Everyone who is watching this video please don't buy triber, yeh jo bhi aap postive video aur comments dekhte ho sb ek scam hai, bhai ne sahi points raise kiye hain , yeh jo positive comments hote hain inki pr team k bnde hote hain, aap same comment har video pr dekte hoge like main triber lene ja rha hoon , maine leli hai ya maine 5 saal pehale li thi aur abhi tak chal rahi hai . Yeh sb scam hai bacho isse
@mandarrane23414 күн бұрын
Nice information
@rajavlog01024 күн бұрын
Thanks
@syedAsgaralihashmi8 күн бұрын
Such me india 🇮🇳 wale lait samjhte he ,acchi chiz he apni aukaat me mil rahi he puri feamli ke pese bach rahe he ,, indian hisab se top indian car he ye ,faltu ki baate mat suno or kharid lo ,, me khud yahi lunga ,chahe log kuch bhi bole
@ompalsingh142511 күн бұрын
Right 👍🏿💯▶️
@parooo00218 күн бұрын
Mai kal ye gadi lungi kya koi galti to nahi kar rahi hu isko lekar please let me know
@rajavlog010217 күн бұрын
Depend krta hai abhi aap konsi car used kr rhi hai engine ki power normal hai baki sab Good hai maine kafi videos banai hai
@parooo00217 күн бұрын
@rajavlog0102 abhi to Verna hai mere pas petrol me
@rajavlog010217 күн бұрын
fir to triber ki power kam lagne wali hai. maine Delhi or Noida renault triber ki test ride li thi 3 baar aap bhi test drive lena pehle
@_RSA11120 күн бұрын
The issue is not on highway, issue starts when you drive in bumper to bumper traffic with AC on
@rajavlog010219 күн бұрын
?
@rushikeshsangar236922 күн бұрын
Bhai mere triber me MID ka clock hota hai wo kitni bhi baar set kare bar bar clock ka timing pichhe chala ja raha hai, Ek aur MID mai problem hai ki Hume jo ekbar reset karke average dikhai deta hai agar jab car bahot time ke liye ek jagah ruki hui hai aur firse traveling ke liye nikle to jo pahale average dikhai deta hai wo baad mai accurate nahi dikhata aur kitna bhi achha chalao ya traffic mai , ya roughly chalao car last time rukne se pahle jo average dikhai de raha tha udhar hi fasa rahta hai
@rajavlog010222 күн бұрын
maine reset kiya hai 1-2 bar MID thik jankari deta hai 10 din parking me se nikalne k baad maine check kiya assa issue to nhi ayya
@rajavlog010222 күн бұрын
reset krke chala k daikho verna battery terminal hatha k 5 minut baad lga k daikho
@swaranjalikalaskar1523 күн бұрын
Triber mileage 25 hai bhai ❤
@rajavlog010222 күн бұрын
mujhe to 11km/ltr city me highway pr 19 km/ltr mila hai
@brandrushkurukshetraharyan441026 күн бұрын
Kwid is far better
@rajavlog010225 күн бұрын
why
@ArvindKumar-oo3vt29 күн бұрын
Dilva do bhai
@shamkantdeshmukh2187Ай бұрын
Driving Triber for the last 4 years, 125/130 speed pe bhi drive kiya, no issue, very good MPV. Caution : Car should be driven max 100 speed 90 to 100 max for safety reason.
@maheshdevgude7375Ай бұрын
Abhe tu kya video bana raha hai kisi ko kuch nahi pata chala falatu video mat bana
@rajavlog0102Ай бұрын
Triber full video. kzbin.info/www/bejne/r2fKoZh8h9Flp7csi=JENHBEq0YyJclDMD
@drriteshsharma6448Ай бұрын
Good car in medium budget....
@patnanatarak78Ай бұрын
Fake
@MipiJamuАй бұрын
Triber ka power bahut kom hai..
@rajavlog0102Ай бұрын
pahado me check nhi kiya hai
@MipiJamuАй бұрын
Triber ka power bahut kom hai. Pahado mai sirf 5 log ke liye hi thik hai. Pahado mai toh 100% under power hai..
@rajavlog0102Ай бұрын
check krte hai pahado me
@pavankulkarni7936Ай бұрын
Foot step stand Kitana ka pada aapko
@rajavlog0102Ай бұрын
6500/- Delhi karol bagh
@pushpendrarajawat7297Ай бұрын
Best car in segment
@mustafagani14Ай бұрын
Nice budget car information
@sangharrameshАй бұрын
Nice video
@rajavlog0102Ай бұрын
Thanks
@sangharrameshАй бұрын
Kaunsa model he triber ka ? Rxl rxe ?
@rajavlog0102Ай бұрын
Rxl
@AsrafulSk-m5yАй бұрын
🎉❤❤ to very nice Kolkata very good very good very good 🎉🎉🎉❤❤🌉🌉🌉🏥🏥🇮🇳🇮🇳👍👍💯💯💯👍🏼
@akvlogs9452Ай бұрын
Bhai ye footstep apne kaha se dalwaya aur kitne ka hai
@rajavlog0102Ай бұрын
delhi karol bagh 6500 ka
@AsrafulSk-m5yАй бұрын
❤🎉🎉 to very nice Kolkata very good very good very good
@rajavlog0102Ай бұрын
So nice
@MosimentertainmentАй бұрын
Gaddi mast hai bhai mere pass bhi hai
@VeergameradАй бұрын
KWID my choice❤❤❤❤❤❤❤❤
@VeergameradАй бұрын
Full support
@abhishekdigari106Ай бұрын
Konsi brand ki chimney h ye? Island chimney jo aati h usme kya difference h isse or kitna price difference h
@rajavlog0102Ай бұрын
Brand Elica Island chimney me cost 2-3 times jyada hota hai
@mandarrane2341Ай бұрын
Good information
@rajavlog0102Ай бұрын
Thank you
@raysmith5487Ай бұрын
2000-3000 RPM par kitni speed hoti hai?
@rajavlog0102Ай бұрын
80 km/hr tak ja skti hai Ac on off ka fark bhi hai
@raysmith5487Ай бұрын
@@rajavlog0102 matlab agar AC on hai to 80 km/hr me jyada RPM honge?
@rahulrcb9689Ай бұрын
Ac k sath 19 k mileage?
@rajavlog0102Ай бұрын
highway pr 15-19 depend on rpm , city 10-12
@yc.chouhanАй бұрын
Bhai ye ZIGZAG light kese bnd hua ... Koi solution mila ?
@rajavlog0102Ай бұрын
tyre me hawa bahr k chala gya
@yc.chouhanАй бұрын
@rajavlog0102 bhai mere isme CHECK VEHICLE likha aara hai ..zigzag light ke sath .. . To kese thik kr skte h
@patnanatarak78Ай бұрын
I am using triber my car given milage 12.5 Worst milage
@rajavlog0102Ай бұрын
city me Ac me mileage kam hi hai sab se pta kiya hai maine
@ToshanivlogАй бұрын
bhai gadi kab li aapne kya iska cabin noise karta hai kya aur engine life kya hai... bahut confuse hai.. 7 seater yahi car budget me he... triber le ya nahi ... please suggest kijiye apka experince kaisa raha is car ka
@rajavlog0102Ай бұрын
Feb 24, cabin noise thodi hai ,engine abhi tak shi hai 1 yr ya fir 10,000km pr service hai jo mere nhi hui hai , 7 seater ya fir 5 seater k sath 3rd row ka boot space sabse jyada hai kafi video banai hai maine family k sath tour ki aap daikh skte hai kafi kuch clear ho skta hai
@ToshanivlogАй бұрын
@rajavlog0102 thank you so much☺️🙏
@RamsarojRai-gl5fqАй бұрын
@@Toshanivlogbhai gadi jabardast h le skte ho mere pass 2020 model h abtak koi dikkkat ni h service cost bhi kam h mileage city me 13-14 or highways me 18-19 chalane ke uper rhta h Ye cabin noice ya engine noise bachkani chize h aap jab gadi le loge to sirf chalaoge in sabse mtb ni rahega kyuki me bhi jab lera tha tab in sabme bohot compare karta tha but jab leli to ye sab maiine ni rakhta maaiine rakhti h safety joki ye gadi deti h ❤
@ToshanivlogАй бұрын
@@RamsarojRai-gl5fq ji thank you so much aapni itni achhi info di kya hai ki hamari first car lene wale hai isliye bahut confuse ho rahe hai.... but aapne noise wala confusion dur kar diya thank you so much
@RamsarojRai-gl5fqАй бұрын
@@Toshanivlog most wlc 🙏 Btw hamari bhi phli gadi triber hi h😁.. Is gadii ko lene ke bad regrets ni rhtee like safety and looks! 🙌🏻
@MdAnwar-tj3bwАй бұрын
Good
@Amar-mehra182 ай бұрын
Good mileage with 6 passengers
@BittiBabuvlogs2 ай бұрын
Mileage kam lag rha hai..
@rajavlog01022 ай бұрын
city delhi me ac me 10-12 highway. 17-19
@BittiBabuvlogs2 ай бұрын
Ac teeno row me on krke drive kiya tha?
@rajavlog01022 ай бұрын
maine ac me hi chalaya hai
@BittiBabuvlogs2 ай бұрын
Engine noise jyda to nhi? Iska streeing khud apne aap seedha ho jata hai.? Poora guma kr chhorne pr?
@rajavlog01022 ай бұрын
engine noise maruti se jyada hai steering sidha ho jata hai
@BittiBabuvlogs2 ай бұрын
Jyda height speed pr body roll feel hua? Manual triber lena best ya amt? Amt triber drive krke dekhi?
@rajavlog01022 ай бұрын
manual thik hai amt thoda slow hai high speed pr thik rha
@namannaagar24682 ай бұрын
Kaese apply hoga
@rajavlog01022 ай бұрын
parivahan ki website pr check kro
@pratibimbsingh42092 ай бұрын
Bhul kr bi mt lena kabad gadi h dholki ki trh bjti h
@rajavlog01022 ай бұрын
sach me kya kya dikkt aai aap ko
@BusinesswithMayank2 ай бұрын
Wear-n-tear kisi gyani insan ne btaya hoga aapko 😂
@rajavlog01022 ай бұрын
bilkul 💯
@premmeena45762 ай бұрын
After 1 L km baad batana bhai
@rajavlog01022 ай бұрын
ok
@dhaundiyals9216Ай бұрын
Prem meema ji 1 lakh ke bad bhi sahi chalti hai ye