आपके पास थोड़ा बहुत नॉलेज नहीं बल्कि बहुत ज्ञान है धन्यवाद सर ❤🎉
@kmmobiletechnology-932754 күн бұрын
आप को दिल से धन्यवाद,♥️
@surajchormale37434 күн бұрын
Bhai yr mujhe keh reh hain ki motherboard kharab hain or problem thi hain pr bhai agar resistor nikal diya to direct current chala jayega na phone main or kharab ho jaye ga na please reply
@kmmobiletechnology-932754 күн бұрын
Bhai wo tharmal ka resistor he usko nikal na nahi he . dusra lagana hai. Or tharmal resistor ko nikal ne ya change karne par direct current nhi jata uska kaam temprature ke Sens karna he
@SkReaz-f8g10 күн бұрын
2 sara register dala ku nahi
@kmmobiletechnology-9327510 күн бұрын
Vo register nhi lagye ge to bhi chalega isliye
@rabipradhan39916 күн бұрын
Hlo sir prize kitna padega change karne ka
@kmmobiletechnology-9327516 күн бұрын
350 ke aas pass
@savaliyabhavesh873916 күн бұрын
Nice
@DomNic-e4n20 күн бұрын
Brother, Shop number ?
@kmmobiletechnology-9327520 күн бұрын
Ambavadi Junagadh Gujarat shop number 10
@tanmoyghosh908422 күн бұрын
Redmi 10 Pro max jio sim support hoya6e na
@kmmobiletechnology-9327521 күн бұрын
Jio ka network nahi show ho Raha hai ya on sim bata raha hai. Phele ye batao
@tanmoyghosh908421 күн бұрын
@@kmmobiletechnology-93275 but other phone jio network a6echs
@irfansheikh415623 күн бұрын
Sir nakhoon katoh Bahort bade hai aap ke❤
@kmmobiletechnology-9327523 күн бұрын
Bhai mobile khol ne me opnar ki jarurat nahi pade is liye rakhe he . Your comment like it 👍
@SHEKARNAYAK22024 күн бұрын
Existing fan rklo bro
@kmmobiletechnology-9327524 күн бұрын
@@SHEKARNAYAK220 ye baat sahi kaha aapne bhai thankyou..
@HassanAhmad-r4v25 күн бұрын
Redmi not 10 pro same issue sim 1 kbhi show krta ha kbhi nhi show krta . sim 2 thk sa chlta ha kya issue ho ga?
@kmmobiletechnology-9327525 күн бұрын
Bhai is phone me bhi 1sim work nahi kartha tha baad me dono sim work karna band ho gya tha app ke phone bhi vahi problem he 100% cpu se hi problem hai Reballing kar do thik ho jayega.
@HassanAhmad-r4v25 күн бұрын
@kmmobiletechnology-93275 bhai is ka 1 or masla ha hang bhut hota ha kbhi kbhi force restart krna prta ha
@kmmobiletechnology-9327524 күн бұрын
Bhai cpu ka problem sebhi hang ho sakta he or software se bhi.app cpu Reballing kardo .sub problem Sahi Ho jayega.
@techvids693726 күн бұрын
meray pass s20 ultra hay ospay 5g 4g sab network sahe hay call k dawran call ok leken data jab on ho tab auto flight mode on hojata hay solution plz i am in saudi arabia
@kmmobiletechnology-9327526 күн бұрын
Bhai aap ke mobile me half aroplane mode dikha raha he to vo hardware me 1.8v mipi line dikkat he . network secson me 1.8v line missing hone par bhi ye problem hota he.or ek bar phone ko update kar ke dekho.
@techvids693726 күн бұрын
@kmmobiletechnology-93275 half flight mode nahe hay auto flight mode on hojata hay signal chala jata hay pher ajata hay thory deeer net chalata hay pher khud ba khud flight mode on ...on off hota hay
@kmmobiletechnology-9327526 күн бұрын
To bhai 100% network ic ka problem he . network secson ka aap ko kam Karna padega
@MukeshSagar-um1xv26 күн бұрын
Sar display se flashlight ka koi sambandh to nahin hota hai flashlight nahin work kar rahi hai meri folder bhi change kara diya phone damage ho gaya tha purane folder per kabhi-kabhi work karti thi flashlight new folder dalne per bilkul bhi work nahin kar rahi folder ki Kami hai sari ya motherboard mein problem hai yah flash kharab ho gai hogi please reply karen sar
@kmmobiletechnology-9327526 күн бұрын
Bhai phele light ic ke volteg chek karo. agar OK ho to folder me bhi problem ho sakta he.
@MukeshSagar-um1xv26 күн бұрын
Sar realme narzo 10 ki flashlight kaise repair Karen phone girkar damage ho gaya tha folder change kara fir bhi light nahin jal rahi purane display folder per kabhi-kabhi khud jal jaati thi
@sanjaybabariya-k9k27 күн бұрын
Sir C11 me vusb line short repair ke baad slow charging ka problem ka video bana do❤❤
@kmmobiletechnology-9327527 күн бұрын
Ok bhai
@Mayurpatel543827 күн бұрын
thank you sir amazing video
@sanjaybabariya-k9k27 күн бұрын
Gret work sir. Me appke sbhi video dekhta hu..❤❤
@chunchunsingh7856Ай бұрын
Sir ye kaise samjha aapne ki borad wala register ka value change hu chuka hhai ..battery k andar wala register ka value v to change ho gya ho .bat id wala reg jo
@kmmobiletechnology-93275Ай бұрын
Bhai phele hamne battery change kar ke check Kiya bad me problem bord se hi Hoga na. Or jyadatar foult bord ke register se hi aata he.or battery 🔋 id and th line ke volteg change kar ke bhi pata chal jayega ki foult bord se he ki battery se.
@royalrajput06Ай бұрын
Mera bhi narzo 10 mobile ka ic problem h ic nhi mil rha h
@kmmobiletechnology-93275Ай бұрын
Bhai kon si ic kharab he bato charging ya power.
@royalrajput06Ай бұрын
@kmmobiletechnology-93275 charging
@musaddiqueahmed6644Ай бұрын
Sir kya wajah se cpu reboll kiya gr ok tha .kuch bataya nhi directed cpu reball kar diya aap ne .
@kmmobiletechnology-93275Ай бұрын
Are bhai is me sim card ditect nahi ho Raha tha uski sabhi line cpu se aayi hai is liye cpu ko Reballing karna pada . pura video ache dekho pata chalega Bhai
@danishmobilesolutionsАй бұрын
Itni mehnt kyu bhai power ic se uv kr dete
@kmmobiletechnology-93275Ай бұрын
Bhai customer ne bataya tha ki isme back camera bhi work nahi kartha tha Dead ho ne se pehle is liye cpu hi draysold hua hoga to mene dono kaam ek sath karne ke liye cpu open Kiya Varna only power ic ko uv kar ke ho jata. comment ke liye thanks bro 👍
@savaliyabhavesh8739Ай бұрын
Nice
@YtsachiN8650Ай бұрын
Samsung a04e camera open karne par apne aap back ho jata hai camera not open
@kmmobiletechnology-93275Ай бұрын
Ye problem jyadatar whater demag se hota he pahle camera connector ki line chak kro ya to camera change kar ke dekho bad me bhi nahi ho to power ic or cpu track break ho ne se bhi ye problem hota he cpu Reballing kar ne bad pata chalega Bhai..
@santosherroju9185Ай бұрын
Tq 👍👍👍👍
@Mayurpatel5438Ай бұрын
👍nice brother
@Somanathan-hj7geАй бұрын
🎉best❤
@vithalbhaithumar2113Ай бұрын
Exlent 😊😊
@savaliyabhavesh8739Ай бұрын
😮😮
@dkmobilerepairingtipsandtr695120 күн бұрын
😅😅
@Mayurpatel5438Ай бұрын
nice helpful video thanks bhai
@vsfunny333Ай бұрын
Nice
@Mayurpatel5438Ай бұрын
bahut achi tarike se shield hataya he bhai thank you
@HarsukhVanpariyaАй бұрын
Achaa setup he bhi❤❤
@AjayrajShanayaАй бұрын
Very good ❤❤❤
@kmmobiletechnology-93275Ай бұрын
Thanks bro
@ravisainirj19....6Ай бұрын
Pura set-up kitne ka pdega
@kmmobiletechnology-93275Ай бұрын
Sabi tools or microscope ke saath Mera setup around 36000 me pada he mere ko ek leptop ko baad karke
@PiyushTummarАй бұрын
Superb bro 🎉🎉
@PiyushTummarАй бұрын
Osama ❤❤❤❤❤
@Mayurpatel5438Ай бұрын
aap ke video se hame bhaut sara sikha ne ko milta he sir....thanku
@kmmobiletechnology-93275Ай бұрын
Shukriya Bhai
@RMagic12Ай бұрын
Khuv valo
@builderff2573Ай бұрын
Dil se shukriya bhai
@kmmobiletechnology-93275Ай бұрын
Thanks Bhai
@Mayurpatel5438Ай бұрын
bahut acha setup he bhai
@faizalmelco2 ай бұрын
Apna mobile num
@SUJUSPORT2 ай бұрын
Isko banane me kitna karcha aata hai. Mera same problem hai...
@kmmobiletechnology-932752 ай бұрын
700 ke aas pass
@RiyazSandh-z9g2 ай бұрын
Bhai app ke tarike se check Kiya to vhi line me problem tha mera Kam ban gaya thankyou ,,👌