo... Or jaankari ke liye whatsApp kare 9775664186
@ludadoyt83176 ай бұрын
Why it is showing already booked for driving licence 😢😢
@NTExplain6 ай бұрын
Server ke wajah se kabhi kabar aisa hota hai, status check karo agar date book hogaya hain too jis din ka date book hua hai... Uss din nikalne ke baad firse dusre date book karo koii problem nahi hogi.. Or jaankari ke liye what's app kar sakte ho 9775664186
@ludadoyt83176 ай бұрын
@@NTExplain i dint booke dl it's showing automatically
@NTExplain6 ай бұрын
@@ludadoyt8317 whatsApp karo
@chhoti_c_jindgi6 ай бұрын
Hello bhai ek bat batao mena apna rrb ka form fill up kr diya h or payment v ho gyi h successfully ho gya h form bad m jese digiloker ka option aa rha h to ye krna jaruri h kya abi 🤔🤔 yaa fir kbhi kre to issey Koi issue to nhi hoga
@NTExplain6 ай бұрын
No Sister, Lekin abhi too link karna Mandetory nahi kara hai RRB ne, Per iss Vacancy ka complete selection hote hote RRB A/c link karna Mandatory kardegi, kyuki aage jitni bhi form niklegi form bharne ki baad se Sare notice/admit etc apne apne Digilocker A/c per milegi Or documents verification Digilocker A/c se hogi.... Or baad me karogi too koi problem nahi hogi....per mera mano too link karlena chahiye.
@chhoti_c_jindgi6 ай бұрын
@@NTExplain dogilocker link krna k lia fir phone m digilocker App download krna pdega ya fir yu hi process ho jayga 🤔🤔or ydi Jese digilocker se A/c link kr lete h to hmare A/c m Koi problem to nhi hogi 🤔🤔
@NTExplain6 ай бұрын
@@chhoti_c_jindgi apps bina install karke bhi ho jayega, RRB a/c login karo link karne ki option dikhai degi wahi se Digilocker website per Le jayega sirf check box per right click karke access dena hai or A/c agar nahi bana hai too udhar se hi A/c create karlena.... Or access dete wakt date ki option milega usse badhwa dena 2035/2036 ya fir usse bhi upar kardena kyuki O validity hoti hai Recent date rahegi too Expire hoke delink ho jayega. Or jaankari ke liye whatsApp karlena 9775664186
@lovkumar7812 ай бұрын
@@NTExplain yaar maine link kr diya pr maine check box hta diye the jin documents p click tha vha se...
@NTExplain2 ай бұрын
@@lovkumar781 koi problem nahi hogi, Digilocker App install karke profile per Validity extend kar sakte ho, agar nahi karo ge tobhi kor problem nahi hogi. Thanks for watching❤
@Divya.1076 ай бұрын
Bhai payment ka option activate nhi ho Raha hai or timer dikha Raha hai Kya kru?
@NTExplain6 ай бұрын
Wait karo option available ho jayega, 8th April last date hai, Aaj raat ko payment karna last time per jayada problem hoti hai, or same mobile se payment mat karna page refresh hoke failed ho jayega.
@Divya.1076 ай бұрын
@@NTExplain laptop me login krke kr du?
@NTExplain6 ай бұрын
@@Divya.107 hmm bilkul
@Divya.1076 ай бұрын
Thanks bro aap bhut achha explain krte ho ❤
@NTExplain6 ай бұрын
@@Divya.107 yahi problem hai A66ese Explain karta hu or video jyada lambi hoti hai or video viral nahi hoti hai isliye koi dekhta bhi nahi hai 🥺🥺
@Bablu-Tandi7 ай бұрын
Bhai kese dislink kare bataye dusre account me link hogaya 😢
@NTExplain6 ай бұрын
RRB A/c Delink karne ka process... 1- Pahele digilocker apps download karke login karo, 2- Manu option per jao 3- Digilocker Service per jao 4- My consents per jao 5- uske baad RRB ka option mil jayega, Revoke RRB kardo ho jayega
@JasveerSingh-tx5pcАй бұрын
@@NTExplain bhi jo activity par aye ga wo wala remove kr da??
@JasveerSingh-tx5pcАй бұрын
Bhai Mera wala main jo account rrb ka sath attached hua hai us main adhar verification nhi hui ha usa kasa remove kr skta ha..??
@mohammadsami007867 ай бұрын
First time slot book karne main fees pay nahi karte kya?
@NTExplain7 ай бұрын
Bina fees payment ki slot booking nahi hoti hain
@chayanikamitra30017 ай бұрын
main a digilocker se rrb app ka link remove kar diye tha galte se.....phir link nahi ho raha...kay karu? bt rrb ki site paye dikha raha hain your account is linked with digi locker
@NTExplain7 ай бұрын
Ku6 din wait karo RRB A/c per hi link karneki option mil jayega, aagar firbhi nahi ati hai too RPF ki form ke wakt check karlena 15th April ke baad
@Sarkarnews77785 ай бұрын
Kaise keya remove bhai bta mene mere bhai ke account me mera digilocker link kar deya use kaise remove kaise karu btayo bhai please
@NTExplain5 ай бұрын
@@Sarkarnews7778 Sorry for Let..... RRB A/c Delink karne ka process... 1- Pahele digilocker apps download karke login karo, 2- Manu option per jao 3- Digilocker Service per jao 4- My consents per jao 5- uske baad RRB ka option mil jayega, Revoke RRB kardo ho jayega
@Sarkarnews77785 ай бұрын
@@NTExplain ok sir
@AlokKumar-qv9fvАй бұрын
bhai tumhara phir se rrb app link huaa, Digilocker se ya show kiya ya nhi phir se link karne k liye??
@RohitKumar-nu1tg7 ай бұрын
Account digilocker se link karne ke baad hoga kya
@NTExplain7 ай бұрын
Link karna hi padega sabhiko, Aage jitni bhi form niklegi sabhi ka Notice milega admit se lekar Documents verification tak
@RohitKumar-nu1tg7 ай бұрын
@@NTExplain rrb ka to account create hota hai aur usme sabhi details fill ho jaati Hain to fir digilocker ka kya matlab hua,yahan se kaunsi data fetch hoga
@NTExplain7 ай бұрын
@@RohitKumar-nu1tg bhai abhi too link karne ke liye RRB ne khud option diya hai, or A/c login hote hi bataya jataa hai ki aage sabku6 digilocker sehi hogi.
@RohitKumar-nu1tg7 ай бұрын
@@NTExplain Maine to account create karne ke baad ,fir login karke full form fill kar Diya aur submit bhi ho gaya ,isme digilocker ki jarurat hi nahi padi
@NTExplain7 ай бұрын
@@RohitKumar-nu1tg bhai mane bhi nahi bola ki A/c link karoge tabhi Form submit hogi, bataya hai ki aage RRB Exam, DV related sabku6 digilocker main milegi, RRB fully update kardegi Digilocker A/c ke sath, isliye link karne ko bola hain.
@jhakmiaspirants7 ай бұрын
bhai photo upload nhi ho rha hai pixels k karn resize bhi krdi fir bhi
@NTExplain7 ай бұрын
Photo size 30-70 kb ke andar rakho or firbhi problem hoti hai too whatsapp karo brother. 9775664186
@Uturnforce58887 ай бұрын
Some people doing ll test without person please tell me which things
@NTExplain7 ай бұрын
Bilkul sahi bola bhai, lekin jobhi exam deta hai O RTO se juda hua hai, or rto ki id se exam dene per face authentication ki jarurat nahi hoti.
@rajupaulpaul62027 ай бұрын
Ok
@rajupaulpaul62027 ай бұрын
Mera photo background bule upload kar dia form reject ho jayega kiya
@NTExplain7 ай бұрын
Ek hi colour hai too reject nahi hogi, firbhi main change karne ke liye hai bolungi, bhai application per koi compromise nahi karni chahiye. Window correction ke wakt white background per change kar lena,
@rajupaulpaul62027 ай бұрын
Technician mai Nehi.. ALP Bala ek e colour light blue...
@NTExplain7 ай бұрын
@@rajupaulpaul6202 bhai notification pe Plain White Background per hi bataya hai, lekin abhi window correction ka time khatam hogaya hai, aap apna taiyaari chalu rakho, rejecte hogi ya nhi ohh baad mein dekh na, abhi taiyaari chalu rakho bas.