Пікірлер
@mishra.shailendra
@mishra.shailendra 6 күн бұрын
बहुत सुंदर प्रस्तुति ❤
@GwendolineDjarkasi
@GwendolineDjarkasi 21 күн бұрын
Atsmwisyu😂🎉😊😊
@GwendolineDjarkasi
@GwendolineDjarkasi 21 күн бұрын
😊😂
@prashantpatankar123
@prashantpatankar123 22 күн бұрын
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa 25 күн бұрын
0. Bhūl bisare mati (mat) jānā Kanhaiyā more, galiyo` me` ānā. (2) Bhūl bisare, ajī bhūl bisare (visare); Bhūl bisare, ajī bhūl bisare. (Refrain) Bhūl bisare mati jānā Kanhaiyā more, galiyo` me` ānā. Please don't forget, my (dearest) Kanha, to come into my lane (street). Please don't forget, O yes, please don't forget. (Āṛāūī) 1. Jab tū merā nām na jāne; Jab tū merā nām na jāne. Merā nām dīvānā Kanhaiyā more, galiyo` me` (men) ānā (2). (Refrain) You don't know my name. My name is Crazy (call me Crazy), my (dearest) Kanha (Krishna); (but still) come into my lane (alley). 2. Sūraj jaisā paurā hamārā; Sūraj jaisā paurī (paurā) hamārā. Chandan chāv kī nishānā Kanhaiyā more, galiyo` me` ānā (2). (Refrain) My power is just like the sun's. My brilliance is just like the moon's, my (dearest) Kanha; (so) come into my lane (alleyway) (and see). 3. Jab se sunī mai` banakā muralī kā; Jab se sunī mai` banakā muralī kā. Tab se diyā ghabarānā Kanhaiyā more, galiyo` me` ānā (2). (Refrain) Ever since you heard I play (make) better flute music (than you); you've been scared (became jittery), my (dearest) Kanha, to come into my lane (back alley). 4. Bhūl bisare mati jānā Kanhaiyā more, galiyo` me` ānā. Bhūl bisare, ajī bhūl bisare. (Relā) Ajī bhū...ūl bisare; ajī bhūl bisare; ajī bhū...ūl bisare. Bhūl bisare mati jānā Kanhaiyā more, galiyo` me` ānā (2). .
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa 25 күн бұрын
0. (Refrain) Ho priytam (priyatam) pyāre; ho priytam pyāre. (2) Ho, priytam pyāre tū kahā` vasatu hai; mohe nagariyā batā jā. Mohe nagariyā batā jā; mohe daghariyā batā jā. (2) (Āṛāūī) Ho priytam pyāre tū kahā` vasatu hai; mohe nagariyā batā jā.(2) O beloved darling, where are you, object of my desire. Tell me the town, tell me the house. 1. Tohare sandeshā mai` kaun se pūchhū`, kaun se pūchhū`; Kaun nagariyā mai` jāu` a...a, kaun nagariyā mai` jāu`; mohe daghariyā batā jā. (Refrain) Who can I ask for messages about you? In which town can I go, in which house/hill can I search? 2. Ban ke koyaliyā; jangalvā me` jūru, jangalvā me` jūru. Ban ke machhariyā; Jamunvā me` jūru, Jamunvā me` jūru. Mohe jangalvā batā jā a...a, mohe Jamunvā batā jā; mohe nagariyā batā jā. (Refrain) Did you become a cuckoo in a jungle, beloved; did you become a fish in the Yamuna, beloved? Tell me the jungle, tell me the location in the Yamuna, tell me the town. 3. Kābe me` dūr ā; Madīne me` dūr ā, Madīne me` dūr ā. Kāsī me` dūr ā; mai` Madhuban me` dūr ā, Madhuban me`dūr ā; Koī mandirvā batā jā a...a, koī mandirvā batā jā; mohe nagariyā batā jā. (Refrain) I went (came) all the way to the Ka'aba and to distant Medina. I went all the way to Kashi and far off Madhuban. Tell me in which shrine, tell me the house. 4. Mohe nagariyā batā jā, ajī mohe daghariyā batā jā. (Relā) Mohe daghariyā batā, ajī mohe nagariyā batā, ajī mohe nagari. Ho, priytam pyāre tū kahā` vasatu hai, mohe nagariyā batā jā. (2) Tell me which town; O, tell me the house. O beloved darling, where are you, object of my desire; tell me the place (town). .
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa 25 күн бұрын
0. Babhan āve jāī, babhan āve jāī. Mor man lāga babhanavā (2). Āvat jātī, ajī, āvat jātī. Āvat jātī, ajī, āvat jāt. (Āṛāūī) (Ref) Babhan āve jāī, babhan āve jāī. Mor man lāga babhanavā. The babhan comes and goes. My heart feels for (is interested in) this babhan. (I love this babhan, I adore him). He returned, hey, he came back. 1. Ohe, babhanavā kī ekta hī ā`khiyā` (ānkhiyān). Tāke sāri (chāṛi) oṛh, tāke sāri oṛh. Mor man lāga babhanavā. (Ref) This babhan has only one eye. It is all over the place. (i.e., he has a roving eye and is always looking at stuff, including ladies perhaps. He, of course, has two eyes.) I love this babhan. 2. Ohe, babhanavā kī ekta hī goṛavā (godavā). (Hai daiyā !) Bhāge sāri oṛh, bhāge sāri oṛh. Mor man lāga babhanavā (se !). (Ref ) This babhan has only one leg. (Oh father!) It runs (flees) into every place (abode). (i.e., he is a busy-body, very inquisitive, and goes where he is not exactly wanted. He, of course, has two legs.) I am crazy about this babhan. 3. Ohe, babhanavā kī ekta hī hāthavā. Chhuave sāri (sārā) oṛh, chhuave sāri oṛh. Mor man lāga babhanavā. (2) This babhan has only one arm. It touches everything (everybody) (i.e., he likes to interfere in other people's business, & perhaps touches the ladies, but not very inappropriately. He, of course, has two arms.) I adore this babhan. 4. Āvat jātī, ajī, āvat jātī. (Relā) Āvat jātī, ajī, āvat jāt. Āvat jātī, ajī, āvat jāt. Babhan āve jāī, babhan āve jāī. Mor man lāga babhanavā. (2) …….. A babhan is a Bhūmihar brahmin (babhan is the Pali word for brahmin). The Bhūmihars (bhūmi = earth, hal = plough) usually own land and are considered as part of the Saryuparīn branch of the Kanyakubj brahmins. The original folk singer was probably a lady - and she is making playful fun of her family priest. To emphasize that this is really all in jest, she keeps saying how much she adores her babhan. .
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa Ай бұрын
0. Oema nanga mang, ala mala wang, money no there; Te no have the paisā, koī nā jāne. kzbin.info/www/bejne/apbEnpmddpKXrrc (Ref) Oema nanga mang, ala mala wang, money no there; Te no have the paisā, koī nā jāne. (ĀĪŪṛāīū) Koī nā jāne, koī nā jāne; te no have the paisā, koī nā jāne. 1. Sī sā par ātā, māī langha bāp; āye garībī, to chhotī sāth. Sī sā par ātā, māī langha bāp; āye garībī, to chhotī sāth. Chhotī sāth ! (Refrain) 2. Oh my darling I love you; te no have the paisā, to kaise love you. Oh my darling, I love you; te no have the paisā, to kaise love you. Kaise love you ! (Refrain) 3. Toṛ se ter tākī, kuyere ala mang; sūmān no broko, āne go yāng. Toṛ se ter tākī, kuyere ala mang; sūmān no broko, āne go yāng. Āne go yāng ! (Refrain) (Relā) Koī nā jāne, koī nā jāne; te no have the paisā..., koī nā jāne! .
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa Ай бұрын
0. Gajaba karī dālā (2), gajaba karī dālā; Shyām sawariyā, gajaba karī dālā. (ĀĪŪṛāīūḥɛ) (Ref) Shyām sawariyā, gajaba karī dālā. (2) 1. Baṛā rangīlā, hai chailā chabīlā. (2) Pangatwā pe māre najariyā, gajaba karī dālā.(Ref) 2. Gajara girā gāy, hai Jamunā janame. (2) Ūthe motin laṛa haravā, gajaba karī dālā. (Ref) 3. Eka nazara me’, sāwariyā lūtā. (2) Ho gayī baitho’ pawariyā, gajaba karī dālā. (Ref) 4. Shyām sawariyā, gajaba karī dālā. (2) Gajaba karī dālā (2), gajaba karī dālā; Shyām sawariyā, gajaba karī dālā. (2) .
@user-ll7ih7sc3p
@user-ll7ih7sc3p Ай бұрын
Nice song
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa Ай бұрын
Singer & Harmonium: Smt. Annie Ch. Bodha (Prem Sangeet Naari Samaadj), Dholak: Smt. Radjee Khoenkhoen, Dhandtaal: Master Prem Bodha, Maraca: Mr. R. Roepan, Assistant: Mr. S.W. Roepan. (ĀĪŪṛāīū) 0.(Ref) Gore gore gālo' pe kālā godanavā, zulum kare nā. Tore gālo' ke godanavā, zulum kare nā. (2) Black tattoo on very fair cheeks, don't tantalise (tease me). The tatoo of your cheeks, don't tanatalise (torment me). 1. Bal le jī kā lāge tore ā'khiyā' ke kajarā (2); zulum kare nā. Tore ā'khe' ke kajaravā, zulum kare nā. (2) (Refrain) The brightness of the kohl on your eyes, don't tantalise. The kohl on your eyes, don't torment (tease) me. 2. Chamcham chamke tore māthe ke tikuliyā (2); kamāl ke lenā. Jaise nadiyā ke bīche, kamāl ke lenā. (2) (Refrain) The ornament on your forehead shines brightly; it takes great (suits you). In between like a river, it suits you well. 3. Karke sringār gorī gaile pachariyā (2), O jahā' dekhe nā. Chhailā māre nazariyā, O jahā' dekhe nā. (2) (Refrain) Lassie, your make-up inspires devotion, O where don't you see. Your eyes kills this (handsome) boy, O where do you not see. 4. (Relā) Gore gore gālo' pe kālā godanavā, zulum kare nā. Tore gālo' ke godanavā, zulum kare nā ! .
@shantanarain716
@shantanarain716 Ай бұрын
❤❤❤😢😢
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa Ай бұрын
(Dohā) Hoī bhī phūl bachchā nahī’, sakhā kisī bha’varo’ se. ‘E jī paṛosin terī murgī bhī nahī’, bachegā hamārā murgā se. 0. Paṛosin apnī murgī ke rakhanā sambhāl, merā murgā huā hai dīwānā. Rakhanā sambhāl, rakhanā sambhāl. Rakhanā sambhāl, rakhanā sambhāl. (Ref) Paṛosin apnī murgī ke rakhanā sambhāl, merā murgā huā hai dīwānā. 1. To murgī tere andā, to hamare murgā ke lage thandā. (ĀĪŪṛāīūḥɛ) Murgiyā ke khawaiyā zyādā, phūl paṛosin te andwā ho jāy sab gandā.(Ref) 2. To murgī khāye tānā, to hamare murgā ke māre tānā. Tab moh hamār murguwā santo karke bole, kī ham hai toṛ diwānā. Muskhilɛl ke prāt ke kāshī me’, aur karīs lehar bhī toṛ. Ina ādamī’ duniyā bigāṛī, chugul to chartu aur chhoṛ. (Ref) 3.Aur murgī chirāve bachchā, to hamār murgā boliye sabe hamār bachchā. To murgiyā boliye pakka pak pak pak, jā re murgā to hai baṛā sachchā. Jo ādamī dusaro’ ke chale, yā charkhe praname jīta hai. Aisā ādamī marne ke bād, phir kabhī mānush nā hotā hai. (Ref) 4. Rakhanā sambhāl, rakhanā sambhāl. Takhanā sambhāl, (Relā) rakhanā sambhāl. Paṛosin apnī murgī ke rakhanā sambhāl, merā murgā huā hai dīwānā, merā murgā huā hai dīwānā ! .
@realScorpa
@realScorpa 2 ай бұрын
Legend
@SRC40
@SRC40 2 ай бұрын
heef u ook die nr van ramurtie daroewa na piye
@LynnSuknanan
@LynnSuknanan 2 ай бұрын
Lyrics we need in Hindi words
@LostSonOfBihar
@LostSonOfBihar 2 ай бұрын
❤ Thank you. I love my culture ❤
@sharran2043
@sharran2043 3 ай бұрын
Klassieker!!👍🏽
@harolddass6136
@harolddass6136 3 ай бұрын
Big tune ❤❤❤❤❤
@twobalcain
@twobalcain 4 ай бұрын
What the hell he sayin? He has a promising career at a call center!
@davids-singing
@davids-singing 2 ай бұрын
?
@minagopie3665
@minagopie3665 4 ай бұрын
❤🎉😢
@sharran2043
@sharran2043 5 ай бұрын
Klassieker! Onvergetelijk en nostalgisch. Heerlijk om te horen🙏🏼❤️
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa 6 ай бұрын
0. Kāgā sab tane khāiyo, kī chūn chūn khāiyo mās. Bas-do nainā mat khāiyo, jinhe piyā milan kī ās. O crow, come & peck all this flesh, over this skeletal frame of mine. But leave these two eyes untouched, they’re waiting for that beloved of mine. 1. Taqadīr merī in dino’, aisī badal gayī. (Ref) Āyā parī hai hāth me’, wo bhī chalī/nikal gayī (2). Taqdīr merī in dino’, aisī badal gayī. (ĀĪŪṛāīūḥɛ) Āyā parī hai hāth me’, wo bhī chalī/nikal gayī (2). My fate has changed these days. I had an angel in my hands; she has left and gone, she has left. 2. Tukaṛe huye jigar merā, hālath badal gayī. (2) Aisī chalī hawā kī, (ājī) kisamat badal gayī. Dil khāk ho gayā merā, kisamat badal gayī. (Ref) My heart is broken into pieces, my situation has changed The wind blew in such a manner, that it changed my fate. My heart is so completely shattered, that it changed my fate. 3.Tukaṛe huye jigar merā, hālath badal gayī. (2) Sab ye samajh rahā hai, kī tamannā nikal gayī. Jis tār kā bharosā thā, wo tār chalī/nikal gayī. (Ref) My heart is broken into pieces, my condition has changed Everyone understands now, that all my desires are gone. The trust we had has now already been broken. .
@90s-Trance_86
@90s-Trance_86 6 ай бұрын
Nice. WHo Played the dholak?
@annapannajankipersadsingh233
@annapannajankipersadsingh233 6 ай бұрын
@kriyato1
@kriyato1 6 ай бұрын
Beautiful. Thanks for the upload.
@angelasomra5145
@angelasomra5145 7 ай бұрын
my great grandfather used to sing and play this LP birthday when saw us my Mom and I have the same birthdays this song always brings to tears of happiness
@swastiswasti7646
@swastiswasti7646 7 ай бұрын
Ustaad
@priyapoeran1611
@priyapoeran1611 7 ай бұрын
❤ Nice Song 🎉
@RadhaKrishna-qf5vs
@RadhaKrishna-qf5vs 7 ай бұрын
Nani ❤
@user-sw3br9be5z
@user-sw3br9be5z 8 ай бұрын
Hahahaha wat een grappige lied 😂😂😂😂 ik ga helemaal stuk
@radhavlogs0605
@radhavlogs0605 8 ай бұрын
What a sweet bhajan this is ❤❤❤😢😢❤😢😢❤
@user-de4wi6dn5q
@user-de4wi6dn5q 9 ай бұрын
Ik bestem deze lied voor de regeerders van nu
@GeetaBoedhoe
@GeetaBoedhoe 9 ай бұрын
❤❤❤
@sandjanaramdin5605
@sandjanaramdin5605 9 ай бұрын
Ur are not the lion of bhaitak gana but the “KEIZER” of bhaitak gana❤
@user-ow6cm8io7c
@user-ow6cm8io7c 9 ай бұрын
🎉🎉🎉
@zamirmohammed1530
@zamirmohammed1530 9 ай бұрын
Very sweet❤ sweet music❤ I love your songs and music, I listen to then every day❤ keep it up.
@jaishankarojha
@jaishankarojha 10 ай бұрын
Regards from India. ..
@ListenMr.Shankar
@ListenMr.Shankar 10 ай бұрын
Lyrics?
@RakishNandpersad
@RakishNandpersad 10 ай бұрын
Adjit Singh
@John-alpha
@John-alpha 11 ай бұрын
De OG!
@whitetriniboy9250
@whitetriniboy9250 11 ай бұрын
Bhaaija Jairam, ie gadhauwa kaahe roowat bha? Ie gadhauwa ekwa djanam me, manoes ke djanam bhail he, manoes reha, iensaan. Doesar ke dhan dauwlet harap ke das gaail maar aa ie djanam me dekha gadaha banke ho gaja bhaaija Hafiez. Attjha bhaaija Jairam, taa toe bharieje, tab toe kauntjie hooiye? Dekh bhaaija Hafiez, djoo ham bhie kooi ke dhan dauwlet harap ke khaai ke maar djaa, aai djoo mareb kaise ie gadaha banke ham bhie hooga aapan karnie. Are doesar dhanwa toe khaai ke mar djaaiye, gadaha ban ke bharieje re.
@uttamdas5425
@uttamdas5425 Жыл бұрын
अद्भुत
@minagauri7148
@minagauri7148 Жыл бұрын
The Queen was this old women Like your songs Beautyfull voice Rust in peace❤😢
@AshwitaMahabier-xy6rn
@AshwitaMahabier-xy6rn Жыл бұрын
One of the best female singers of bhaitak ghana old style
@sandjai5491
@sandjai5491 Жыл бұрын
♥️♥️♥️🥰😍💋👍
@harolddass6136
@harolddass6136 Жыл бұрын
Love it ❤ nice
@inderjitarjoon4758
@inderjitarjoon4758 Жыл бұрын
the light of the praise one . awesome
@utardaiasmus8793
@utardaiasmus8793 Жыл бұрын
Life is precious
@utardaiasmus8793
@utardaiasmus8793 Жыл бұрын
🎉❤❤❤❤❤❤