Mucus aa rha stool me stop ibs beal tablet aur kutaj parpati vati vi le rha hu thik nhi ho rha h kya krun please bta dijiye kuch dwa
@ranvirsingh101219 сағат бұрын
Ye IBS ka sahi treatment nahi hota h ye bahut heavy dose double medications bta raha h ye side effects karengi hard constipation hoga hi hoga ,
@healthrecoup19 сағат бұрын
Ye IBS ki best medicines hai... Kisi ka ek dawai se IBS theek ho jata hai... Kisi ka jyada dawai se bhi theek nhi hota.... IBS me parhez rakho aur dawai lo IBS theek ho jata hai... Koi constipation nhi hoti... In dawaiyon se IBS-C aur IBS-D dono theek hota hai🙏
@AvanishSoni-kb1sn2 күн бұрын
Mera sirf chikna mal jata hai kya kare koun c problem hai
@healthrecoup2 күн бұрын
Aap Baidyanath ki Kutajghan vati aur Sanjeevani vati ki 1-1 goli din mai 3 time le pani ke sath... Chikna mal aana theek ho jayega.. 🙏
@stdkgymfitness3 күн бұрын
मैं zysan syrup को कैसे प्राप्त करू मेरी मदद कीजिए
@healthrecoupКүн бұрын
Zysan syrup aapko nhi mil raha to Aap Baidyanath ka Panchasav le.. 🙏
@totalfact16955 күн бұрын
Ulcerative colitis me bleeding or mucus rokne ka upay bataye
@healthrecoup4 күн бұрын
Baidyanath ki Kutajghan vati, sanjeevani vati aur Amoebica tab ki 1-1 goli din mai 3 baar le.... Bleeding aur mucus theek ho jayega..... 🙏
@totalfact16955 күн бұрын
Ulcerative colitis me bleeding or mucus rokne ka upay bataye
@principandey46795 күн бұрын
मुझे IBS Constipation hai kya ye dawai le sakte hai please bataye
@healthrecoup5 күн бұрын
Ji ha le sakte ho... Constipation ke liye kutjarisht ki jagah Baidyanath ki Abhayrisht le 🙏
@Prashantk84459 күн бұрын
Panchamrit parpati ko Khali pet lena he ya khane ke bad
@healthrecoup9 күн бұрын
Khane ke baad
@DixaRautela10 күн бұрын
Sir apach he ..khana ni pahchta ...weakness ho gai h bp low rhta h. Bp low kese thik hoga
@healthrecoup9 күн бұрын
Baidyanath ki Liverx aur agnitundi vati ki 1-1 goli 3 time lena shuru kar de
@DixaRautela10 күн бұрын
Sir cologrit ko khali pet lena h ya khane k baad...?
@chandrashekhar180511 күн бұрын
sir! doodh se dast ho jaana ya kabhi bhi dast ho jaana ... ya mal mai chiknai or mucus ya stole ke liye bhi ye dawai le sakte hai
@healthrecoup10 күн бұрын
Ji ha le sakte ho... agar aapko chikna mal aata hai.... To aap ye dawaiyan le 🙏 kosis kijiye doodh aur meetha na khaye
@amitverma25915 күн бұрын
Iske sath liver bhi kamjor ho to ye medicine liver ke liye bhi effective he kya?
@healthrecoup15 күн бұрын
Liver ke liye Baidyanath ki Liverx tab le
@lessonsin47shindi6016 күн бұрын
Sir thank you ..
@healthrecoup15 күн бұрын
Welcome 🙏
@bbbxxx287716 күн бұрын
Kitna din lena parega ya pura zindagi lena paregaa?
@healthrecoup14 күн бұрын
One week
@bbbxxx287714 күн бұрын
@healthrecoup only one week
@rajeshbarya709124 күн бұрын
Ibs c wale konsi dawa le
@healthrecoup23 күн бұрын
IBS C wale Baidyanath ki Kutajghan vati, sanjeevani vati ki 1-1 goli din mai 3 baar pani se le...khana khane ke baad Baidyanath ka Abhayrisht 10 se 15 ml tak barabar pani ke sath pee liya kare... Aapki problem theek ho jayegi... 🙏
@VinayKumar-ve7oz25 күн бұрын
Mujhe gas khana na pachna mal patla hona sahi se letein na hona jaisi problem hai kya le sakte hai reply ❓❓❓❓
@healthrecoup25 күн бұрын
Aap Baidyanath ki Kutajghan vati, sanjeevani vati aur Amibica tab ki 1-1 goli pani ke sath din mai 3 baar le... Aapki sari problem theek ho jayegi 🙏
@GhanshyamRaj-z4e25 күн бұрын
Sir kya IBS wala salad kha sakta hai
@healthrecoup25 күн бұрын
Agar salad se koi problem nhi to kha sakte hai...
@GhanshyamRaj-z4e28 күн бұрын
Sir mujhe khana nahi pachata he aur ghabrahat hota hai dally ek unizyme tablet khana padta hai kya karu please 🙏🙏🙏
@healthrecoup28 күн бұрын
Aap Baidyanath ki Sanjeevani vati, Kutajghan vati aur Amibica tab ki 1-1 goli subah duphar shaam ko 3 time le.... Aapko jaldi hi aaram aa jayega... 🙏
Aap ye dawaiyan le Baidyanath ki Sanjeevani vati, Kutajghan vati aur Amibica tab ki 1-1 goli subah duphar shaam ko 3 time le.... Aapko jaldi hi aaram aa jayega... 🙏
Rubber plates 30kg 3100 rs pvc plates 589 rs jitna Mai rubber plates luga utne mai to pvc 150kg le lu ga
@healthrecoup29 күн бұрын
Right 👍... but pvc plate mai concrete bhara hota hai... Ruf & tuf use nhi kar sakte.... lena hi hai to rubber ya iron plates lo... Long lasting & durable.. but costly🙏
@rajeshbarya709129 күн бұрын
Ibs c with fissure problem hai.... mucus with blood aata hai .. bloating heavy acidity hoti hai aur right side abdominal mei cramp aata hai plz medicine bataye. . bhuk bhi nhi lagti aur digestion bhi nhi hota hai
@healthrecoup29 күн бұрын
Aap Baidyanath ki Kutajghan vati, sanjeevani vati aur Amoebica tab sabki 1-1 goli subah duphar raat ko lena shuru kar de.... Khana khane ke baad Baidyanath ki Abhayrisht 2 chammch barabar pani ke sath pee liya kare... Aapki problem theek ho jayegi.. 🙏
@SanjayParmar-ej2beАй бұрын
अल्सरेटिव कोलाइटिस पर भी वीडियो बनाइए सर🙏🙏
@healthrecoupАй бұрын
Colitis mai bhi le sakte hai 🙏
@SanjayParmar-ej2beАй бұрын
अल्सरेटिव कोलाइटिस नेवी यह ले सकते हैं क्या🙏
@sachinpaul2074Ай бұрын
Sir apka number milge .discus krni h kuj
@healthrecoupАй бұрын
Comment section mai hi discuss kar lo.... Baki logo ke bhi doubts clear ho jayenge.. 🙏
Agar jisko constipation ho toh kya kare plz bataye
@healthrecoup2 ай бұрын
Constipation ke liye Baidyanath ki Abhayrisht khana khane ke baad 15-20 ml tak barabar pani ke sath le..... 🙏
@rajeshbarya70912 ай бұрын
Sir muje ibs C with fissure ki problem hai bleeding bhi hoti hai mucus bhi aata hai....gas bloating... acidity hoti hai ..stool ka colour grey black hsi....plz dawa bataye......bhari constipation hai very hard stool
@healthrecoup2 ай бұрын
Sir aap Baidyanath ki Kutajghan vati, Amibica tab aur sanjeevani vati ki 1-1 goli din mai 3 baat lena shuru kar de.... Khana khane ke baad Baidyanath ka Abhayrisht syrup 15-20 ml tak barabar pani ke sath le....15 dino mai hi aapko aaram aa jayega.... Aaram lage to 15 din aur lekar dawai band kar de... 🙏
@rajeshbarya70912 ай бұрын
@@healthrecoupsir body mei vaat dosh bhi jada bada hua hai...body pe laal ache aaye hai...pet se gale tak bhari acidity bhi rehti hai isme konsi syrup le plz bataye Pet saaf bhi nhi hota iske liye kya kare
@krishnatiwari71542 ай бұрын
सर बहोत बहोत धन्यवाद,,सभी दवाई जो आपने बताई बेस्ट है,,बहोत कारगर साबित हुई पेट के सभी रोगों में
@healthrecoup2 ай бұрын
सही और उत्साहवर्धक बात के लिए आपका भी बहुत बहुत धन्यवाद 🙏
@chetanpawansoni2 ай бұрын
Pls share your no.
@harindernegi62472 ай бұрын
Good dard khatam ho jata hai chahe daat toot jaye per dard nahi hota
@healthrecoup2 ай бұрын
Thanks for sharing views 🙏
@sumitkatariya43592 ай бұрын
Khana khane k baad Lena h ya pehle
@healthrecoup2 ай бұрын
Khana khane ke baad
@raghavsinghkasana93292 ай бұрын
Liv 52 ki tablet inke sath le sakte h kya
@healthrecoup2 ай бұрын
Liv 52 ki jarurat nhi padegi... Phir bhi aapko lgta hai jarurat hai to aap le sakte ho...
@madhiyaaffan15522 ай бұрын
Kya colitis me is dawai ko le sakte he ?
@healthrecoup2 ай бұрын
Le sakte hai
@FaizanAhmad-ks2li2 ай бұрын
Bahi Pakistan ma ya medicine kaha sa mila gi
@healthrecoup2 ай бұрын
Try with online shopping...
@Natwarprajapati-z3e3 ай бұрын
Sir mera beta 12saal ka uske liye kitni dose deni chahiye
@healthrecoup3 ай бұрын
Problem bataye...
@Rohit-v8x3b3 ай бұрын
Bhai muja kabj wali ibs ha aur dharn ki parashani ha
@healthrecoup2 ай бұрын
Aap Baidyanath ki Abhayrisht le aur Baidyanath ki Kutajghan vati, sanjeevani vati ki 1-1 goli subah shaam le.. 🙏
@Surjit5663 ай бұрын
Sir hame 20 sal se yeh rog hai, is 4dawa ke baad bhi koi dawai hai to jarur batiye,. Mujhe loose motions ke sath mucus aur constipation bhi rahta hai,
@healthrecoup3 ай бұрын
In 4 dawaiyon se hi aaram aa jayega 🙏
@iqbalmahesania46833 ай бұрын
Thanks you so much Sir
@healthrecoup3 ай бұрын
🙏
@letstoorandtravel74303 ай бұрын
Kis ko theek huwa bataao
@AtharvaBlogs3 ай бұрын
Ek medicine sirf kafi hai Patanjali ka cologrit Maine liya aur mujhe kitna bar nas me water chadhaya Gaya ek medicine thik kar diya
@dharmkumar43903 ай бұрын
Cologrit se sahi hojaega kya
@rajeshbarya70912 ай бұрын
Aapko kya problem thi
@manoj25813 ай бұрын
Kahay piya tabhi lagega ,jab apun kam hagega 😢😢
@indranarayangope4843 ай бұрын
Please don't repeat same words again and again.
@Shubhra1234.3 ай бұрын
Heart blockage wale log kutjarist le sakte hai, plz reply me 🙏🙏🙏