Bhai wildlife sanctuary or national park or reserve me kia farq hota hai
@forestguard1Күн бұрын
Wildlife Sanctuary ek aisa ilaqa hota hai jahan janwar aman se rehte hain aur unhe insani mudakhlat se bachaya jata hai. Wildlife Reserve bhi aisa hota hai lekin yahan kuch naram rules hoty hain jaise shikar ki ijaazat. National Park ek bara ilaqa hota hai jo janwaron aur plants ko bachane ke liye banaya jata hai, aur yeh aam logon ke liye bhi khula hota hai lekin yahan zyada restrictions hoti hain.
@IjkKl2 күн бұрын
Bhai pak me kitny national parks hai
@forestguard1Күн бұрын
Almost 35 national parks Hain pak main
@IjkKl2 күн бұрын
Bhai margalla me rhesus monkey ki kia population hai
@IjkKl2 күн бұрын
Bhai salt range jesey place me leopard lane ke liay kia karen kis cheez se wo asackte hai
@forestguard1Күн бұрын
Bhai salt range or Himalaya k beech corridor to hai leopard Himalaya say aa sakta Hy or ata bhi hai 2019 main domeli k kareeb logon ny leopard ko mara tha 2023 k December main Maine leopard ka foot print bhi deahka tha. Leopard to salt range main Hain ya atay rehty Hain Himalaya say bx awareness create krny ki zarorat hai or sakht laws bnany ki k koi junglo janwar ko buri Nazar say bhi na deahky
@IjkKl2 күн бұрын
Bhai soche pak big cats leopard bear hyena wolf or ziada koi khas predator bhi nahi phir bhi gazelles chinkara deer black buck nilgai ibex ki population itni kam hai or horahi hai pak me to inki population ziada honi chahiay
@forestguard1Күн бұрын
Asal main habitat loss or humans ka illegal hunting ki waja say population ni barhti
@IjkKl2 күн бұрын
Bhai kuch aisey animal bataye jo ab bhi pak me hosackta Mere hisab se Cheetah Hangul slender billed vulture Indian wild ass
@forestguard1Күн бұрын
Dil to Mera bhi yehe kehta hai k cheetah Balochistan main shayed ho sakta hai wild ass shayed ab na ho
@IjkKl2 күн бұрын
Bhai aapko lagta pak me lion abhi bhi hosackte un ki sighting ki batain hoti rehti
@forestguard1Күн бұрын
Nhe Bhai lion or tiger ab Pakistan main bilkul bhi nhe hain or aaj say nhe balky Pakistan banny say pehle he ye animals is tarf sy khtm ho gaye thay
@IjkKl2 күн бұрын
Bhai agar rose ya plum parrots kharid keep margalla me uraye to wildlife iski permission dega is se to ecosystem kharab nahi ho ye pehle hi waha paye jate
@forestguard1Күн бұрын
G wildlife waly ni rokty AP jitny marai birds Azad kr do
@IjkKl2 күн бұрын
Bhai koklass pheasant kaha paye jate pak me or inki population status kia hai
@forestguard1Күн бұрын
Koklas Kashmir main neelum valley main paya jata Hy or population status is leye ni btaya ja sakta k unfortunately Pakistan main wildlife py itni research nhe hoti
@IjkKl2 күн бұрын
Bhai margalla hills me barking deer ka shikar karne aye log jinho ne wildlife officer ko mara un ko police ne pakra tha ya nahi
@forestguard1Күн бұрын
safeer shah sab 2018 main fire lgny say shaheed ho gaye thay aaj tak pta ni chal Saka k kis ny keya tha
@ahmedsaeed62102 күн бұрын
Allah pak american, yahodiyun ko tabao barbaad kr dy Ameen
@forestguard12 күн бұрын
Bhai Kisi ko bad Dua deny ka koi faida ni hai or na he dosron k nuqsan py Khush hona chaye.
@l2rwow2wow22 күн бұрын
Tiger saw the guard multiple time doing head up on the treee if u look closely but he didn't attacked. May be he is not much hungry or other reason
@forestguard12 күн бұрын
Wild animal always avoid human because human is not in their food chain only attacked human when provoked
@l2rwow2wow22 күн бұрын
@forestguard1 Right 👍 but still Can't trust 4 legs animals with sharp claws but still better than 2 legs animals. Most of the maneater cases go unnoticed who have relatives to notice the missing those gets on record. People provokes is true. Sometimes fences are not well installed and people are not serious about following rules so wild animal conflict arises.
@basitgamers41652 күн бұрын
Bacar
@alamdarHussain-r4o3 күн бұрын
Fantastic 👍
@forestguard12 күн бұрын
👍
@tmir2573 күн бұрын
Bhai parrot wild me chorne ke liay train karne ho to kese keren
@forestguard12 күн бұрын
Bhai muje aisi Kisi bhi training ka ilm ni hai agr wild main release krny hai to just do it Mera ni khyal k aisi koi specific training hoti hy
@tmir2573 күн бұрын
Bhai agar india ka janwar pak ko mile to app konsa le ge
@forestguard12 күн бұрын
I will go for elephant
@tmir2573 күн бұрын
Bhai spotted deer paya jata pak me video decki hai
@forestguard12 күн бұрын
Yes Pakistan main spotted deer hai I think Kal sohana national park main
@tmir2573 күн бұрын
Bhai himalayan monal nahi paya jata margalla hills me
@forestguard12 күн бұрын
Monal pheasant upper Himalaya main paya jata 9 10 hazat feet say oper
@tmir2573 күн бұрын
Bhai rhino tiger lion agar koi or country gift karde to pakistan me inke rehne ki jagah hai
@forestguard12 күн бұрын
Pakistan main ab in animals ka koi habitat ni hai
@tmir2573 күн бұрын
Bhai Pakistan me kitni population reh gayi hai Rose ringed Alexandrine Slaty headed Plum headed
@forestguard12 күн бұрын
Bhai exact number Kisi ko bhi pta ni ho ga lekin in ki tadad her guzrty din k Sath Kam ho Rahi specially alexendrine ki
@tmir2573 күн бұрын
Bhai margalla hills me slaty headed parakeet ke bary groups ki bhot photos decki hai ap keh rhe ke sirf rose ringed plum headed paye jate
@forestguard12 күн бұрын
Bhai Maine Jo deahky thay wo btaya tha apko mumkin hai slaty bhi hn gy
@tmir2573 күн бұрын
Ye rose ringed parakeet punjab sindh me protected nahi hai kya inhe pakarhna allow hai sirf Islamabad me protected hai
@forestguard12 күн бұрын
Pory Pakistan main protected Hain but issue ye hai k illegally sab Kam hoty hain
@tmir2573 күн бұрын
Bhai Pakistan ke island batae jahan wild life achi ho
@tmir2573 күн бұрын
Bhai koi endemic snake lizard or bat bird hai Pakistan me
@NaveedAbbasi-b1p4 күн бұрын
Mry pass ha ye gun i j 18 bot ache gun ha ye
@forestguard14 күн бұрын
👍
@travelwithchoudhary15 күн бұрын
Nice vlog keep.it up.Good Work❤
@forestguard15 күн бұрын
Thank you❤️
@muhammad_rizwan_145 күн бұрын
ماشاءاللہ بہت خوشی ہوئی ان جانوروں کو آزاد اور باحفاظت گھومتے ہوئے❤
@forestguard15 күн бұрын
❤️
@AliHassan-ed2xb5 күн бұрын
Amazing work!! Waiting for you to capture a leopard on film in the salt range or a wolf.
@forestguard15 күн бұрын
InshaAllah one day
@nasirali11766 күн бұрын
Beautiful animals nice to watch them playing peacefully