Bhai ye router ki jgh jio ka airfiber ka indoor unit istmal kre to chalega ki nhi espe bhi video bnao
@latestupdates998914 сағат бұрын
Isse landline bhi chal jayega kya
@GeneralMail-n6g16 сағат бұрын
मेरे घर पे एक मही 5जी हँन्डसेट है बाकी 4 जी है...4जी वाले हँन्डसेट चल जायेगा
@kamal2kotabaghКүн бұрын
इतना ताम झाम ,सीधे ही 5G मोबाइल को हॉटस्पॉट लगा कर और उसके पीछे एक रिपीटर राउटर लगाकर पूरे घर में वाई-फाई चालू हो जाएगा
@zeeshansaifi786Күн бұрын
Wifi 6 router use kr sakte
@chetanbarsopiya2 күн бұрын
Basically you are using 5G using hotspot, Jio throttle 5G internet speed when connected though hotspot (Ethernet also). I will request you to show Internet speed in your video using your router's wife. I can guarrantee that you will not get same speed as you get on 5G in your mobile if you connect to this router's WIFI which is connected using 5G mobile phone. Thanks for the video and appreciate your attempt.
@sujaybej77252 күн бұрын
Vai meine infinix note 40 5g mobile le liya. Usime Ethernet dongal lagake chala sakta he keya... ? Lekin usime Ethernet treating ka option nehi he mobile me... Keya dongal lagane ke bad option ayega keya.. Please batayiye mujhe....
@mokshithks59532 күн бұрын
All these works and knew such things, what should 4g phone users do ? even if v purchase new 5g phone, using internet and tethering atleast 5-6 hrs a day, phone battery will be dead in 8-9 months. Save in one , waste in another, thats it
@Filmyduniyakijhalak2 күн бұрын
Air fibre installation krne walo se pucha tha maine 90 mtr door router lagane ko to unhone mna kr diya ki 2 din chalega bas fir band ho jayega.... Kya sach me band ho jayega bhai batao...pls
@rajangautam82392 күн бұрын
Is sab ka koi faayda nahi hai. Mai detail me btata hun. Dekho jo phone aapne door rkhdiya h network lene ke liye. Usko to aap personally use nahi kr skte ho na. Ek recharge to aapko apne personal mobile no. Pe bhi krvana hi pdega. Han to ek recharge personal mobile ka aur ek recharge is बांस पे लटके phone ka. Baat to vahi hogyi na. Isse bdiya to wifi hi thik hai. Middle class family ke liye 30mbps ka recharge completely sufficient hai. Ek recharge wifi ka ek recharge apne personal mobile ka. Hisaab dono me barabar bai. Paise barabar hi kharch hoynge.. balki aapki btaayi technique me mehnt jyada hai.. aur wifi vaale me jio company ki mehnt hai.
@hardyrathod77942 күн бұрын
5G sim card router nhi milta kya? Ya to bina mobile vala kuch jugad batao sir
@hardyrathod77942 күн бұрын
5g simcard wifi router? Kaha milega sir ya to kuch bina mobile phone wala jugad batao please.
@blizzardstechzone27002 күн бұрын
It is a very informative video. Just watch it at 2x speed.
@SanjuPathshala2 күн бұрын
Okkay
@blizzardstechzone27002 күн бұрын
@SanjuPathshala thank you sir ky hi Dimag lagya h aapne 😎 bas sir aap ethernet cable ka link dijiye buy karne ke liye ⚡✅
@sujaybej77252 күн бұрын
Vai meine infinix note 40 5g mobile le liya. Usime Ethernet dongal lagake chala sakta he keya... ? Lekin usime Ethernet treating ka option nehi he mobile me... Keya dongal lagane ke bad option ayega keya.. Please batayiye mujhe....
@ubaidurrahman81242 күн бұрын
Good demo 😅
@krishnajaiswal58422 күн бұрын
😂muft ka 1 gyan ab hoga कल्याण 5g mobile 15000+2000tp link+500rd केबल + 300rs ka connecter or net chalnane ke liye dura mobile 😂 15000rs Gyani baba ki jay🎉
@VKTechvision2 күн бұрын
Had hai yar 😂😂😂😂
@VKTechvision2 күн бұрын
Itna jhanjhat se accha hai fiber cable hi na lagwalu
@vimalvaishnow26302 күн бұрын
Popi switch lagane se charges nahi ho gakya
@zeeshansaifi7863 күн бұрын
Link kaha h
@SanjuPathshala2 күн бұрын
whatsapp.com/channel/0029VaPQ7dv9WtC9y9q6Cb2J
@lomankashyap3 күн бұрын
Mere paas bhi hai d link dir 825 router new hai Rs 1000 me Ek aur hai d link dir 615 new Rs 500 me chahiye to batana
@zeeshansaifi7863 күн бұрын
Yess
@SanjuPathshala2 күн бұрын
Sahi hai OLX ban gaya , 😊
@zeeshansaifi7862 күн бұрын
@@lomankashyap chahiye
@lomankashyap2 күн бұрын
@@zeeshansaifi786 kaha se ho aap mai gadadih jija dhamtari C. G
@zeeshansaifi7862 күн бұрын
@@lomankashyap Moradabad Uttar Pradesh
@cosmosshiva3 күн бұрын
Jio fiber router chalega
@SanjuPathshala2 күн бұрын
Shayad nahin but ek bar TRAI karke dekh lena
@cosmosshiva3 күн бұрын
Jio fiber router work karege kya mere pass wahi hai
@SanjuPathshala2 күн бұрын
Nahin work Karega privacy lagi hoti hai but ek bar TRAI kar sakte ho
@chandangour73363 күн бұрын
Sir jiotv + app ko firestick ya kisi anya android stb per run karne ka tarika kya ho sakta hai iss per bhi ek video banaye.
@SanjuPathshala2 күн бұрын
Okkk
@mrinaldutta18123 күн бұрын
Koi v 1500 aur 2000 me 5g phone nahi bechta minimum 5/6k me bikta hai with working screen touch But good setup but apne phone ki pricing galat bola
@SanjuPathshala2 күн бұрын
Bhai OLX per mil jaega abhi hamare ek vivers mein bataya thode din pahle ki unko Matra ₹1500 mein 5G phone mila hai bhai 8500 hajar rupaye ka to naya phone a raha hai 5G
@mrinaldutta18122 күн бұрын
@SanjuPathshala sabko thodi na milta hai
@mrinaldutta18123 күн бұрын
Bina usb 3.0 k hdmi to type c to TV /monitor /projector nahi chalega par ha charging and USB tethering chalega simultaneously chalega
@SanjuPathshala2 күн бұрын
Yes
@mrinaldutta18123 күн бұрын
USB 3.0 5g phone hota toh full speed ata nahi to sirf 100MBps/90mBps hi milega
@SanjuPathshala2 күн бұрын
Nahin bhai Aisa nahin hai aapane video ke and mein dekha nahin aur maine bahut sare video banai hai 400 MBPS Tak speed jaati hai
@mrinaldutta18122 күн бұрын
@@SanjuPathshala accha
@ANURAG-v3x3h3 күн бұрын
BHAII LAN CABLE GALE ME DAL KAR CHALANA HOTA HAI KYA
@SanjuPathshala2 күн бұрын
Nhi
@lomankashyap3 күн бұрын
Speed kya hai ye batao
@SanjuPathshala3 күн бұрын
Video ke and mein vah bhi dikhaya hai Shayad aapane video dekha nahin pura 200 MBPS tak speed a rahi hai
@TechnoWide3 күн бұрын
Brother 4g router work nhi karega 5g me
@SanjuPathshala3 күн бұрын
Sab Karega
@sureshsukumaran74743 күн бұрын
Agar pelanty nahi bhare tho kya hoga?
@sureshsukumaran74743 күн бұрын
Sawal 1.jio box ka land number change kar sakte? 2. Ek jio land/ mob number subscriptions se 2 or more jio box chalega? Please answer if know...
@gurvindersidhu39593 күн бұрын
Sir ji jio router PE km karta hai
@SanjuPathshala3 күн бұрын
Nhi
@SanjuPathshala3 күн бұрын
Maine TRAI kiya tha lekin usmein privacy lagi hai
@gurvindersidhu39592 күн бұрын
Ok tnx
@Baaghiazamgadiya-dk7lv3 күн бұрын
Itne kharche mein air fibre laga doonga , vo bhi 6mahine recharge ke sath😂😂 4k set top box 18ott
@SanjuPathshala3 күн бұрын
Lekin aapka year fiber hamesha aapke pass nahin rahega recharge agar aap nahin karaenge to vah log wapas le jaenge aapke Paisa aage chalkar 0 ho jaega
@Baaghiazamgadiya-dk7lv3 күн бұрын
@SanjuPathshala agar 5g unlimited band ho gya to , tumhare jugaad ka kya hoga🤣🤣 Vaise bhi honewala h , ek bar jio air fibre pan india lag jaye to Jio bnd kr dega unlimited
@Baaghiazamgadiya-dk7lv3 күн бұрын
@@SanjuPathshala air fibre waha bhi kam krta h jaha mobile mein 5g Signal weak hota h
@SanjuPathshala3 күн бұрын
🙏🙏🙏🙏
@SanjuPathshala3 күн бұрын
Agar tumhen Achanak heart attack a jaaye to kya hoga 😊
@sureshsukumaran74743 күн бұрын
Jio tv camera heavy price . Is any compatible low price camera available?
@SanjuPathshala3 күн бұрын
Yes
@sureshsukumaran74743 күн бұрын
@SanjuPathshala link please
@mandalvideo3 күн бұрын
Itna jhanjhat Kisi Ko karne ka jarurat Nahin Hai Bus dealing ka dir 825 router lagao USB cable se connect kar lo mobile ko charge karne ke liye koi jarurat Nahin Hai high speed internet chalega
@SanjuPathshala3 күн бұрын
Aapki baat sahi hai mere dost lekin main jo Tarika bata raha hun shayad aapane mere sare video dekhe nahin agar aapka phone chhat ke upar rakhna Ho दो-तीन Manjil upar aur router दो-तीन Manjil niche rakhna Ho tab kya karoge 😊 aap Shayad samajh nahin paye ki maine yah sari chijen kyon batai
@frogy_bunny.3 күн бұрын
2k 5g phone 😂
@SanjuPathshala3 күн бұрын
Bhai market mein 8500 hajar rupaye ka phone bik Raha hai Naya
@nitishkant5363 күн бұрын
Smartphones kon sea lena chahiye internet therhring kea kiya ?
@SanjuPathshala3 күн бұрын
Koi bhi 5G handset ya to pure Android Ho ya FIR xiaomi matlab redmi ka handset Ho donon mein option milta hai baki tecno lena mat kyunki usmein option nahin milta hai
@nitishkant5363 күн бұрын
@SanjuPathshala tq❤️
@DeepakKumar-ps2fm3 күн бұрын
Aap he dila do 2000 mai 5g mobile
@SanjuPathshala3 күн бұрын
Bhai aapke Shahar mein ya aapke kasbe mein koi mobile ki Sabse badi repairing ki dukaan hogi vahan per chale jao unse kaho ki mujhko ek 5G phone chahie battery backup achcha Ho screen wale chahe tuti futi Ho 5G network acche se aana chahie bus
@SanjuPathshala3 күн бұрын
Nahin to OLX download kar lo OLX per search karo aapko purana phone ijili available ho jaega
@motupatlu-abc3 күн бұрын
Olax se purchase karke apna kmesan 1000 leke mujhe bhi dela Dena
@imtiyajali69563 күн бұрын
Oxla par 8000-9000 ke phone hai
@SanjuPathshala2 күн бұрын
🙏
@projd3603 күн бұрын
😮
@toseefraza25153 күн бұрын
❤
@ANOKHESHORTS234 күн бұрын
Bhaiya mene aapka video dekh ke setup banaya hai mere pass TP link Archer AX12 1500 wifi6 router aur tp link ka UE300C usb to type c RJ45 connter hai iqoo 7 5G mobile hai mobile m speed 800 se 1000 mbps aati hai but es jugaad se 200 mbps aati hai be wo bhi thodi thodi der baad band ho jata hai baar baar please bataoo kya kari sara saman badiya liya hai bhaiya aapke link se mene
@SanjuPathshala4 күн бұрын
Cat 6 cable li hai
@ANOKHESHORTS234 күн бұрын
@SanjuPathshala hanji bhaiya TP link ka router liya thaa 2800 ka uske sath aayi hai
@PuniRamChauhan-n9u4 күн бұрын
Bhai phone 5g hona chahiye ya fir 4g me bhi chalega?
@singhkamal33905 күн бұрын
Mbhai phone ki ma chud jyegi try kar chuka hu phone ki battery khtam jaldi dead ho jata hai
@singhkamal33905 күн бұрын
Hai thoda thik to h na tu 🤣🤣🤣
@MohitSharma-e9l5 күн бұрын
Bhaiya ji maine apki full video dekhi h aapne bahut hi sahi tarike se jankari di h thank u so much maine bhi converter order Kiya
@SanjuPathshala4 күн бұрын
kzbin.info/www/bejne/oqTHmp1rhKaAhNU bhai yah wala bhi video dekh lo old wali TV per ek Naya video banaya hai
@omsingh165 күн бұрын
abhi tk leke nhi gye kya bhai
@SanjuPathshala4 күн бұрын
Nhi
@quoteswallah35835 күн бұрын
Sir tv chalane ke liye Airfiber se hi connect karna padega ya normal phone ke hotspot se connect kar skte hain ??
@SanjuPathshala4 күн бұрын
Ismein tumhare sare sawalon ke jawab mil jaenge kzbin.info/www/bejne/oqTHmp1rhKaAhNU
@RaheezNakha5 күн бұрын
अरे कम से कम यह भी बता दे कि यह सिर्फ जिओ के इंटरनेट से चलता है