Dua karna hamare pyar ka Sauda na ho jaye Mujhe dar hai bade ghar me tera Rishta Na ho jaye Ye tera husan Ayesa hai,Tu itna khubsurat hai, Tujhko dekhne bala kahi Andha Na ho jaye.Kahi In Aansuon Ke Sath kazal Bahe gya To Tumhara Chand sa Chehra Kahi maila na ho jaye.shaher Me khudkashi ke hadshe Ab Badh te jate hai .dukano par Kahi Ab zaher mahnga na ho jaye.Sabarne ka Ye aalam Hai ke chehra toot jata h Bo Jis shise ko takta h.bo shisa toot jata hai