OmJay Shree harivishnu jay Shree harivishnu jay Shree harivishnu jay Maa Laxmi jay Maa Laxmi jay Maa Laxmi Om namah shivaya harharmahadev jayshambhu jaygurudev jaybholenath jaybholenath jaybholenath
@bimladevi671623 күн бұрын
Jai mada di
@niketapandey460923 күн бұрын
Beautiful😍✨❤
@ruchiyadav-sp2iq24 күн бұрын
Mam krwa mata ki photo k sath shiv parivar ki pic bhi rkhki jati h kya??aur puja k baad krwa mata ki photo ko ghar k mandir me rkh skte h ya khi aur sambhal k please reply
@Akshobhyatiwari474924 күн бұрын
Har jagah अलग-अलग tarah se Puja ki jaati Hai hamare yahan karva chauth ki Puja mein Shiv Parvati ki picture tasvir nahin Rakhi jaati Hai hamare yahan karva chauth ki calender mein jitni bhi tasviren hoti hain picture hoti hain unhin ki Puja ki jaati Hai agar aapke yahan se Parvati ki tasvir Rakhi jaati hai to aap rakh sakte hain aur karva chauth Ka Jo calender hota hai ya tasvir hoti hai use Mandir mein rakhne se koi parhez nahin hota Hai
@ruchiyadav-sp2iq23 күн бұрын
@@Akshobhyatiwari4749 thank u mam☺️
@ruchiyadav-sp2iq23 күн бұрын
Mam ek sawal aur puchna tha aapse agar hum kisi ko suhag ki chij jo karwachauth me chadate h usko daan krte h agar wo kisi aur ki de de to kuch galat to nhi h please reply??
@Akshobhyatiwari474923 күн бұрын
@@ruchiyadav-sp2iq aap apne se bade kisi apni SAS nanad jethani Jo aapke rishte mein lagti hun unhen yah de sakte hain ya FIR aap Mandir mein Jo pujari hote hain unhen de sakte hain
@ruchiyadav-sp2iq23 күн бұрын
@@Akshobhyatiwari4749 mam Mera question yha tha ki jaise hum saas ko de aur saas apni beti ko wo sb cheeze de skti h??
@lovepreetkaur192824 күн бұрын
Hlo dii tusi bhut sona lagda o ji
@niketapandey460925 күн бұрын
Perfect couple 😘😘😘😘😘
@niketapandey4609Ай бұрын
Jay mata diii 🙏🙏🙏🙏❣️❣️❣️
@ansurajprasad1041Ай бұрын
Jai mata Parvati Har Har mhadev
@KavinDave-nz2toАй бұрын
Jai Mata di 🙏🙏🙏🙏🙏
@Sobhitkumar-v5rАй бұрын
Jai mata di 🙏🏻❤
@Nikita-f3xАй бұрын
Har harhadev
@lovepreetkaur1928Ай бұрын
Pandit ji wife's ko 16 segar ka samn dana hot haa kada vi dana hota haaa plz repl
@Akshobhyatiwari4749Ай бұрын
Jo 16 aur meethi aur 16 sada Puri banai jaati Hain usi mein se aath Puri meethi aath Puri sada Dan ki jaati Hain
@lovepreetkaur1928Ай бұрын
Di morning ma bhut kam hota aaa Vasa to khata aa mata ke pojja sham ko hotii aaaa mata ka leya bhut samn bnana hota haaaaaa kya ma pandi ji alag khana bna skta mata ji ka leya sham ko alag khana bna daga
@Akshobhyatiwari4749Ай бұрын
Aap banaa sakte ho agar aapko koi problem hai to aap Aisa kar sakte ho
@lovepreetkaur1928Ай бұрын
Hlo dii hum 16 din laxmi mata ka vart ka upon ma Kal morning ma pandit ji bojn karva skta ha sham ko mat ke poja kar lana kuki pandit ji shar ma rahata ha mara husband ka pas morning ka time ha fr vo kam pa chala jata haaa to kya Kal morning ma pandit ji ko bojn krva skta ha pandit ji khana ma kya kya sbji da plz reply. Meee diii jaldiii
@Akshobhyatiwari4749Ай бұрын
Aap Aisa karna subah khana banaa lena aur khana banane ke bad pandit ko khilane se pahle Mata Rani ke Prasad bhog ke liye khana nikal karke alag rakh lena aur uske bad aap pandit Ji ko khana khila sakti ho raha sawal khane mein kya banaen to khane mein aap Puri sabji Bina lahsun pyaj ki sabji aapko banani hai aap koi bhi sabji banaa sakte hain chahe aap chhole ki sabji banaen chahe paneer ki sabji banaen chahe mix sabji banaen ya FIR koi sabji Ho lekin usmein lahsun pyaj nahin hona chahie
@PoojaSharma-sj6dxАй бұрын
Didi mujhe ye btaye kya pitr paksh me tulsi ka podha lgaa skte hai ya naiii plzz reply 🙏🙏
@AkshatTiwarishortsАй бұрын
Lga sakte ho
@Akshobhyatiwari4749Ай бұрын
Tulsi ka paudha aap Laga sakte ho
@sanchaitaheera3491Ай бұрын
Diwali time search kar ke ghar pe rakh lijiye ga. Bcz tabh to mitti ki deep available hoti h. Deep with hathi different types ki deep milte hain...
@indianinstituteofmathemati4Ай бұрын
Jay mata di
@NehaGupta-bg3moАй бұрын
Mam jab vrat katha padhte hai tab apne haath me 16 akshat lekar padhte hai .katha padhne ke baad akshat ko alag al ke lotte me dalna hai kya? Agar dalna hai to fir uss lotte ke jal ka kya kare?
@Akshobhyatiwari4749Ай бұрын
Hath mein Sule chawal ke alava alag se use chawal ke Dane liye jaate Hain Jo hath mein lekar Katha padhani Hoti Hai katha padhne ke bad unse Akshat ko chawal ko Lakshmi Mata ke charanon mein samarpit kar Diya jata hai
@NehaGupta-bg3moАй бұрын
@@Akshobhyatiwari4749 Thanks mam🙏
@loweditzz__7053Ай бұрын
Ati sundar
@PoojaSharma-sj6dx2 ай бұрын
Mam mujhe ye btaye ki.............mera purnima ka vrat hai or or mahalaxmi wala vrat bhi hai kya dono sath me kr skte hai......... kaise kr skte iska reply jrur dena........kyoki purnima ke vrat me mai sham ko chndrma ko arg dekr parn krti hu.........or mahalaxmi vrat me sirf flahaar matlv agle din subha parn krti hu to mai kya kru........boht confusion hai
@Akshobhyatiwari47492 ай бұрын
Aap donon vrat rakh sakti ho koi problem nahin Hai falahar se paran kar lena
@PoojaSharma-sj6dx2 ай бұрын
@@Akshobhyatiwari4749 okji
@dhirendrakumar27112 ай бұрын
Radhe radhe guru
@sabitrinath57192 ай бұрын
Jai maa laxmi
@RoliYadav-m6x2 ай бұрын
Hame roj chahiye mha lachmi ki ktha
@Akshobhyatiwari47492 ай бұрын
Aap daily Mahalaxmi ki Katha padh sakte hain ya FIR KZbin per jakar ke tatha Sun sakte hain
@sanjanathakur55292 ай бұрын
Ek baat btaye 16 din pooja k baad lakshmi ji ki murti or hathi ko jalparwa krna h ya gher k mandir ma hi sthapit krna h
@Akshobhyatiwari47492 ай бұрын
Jo mitti ke gajalakshmi ki Murti Hoti Hai jismein Gaj ke upar Lakshmi Mata baithi hoti hain mitti ki Murti Ko visarjit Kiya jata Hai Lekin agar koi Lakshmi mata Ganesh ji ki tasvir Hai Pratima hai ya FIR kisi dhaatu ki Bani Hui Murti Hai to fir use visarjan nahin kiya jata hai use Apne Ghar ke Mandir mein hi sthapit kar liya jata Hai FIR uski sal bhar Puja ki jaati Hai
@sanjanathakur55292 ай бұрын
Gaj mharaj akele mitti k h.mata ji ki tasveer h.
@sanjanathakur55292 ай бұрын
Jai mata ki 🙏
@priyaagrawal17962 ай бұрын
Di aaj sham ko kakawa se bna skti hu 16 ghatho ka sut fir roj ek ghat laga dugi kaise kru aap btaye
@Akshobhyatiwari47492 ай бұрын
Dhaage mein aap ek ganth daily lagakar bhi Puja kar sakte hain ya FIR aap ek sath hi chhole ganth lagakar Puja kar sakte hain jaisa aapko Sahi Lage bus aap kar lijiye donon tarah se Puja ki jaati Hai
@priyaagrawal17962 ай бұрын
Di udiyapan vidhi bhi btana
@Akshobhyatiwari47492 ай бұрын
Udyapan vidhi ki video channel per upload ki hui hai aap check out kar sakte hain
@priyaagrawal17962 ай бұрын
Aaj sham ko pujja krugi firse bna skti hu ya jo bngya usi se pooja krlu
@Akshobhyatiwari47492 ай бұрын
Dusra banane ki aapko koi jarurat nahin Hai Jo aapane banaya usi se aap pura kar lijiyega dekhiae Jo is bar galti Hui Hai koshish kijiye next year aapko yah galti nahin karni hai Bus itna Dhyan rakhna hai
@priyaagrawal17962 ай бұрын
Di maine kacha sut mai ghaty laga di thi kal pr 16 nhi liye kacha sur andazze se leliya ab kya kru
@Akshobhyatiwari47492 ай бұрын
Koi baat nahin aage se aap Dhyan rakhna
@RenuDevi-bq8vr2 ай бұрын
🎉🎉🎉🎉🎉
@vandanabakshi65752 ай бұрын
Kalash mata ji ke koun si side mai rahte hai
@Akshobhyatiwari47492 ай бұрын
Right side mein
@OMkrishna2472 ай бұрын
Isme phpe hi din 16ganth lgar jati h or puja krte tym shage ko hath m rihna chhiye
@Akshobhyatiwari47492 ай бұрын
Puja ke time dhaage ko hath mein pahna jata hai
@RamdevBijori-j7e2 ай бұрын
Hii
@lovepreetkaur19282 ай бұрын
Di agar gar pa koye poja na kara to hum mata ke puja kasa kara period ma
@Akshobhyatiwari47492 ай бұрын
To Fir aapko last Wale din 16 din ki Puja ek sath karni chahie
@manjarisisodiya3212 ай бұрын
Vart kar sakte h kya upvas nahi hoye to pls reply ❤
@Akshobhyatiwari47492 ай бұрын
To aap Puja karke khana kha sakte ho ya FIR falahar kar sakte ho aap bimar hain dawai kha rahe hain tabiyat Sahi nahin Hai to fir aap Puja karne ke bad khana bhi kha sakte hain
@OMkrishna2472 ай бұрын
Ap 3din ke vrt rkh skte ho phle din bichke din or aakhiri din but pure 16din apko lehsun pyaj nhi khana hai
@babitasingh80772 ай бұрын
Ghar me ganpati pooja hai laxmi pooja kaise kare
@Akshobhyatiwari47492 ай бұрын
Ganpat Puja ke साथ-साथ Lakshmi Mata ki Puja bhi aap kar sakte ho ghar mein Lakshmi Mata ki chauki lagakar Puja kar sakte ho ya FIR aap ghar ke mandir mein bhi Puja kar sakte ho Jaisi aapki samth Ho
@sunnilkanwar69372 ай бұрын
Ashn subh hi lgana h ky didi kitna bje tk lagana h ,kuki subh hi itna kaam rhta h
@Akshobhyatiwari47492 ай бұрын
सुबह 9:11 से 10:43 दोपहर 12:15 तक
@OMkrishna2472 ай бұрын
Kam tou sbhi ko hote h thoda jldi uthjao ek din
@muktitomar93932 ай бұрын
Isme akhand jot nhi jalti kya
@Akshobhyatiwari47492 ай бұрын
Jab tak Puja karte hain tab tak Deepak jalate Hain
@poonamYadav-ph5qy2 ай бұрын
Kalash mein jo samagri Dali hai udyapan ke din nikal kar kya karna rahega vah bataiye
@Akshobhyatiwari47492 ай бұрын
Udyapan Wale din jal ko gamle mein Dal Dena chahie ya FIR Neem ke vruksh mein jal chadhana chahie