Lyrics........ Ajeeb manzar hai Tadap k kehti hai kubra Ajeeb manzar hai Lahoo mei dooba hai sehra... Ajeeb manzar hai...X2 Yeh keh k shab ki biyahee nei chudiya todi X3 Chadha na rang heena ka Ajeeb manzar hai Lahoo mei dooba hai sehra Ajeeb manzar hai Abhi toh hatho ki laali na chuthne paieX3 Ojad gaie meri duniya Ajeeb manzar hai Lahoo mei dooba hai sehra Ajeeb manzar hai Bajaie laash k tukdey outha rahe hai Hussain X3 Na puch barey ilaha Ajeeb manzar hai Lahoo mei dooba hai sehra Aeba mei tukdo ko rakh kr Hussain latey hai X3 Nirali shaan ka lasha Ajeeb manzar hai Lahoo mei dooba hai sehra Yeh ek shab ki biyahi k ran mei naaley hai X3 Loota suhag khudaya Ajeeb manzar hai Lahoo mei dooba hai sehra ajeeb manzar hai Yakeen ata nahi mujhko kuch batao Toh X3 Mai kaise ho gaie bewa Ajeeb manzar hai Lahoo mei dooba hai sehra ajeeb manzar hai Outha raha hai shaeedo ki laash maqtal se X3 Or uspe shukr ka sajdah Ajeeb manzar hai Lahoo mei dooba hai sehra ajeeb manzar hai Sukoon ata tha jisko pidar k Seena pr X3 Vo kha rahi hai tamacha Ajeeb manzar hai Lahoo mei dooba hai sehra ajeeb manzar hai Na likh sakega naqi rok ley kalam apna X3 Hai dil kharash yeh lamha Ajeeb manzar hai Lahoo mei dooba hai sehra ajeeb manzar hai
@NazishNaqvi_725 ай бұрын
❤❤
@masumkaradiya59565 ай бұрын
Lyrics bhejo bhai
@imransalmani39075 ай бұрын
lmtan
@gamingEntiyaj6 ай бұрын
Ya Hussain
@abrarhusain84157 ай бұрын
Masaallah kya noha hai maula salamat rakhe apko Nafees Bhai apko
Itna bade shayar h ye matla sani bahid sikarpuri ka h nayar sir ye galat h
@kismatali89533 жыл бұрын
Bahid sikarpur ka noha h ye nayar ka nhi h
@shifazahra28863 жыл бұрын
Masealla
@alihusen86233 жыл бұрын
Labbaik labbaik labbaik labbaik ya husain....
@sharibsayed33 жыл бұрын
Sughra se mila do Sughra se mila do..(2) Beemar behan ka mujhe, chehra hi dikha do baba, baba, sughra se mila do Sughra se mila do..(4) 1. Ye baat hai sadd gham ki ghata chhayi hai mujhpar phal barchi ka toota hai mere seene ke andar aye baba na bach payega ab aapka akbar beemaar, beemaar, behan ka mujhe, chehra hi dikha do 2. Aata hai mujhe yaad madine ka wo manzar mai aaunga aaya tha ye beemar se keh kar ab kehna hai jaa karta hai ye tera baradar beemaar, beemaar, behan ka mujhe, chehra hi dikha do 3. Kya haal hai bhai ki judaai mein bahan ka hai kaun khabar geer khudai mein bahan ka maloom hai dil rehta hai bhai mein bahan ka beemaar, beemaar, behan ka mujhe, chehra hi dikha do 4. Majboor hai maghmoom hai beemaar hai baba sughra bhare kunbe ki azadaar hai baba wo meri mohabbat mein giraftaar hai baba beemaar, beemaar, behan ka mujhe, chehra hi dikha do 5. Kya uspa guzarti hai bata dijiye mujhko surat meri khwahar ki dikha dijiye mujhko mumkin ho to aawaaz suna dijiye mujhko beemaar, beemaar, behan ka mujhe, chehra hi dikha do 6. Tum aye labe dam jaan to ab khota hu baba mai maut ki aaghosh mein ab sota hu baba lekin mai pareshaan bohot hota hu baba beemaar, beemaar, behan ka mujhe, chehra hi dikha do 7. Do ungliya sheh ne jo uthayi sare maidaa'n hamsheer nazar aayi madine me pareshaan sarwar ne kaha ab nahi kehna ye meri jaan beemaar, beemaar, behan ka mujhe, chehra hi dikha do 8. Akbar ke sharal dilpa yaka yak huwa sadma rukne lagi saas aur mutaghayyar hua chehra karte hue band aankh kaha ab na kahunga beemaar, beemaar, behan ka mujhe, chehra hi dikha do