Isteghasa by Mir Sajjad Mir 2015
4:54
Пікірлер
@alitaqqi11
@alitaqqi11 Күн бұрын
Salam ya imam
@kambar47
@kambar47 2 күн бұрын
Haye mazloom imam a.s😭
@ZahoorMahidi
@ZahoorMahidi 5 күн бұрын
😢😢😢😢
@ZahoorMahidi
@ZahoorMahidi 5 күн бұрын
😢
@HyderAli-nz5cz
@HyderAli-nz5cz 6 күн бұрын
Lyrics yabnaz zahra yaa abbas..(2) mai ain se hussain ka aashiq bhi ishq bhi be se hu buturab ki mai hasrate bhi zahir alif se hai abu talib ki aa gahi aur seen se hasan ki samaj bujh sath bhi abbas dekhne mei faqad mera naam hai darasl yeh hussain ke lashkar ka naam hai abbas naam hai mera..(3) maanga hai rab se maalike kaunain ne mujhe beta kaha hai maadar e hasnain ne mujhe 1. asma e panjetan ka asasa hai mera naam alfaz hai tawaaf me kaaba hai mera naam israar aur ramuz ki duniya hai mera naam khud mustafa ki beti ne mera naam bejaan nahi hai harf koi mere naam me simti hui hai naade ali mere naam me 2. tauheed ko hai naaz khudae wafa hu mai mushkil kusha ka laal hu mushkil kusha hu mai barso jabeen e shere khuda me raha hu mai dohraya jab ali ko khuda ne bana hu mai khilqat mei meri dakhl nahi maao teen ko tohfa hu mai batul ka ummul banin ko 3. qehre khuda ki bolti tasweer meri tegh rooho pe maut karti hai tehreer meri tegh tegho me misle aaya e tatheer meri tegh toofaane nuh khwaab hai taabeer meri tegh ismat ki pehredaar hai tatheer ki qasam yeh choti zulfiqar hai shabbir ki qasam 4. talwar meri jaaegi ran me jidhar jidhar baarish waha pe hogi saro ki sarar sarar ashal k paav peesege tumko karar karar dekhegi maut khud yeh nazaare tukar tukar san san ki saut aisi sama'at me chaegi dhad dhad girege dhad na sada tumko aaegi 5. mai chahta hu quwat e baazu pe jang ho dekhu to tumko kitney bahadur ho shamiyo manzur yeh nahi hai to khud faisla karo dikhlau maujizat mai apne jo tum kaho darya pe haath dhoge abhi tum hayaat se apne saro ko kaatoge khud apne haath se 6. aise karunga waar sambhal ne na dunga mai pehlu bhi tumko aaj badalne na dunga mai talwaar kya zabaan bhi chalne na dunga mai nazro ke daaere se nikalne na dunga mai meri hai kaaenaat kaha bachke jaaoge sunlo jaha chipogey waha mujhko paaoge 7. tumko ghamand fauj pe qasrat pe hai gurur in baazuo ke zor ka tumko nahi shauur pal me nikaal dungaa mai zehno ka har futoor dozakh ka naam aaj se hoga yazidpur hum kehke yaa ali jo abhi tegh uthaege murde tumhaare zere kafan thar tharaaege 8. mashur hai yeh baat khuda ki khudaai me maahir hai meri tegh safo ki safaai me tum kya mai do jahaan dubo du taraai me daste khuda ka zor hai meri kalaai me chahu toh baithe baithe mai ash'al ki zeen par lehra ke aasmaan ko ulat du zameen par 9. aalam tha tera saal me aisa jalaal ka siffin me badal diya naksha jidaal ka ab toh shabaab aaya hai mere kamaal ka abbas aaj ho gaya battees(32) saal kaa..(2) sun lo qaza ke ghaat utaaruga mai tumhe ghera hai tumne gher ke maarungaa mai tumhe 10. dunya na samjhi mir takallum yeh falsafa parcham hai surkh gumbade ibne batul ka yaani ruki nahi hai abhi jange karbala aur aa rahi hai roza e abbas se sada rokega mujhko tab na nawaasa rasool ka mehdi ke saath loonga mai badlaa batool ka
@faizanabbas1924
@faizanabbas1924 6 күн бұрын
❤❤❤❤❤
@KazimRaza-k9s
@KazimRaza-k9s 12 күн бұрын
😢😢😢😢😢😢
@MohsinRaza-jf4dt
@MohsinRaza-jf4dt 19 күн бұрын
MashaAllah
@syedshakeelzaidi9799
@syedshakeelzaidi9799 24 күн бұрын
😭😭😭😭😭
@alimeraj7683
@alimeraj7683 Ай бұрын
Good❤
@syedfarazmatloob6155
@syedfarazmatloob6155 Ай бұрын
Haye Madar e Abbul Fazlil Abbas Alamdar adw
@PakeezaShah-x6w
@PakeezaShah-x6w Ай бұрын
Hye sdky pak bibi 😢
@Khadimeimamalinaqi
@Khadimeimamalinaqi 2 ай бұрын
Haaye Imam Musa Kazim a.s 💔🖤😢😭😭🏴🏴🏴
@Khadimeimamalinaqi
@Khadimeimamalinaqi 2 ай бұрын
Bar Umar Abubakar Usmaan muaviya yazeed shimr ibne muljim ayesha hinda abusufiyaan abu lehed abu jahel umme fazl kunfus mamoon rasheed haroon rasheed joda binte ashas ibne numayr abdul malik mutasin Walid bin Abdul malik mutamid mutazz mutasin per lanat beshumar 🔥🤬💡
@alihusnain4946
@alihusnain4946 2 ай бұрын
😭😭😭😭💔💔💔💔
@mangihajimuhammad5906
@mangihajimuhammad5906 3 ай бұрын
2024 listner
@Abihashahzadi_m508
@Abihashahzadi_m508 3 ай бұрын
Darodo Salam mola imam e Zamana as ❤❤❤❤❤❤
@AnimalAdventures765
@AnimalAdventures765 3 ай бұрын
Hay mere maula mazlum Husain as 😢
@HamzaaliJafrey-mf9bo
@HamzaaliJafrey-mf9bo 4 ай бұрын
Listening 24-9-2024
@kumailhassan4351
@kumailhassan4351 4 ай бұрын
Salam ya mola Ghazi Abbas Almdar or mola Harzat lmam Hussain bin Ali
@Ali_zaidi110
@Ali_zaidi110 4 ай бұрын
#Janab Waiz Sultanpuri sb (India) jazakallah bhai ke sbhi kalam bhot zyda pur Dard 💔😭 hote hai bibi salamat rakhe
@zahrabatool163
@zahrabatool163 4 ай бұрын
Sadqy
@Yaalimadad1
@Yaalimadad1 4 ай бұрын
oh master of the time, please return 🙏
@syedasafina6885
@syedasafina6885 4 ай бұрын
Pata nahi sehzadi kaise zinda thy bhai ki shahadath k baad.....
@NawabAlam-o1y
@NawabAlam-o1y 4 ай бұрын
Mere pas is nohe ke liye kch lfz hi nhi h bs,,😢😢bs anshu nhi ruk skte ye noha aisa h
@FidakeZahra
@FidakeZahra 4 ай бұрын
😭😭😭
@QasimAli-sd4zm
@QasimAli-sd4zm 4 ай бұрын
Salam musafarya shaam😢😢
@sayedsakina885
@sayedsakina885 4 ай бұрын
Lyrics are here:-👇 Alwida Alwida qaime may aake shah ne jab alwida kaha kohraam mach gaya tha jiska intezar wo sa'at qareeb hai din dhal raha hai shame musibat qareeb hai kuch dayr ki hai baat qayamat qareeb hai zainab ghareeb bhai ki ruksat qareeb hai ye keh ke maanga maa ka jo kurta sila hua kohraam mach gaya... kuch door hatke khaime may bole shahe zaman zehmat na ho ke baazu badhao meri behan mai bosay loo waha ke bandhegi jahan rasan baazu badha ke roti thi hamsheer khastatan bhai behan ke baazu ko jab choomne laga kohraam mach gaya... ye sunke binte fathema zehra tadap gayi boli gala badhao bas ab jald ya akhi amma ki baat aaj mujhe yaad aagayi mai bosay loo wahan ke chalegi jahan churi zainab ne badke chooma baradar ka jab gala kohraam mach gaya... beti se phir ye kehne laga fatema ka laal rehna phupi ke paas rakhengi tera khayal ghurbat hai tum phupi se na karna koi sawaal warna tere padar ko bahot hoyega malaal phir sar pe haath rakh ke jo dene lagay dua kohraam mach gaya... beti ko jab supurde behan kar chuke imam rokar behan se kehne lagay aasman maqam jaana watan jo qaid se chutkar ay tishnaqam kehna lehad pe maa ki mera aakhri salam aaya jo lab pe fatema zehra ka tazkira kohraam mach gaya... abid se phir ye kehne lagay shahe karbala bewaon ka aur yateemo ka ab tum ho aasra jo imtehan mera tha sab maine dediya aagay tera jihad hai bemaare karbala bemaar beta baap se jis dam juda hua kohraam mach gaya... Khaime se baahar aaye jo sultane karbala sar ko jhukaye rota tha khud asbe bawafa ab kis tarha sawaar ho zehra ka laadla tanhai ke siwa koi yawar nahi bacha jab suye nehr dekh ke ghazi ko di sada kohraam mach gaya... bhai ko tanha dekh ke zainab tadap gayi roti hui hussain ke nazdeek aa gayi aur phir raqaab thaam ke boli ay shahe deen lo mai sawaar karti hoo abbas gar nahi wayiz hua sawaar jo zehra ka laadla kohraam mach gaya...
@welovefamily6093
@welovefamily6093 4 ай бұрын
Listening in 2024 September
@welovefamily6093
@welovefamily6093 4 ай бұрын
Or kon kon 2024 me sun raha hai hazri dedo
@emanzahrasyed
@emanzahrasyed 5 ай бұрын
Masterpiece
@m.a.karadia1641
@m.a.karadia1641 5 ай бұрын
Ya husain
@sayedaman1885
@sayedaman1885 5 ай бұрын
😭😭😭😭😭😭😭😭
@hepworthcorys1963
@hepworthcorys1963 5 ай бұрын
😢😢😢😢
@syedmuhammadasadabbasabidi4397
@syedmuhammadasadabbasabidi4397 5 ай бұрын
Haye Bibi Sakina s.a 💔
@AliKhan-b9j4h
@AliKhan-b9j4h 5 ай бұрын
😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂❤
@ArslanAli-f3c
@ArslanAli-f3c 5 ай бұрын
Lanat hay ag k yazid
@Qamar-s2m
@Qamar-s2m 5 ай бұрын
🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺💔💔💔🥺💔💔💔💔💔🥺😭😭😭😭😭😭😭😭🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻💔💔💔😭😭😭😭🕋☝🏻
@MolealiAli
@MolealiAli 5 ай бұрын
L
@syedghazi5266
@syedghazi5266 3 ай бұрын
To yourself
@FleurdesIles-sy4mx
@FleurdesIles-sy4mx 5 ай бұрын
😭😭😭😭
@AnjumKhan-rj1hn
@AnjumKhan-rj1hn 5 ай бұрын
😢😢😢
@shamahamood6502
@shamahamood6502 5 ай бұрын
ہائے اہلبیت اطہار 😭😭😭😭😭
@AsgharRizvi-r2d
@AsgharRizvi-r2d 5 ай бұрын
💚💚💚💚💚💚💚😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭💚💔🥺
@OMGFOOD0
@OMGFOOD0 6 ай бұрын
سنو سنو اے دوستوں یہ چشم تصور کا واقعہ ایک دن ہوا جو قمبر و فضا کا سامنا دونوں کو اہل بیت کی نسبت پہ ناز تھا پھر یہ ہوا کہ چھڑ گیا رتبوں کا تذکرہ اس گھر کے نوکروں کی ہے کیا ابرو سنو اس وقت ہوئی تھی دونوں میں جو گفتگو سنو سنو سنو قمبر کی اور فضا کی گفتگو سنو قمبر یہ بولا سب سے ہے رتبہ میرا جدا مشہور دو جہاں میں ہوں میں ابدی مرتضی مولا نے یوں کیا میری قسمت کا فیصلہ شایان شان مرتبہ مجھ کو عطا ہوا سد شکر میں غلام جناب امیر ہوں چاہوں تو بھیک دیتا ہوں ایسا فقیر ہوں سنو سنو قمبر کی اور فضا کی گفتگو سنو فضا نے دی صدا میرے پوچھو نہ مرتبے تے کرتی ہوں میں لمحوں میں صدیوں کے فاصلے مشہور دو جہان میں ہے میرے واقیے ہوتے ہیں عرش والوں میں بھی میرے تصورے بس یہ صفت ہی کافی ہے کونین کے لئے میں روٹیاں پکاتی ہوں حسنین کے لیے سنو سنو قمبر کی اور فضا کی گفتگو سنو قمبر یہ بولا اج سنو میرے معجزات بس میں ہی جانتا ہوں غلامی کی کل صفات جس دم علی کے قدموں پہ ہوتے ہیں میرے ہاتھ محسوس مجھ کو ہوتی ہے مٹھی میں کائنات ٹھوکر سے میری نور کے چشمے ابھرتے ہیں شمس و قمر بھی میرے اشاروں پہ چلتے ہیں سنو سنو قمبر کی اور فضا کی گفتگو سنو فضا نے داد دے کے کہا میری بات سن کیسی حسین ملی ہے مجھے کائنات سن وہ تیرے معجزے تھے میرے معجزات سن پہنچے ہیں کس مقام پہ فضا کے ہاتھ سن میں نے حسن حسین کو ان سے اٹھایا ہے زینب کو میرے ہاتھوں نے چلنا سکھایا ہے سنو سنو سنو کمبر کی اور فضا کی گفتگو سنو کمبر یہ بولا سچ ہے میں کوئی نبی نہیں میرے لئے تو کوئی شریعت بنی نہیں مجھ کو کوئی کتاب خدا سے ملی نہیں پر میرے اختیار میں بھی کچھ کمی نہیں حیدر کی نوکری کے سبب کامیاب ہوں میں چلتی پھرتی عشق علی کی کتاب ہوں سنو سنو کمبر کی اور فضا کی گفتگو سنو فضا یہ بولی دیکھا ہے عصمت کا میں نے نور خیر النساء کے فیض سے حاصل ہے یہ غرور مریم سے بڑھ کے بخشا گیا ہے مجھے شعور مجھ سے رکھا ہے فاطمہ زہرا نے رجس دور خلقت سے وقفے خدمت بنت رسول ہوں صدقہ ہے یہ بتول کا میں بھی بتول ہوں سنو سنو قمبر کی اور فضا کی گفتگو سنو قمبر یہ بولا ماننے والا ہوں اصل کا کائل ہوں دل سے میں بھی بلا فصل وصل کا سیکھا ہے ماں کے دودھ سے ہر نقطہ عقل کا مجھ کو ملا ہے در سے امامت سے عدل کا ثانی نہیں ہے کوئی میرا خاص و عام میں مولا نے میرا ہاتھ بٹایا ہے کام میں سنو سنو قمبر کی اور فضا کی گفتگو سنو فضا یہ بولی ہاں یہ علی کا اصول ہے یہ بھی تو سوچ میری مدرس بتول ہے جس کے سبب شریعتوں کا ارزو تول ہے احسان کسی کا فاطمہ کو کب قبول ہے بنت نبی سے میں نے وسا بات سیکھی ہے خود فاطمہ نے چکی کی میرے ساتھ پیسی ہے سنو سنو قمبر کی اور فضا کی گفتگو سنو اکبر قلم کو روک لے مشکل ہے فیصلہ اس گھر کی نوکری کا شرف ہے بہت بڑا کتنی فضیلتوں کا ہے منظر یہ مرتبہ یہ خادم علی ہے وہ زہرا کی خادمہ دونوں کی بات اپنی جگہ لاجواب ہے ان کی کوئی مثال نہ ان کا جواب ہے سنو سنو کمبر کی اور فضا کی گفتگو سنو ❤❤❤❤❤❤❤
@FaisalAli-sn2dr
@FaisalAli-sn2dr 6 ай бұрын
😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢
@syedqalbealizaidi
@syedqalbealizaidi 6 ай бұрын
بھٸی کمال شاعر کی کمال شاعری
@ArshiyaFatima-n2z
@ArshiyaFatima-n2z 6 ай бұрын
Mashallah mashallah my favourite noha Khan 😊
@MalikAsghar-rw8ym
@MalikAsghar-rw8ym 6 ай бұрын
😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭
@hannan7790
@hannan7790 6 ай бұрын
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@hannan7790
@hannan7790 6 ай бұрын
I love this noha
@QasimShah-p6d
@QasimShah-p6d 6 ай бұрын
😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭 hay bibi Tara parda hay zainab
@AsgharRizvi-r2d
@AsgharRizvi-r2d 6 ай бұрын
😞🥺😭