Пікірлер
@kajaltyagi497
@kajaltyagi497 2 сағат бұрын
Sir ye to pta h ki ye ocd h bt mn m negative thoughts aate h jse ki m married hu sir or mere sass mujhe kuch negative bol dte h to vo bat bhut feel hoti h or vhi dimag m ghumte rhte h or usse PHR kch aacha ni lgta mtb depressed se ho jti hu iska koi treatment btaiye na sir or ye bi kya ocd h ky
@Vanshu_278
@Vanshu_278 15 сағат бұрын
Sir mannat OCD me jo mannat hamare man me aati h nd usse hame acha nhi lagta h to sir uss mannat ko vahi reject kar sakte h ??
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist Сағат бұрын
बिल्कुल
@Deepakshah01
@Deepakshah01 17 сағат бұрын
Sir hm bhi ballia se ha sir aapse milna chahta hu hamara anxiety 6 month se hua hai mai kya kru
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist 2 сағат бұрын
10 Nov ko pehle 50 patient ko Free Consultation karenge,aa jaye us din 👍
@Deepakshah01
@Deepakshah01 Сағат бұрын
@@drravi-HonestPsychiatrist ok sir tysm u
@gopal7338
@gopal7338 Күн бұрын
👏👏👏
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist Күн бұрын
👍
@kapildevyadav1775
@kapildevyadav1775 Күн бұрын
Bahut paresan hu sir mind cantroal nhi ho pa raha hai sir help me sir
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist Күн бұрын
Patna AIIMS me khud ko dikhaye...achcha rahega
@kapildevyadav1775
@kapildevyadav1775 23 сағат бұрын
Aap se nhi dikha sakte hai sir
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist Сағат бұрын
@kapildevyadav1775 पिछले 6 महीने से तो यही पूछ रहे हो भाई। सब कुछ तो जान गए हो ,जब एक बार अभी तक consult नहीं कर पाए तो 3,4 बार कैसे कर पाओगे। बस पूरा साल पूछते ही रहोगे क्या ?? जब भी आना है आओ ।
@kapildevyadav1775
@kapildevyadav1775 Күн бұрын
Hamko bhi milna hai aap hamko kab bula rahe hai sir bataye
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist Күн бұрын
Ye apki marzi hai apko kb ana hai..baki har month ke 2nd n 4th Sunday mai pehle 50 log ko Free Consultation deta hu..👍
@Insightsintopharmacy
@Insightsintopharmacy Күн бұрын
Sir sapna aata hai jisme mai daur rha hu bhaag rha hu kisi ko maar raha hu aur subha body mai bilkul energy nhi rheta aur din bhar dimaag m aate hai kya kru sir please reply... Meine doctor ko isse reason k liye dikhaye tha 6 months se dawai kha rha hu ocd ka ..mujhe gussa aata tha pehle chirchira rehta tha..woh sab toh thik hai par sapna pareshan krte hai kabhi kabhi main bhul jata hu sapna but kabhi kabhi yaad rheta hai aur din bharr dimaag kharab rheta hai ... Please reply sir🙏🙏
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist Күн бұрын
Sapno ke bare me maine video banaya hai...sapno par zyada dhyan na de..na hi uske matlab nikale...👍
@Insightsintopharmacy
@Insightsintopharmacy Күн бұрын
Sir sapna aata hai jisme mai daur rha hu bhaag rha hu kisi ko maar raha hu aur subha body mai bilkul energy nhi rheta aur din bhar dimaag m aate hai kya kru sir please reply
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist Күн бұрын
Is video ko dhyan se dekhiye...bahut kuch important information hai isme
@narinderbhaperjhabelwali5253
@narinderbhaperjhabelwali5253 Күн бұрын
Dr . Sabib ji bahut badhiya jankari de rahe hain aap
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist Күн бұрын
Thank u 👍
@AmandeepSekhon-n3e
@AmandeepSekhon-n3e Күн бұрын
Ocd mange hota ya fir bilkul cure btaye
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist Күн бұрын
Agar Sahi se treatment ho aur baato ko mana jaye...to 100% theek hota hai
@awadheshkumar5847
@awadheshkumar5847 3 күн бұрын
Best advice
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist 3 күн бұрын
👍
@Sahilpathan0061
@Sahilpathan0061 3 күн бұрын
Aapke dwara di gye information shi hai Mai follow kr rha hu aapki baato ko Aur day by day recover ho rha hei self practice ke dwara Good 👍 information
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist 3 күн бұрын
👍
@Reporter_praveen
@Reporter_praveen 3 күн бұрын
Aap ka clinic kaha hai sir?
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist 3 күн бұрын
Ballia
@Reporter_praveen
@Reporter_praveen Күн бұрын
@@drravi-HonestPsychiatrist sir aap apane clinic ka address ya ph n. Dijiye aap se milna hai 🙏
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist Күн бұрын
@Reporter_praveen whatsapp 7456088563 for details
@narinderbhaperjhabelwali5253
@narinderbhaperjhabelwali5253 3 күн бұрын
Dr.SahibJi app ko main pehli bar suna bahut badhiya Laga Doctor Narinder Bhaper Sharma Jhabelwali District Shri Muktsar Sabib Punjab
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist 3 күн бұрын
Thank u 👍
@mandarsangvikar1301
@mandarsangvikar1301 3 күн бұрын
Sir ji thanks 🙏🙏🙏
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist 3 күн бұрын
👍
@nikhilmaurya592
@nikhilmaurya592 4 күн бұрын
Sir video is good and causes,etiology, treatment on video, I requested to you sir
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist 4 күн бұрын
After some time,stay connected 👍
@PranshuParmaarshort
@PranshuParmaarshort 4 күн бұрын
Sir please help kijiye 😢😢😢😢
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist 4 күн бұрын
Apni problem ko detail me bataye 👍
@Sahilpathan0061
@Sahilpathan0061 5 күн бұрын
Mujhko contamination ocd & Dipression tha picchle 8 years se Present mai aapki video aur baato ko follow kr rha hu Aur ek molvi hai pakistan ke contamination ocd ki specialist hai unki videos aur aapki videos se bahut help mil rhi hai
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist 4 күн бұрын
Baato ko maniye..jaldi theek honge
@Sahilpathan0061
@Sahilpathan0061 5 күн бұрын
KZbin par 2018 se psychology ocd & Dipression par video dekh rha hu kaafi channel dekh chuka hu abhi tak But jo kaam aur shi aur sateek information aap de rhe hai wo ekdam best जानकारी hai Aap full ईमानदारी के साथ अपना काम कर रहे है You r a Real Honest Psychiatric।
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist 4 күн бұрын
Thank u 😊👍
@mandarsangvikar1301
@mandarsangvikar1301 5 күн бұрын
Sir generally Skizophrena kitne din mai ठीक होती है..
@ramjeetyadav4998
@ramjeetyadav4998 5 күн бұрын
यह बीमारी कभी भी ठीक नहीं होती है।इसे दवा के द्वारा कंट्रोल किया जा सकता है।इसमे दवा अंतिम स्वाश तक चलती है।
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist 5 күн бұрын
Ye apki knowledge hai...10-15% patient theek bhi hote hai
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist 5 күн бұрын
Video ko theek se dekhe ...meri baat ko samjh payenge..
@kapildevyadav1775
@kapildevyadav1775 5 күн бұрын
Mind cantroal nhi ho raha hai sir ab kuchh samajh me nhi a raha hai
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist 5 күн бұрын
Iske liye aap Patna AIIMS me Consult kar le...isme kuch zyada samajhne wali baat nahi hai
@kapildevyadav1775
@kapildevyadav1775 5 күн бұрын
Hamko kuchh samajh me nhi aa raha hai kya karu sir
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist 5 күн бұрын
Aram se soch le...time lekar
@Insightsintopharmacy
@Insightsintopharmacy 5 күн бұрын
Sir kyaa bura sapno ko rokna k ilaj hai please ek vedio banaye?? Thankyou
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist 5 күн бұрын
kzbin.info/www/bejne/ammvdXijZ9mFqs0 iske alawa kuch janana hai to bataye
@kajaltyagi497
@kajaltyagi497 5 күн бұрын
Sir jse kse female ko pcod h or uski OCD or depression ki dbaiya chlre h to usse ka pcod or bekr to ni hoga ocd or depression ke dbiyo pr female m koi glt effet to ni pdta ya unki pregnancy pr jse koi female pregnant h or vo ocd depression ki dbaiya khare h to usse bche pr frk to ni pdega or ek bat or sir kya ocd m depression hota hai pls pls sir mra cmmt jrur pdna or dhyn se padha or sir ap hmre liye beghwan h mujhe shi jankri dna
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist 5 күн бұрын
Mai sare comment dhyan se hi padhta hu ,apne bhagwan par doubt na kare...kisi ko mai galat jankari nahi deta... pregnancy me medicine kam ki jati hai.. apne pehle bhi poocha tha...side effects medicine ke dose par depend karta hai
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist 5 күн бұрын
Baki apke situation me jo psychiatrist apko treatment de rahe hai wahi achcha bata payenge ki kitni medicine chalni chahiye.... normally pregnancy me kam se kam medicine khani hoti hai.Baby pe asar pad sakta hai... Isliye apne psychiatrist se ek bar consult kare iske liye
@sarvan6073
@sarvan6073 8 күн бұрын
Sir kya mai issh se nikalkar better life paa sakta hu kya sir maine 1yr tak regular India ke best homeopathy Dr se medicine liya jo ki bahut mehnga tha sir sab umeed khatam hote jaa rahe hai sabhi jagah apne symptoms apne history ko batane mein bhi accha feel nhi hota kyuki problem hee aisa hai kya karna chahiye sir 🙏
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist 6 күн бұрын
Iska best treatment Allopathy me hai plus counseling session is best combination 👍
@sarvan6073
@sarvan6073 8 күн бұрын
Sir maine apne sexual ocd ke baarein mein aapko bataya tha sir mujhe kuch smjh nhi aa raha ki iss situation mein mujhe psychiatrist se dikhna chahiye ki psychologist se please sir reply
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist 6 күн бұрын
For mild symptoms...only counseling For moderate n severe symptoms... medicine plus counseling...Jisse bhi consult kare...bas vo apki baato ko sune n proper treatment de.👍
@RETRO-__-GAMING-TV_5
@RETRO-__-GAMING-TV_5 9 күн бұрын
Sir mayray Ko pagal ho ny ka dar lagta hai kya karu sir please help me
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist 8 күн бұрын
Pichle 6 mahine se yahi pooch rahe hai...aur maine apko bahut baar batya hai ki apne near by psychiatrist se consult kare...Verna theek kaise honge...🤔
@mandarsangvikar1301
@mandarsangvikar1301 9 күн бұрын
Nice Honerable Dr.Ravi ji sir thanks for knowledge
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist 8 күн бұрын
👍
@shrikantdhakne2216
@shrikantdhakne2216 10 күн бұрын
मुझे ओसीडि है गंभीर रूप ले रही अब कुछ भी नहीं कर रहा हूँ बहुत खराब लग रहा है
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist 9 күн бұрын
To ise theek karne ke bare me sochna shuru kare...kyuki ye ziddi bimari hai..jaldi chodti nahi hai
@kapildevyadav1775
@kapildevyadav1775 10 күн бұрын
Hamko sir aap se kaha akar dikhana hoga help me sir
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist 9 күн бұрын
Bhai jagab ho tum...pichle 5 mahine se yahi sawaal pooch rahe ho...lekin mere 5 baar batane par bhi nahi samajh paye...🤦🏻
@rosemerry8549
@rosemerry8549 3 күн бұрын
OCD ka problem tha bete ko ek he kam bar bar karta tha usko Ayurvedic dawai me ASSICON SYRUP AUR BRANOCON SYRUP 4 mahine Diya complete thik ho gya...
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist 3 күн бұрын
@@rosemerry8549 achchi baat hai 👏👏
@ChandraPrakash-lc1xu
@ChandraPrakash-lc1xu 12 күн бұрын
Thanksyou
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist 12 күн бұрын
👍
@Samyugdha
@Samyugdha 12 күн бұрын
Mujhe apse consult karna hai..kab kar sakti hoon please bataiye sir
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist 12 күн бұрын
Ap kisi aur psychiatrist se consult kar le...mai abhi consultation nahi kar raha hu
@Samyugdha
@Samyugdha 12 күн бұрын
@@drravi-HonestPsychiatrist Kitne dino ke baad karenge Sir bataiye please
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist 12 күн бұрын
Kuch month Tak nahi ..👍
@Samyugdha
@Samyugdha 12 күн бұрын
@@drravi-HonestPsychiatrist Mere mind mein ek bichar aya ki main 11 baar bhagwan ki photo dekhungi. Yeh easy hai toh sayad main iss compulsion ko kar lungi yeh soch kar maine jaan bujh kar " 1100 baar photo dekhungi" aisa soch liya, taki main compulsion na karoon. Ab 1100 baar phto dekhne ka bichar mujhe parisaan kar rha hai, anxiety ho rhi hai. Mera man nhin hai phto dekhne ki. Kya 1100 baar phto dekhne ka sochna ek mannat ho gya ? Mujhe phto dekhni chahiye ? Please Sir reply dijiye 🙏
@Samyugdha
@Samyugdha 10 күн бұрын
Reply dijiye Sir Please 🥺🙏
@Officerinmaking
@Officerinmaking 12 күн бұрын
Sir i tried to contact you on your Wattsapp and phone number but it was switched off..i want book a phone consultation with you.
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist 12 күн бұрын
No Online Consultation as for now.. Watch my videos n if there is a specific problem then comment
@Sahilpathan0061
@Sahilpathan0061 13 күн бұрын
Shi information di aapne Very good 💯
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist 12 күн бұрын
👍
@anilmasti1
@anilmasti1 14 күн бұрын
Nice sir jagruk karne ke liye
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist 14 күн бұрын
👍
@rabbanakhankhanrabbana7311
@rabbanakhankhanrabbana7311 15 күн бұрын
Kya anxiety bhi psychosis me convert ho sakti h kya pls reply 🙏🙏🙏🙏
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist 15 күн бұрын
90% cases me nahi ,baki severity pe depend karta hai n patient pr bhj
@rabbanakhankhanrabbana7311
@rabbanakhankhanrabbana7311 15 күн бұрын
@@drravi-HonestPsychiatrist severity matlab jyada panic attacs ane lage bechani ghabrahat jyada badh jaye tb kya
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist 14 күн бұрын
Severity means jab patient apni problem ko normal samajhne lage n ise theek karne ki asli koshish chodne lage.
@RupaKumari-st6hm
@RupaKumari-st6hm 16 күн бұрын
Sir mujhe ek kaam baar baar karne ko man karta h
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist 15 күн бұрын
Problem hai ye
@anujagarwal-sc5fv
@anujagarwal-sc5fv 16 күн бұрын
Sirji kya serotonin bowel movement ko increase karta hai ?
@drravi-HonestPsychiatrist
@drravi-HonestPsychiatrist 15 күн бұрын
Regulate karta hai
@anujagarwal-sc5fv
@anujagarwal-sc5fv 14 күн бұрын
Regulate means?