Bahut hi umda kalam hai ,syyed sahab ka Bahut jandar qabile tareef Kya umda radeef ka istemal kiya Anjuman mahtabe janant thoda aur tarannum kalam ke hisab se open rkhti to aur mza aata Waise tanda me wahid anjuma hai achcha pdhne wali mahtabe janant kamal hai 🎉❤❤❤❤
@noorisoundsystem15383 ай бұрын
Mashallah
@hamzaansari49163 ай бұрын
Ye kon hain jo mike mei waa waa waa kar rahe hain Waahhh waahhhh waaahhhhh 😂
@hamzaansari49163 ай бұрын
Aisa lagta hai iss qalaam ke saare sheer ko specially chuna gya tha aur moti ki trah piro ke tasbeeh bana diya gya 😊