Пікірлер
@user-gt8ve8my-z
@user-gt8ve8my-z Күн бұрын
Ye ap ik pack kitny ka sale krty hain
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney Күн бұрын
250/6
@user-gt8ve8my-z
@user-gt8ve8my-z Күн бұрын
@@pkfoodjourney maim frozen food start krny lgi hon mjh sy to 25 ki demand kr ry hain ik shami ki
@rafezasultana1926
@rafezasultana1926 3 күн бұрын
Shami kabab kitney gram ki ho gi
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney 2 күн бұрын
Yeh to jis size ka ring hai us pe depend karta hai. Meray pass jo ring hai wo 2 inch ka hai. Height 5mm. Us mae 35 gram tak aa jata tha. Ab mai Lahore hon. To yahan per retail customers ko es size ki Shami choti lagti hai. Per mai ussi size ko yahan bi chalane ki koshish karon ga. Because meray pass rings hain. Us se kaam jaldi ho jata hai.
@rafezasultana1926
@rafezasultana1926 2 күн бұрын
@@pkfoodjourney thank you 💖
@sheikhusman6371
@sheikhusman6371 4 күн бұрын
Mera b frozen food ka kam he
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney 4 күн бұрын
Good👍
@sheikhusman6371
@sheikhusman6371 4 күн бұрын
Contact number
@Mukhtarbirds786
@Mukhtarbirds786 5 күн бұрын
Good
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney 5 күн бұрын
Thanks.
@neloferelyaz6577
@neloferelyaz6577 7 күн бұрын
Asalamliokum bhai kaise ho bhai mujesh shami kabab plastictry kaha mil gai address do bhai jan
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney 7 күн бұрын
Wa alikum asalam. Sub details main ne video mai batai hoi hain. Ager aap ne plastic ki tray jis mai hole hain us ka pocha hai to wo aap ko signboard jo log banate hain un se mil jaye gi. Mai ne lahore Cooper road se le thi. Hole mai ne khud kiye the drill se. Cnc machine se bi karwaye ja sakte hai.
@Momsdiaries_
@Momsdiaries_ 8 күн бұрын
Ap shami kabab kabhi bana ky dekhay please 🙏
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney 8 күн бұрын
Channel pe Already video Upload hai.
@BabaBaba-vm7ln
@BabaBaba-vm7ln 9 күн бұрын
Bhai music ko avoid karein. Maybe ye amal Allah pak ko na pasand ho😊
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney 8 күн бұрын
OK I Will Try,
@royalclayskincare4404
@royalclayskincare4404 10 күн бұрын
Goodluck ⚘️
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney 10 күн бұрын
Thanks
@BAREERA_VLOGS
@BAREERA_VLOGS 15 күн бұрын
Plz delait day fryer ki ?
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney 15 күн бұрын
Es se pehlay wali video fryer pe he hai. Channel pe upload hai
@AsadAli-bi9hk
@AsadAli-bi9hk 19 күн бұрын
Mjhe ring ky liye information leni hy wts up number available hy?
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney 18 күн бұрын
Check channel about
@kitchen4season249
@kitchen4season249 20 күн бұрын
نگٹس کے سانچوں کا بتائیں میں ہوں شیف شامی کے سانچے اسانی کے ساتھ جیسے مل جاتے ہیں نگٹس کے سانچے نہیں ملتے جس میں قیمہ کم جائے یعنی کہ جو سٹائلش ہوتے ہیں نا ذرا ڈفرنٹ شیپ والے اس میں قیمہ زیادہ ا جاتا ہے ہمیں چوڑی شیپ والا جو وہ ہوتا ہے چورس شیپ والا وہ لینا ہے اگر وہ بسکٹ والی شیپ کے ساتھ لیا جائے تو وہ اس کا سائز بہت چھوٹا ہے نارمل سائز کہیں بھی نہیں مل رہا
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney 20 күн бұрын
Aap ko banwane parein gay. Size design khud bata kar. Mera chopper khrab ho gay tha es liye mai ne nuggets us ke baad nahi banaye. Na us ke sanchay banaye. Jesa Mera kaam tha us ke liye mujhee 100000 ka chopper mil raha tha 2 saal pehlay. Jo mai ne nahi liye.
@kitchen4season249
@kitchen4season249 20 күн бұрын
@@pkfoodjourney konsi jaga say bnwanay ho gay any idea
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney 18 күн бұрын
@@kitchen4season249 shami mold ki video channel pe Available hai. Us se aap ko idea ho jaye ga. Design, size, material aap ne khud batana ho ga. Per es kaam ke liye technical hona zarori hai.
@tahirsarwar3057
@tahirsarwar3057 22 күн бұрын
السلام علیکم
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney 21 күн бұрын
Wa alikum asalam
@saminatufail4879
@saminatufail4879 22 күн бұрын
Great
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney 22 күн бұрын
Thanks
@shahzaib03167
@shahzaib03167 22 күн бұрын
Good man
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney 22 күн бұрын
Thanks
@shaziashakir5500
@shaziashakir5500 22 күн бұрын
Customers kesey banengey, I mean khareedey ga kon
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney 22 күн бұрын
Different ways hain. Best I think retail mai ager aap ka business grow karay to wo best hai. Wholesale ka sochein bi mut.
@NAH201
@NAH201 26 күн бұрын
_Konsi better btai gher say frozen ka ya gher say readyfood ka?_
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney 26 күн бұрын
Aoa. Gher se desi khane ka kaam karein to fori results samne aa jatay. Subha jo banaya sham ko result aap ke samne ho ga. Kum investment se start ho ga. Aik main point yeh hai ke profit dono mai hai. ( depending on your area). Asal kaam yeh hai ke aap ki sale achi ho. 20,25 box ya khane ke 20,25 dabay aap ke daily sale hon gher ke kaam mai.
@NAH201
@NAH201 26 күн бұрын
_Bilkul darust..thanks for information.._
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney 26 күн бұрын
Welcome
@NAH201
@NAH201 26 күн бұрын
_me just kam start krnay ki wali hun as a knowledge purpose me aesi bht si videos dekh rhi thi achanak apki video mili. apki diyanatdari ka bht shukria, bilkul b naumeed na hon area city ka b bht hisab hota hai, as i read in a comment k ap ab lahore shift ho rahay hein to me apko yaqeen dihani krwati hun k lahore mein ye cheezein bht bht zyada sale hoti hein agr apki quality or taste acha hai to samjhein in sha Allah bht hi chalay ga... Wish you Great Luck.. bay fiker ho k Lahore move hon or same yhi business rakhein. or apnay business ko chalanay k liay idher udher say knowledge or tips collect krtay raha karein waqtan fawaqtan bht say tricks samajh aa jatay hein. Alhamdulillah me ko b bht sa knowledge mila hai baqi ye k jab insan practical kr raha hota usay mazeed behter pta lagna shuru ho jata hai but ghabranay ki bat nahi during you practical jo b mushkil paish aye specifically uska hal talash karein facebook p aesay groups food related join kr k, youtube pr.. in sha Allah woh maslay b solve hotay jaein gay._ _Baqi yhi kahon gi Lahore move hotay hi bht yaqeen k sath keh rhi hun k apka kam chal jaye ga. bht trend hai lahore aesi cheezon k sale honay ka taqreeban ab to sabhi buy krna shuru ho gaye hein.._
@Farwakhanart
@Farwakhanart 26 күн бұрын
Kia mje. Phle rejestreshn kr na ho ga ke phele shoro kro jb kam bere per rejestreshn kro
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney 26 күн бұрын
nahi ager gher se kaam ho raha ho to kuch bi nahi Karna. per ager ager aap ne sirf biryani ka kaam karna hai to apne area mai 2 Km ke range mai advertisement bohat Achi karin. koshish karin ke 20 box aap daily sale kar sakein. Delivery ka aap ke pass pehlay arrange hona chahiye , Yeh bohat Bohat Zarori hai.
@Farwakhanart
@Farwakhanart 26 күн бұрын
Sir me gr se beryani ka karo bar shoro krna chahti ho to aes. Ke lye rejstreshen krna zrori he kia
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney 26 күн бұрын
Ager aap ne foodpanda pe kaam karna hai to Foodpanda pe registration karani ho gi. Ager Privet Gher se kaam karna hai to koi registration nahi. hazaroon loog yeh kaam gher se kar rahay hain.
@EmanKhan-q5k
@EmanKhan-q5k 27 күн бұрын
Allah ap ka bht bhala kary
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney 27 күн бұрын
Thanks
@muhammedjaved7984
@muhammedjaved7984 28 күн бұрын
MashaAllah Very nice honesty information
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney 27 күн бұрын
Shukriya
@mahtabkhan6582
@mahtabkhan6582 Ай бұрын
Mai frozen food ka kam krna chahti
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney Ай бұрын
Location achi hai to retail ka kaam karein. Wholesale ka nahi sochna. Fori result chahiye to desi khane ka kaam karein. Takay fori tor pe aap ka kitchen ka kharcha to khatam ho. Frozen food vs gher ka khana wali video lazmi dekh lein.
@mahtabkhan6582
@mahtabkhan6582 Ай бұрын
@@pkfoodjourney frozen is liye socha k jb tym mily bna k freeze krti rhun, jb k fresh khana on the spot baby or ghr k sath sath possible nhi..
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney Ай бұрын
@@mahtabkhan6582 theik hai area acha hai to kar lain.side business ka soch kar. Per yeh umeid nahi rakhni ke aap koi achi handsome amount her month kama laein gi. Haan kuch na kuch kharcha cover ho jaye ga. 2 month se lahore mai kaam start kiya hai. Per freezer mai abhi sirf 5,6 aloo samosa ke packets pare hain. Yahan jo bi banaya sub sath sath sale ho gaya. Ziyada production nahi kar pa raha. Aap ko lagay kaam chal raha hai to koi helper laga lain sath.
@nabilakhatri6470
@nabilakhatri6470 Ай бұрын
Apny 4 kabab uper hi 2 rakhy to kya ye jurengy nhi?? Mujhe yahi complain aae hy k frezer kr k b pack krty hen agr ek 2sry k sath jur jati hen to nikalti nhi hen
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney Ай бұрын
Kashmir mai mujhee kubhi bi problem nahi aai es ki wajha se. Yahan tak mera paper bi packing ki ander hota tha. Wo bi kharab nahi hota tha. Lahore shift hone ke baad abhi bus aik bar banai hai shami. Us mai bi koi issue nahi aaya. Shami apas mai joray gi tub jub wo ziyad dair freezer se bahir rahay gi kisi bi wajha se. Es time mai shami ager gelli ho jati hai our ke baad us ko phir freez kar daein gay to lazmi jur jaye gi. Aysi situation mai shami full freez kar ke dubara alag karein. Kisi knife se. Ya packing mai kisi hard cheez se hit karein. Meri shami easily alag ho jati thein.flat shape ki wajha se bi.
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney Ай бұрын
Aap ke freezer mai cooling ok hai? Lumbi load shedding ki wajha se bi yeh issue aa sakta hai. Shami ager freezer mai thori melt ho kar dubara freeze ho gi tub bi yeh issue aa sakta hai.
@kidsstory9175
@kidsstory9175 Ай бұрын
Ap expiry dates kesy lagaty hn
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney Ай бұрын
Frozen items mai 3 months ki. Samosa patti ki 6 months. Azad Kashmir mai. Lahore mai abhi to without expiry he sale ho raha hai. Because yahan mai abhi shops pe nahi de raha saman. Retail mai sale kar raha hon. Asal mai expiry se ziyada important yeh hai frozen food end mai customer tak phonchne tak right temperature pe rehti hai ya nahi. Per unfortunately Pakistan mai koi bi mayar nahi. Yahaan expiry saman bi dubara repack ho jata hai. Na food cold chain ko barkarar rakha jata hai. Asal mai different cheezon ki different expiry hoti hai. Meat ki alag. Vegetables ki alag. Etc...
@kidsstory9175
@kidsstory9175 Ай бұрын
@@pkfoodjourney JazakAllah Bilkul sahi kha mny b suna h cock Pepsi k Sath same Kiya tha store walony Anyway I m from Karachi Or ap ko weather ka pata hoga yah pay supply or difficult hogi
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney Ай бұрын
@@kidsstory9175 g ab sahi se pata chala hai. Sirf weather change hone se bohat sari cheezein change ho jati hain. Food ki handling mai. Food ko banane mai he aap ko kai cheezon ko weather ke mutabiq adjust karna parta hai.
@kidsstory9175
@kidsstory9175 Ай бұрын
Ap foodpanda pr q nai krtye
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney Ай бұрын
Lahore shift hone ke baad foodpanda ko bi study kiya hai. Per mujhee lagta hai ab mai achi location pe hon. College, hostels, bi pass hain. Foodpanda ko pesay dene ke bjaye wo pesay mai apni advertising pe lago to bi mujh se kaam sanbhalna mushkil ho ga. Kiyon k meri items bohat ziyada hai. Abhi mai order miss kar raha hon. Utna saman tayar nahi kiya ja raha. Kashmir mai larkay the pass. Un se ready karwata tha. Kuch cheezein mujhee behter karni hon gi. To kaam bohat hai yahan.
@kidsstory9175
@kidsstory9175 Ай бұрын
@@pkfoodjourney Alhamdulillah ❤️ inshAllah jaldi hi ap ko achi devoted man power mil jaye gi
@EmaanKhan-v1s
@EmaanKhan-v1s Ай бұрын
Plz sale price bhi btya key k ghro m him koncy price rakhy or dukandaro ko kia price pi de plz guide key zaror
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney Ай бұрын
Price ki liye aap ko apna area ki price check karni chahiye. Acha area hai to wahan log price se ziyada cheez ka taste our packing ko dekhein gay.. For example jo cheez mai Kashmir mai 200 ki sale kar raha tha. Ab lahore mai wo cheez 250 to 280 ki sale karna pe possible hai. Yahan kharcha bi ziyada hai. Apne area ki price check karein. Us ki according apni price rakhein. Sirf price he nahi cheez bi ussi area ki demand ke mutabiq banaein.
@EmanKhan-q5k
@EmanKhan-q5k Ай бұрын
M islamabad m rahti hun m kharab chez ni bach sakti r na hi chati hun .ku k yaha bht amir log hy kharab ni khaty .myry li dowa kijey k m kar sakun .aj bs koch saman kharida .m bywa hun r myry 3 bachy hy wo party hy m khod kam karungi .bs ap ko sun k hoasla mila hy .moshkil hy magr ya yakin hy k mahnat m azmat hy
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney Ай бұрын
Je area aap ka acha hai zaror start kareein. Apne area mai check karein dosray log kis price mai sale kar rahay hain. Main pehlay 2 years, azad Kashmir laga kar abhi aaya hon lahore wapis. 2 year wahan kaam nahi chala saka. Log khane pe ziyada pesay kharch nahi kartay the. Yaaha lahore aatay he meri sale pehlay se bohat behter hoi hai. Rates bi achay ho gaye hain. Demand bi ziyada hai. Allah aap ki zaroor madad karein ge. InshaAllah. Acha kiya aap ne yeh video bi dekh Lee. Bohat kuch clear howa ho ga es se.
@EmanKhan-q5k
@EmanKhan-q5k Ай бұрын
Bht acha hy
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney Ай бұрын
Shukriya
@EmanKhan-q5k
@EmanKhan-q5k Ай бұрын
Bhi agr ak k.g dal ho to goshat ktna dalu .m ny b kam karna hy
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney Ай бұрын
Wo to aap ki marzi hai. Aap ne cost kahan tak rakhni hai. Apna area dekhein ke wahan kitne tak shami sale ho sakti hai..start mai half kg daal ke sath aik do bar bana kar cost nikalen. Our taste check karein. Jub sub ok lagay to ziyada banna lein apne zarorat ke mutabiq.
@EmanKhan-q5k
@EmanKhan-q5k Ай бұрын
Sallam sir ap kis jaga sy hy
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney Ай бұрын
Wa alikum asalam. Pehlay azad Kashmir Ab Lahore
@MuhammadIrfan-zl5nn
@MuhammadIrfan-zl5nn Ай бұрын
TU Bhai apni information de dosro ki burai pr video bana di.. experience acha nhi to band kr de discorrig q kr rha he logon ko log kr hi rhe hen
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney Ай бұрын
Nahi dosron ki burai karne ka to koi shok nahi mujhee. Per ager koi galat guide kar raha hai to us ko mai theik bi nahi bol sakta. Unfortunately hamaray mulk mai dosron ko Bewaqof bana kar KZbin video se pesay kamana ziyada asan kaam hai. Esi liye aap ko KZbin etni ziyada video nazar aati hain Jin mai loogon ko daily 10000,15000 kamane ka lalach diya jata hai. Jub ke aysa kuch bi nahi hota. Wo log khud kiyon nahi kama letay daily 10000??? Es liye ke logon ko Bewaqof bana kar aik aik video se ziyada income hoti hai. Jo log es field hai mai wo bohat achay se samjh saktay hain. Reality batane mai our miss guide karne mai bohat fark hai. Jo log daily 10000 kamane ka lalach de rahay hote hain un mai mostly khud wo kaam kartay bi nahi. Es liye ke un ka target sirf video se income kamana hota hai. Anyway mera maqsad sirf reality batana bahi.
@quranlearning8547
@quranlearning8547 Ай бұрын
Ye sanche kahan se mile ge
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney Ай бұрын
Sanchay ki complet details pe aik video channel pe upload hai. Wo dekh lein. Easily mil jaye gi. Ya KZbin pe shami mold ko search kar lein.
@FoodFactory.9
@FoodFactory.9 Ай бұрын
Ap na investment Kam sa start krna tha.
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney Ай бұрын
Start to kum investment se he kiya tha. Per kubhi bi kaam aysi stage pe aaya he nahi key profit ho. Mutlub profit 50000 to kharcha 100000. Her month regular loss. 2 years mai mera nahi khayal ke kisi month mai main profit main hon. Ab dubara lahore shift hone hone mai he acha khasa pasa khatam ho gaya.
@FoodFactory.9
@FoodFactory.9 Ай бұрын
@@pkfoodjourney Main na bhe ya kaam start krna ha ap ke video dakh k tension ho gi ha.
@FoodFactory.9
@FoodFactory.9 Ай бұрын
@@pkfoodjourney Agr ap ko ya karobaar profit nhe dy rha to switch kr lain.
@FoodFactory.9
@FoodFactory.9 Ай бұрын
@pkfoodjourney agr profit 5000 ho or kharcha 20000 matlb 25000 tk sale out ho Jay stock to business thk ha,wasay bhe insaan consistency sa Asa kaam nhe krtaa jis main usay Sirf loss ho.
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney Ай бұрын
@@FoodFactory.9 per hum ne kiya hai lagatar loss ke bawajod yah kaam. Sirf es umeeid pe ke ab chal jaye ga yeh kaam. Asal mai meri location galat thi. Na koi experience tha.ab jalad es pe video banaon ga.
@fj7919
@fj7919 Ай бұрын
👌
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney Ай бұрын
Thanks
@RoseFlower-jp2er
@RoseFlower-jp2er Ай бұрын
Aap ne apni shop q nahen kholi jab k sab chezen aap khud banate hen
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney Ай бұрын
Koi male person sath nahi tha. Mera Sara din to subha se sham tak larkon se saman ready karane mai lag jata tha.. Larkon ke Jane ke baad bi Mera kaam khatam nahi hota tha. Aik shop thi jo gher ke bilkul nechay thi. Wo miss ho gai thi. Dubara koi shop mili nahi pass. Ab dubara koshish kar raha hon lahore shop ke liye.
@tayyabbintahir2398
@tayyabbintahir2398 Ай бұрын
Good
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney Ай бұрын
Thanks
@MrNeel321
@MrNeel321 Ай бұрын
👌
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney Ай бұрын
Thanks
@SadiaAnjum-t3i
@SadiaAnjum-t3i Ай бұрын
Jazakallah
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney Ай бұрын
JazakAllah khair
@fj7919
@fj7919 Ай бұрын
Masha Allah! You always provide good and sincere information. 😊 May Allah give barkah in your rizq. Ameen
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney Ай бұрын
Thank you & Ameen
@sffoodbysimi5231
@sffoodbysimi5231 Ай бұрын
Good 👍👍👍👍❤❤❤❤
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney Ай бұрын
Thanks
@muzaffarali6951
@muzaffarali6951 Ай бұрын
Frozen food business ma Future ha ya nai ?
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney Ай бұрын
Yeh sub aap ki location, taste, sale, production, wageira pe depend karta hai. Gher ka vs frozen food wali video lazmi dekhein. Bohat kuch pata chal jaye ga aap ko.
@muzaffarali6951
@muzaffarali6951 Ай бұрын
@@pkfoodjourney thanks sir
@muzaffarali6951
@muzaffarali6951 Ай бұрын
Kis waja sa 20 Lack ka loss howa Kay waja te Jo 20 lack ka loss howa ?
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney Ай бұрын
Ab to 30 bi cross ho chuka hai. Kaam he nahi chal azad Kashmir mai. Log khane pene walay nahi the. 2.25 year mai one month bi kharcha cover nahi ho saka.many reasons, Khair ab mai Lahore shift ho gaya hon. Dekhtay hain yahan kiya banta hai. Per azad Kashmir se bohat behter hai yahan kaam. 1 month mai he.
@muzaffarali6951
@muzaffarali6951 Ай бұрын
@@pkfoodjourney Allah pak ap ko kamyabi da
@muzaffarali6951
@muzaffarali6951 Ай бұрын
Great
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney Ай бұрын
Thanks
@tayyabbintahir2398
@tayyabbintahir2398 Ай бұрын
Good
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney Ай бұрын
Thanks
@MrNeel321
@MrNeel321 Ай бұрын
Good info 👍
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney Ай бұрын
Thanks
@umeed991
@umeed991 Ай бұрын
Assalamu Alaikum sir aapne set karne wali Hai Kahan Se Liye Shami Kabab ko
@umeed991
@umeed991 Ай бұрын
Shami Kabab ring kahan se Li Hai
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney Ай бұрын
Channel pe video available hai. Sub rings ke sub details us mai batai hain. Aap wo video dekh laein. Easily mil jaye gi. Ya KZbin pe sirf shami mold likh kar search kar lein tub bi top videos mai aa jaye gi.
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney Ай бұрын
Aap ke es massage ki samjh nahi aai
@umeed991
@umeed991 Ай бұрын
Sada kamyab raho
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney Ай бұрын
JazakAllah
@umeed991
@umeed991 Ай бұрын
Sada kamyab raho
@pkfoodjourney
@pkfoodjourney Ай бұрын
JazakAllah