क्या बोल रही है, क्या कर रही है और विडियो में क्या दिखा रही है...? धत्त!
@ManidasRana5 сағат бұрын
Di Aapki sari dish aacchi hoti hai mein Aapka jo chicken khichda wala recipe bohat jabardast hai mein har baar banati hu jo Aapne banaya tha
@Sonynair-78612 сағат бұрын
Biryani ka masala mein kya kya matlab masala dalega
@shakilashaikh9497Күн бұрын
Nihari ka recipe do
@NiloferAlam-rc2jnКүн бұрын
Wallekumasslam ❤Nice
@IndianfoodsreceipeКүн бұрын
Wow super tasty and delicious recipe dear friend 🤝🤗🎉🎉
@sahenaazsultana32182 күн бұрын
Chicken yakhni pulao wah maashallah bohot hi lazeez zabardust banaya aap ne
@silentrebel5882 күн бұрын
One of tne best channels on you tube for authentic great tasting home cooked cuisines.👌🙏
@sonampraveen70772 күн бұрын
Dehli me kya bolte h is chawal ko
@Reshmifun2 күн бұрын
Thank you for the recipe❤
@syedshahjahanalamJMI3 күн бұрын
आपका कबाब बनाने का यह अंदाज मुझे और हमारे दोस्तों को काफी पसंद आया बहुत जल्द मैं भी इस रेसिपी को तैयार करने वाला हूं। फीडबैक जो कुछ होगा मैं अवश्य दूंगा। आपने हमारे लिए इतना कीमती वक्त निकाल कर कबाब रीसिपी तैयार की है इसके लिए आपका ❤ से धन्यवाद।
@Anivlogs5013 күн бұрын
Thank you for sharing sister ❤❤
@BibekRawal-j9s3 күн бұрын
"Assalamualaikum Syed Zeba ji, dua hai ke Allah Ta'ala apni la-mantahee rehmat aur barkat se aapko apni hifazat mein rakhe. Aap kaise hain? Aapka dobara apne videos upload karte hue dekh kar dil se khushi hui. Aapki mehnat aur azm har kaam mein apni roshni aur noor lata hai. InshaAllah, aapka agla video kis cheez ka hoga? Nihari aur Khameeri Roti jaisi khaas aur purani dastaan se bhari recipes ki umeed hai. Allah Ta'ala aapko apni rehmat se nawazay, aur aapke har raaste ko apni barakat aur kamyabi se roshan kare."
@LazeezDastarkhwan3 күн бұрын
Walaikum assalam, jaldi hi Nihari ki recipe upload krungi,
@BibekRawal-j9s3 күн бұрын
@@LazeezDastarkhwan nihari ke sath hi Khameeri Roti ki bhi kariye ga
@nazranakhatoon-ou4ki3 күн бұрын
❤❤❤ tasty 😋
@JarinaKhatun-e6d3 күн бұрын
Ap description me ingredients q nahi dala
@LubanakitchenFoodhacks3 күн бұрын
139k. Ek subscribe meri taraf se ❤اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ❤ماشاءاللہ
@syedshahjahanalamJMI3 күн бұрын
Lajawab and healthy recipe
@MdAyan-jv7vp3 күн бұрын
Wow ❤
@PakistaniTraditionalKhane3 күн бұрын
Pulao looks absolutely perfect and delicious recipe thanks for sharing friend stay connected 👍
@shaguftaskitchen515784 күн бұрын
Very tasty and delicious chicken recipe nice sharing thank you first like ❤
@LazeezDastarkhwan3 күн бұрын
Thank you so much
@mh7ftbl4 күн бұрын
Assalamualaikum kaisi hain aap tasty recipe
@LazeezDastarkhwan3 күн бұрын
Walaikum assalam, m achhi hun or aap
@RafatBano-gb3uv4 күн бұрын
Jazaq Allahu khair 🥰🤗🤗 etni perfect recipe kabab ki maine kisi bhi channel par nhi dekha hai abh tk maine try bhi kiya tha tamam like longon ko iska zaiqa abh tk yad hai...or bar bar farmaish kar ke mujhse banwate hain mere ghar wale.... thank you soo much ❤❤ Allah apko hamesha khush rakhe aameen
@BibekRawal-j9s4 күн бұрын
Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu, Syed Zeba, Aapka kaam Allah ki ek badi naimat hai, jo logon ke dil aur zubaan dono ko chhota hai. Yeh baat hamesha yaad rakhiye, "Ilm aur hunar ka faida tabhi hota hai, jab usse auron tak pohchaya jaye." Aapka har ek video sirf ek recipe nahi, balki ek pegham hota hai-hamari tehzeeb aur tareekh ko zinda rakhne ka. Main guzarish karna chahunga ke agle video me Nihari aur Khameeri Roti ki asliyat aur rooh ko samajhne ka moka dijiye. Yeh sirf ek khana nahi, balke hamare buzurgon ki ek misaal hai, jo har nayi nasl ko taaleem aur zehanat ka paigham deti hai. Yaad rakhiye, "Jo log apne ilm aur hunar ko doosron ke liye roshni banate hain, Allah unka maqam uncha kar deta hai." Aapka kaam logon ke dilon tak pohch raha hai, aur yeh silsila kabhi rukna nahi chahiye. Allah aapke ilm me izafa kare aur aapko har kadam par kaamiyabi de. Hum sab aapke agle video ka besabri se intezaar kar rahe hain. JazakAllah khair, aur duaon me yaad rakhiye. Mohd Shaan Kausar ❤
@LazeezDastarkhwan3 күн бұрын
Jazakallah,,,m jaldi upload karungi
@BibekRawal-j9s3 күн бұрын
@@LazeezDastarkhwan ab aap daily video upload karoge na aur next video kis chej ka hoga ham sab log wait kar rahe hai
@mdkamruddin30584 күн бұрын
Maam aap chicken biryani bnaye hai yakni ka cup ka measurement btaye na plz maam btaye na
@LazeezDastarkhwan3 күн бұрын
8:31 par dekhiye plzz
@mdkamruddin30583 күн бұрын
Màm aap to yakni ka measurement btaye hai cup ka nhi .cup 200 saw ka hai kya plz rply
@fatemabharucha3074 күн бұрын
Chicke tikka recipes bata na plesa
@sabirmunifa80134 күн бұрын
Very nice recipe 👍👍 first comment ❤❤❤
@AnwarulKhan-n5e5 күн бұрын
❤❤
@abedaali75086 күн бұрын
I have tried it literally literally it was so delicious. we loved it. thanks for the recipe
@LazeezDastarkhwan4 күн бұрын
Thank you dear
@mdkamruddin30586 күн бұрын
Maam cup ka measurement kitna hai please reply me.
@LazeezDastarkhwan3 күн бұрын
8:31 par maine cup ka measurement bataya h, plzz dear videos ko pura dekhe skip na kre,
@mdkamruddin3058 .. 8 minut 31 second per video mein dekhiae
@mdkamruddin30583 күн бұрын
Dhai cup bol rhe hai kon sa map se napna hai
@LazeezDastarkhwan3 күн бұрын
Online Jo cup aur spoon ka jo set aata hai to ussi Cup se dhai Cup lena hai
@shahnaajrocksmummyskitchen6 күн бұрын
Aapne bht achi banai puri 👍
@okaaz57587 күн бұрын
Aapa aapne jo chicken curry masala ki video banayi thee usss masaley mein ek baar chicken curry banakar bataye please... Request from mumbai
@mojontali8 күн бұрын
Golabari nahi Golbari 😂
@muskanrakhangi87988 күн бұрын
Mawe me 2 Verities ati h mitha ya phika?
@LazeezDastarkhwan8 күн бұрын
Phika wala
@tajbunperveen70249 күн бұрын
Nice
@ZarinaMalick-d4h9 күн бұрын
Bihari style nimki mitki
@Suwah.ashiyana15119 күн бұрын
Wow ❤
@shoguntherudebird9 күн бұрын
Maine banayi thi bahut acchi bani thi....thank you for the recipe
@arieba670Siddiqua10 күн бұрын
Is this masala available on Amazon??
@nikhatparveen991410 күн бұрын
mashaallah ❤
@MuslimWomenIndia10 күн бұрын
Kya yahi recipie use ki ja sakti hai 1kg beef ke liye ?
@kamranashique722910 күн бұрын
Pulao me Shahi jera dal sakte hai.? Aapne Long, Badi Elachi, Choti Elachi, Dalchini, Tejpatta, Jawetri dala hai
@BibekRawal-j9s10 күн бұрын
Syed Zeba, assalamualaikum! Aap kaise hain? Khuda se dua hai ke aap hamesha apni zindagi mein sukoon aur barakah mehsoos karein. Aapka har lafz aur har kaam humari rooh ko chhoo jata hai. Aap se ek guzarish hai, kab se apne videos ko regular upload karenge? Aapki mehnat aur jazba humein har din inspire karta hai. Allah aapko apni hifazat mein rakhe aur aapko apne manzil tak pohonchaye. Mohd Shaan Kausar
@BtyStoic2010 күн бұрын
No dahi?
@GautamSarkar-u3v11 күн бұрын
This may not be authentic,. Onions and garlic are not used at all, it is a vegetarian food and in Bengal onions and garlic are considered non-vegetarian. Dal puri is usually served with kosha alur dam or just cholar dal. Breaking boiled potatoes is another process that is not used in Bengal but in Bihar and UP.
@LazeezDastarkhwan11 күн бұрын
Dear, Kolkata ke hotel me daal Puri issi tarah se banaye jaati h, khud se dekh lijiye shop par Jaa kar, or Haan, jis daal Puri ki baat kah kah rahe h uss daal Puri ka colour white hota hai, aur vah daal Puri itna crispy nahin banaya jata hai jyadatar use aalu dam ke sath sarv Kiya jata hai, m bhi Kolkata se hun meri born hi Kolkata me huye h, or hum logon ka 4th generation h Kolkata me..