Пікірлер
@funnyvideosofficial000
@funnyvideosofficial000 2 күн бұрын
es ke pdf mil sakhte hai, revise krne ke liye
@HaidarAli-pg3vq
@HaidarAli-pg3vq 5 күн бұрын
Apne muannas ka tasnia nahi bataya
@learnarabiconlineeasilyinh6786
@learnarabiconlineeasilyinh6786 5 күн бұрын
Uska bhi Tariqa same hai eg: مسلمة - مسلمتان / مسلمتين
@hayasayyed5398
@hayasayyed5398 15 күн бұрын
Quran se examples den toh achha hai
@SajidKhan-ec1sb
@SajidKhan-ec1sb 16 күн бұрын
Mashallah
@Menoo008
@Menoo008 19 күн бұрын
Keep it up
@Shanthelover
@Shanthelover Ай бұрын
BAHUT ACHI HAI TEACHING
@Shanthelover
@Shanthelover Ай бұрын
AWESOME
@usamaalihassan1438
@usamaalihassan1438 Ай бұрын
Very Informative
@farhanmughal9482
@farhanmughal9482 Ай бұрын
Allah ka Naam bhe isam hai??
@learnarabiconlineeasilyinh6786
@learnarabiconlineeasilyinh6786 Ай бұрын
Ji ha
@abidahundekar1033
@abidahundekar1033 Ай бұрын
Ma shaa allah.... Very systematically explained....🎉
@SayyedMustaheer
@SayyedMustaheer Ай бұрын
👌👌👌
@AMFunnyZone
@AMFunnyZone Ай бұрын
Raffa ko dumma bhi khe sakhte hain na??
@learnarabiconlineeasilyinh6786
@learnarabiconlineeasilyinh6786 Ай бұрын
Nahi, Rafa airaab ka naam hai aur dhamma Harkat ka naam hai, agar cha dekhne me dono pesh hi nazar ate hai
@toofanride7866
@toofanride7866 2 ай бұрын
Subhanallah ✍🏻💝
@user-iu4ut4qj1w
@user-iu4ut4qj1w 2 ай бұрын
❤❤❤❤
@bint_ahamed
@bint_ahamed 2 ай бұрын
جزاك الله خيرا 6/7/24
@shariffshariff7496
@shariffshariff7496 2 ай бұрын
As Salam O Alikum Very nice explanation Allah humma barik
@alzayed3944
@alzayed3944 2 ай бұрын
🎉🎉🎉
@alzayed3944
@alzayed3944 2 ай бұрын
Allahumma barik lak
@alzayed3944
@alzayed3944 2 ай бұрын
Subhanallah
@aftabkazi2390
@aftabkazi2390 2 ай бұрын
Masha Allah
@RA-pb8vd
@RA-pb8vd 2 ай бұрын
Excellent!!! Masha Allah!! Zajakallah….. May Allah bless you and give you the best reward
@alzayed3944
@alzayed3944 2 ай бұрын
Subhanallah
@dr.faazilchemistry
@dr.faazilchemistry 3 ай бұрын
Masha Allah 🎉❤
@umairhassan1667
@umairhassan1667 3 ай бұрын
@ghulameaarbiofficial
@ghulameaarbiofficial 3 ай бұрын
Subhanallah ❤
@IslamicHome07
@IslamicHome07 3 ай бұрын
Mashallah❤
@ShahebazAshrafi_08
@ShahebazAshrafi_08 3 ай бұрын
Jaise Aapne bataya Ki Har Gunah ka Toba Karne Ka Tarika alag Hai Aap Toba ka Tarika bataye
@learnarabiconlineeasilyinh6786
@learnarabiconlineeasilyinh6786 3 ай бұрын
Insha Allah is per tafseel se ek lecture record karenge
@fahmeedafarheen7585
@fahmeedafarheen7585 3 ай бұрын
ماشاء الله بارك الله فيك اللہ تعالٰی آپ کو جزائے خیر عطا فرمائے آمین یا رب العالمین بھائی صاحب آپ انڈیاسے ہیں کیا
@ismailbaig9900
@ismailbaig9900 3 ай бұрын
Maa shaa Allah
@gohariqbal6488
@gohariqbal6488 3 ай бұрын
جزاک الله
@mudessarahmed2097
@mudessarahmed2097 3 ай бұрын
MashaAllah byhat khubsurat andaz Mei apne bataya hai. Arabic grammar ka course samjhne Mei buhat asani paida farma di hai apne.
@sajjadahmadvoc9388
@sajjadahmadvoc9388 4 ай бұрын
Pls need more details, and meaning of Ummi امي
@sajjadahmadvoc9388
@sajjadahmadvoc9388 4 ай бұрын
Good, good work, but keya Nabi saw ko ummi kahna sahi hai kyoun ky hum sab respect ky sath nam lete hain. Es liye jis darud sharif mei ummi aya hai us se bhe parhez karna chahye, as per my knowledge and opanion, i m not alim or molvi But as per respect of Mohammed saw We, i don't like to use words Ummi امي
@learnarabiconlineeasilyinh6786
@learnarabiconlineeasilyinh6786 4 ай бұрын
Lafz e Ummi Huzoor ﷺ ki Shaan badhane wala lafz hai jis ka matlab aisi zaat jize kisi bhi insaan ne nahi padhaya balke Allah ne khud unheilm sikhaya hai. Qur'an ne khud is lafz ko istemal kiya hai. Is se Huzoor ﷺ ki Shaan pata chal rahi hai ke aap ne kisi bhi yahudi ya mastani ki kitab nahi padhi lekin us ke baujood Allah ne Tamam asmani kitabo ka ilm ata farmaye. Jab Qur'an me Allah ne unhe Ummi kaha to phir ham ye nahi kah sakte ke is lafz ko istemal karna aap ko shaan ke layaq nahi. Aur khud Huzoor ﷺ ne ek Darood e Ummi bhi sikhaya hai. ✕ ﴿هُوَ ٱلَّذِی بَعَثَ فِی ٱلۡأُمِّیِّـۧنَ رَسُولࣰا مِّنۡهُمۡ یَتۡلُوا۟ عَلَیۡهِمۡ ءَایَـٰتِهِۦ وَیُزَكِّیهِمۡ وَیُعَلِّمُهُمُ ٱلۡكِتَـٰبَ وَٱلۡحِكۡمَةَ وَإِن كَانُوا۟ مِن قَبۡلُ لَفِی ضَلَـٰلࣲ مُّبِینࣲ﴾ [الجمعة ٢]
@sajjadahmadvoc9388
@sajjadahmadvoc9388 4 ай бұрын
@@learnarabiconlineeasilyinh6786 sukriya, lakin yanha jo ٱلْأُمِّيِّـۧنَ Hai es ka meaning matlab keya hai Keya ummi, امي hai Pls explain more
@azrashahzad4317
@azrashahzad4317 4 ай бұрын
Mashaallah
@SaifAli-gn1pq
@SaifAli-gn1pq 5 ай бұрын
Mashallah! Allah hamare nawjawaano ko jaldi nikah karne ki taufeeq ataa farmaaye
@SaifAli-gn1pq
@SaifAli-gn1pq 5 ай бұрын
Mashallah! Wished ke bayaan aur lamba hota. Aaj gair Muslims toh social activities me badh Chad kar hissa le rahe hai, aur majority of Muslims peeche reh jaa rahe hai, jab ke Muslims ka toh usme duniyawi fayeda aur aakhirat ka fayeda, dono hai. Allah hame Zulm ke khilaaf awaaz uthane ki, aur social reforms laane ki taufeeq ataa farmaaye 🤲🏻
@ShaykhALhindi
@ShaykhALhindi 5 ай бұрын
Subhanallah ❤❤
@SaifAli-gn1pq
@SaifAli-gn1pq 5 ай бұрын
Bande ki naqis raaye mein bakriya charane ki ek aur hiqmat ye bhi hai, ke although Islam me zada pasandeeda business/trading hai, par zahir si baat hai ki har koi businessman nahi ban sakta, kuch logo ko mulazimat bhi karni pade gi, toh aise log, jo 9-5 karte hai, unhe bhi huzoor ke zindagi ke iss pahelu se imaaandari se job karne ki, aur usko mayoob na samajhne ki motivation mile gi. (just my opinion, might be wrong) -Aakid
@SaifAli-gn1pq
@SaifAli-gn1pq 5 ай бұрын
Mashallah! Nice motivation.. Allah hume susti aur kahili se bachaye, aur halal rozi kamane ki taufeeq naseeb farmaaye 🤲🏻
@firozkasim1
@firozkasim1 5 ай бұрын
Mahaallah....best arabic grammer explained in youtube channel ....Jazkallah
@SaifAli-gn1pq
@SaifAli-gn1pq 6 ай бұрын
Mashallah!
@SaifAli-gn1pq
@SaifAli-gn1pq 6 ай бұрын
Mashallah! Allah Qayamat me hamare nabi ka deedar ataa farmaaye 🤲🏻 -Aakid
@learnarabiconlineeasilyinh6786
@learnarabiconlineeasilyinh6786 6 ай бұрын
Aamin
@SaifAli-gn1pq
@SaifAli-gn1pq 6 ай бұрын
Mashallah! Very informative
@SaifAli-gn1pq
@SaifAli-gn1pq 6 ай бұрын
Mashallah!
@SaifAli-gn1pq
@SaifAli-gn1pq 6 ай бұрын
Mashallah, allah hame yateemo ka haq adaa karne wala banaaye. Ameen 🤲🏻
@SaifAli-gn1pq
@SaifAli-gn1pq 6 ай бұрын
Mashallah!
@SaifAli-gn1pq
@SaifAli-gn1pq 6 ай бұрын
Allah hum sab ko gunah ka rasta chhodne ki taufeeq ataa farmaaye🤲🏻 Mashallah, nice motivation! -Aakid
@learnarabiconlineeasilyinh6786
@learnarabiconlineeasilyinh6786 6 ай бұрын
Aamin
@SaifAli-gn1pq
@SaifAli-gn1pq 6 ай бұрын
Mashallah! Very informative and precise! -Aakid
@SaifAli-gn1pq
@SaifAli-gn1pq 6 ай бұрын
Mashallah very informative lecture! -Aakid
@SaifAli-gn1pq
@SaifAli-gn1pq 6 ай бұрын
Mashallah great lecture