Shahrukh khan ke ghar ka tour kab kar rahe ho...? Hume shahrukh ka ghar dekhna hai wo bhi ander se proper house tour.wo bhi aapke channel per inshallah jaldi wo mokka aaye.
@HumanNest7 сағат бұрын
@@shahjahankhan9969 inshallah ... Wo din bhi aayega jaldi 😊
@Nil_DevКүн бұрын
Yeh kabhi khatam hoga ke nahi? 5 se jyada saal ho gaye abhitak khatam hone ka naam nahi le raha
@HumanNestКүн бұрын
@@Nil_Dev 😄 open hoga but kab hoga yeh keh pana mushkil hai.. kyu tarikh pe tarikh mil rahi judge sahab magar janta ko insaaf nahi mil raha .. aur milta hai toh sirf ek aur naya tarikh ..😜😄
@PMQ1972Күн бұрын
It's 9 to 10 kilometres from Panvel station. Please don't lie😢
@HumanNestКүн бұрын
@@PMQ1972 🙂I didn't say Panvel station, I said Mhope station. It's the nearest station to the project. Also, the metro line will be constructed at the back side of the project
@abdulghaffarkhan75842 күн бұрын
Pragati Electricals R-230, TTC MIDC Industrial Area, Rabale, Navi Mumbai - 400 701 Maharashtra, India Sir is company js koi contact number agar dilwadain plz
@shabbirsoman55313 күн бұрын
PHASE 1& 2 COMPLETE HO KAR CHALU HOTE HOTE 2026 TAK JAYE GA, PHASE 3 KO 10 SAAL AUR CHAHIYE.
@HumanNest3 күн бұрын
@@shabbirsoman5531 2025 ending tak phase 1,2 open ho jayenge . Phase 3 ka kuch bole nahi sakte 10 saal ya usse bhi zyada kyu ki zameen ka settlement hee nahi kar paa rahe hai abhi tak project hawa mein banayenge.. itne aaram se tarka tarka ke kaam chala toh 10 saal bhi kam padh jaye .
@MrRaghavendrashastry3 күн бұрын
Modi hai to mumkin hai
@HumanNest3 күн бұрын
@@MrRaghavendrashastry Mr. Raghavendra yeh koi political channel nahi hai 😁 yaha property investment, location, infrastructure development, flats, house, markets aur bharat ki sabse famous cheezo ki information de jaati hai . 🙂
@vineetvlogs33283 күн бұрын
Is there is any development in real state due to this infrastructure
@mahesh152243 күн бұрын
Turbhe kharghar link video bhai
@HumanNest3 күн бұрын
@@mahesh15224 bahoot jaldi shoot kar ke post karunga 🙂
@mahesh152243 күн бұрын
@@HumanNest 😊
@RizwanShaikh-j4f4 күн бұрын
What's the Tentative Date of Operations of the 2 Phases.
@aniketkadu91414 күн бұрын
October me chalu karo aada roj ka ane jane vala rout hoga hamara
@RoshanDevkar-j4x4 күн бұрын
Land aquistion work for phase 3 is not started yet .i m also a land holder
@HumanNest4 күн бұрын
@@RoshanDevkar-j4x Thank you for sharing important information🙂 Additionally, please share insights on the land demand and local perspectives.
@muzammilsayed37803 күн бұрын
What is the rate the government is giving n what is the general expectations?
@RaviYadav-or6jxКүн бұрын
Haa toh becho na please, traffic ki wajah se bohot pareshan hu
@amitmujumdar60614 күн бұрын
I think this project will be awarded a world record for the longest duration of construction.
@HumanNest4 күн бұрын
@@amitmujumdar6061 😀😀😀 I completely agree; award or not, Bundi sweets are on me when we complete this project.😁
@MaverickRam5 күн бұрын
phase 1 and phase 2 ko October 2025 main start hone ke liye bol rahe hain.. to kaam slow hi karenge yeh log.. e.g. sunil chowgale se airoli bus depo in phase 2 and Pahad katai ka kaam bhi Dheere hi karenge yeh log..
@HumanNest4 күн бұрын
@@MaverickRam Haan baat toh aap sahi bole rahe hai. Kyu ki sirf time badhte jaa raha hai magar kaam mein utna progress nahi dekhne mila.
@nirankarionlineservice95425 күн бұрын
BIKE ALOOWED HOGA AIROLI KATAI NAKA PE
@HumanNest5 күн бұрын
@@nirankarionlineservice9542 haan bike allowed rahega ab tak yehi information mili hai... But open hone ke baad agar rules change kar de toh bike shayaad allowed na rahe 🙂
@abhishek.dahitule4 күн бұрын
@@HumanNestthis is a freeway, aur freeway pe bike allowed nahi hoti hai.. Example: eastern freeway from chembur to cst
@HumanNest4 күн бұрын
@abhishek.dahitule yeh jo freeway hai iska jab praposal rakha gaya thaa tab jis insaan ka yeh khwaab thaa ki usko Kalyan ko direct navi mumbai se jodhna thaa.. Kalyan badlapur mein rehne wale log asaani se kam waqt mein navi mumbai tak asaani se Safar kar sake isliye iss project per car ke sath bike bhi allowed rahe aur isper kisi tarha ka toll nhi vasula jaye .yeh praposal thaa aur yehi baat iss project ko khaas banati hai. Iska official report aur information check kare aapko proper information mil jayegi.. 🙂 ( isliye maine reply mein likha hai open hone ke baad agar condition change ho jaye toh shayaad bike allowed na rahe)
@sankethk15517 күн бұрын
majhi wala project hai
@HarshBhatt-p2x8 күн бұрын
Please dont visit this place without mask There are still MIC remainings there If you inhale it you might have problem in breathing
@HumanNest8 күн бұрын
@HarshBhatt-p2x I wore a mask, yet the smell was still evident. Upon visiting, I felt as if MIC tanks E611 and E619 remain buried underground, and this fact has been concealed till now.
@vishalgadge43389 күн бұрын
Taloja se panvel kaise jayenge railway track band hoga toh
@HumanNest9 күн бұрын
@@vishalgadge4338 by road 😀
@rajivpaithankar244610 күн бұрын
Bst sir divs ka video
@kailaskakde692712 күн бұрын
It will take minimum 10 years more 😂
@Arychannal12 күн бұрын
Good job man 👏
@HumanNest11 күн бұрын
@@Arychannal thanks 🙂
@SanjaySalunkhe-l3e12 күн бұрын
Very nice
@HumanNest11 күн бұрын
@@SanjaySalunkhe-l3e thanks 🙂
@abdulsamadkureshi476714 күн бұрын
Bakwas
@rabgor762014 күн бұрын
जिस map का तूने इस्तेमाल किया है उसमें कश्मीर पाकिस्तान में है।तो उधर ही चल जा।
@HumanNest14 күн бұрын
@@rabgor7620 Bete yeh jo tu tadaak kar ke likhne se pehle dekh liya karo aur samjh liya karo kis ko kya comment kar rahe ho.. padne likhne ki umar hai tumhari thodda discipline sikho baat karne ka.. ye koi political ya nafarati chintu wala channel nahi hai .. na hee iss video mein asa kuch contain promote Kiya jaa raha hai jo tumhare pichhwade mein itni aag lag rahi hai... Isliye bolne se pehle apne vachan tol lo phir muhh kholo ki kis ko kya bole rahe ho .. idhar jaa udhar jaa karna band karo aur apne career per focus karo.. warna asa na ho tumhare yeh vichaar jo tumne prakat kiye kahi tumko bhaari na padh jaaye . Mujhe wo hello guys wale chiraandu vlogger samjhne ki galati mat karna bete .. jitni tumhari umrr nahi hai usse zyada mere pass zindagi ka tajurba hai.. warna meri ek complaint tumhara career kharaab kar degi🙂.. Before expressing your opinions, think carefully and speak thoughtfully. Nothing in this video warrants the kind of anger you're displaying. If you're still fuming, then don't visit this channel. Go to channels that spread hate and post your comments there. We don't need people with your kind of vile mindset here.
@IsmailShah-zu3cq15 күн бұрын
Allah sirf imanwale Ko hi jannat or madad deta hai sirf drudoslam pdhnewale or panjtane pak or goso khwja ke gulam hi imanwale hote hai bakisab kalma padhane Wale munafiq he mahj
@IsmailShah-zu3cq15 күн бұрын
Munafiq munafiq munafiq munafiq munafiq munafiq munafiq munafiq munafiq munafiq munafiq munafiq munafiq munafiq munafiq munafiq munafiq sare Tablighi or uska group mahj
@syedhasan903215 күн бұрын
Is se kya hasil. Utne paiso me ek University ban jati. Aaj qaum ko achchi aur aala ta'alim ki zaroorat hay. Allah Ta'ala Maulana Saad ko taufique de ke wo Millat ki tarjihat ko mehsoos kare.
@HumanNest15 күн бұрын
@@syedhasan9032 University ki zarurat pure India ko hai kisi bhi ek koam ya jagah ya shahar ko nahi .. India ke har ek State har ek city chotte chotte village har ek jagah best university aur best education ki zarurat hai wo bhi kam fees wali university open ho ya government ke school aur university ki halaat aur education theek karne ki zarurat hai . education ki zarurat har ek samaaj ko hai bharat ke kyu ki aaj toh behtar taalim haasil kare hue aur power mein bethe log bhi gawaaro jese kaam kar rahe hai iss desh ke liye .. isliye ek hath se taali nhi bajti hai .. video mein ya social site per naam change kar ke I'd bana kar comment karne se education ki kraanti nhi aane wali .. iske liye kisi aur se umeed karne se behtar hai aap khudh kyu nhi iski shuruaat kar lete hai...? Kya aap iss samaaj ka hissa nhi hai..? Kind you for information insaan kitna bhi educated ho ya rich ya success agar uska zehan aur niyat saaf nhi wo agar achha insaan nhi toh uss taalim ya paise aur power ka wo kabhi bhi sahi use nhi kar sakta itihaas gwaa hai .. panne palat kar dekh lo... Isliye insaan ka neq aur paak Dil hona bhi bahoot zaroori hai . Isliye sirf 3 din ke ijtema mein itna badi aafat ya barbaadi nhi ho rahi hai .. jitni aap dikhane ya Zahir karne ki koshish kar rahe ho.. mahodaya dusro ke daman per daag dhoondne se pehle Hume khudh ke kirdaar ko saaf karna chahiye.🙂
@tahirqurashi303816 күн бұрын
Masha Allah Allah khub khair o barkat de ameen insaaniyat ka paigaam pahochate rahiye insaaniyat ko bachaye jai hind ❤
@HumanNest16 күн бұрын
@@tahirqurashi3038 Aameen😊
@navedqazi63717 күн бұрын
में सोच रहा था इतने बड़े पैमाने पर कोई तालिमी कॉन्फ्रेंस कब होगी । कब हम अपने हालात से सबक सीखेंगे । कब तक बड़े बड़े इज्तेमा ओर वहा आई बड़ी तादाद के रील ओर वीडियो बना कर फख्र महसूस करते रहेंगे। में ना दिन के खिलाफ हूं न इज्तेमा के मगर दिन ओर दुनिया आज दोनों को साथ साथ लेके चलना होगा । वक्त मुंडेरों पर अपने बदल जाने के इंतेज़ार में है बस उसके बदलने वाले सोए हुए है ।
@KalimShaikh-h5l17 күн бұрын
Very good
@HumanNest17 күн бұрын
@@navedqazi637 aapne jo farmaya usse main sehmat hu..but kya aapko lagta hai sirf sochne se ya fikrr karne se yeh possible ho jayega..? Mere bhai aaj ke waqt se pehle bhi kafi sare ase zaheen log iss duniya mein aaye jinhone education ko sabse jyada importance di aur puri koshish kari ki log ilm haasil kare duniya aur Deen dono ka aur apni zindagi aur aakherat dono ko behtar bana le magar yeh aaj tak mumkin na ho saka uske pichhe ka reason aap bhi shayad behtar tarike se jaante honge..? Ek insaan ke sochne se ya kuch logo ke sochne se yeh sab nahi hona ..aaj ek meddle class person ya garib insaan dono log apne bachho ko educated banane ke liye dus baar sochna padta hai.. education aur hospitals dono aaj ek top class business ban gaye hai .. acche schools ya college mein donation aur fees dono mein insaan halaat tight ho jaati hai. Hospitals mein aap sirf ek client ho mariz nahi... Isliye jab tak iss mulk ke hukmrana yeh nahi sochenge ki mulk ka har ek samaaj progress kare educated ho .. tab tak yeh possible nahi.. education aur hospitals yeh dono free nahi kar sakte toh Kam se kam fees wale zaroor hona chahiye .. jisse har ek insaan jo kisi bhi category ka ho apne bachho ko behtar taalim de sake.. aur dusri baat aap taalimi conferance shuru kare .. aane wale waqt mein usme barkat ho jaye .. main ya mere jese log aapki conferance ka bhi vlog bana kar fakrr mehsoos kar lenge.. aap koshish kare koi sath de ya na de main zaroor aapke conference ko cover karne aaunga🙂
@prabhatjena483117 күн бұрын
Hath jodne mein galti kar di aap hamesha utha ke Joda karna Varna tumhari Gand mein ungali kar dunga samajh mein aaya jallad ka baccha Shaitan ka paidaish baap ka baat suno layak banoge jahil kahin ke tumne hath acche se nahin Joda isliye mujhe gussa a raha hai
@nilchess18 күн бұрын
Palava Nadi 😂😂😂
@nikeshsingh566320 күн бұрын
I will get married, I will have kids my kids will graduate still this bridge will be under construction! In short, this bridge work will last till infinity!
@HumanNest20 күн бұрын
@@nikeshsingh5663 😁🤐
@SantoshKumar-ro5rf21 күн бұрын
New.vidio.abdet.kijey
@Nil_Dev21 күн бұрын
#shrikantshinde #maharashtraCM pls look into this project at the earliest and complete the work. Its been more than 7yrs that the bhoomipoojan of this project is done. Its high time this project gets completed
@murtuzaali308122 күн бұрын
What is the update of Turbhe-Kharghar Tunnel project?
@HumanNest3 күн бұрын
@@murtuzaali3081 I will post the video very soon.
@ravindraugale484724 күн бұрын
Kab tak Kam pura hoga
@HumanNest24 күн бұрын
@@ravindraugale4847 bhai jan tak pura ho jana chahiye 🙂
@TahirKhan-ov8cn24 күн бұрын
March
@HumanNest24 күн бұрын
@@TahirKhan-ov8cn yeh pura section jo pendharphata se highway cross kar k thodda aage tak construct kiya jaa raha hai uska kaam agar tarike se kiya jaye toh Jan tak pura complete ho jaye. But agar taal matol kiya jaye toh March kya usko agala November 2025 bhi kheech denge . Isliye aap sabhi log December 2024 tak ki maang kare jisse jald se jald yeh project pura ho sake ... Main janta ke side se khada hua hu extra efforts daal raha hu jisse project ko aur lamba na le kar jaye yeh log.. aap log aage ke months bata rahe ho .. sab log mil kar bolna shuru karoge tabhi toh kaam ko speed se pura kiya jayega bhai.. kyu ki jo aam public ke use wale projects hai wo sabhi project thandde bastar per chal rahe hai.. mega projects par zyada focus hai. Isliye aap sab log bhi support kare aur demand rakhe jaldi project pura karne ki.🙂
@junaidshaikh433225 күн бұрын
Kharghar city side se bhi video dekhio us taraf kaam kitne hua hai.
@HumanNest24 күн бұрын
@@junaidshaikh4332 Kharghar side se kaam nahi ho raha hai . mujhe uss side se kahi bhi construction ki koi information nhi aayi hai. agar kharghar side se construction start kiya jata hai toh main waha ka bhi working update dunga.🙂
@VNoname25 күн бұрын
Kharghar coastal road bhai
@HumanNest24 күн бұрын
@@VNoname Kharghar coastal road ka construction work abhi start nhi hua bhai proper tarike se .. jese he work start hoga jo dikhane layak condition par aaye main work status vlog zaroor daalunga🙂
@VNoname24 күн бұрын
@HumanNest when will it start any idea
@VNoname24 күн бұрын
Subscribed
@HumanNest24 күн бұрын
@@VNoname No Idea.. Previously, the project faced regulatory hurdles due to mangrove-related environmental concerns, however, it has now reportedly received the requisite construction approvals.
@jitubhaikheni576625 күн бұрын
Dilhi Mubai expressway ki virar to jnpt tak updates dijie
@HumanNest24 күн бұрын
@@jitubhaikheni5766 ok sir 🙂
@surajgupta171125 күн бұрын
Bhai aap bhot hi aasan sabdo me explain krto, specially kuch technical words. Keep it up. Bhai
@pumred27 күн бұрын
Nico update sirji 👌🏻 True sir that was proper ulwe village area. Nice to see bus stop in same name till date.
@HumanNest26 күн бұрын
@@pumred Thanks 🙂🤗
@parvezshaikh646327 күн бұрын
Aur kitne saal lagenge is flyover banne mai
@HumanNest26 күн бұрын
@@parvezshaikh6463 Pura project complete karne mein yeh aane wala saal bhi ase he kheech denge. But main khudh se bhi isliye iss project ke videos mein effects daal raha hu meri taraf se jisse jald se jald yeh project ko pura kar diya jaye.
@SiddheshMahadik27 күн бұрын
Plot ka layout nahi dikhaya?... Isame MMRDA plan kaise lane vala hai
@HumanNest27 күн бұрын
Description mein diye number per aap call kar ke Puri information aur details unlogo se le lijiye . Aur advocate se bhi document check karwa kar koi bhi deal final kare. Yeh video ek information ke purpose ke liye banaya gaya hai ki kis area mein kaha plots sale ho rahe hai . Baaki sari details aur document aap apne personal advocate ke zariye check karwaye..🙂
@adityapatnaik581428 күн бұрын
Any update?
@HumanNest28 күн бұрын
@@adityapatnaik5814 yess......I'll post the latest update video very soon.
@southpaw112228 күн бұрын
Palava people don't engage in elections. That's why no one cares
@MaverickRam29 күн бұрын
The amount of blatant politics happening here is unimaginable. How can it take so long to build bridge over the railway line?! Why would the government not want any progress in this area?! Who benefits by keeping this area miserable?!
@HumanNest29 күн бұрын
@@MaverickRam I was thinking the same questions that you mentioned. I've tried to understand some aspects myself. What's going on here? A small project is taking years to complete, yet work is still pending. They're showing progress in small parts to keep the public calm, giving them false hope. I'll make a video soon addressing these questions and more, revealing the unknown facts to the public. It's clear that both politicians and developers are involved, but I won't openly disclose this, or they might target me. However, to expedite the project's completion, I'll have to expose some truth, hoping that this will prompt them to finish the work.🙂
@MaverickRam29 күн бұрын
@@HumanNestyes, I agree about the nexus between developers and politicians. Looks like opening of this flyover could affect the property growth in other areas and hence the delay is artificially created in this flyover construction and also airoli-katai naka phase 3.
@MaverickRam29 күн бұрын
@@HumanNestI will look forward to your video on this topic. Keep up the good work 👍
@MaverickRam29 күн бұрын
Thanks for the update!
@HumanNest29 күн бұрын
@@MaverickRam 🙂🤗
@bivasmandal2558Ай бұрын
Your presentation is nice
@HumanNestАй бұрын
@@bivasmandal2558 thanks 🙂
@bivasmandal2558Ай бұрын
Good
@HumanNestАй бұрын
@@bivasmandal2558 most welcome to Human Nest Channel 🙂🤗