Пікірлер
@teamtrx4572
@teamtrx4572 8 сағат бұрын
sir 1 month 16 din hogye period na aaye iska kya mtlb ho skta h please tell me
@aishakhan1273
@aishakhan1273 11 сағат бұрын
Pregnancy h e isme ye excise kr sakte he
@ShahzadKhan-hr4kk
@ShahzadKhan-hr4kk 13 сағат бұрын
Thank you for nice information
@AbMourya-sw2zz
@AbMourya-sw2zz 13 сағат бұрын
Hello my dear lovely sister ab aap logo ki tension khatm mai bandana hu rampur me rahti hu mere pati doctor h .. Aap log kuchh mt kariye bs roj rat me ajvaen ko ek gilash pani me bhigo dijiye fir morning me khali pet li lijiye ye aap ko ek ya do week me hi aram ho jayega. Mere sath bhi esa hota tha but 😊 ab thik h
@AbMourya-sw2zz
@AbMourya-sw2zz 13 сағат бұрын
Ager mere baat se aap logo ka bhala ho sake to essse achhi baat aur kya ho sakti h
@AbMourya-sw2zz
@AbMourya-sw2zz 13 сағат бұрын
Jo bhi problem hoti h oo hmko bataeye
@HinayThakar-ux5ev
@HinayThakar-ux5ev 14 сағат бұрын
Sir mera 3 mahine pahale RPR 1.4 positive aaya tha. 3 injection ( panecilin ) ke liye the. 3 mahine per report karvaya. Aaj bhi 1.4 hi aaya hai. Ab kya karu. Pl guaid me 🙏🙏🙏🙏
@MumalDahiya
@MumalDahiya 15 сағат бұрын
Es story me hme ye sikh mili hai ki koe bi pregnant lady ko jald se hospital se chek jarur karavao kyu ki bad me delivery ke time problem aati blood ki kmi aati hai tho esliye hme gynecologist doctor se jarur mile me bi es fild se hi hu 🙏🙏
@mdmostakimalam549
@mdmostakimalam549 15 сағат бұрын
Sir mujhe baithne se hota h drd kya bjh ho skti h bs baithne rehne se thoda der bd hone lgta h
@vaishalimodi5480
@vaishalimodi5480 16 сағат бұрын
Or kya diet me le or kya avoid kare jise ye problem me kami kar sake
@vaishalimodi5480
@vaishalimodi5480 17 сағат бұрын
Aendrogn hormones with problem like chin unwanted hair dark and thick plz cover this topic
@anshumaurya1402
@anshumaurya1402 17 сағат бұрын
Sir mere mouth me hmesa ..ye hota hai or kuch din me khud hi khtam hojat hai but aisa kyo horha hai...
@monikasvlogmohali9655
@monikasvlogmohali9655 20 сағат бұрын
Mujhe 3saal se khansi hai 😢
@Policeपाटील
@Policeपाटील Күн бұрын
Kidni stone 🪨 per konsi ayurvedic dava hai kisi ko kuch malum hai kya pliz reply mi
@SirajKhan-iz8dc
@SirajKhan-iz8dc Күн бұрын
Kya ismein chemotherapy jaruri hai bacchon ke liye
@AnjaliBhattarai-j7o
@AnjaliBhattarai-j7o Күн бұрын
Mera bhi he 4 yrs se dard nahi he....kya krna chahiye?
@godkrishna6846
@godkrishna6846 Күн бұрын
2 sal se problem hai yar Delhi tk dikha liya koi aaram nhi
@ChandanSharma-q2o
@ChandanSharma-q2o Күн бұрын
Age 19 marrige period nahi aata hai pregnant nahi ho pa Rahi hu
@MeenuRundhawa
@MeenuRundhawa Күн бұрын
Hallo sir meri maa ko fefade mein cancer hai kya theek ho sakta hai
@neetukilifestylevlog
@neetukilifestylevlog Күн бұрын
1 saal ke bacche ko de sakte hai...
@inamulhussain9580
@inamulhussain9580 Күн бұрын
Mera wife ka double markar test positive 1.194 aya,age 29,fir NIPT korne kaha,kal jaunga NIPT kaa blood dene ke liya... report atcha aye ahi Allah/God se minati he....doa krna report negative aye...
@AayanDavid
@AayanDavid Күн бұрын
mere relative ko bawasir ki problem thi unhone ujwala ayurveda Sharm ki medicine liye the pymol livcon capsule aur manulex churna unko sirf 3 din me hi results Milne lagyatha aur 2-3 mahine continue Kiya usse wo bilkul thik ho gaya mere relative ke jaise dikkat kisi ko na ho isliye aapko bata raha hu🙏🙏 +-&&₹*':
@NikitaLalwani-t4u
@NikitaLalwani-t4u Күн бұрын
Sir mere hmesha jaldi period aa jate h 5 din pele hi is bar late ho gye ky kru mai
@dipjyotideka1863
@dipjyotideka1863 Күн бұрын
Main assam se hun assam main yeh bemari bohot logo ko ho raha hain but koi bhi recovery nahin ho rahi hain is bemari se.... Kuch bhi treatment nahin hain is bimari ka...
@SwatiBharane-sc3qt
@SwatiBharane-sc3qt Күн бұрын
Me bhi bohat patli hu
@KhurshidKhan-v6j
@KhurshidKhan-v6j Күн бұрын
Mera b positive hai 😮😮
@Rjpalnaturebeauty
@Rjpalnaturebeauty Күн бұрын
Sir Pet ke left side jyade pain hota hai baki khana pachta nahi hai aur chalne mein dikkat thakan rahna aur latrine mein blood aana ye sab kaun se infection ka lakshad hai check karwane ke Dr ne bola Pitt ke thaili mein infection hai kuchh medicine diye hain bola gaya hai ki agar isse thik nahi huaa toh opretion karna padega plzzz Answer me ki hume kya karna chahiye bahut badi ya jyade serious problem toh nahi hai na 😢plzz sir jawab zarur dijiyega aur ye kaun sa infection hai ? 🙏🙏Plzz tell me
@legitx2034
@legitx2034 Күн бұрын
Sir mere papa ka brain tumer ka operation hua hai pr biopsy me brain cancer nikal aaya hai kya kre
@priyankarani6384
@priyankarani6384 Күн бұрын
CRP 51 hai.do dino se fever tha ab thik hai kya kare
@humtumprince1841
@humtumprince1841 Күн бұрын
Aisa posible he kya ke man ka b+ ho our girl ka B- ho to uske bache ke blood gro O+ ho sakta he ?
@ManpreetChawla-x8w
@ManpreetChawla-x8w Күн бұрын
Satnam shri waheguru ji 🙏🏻
@ManpreetChawla-x8w
@ManpreetChawla-x8w Күн бұрын
Waheguru ji 🙏🏻 bless ypu jinma yaa problem pr jinha nahi bhi hai 😊
@RamjilalGole
@RamjilalGole Күн бұрын
Dr, sahiba, mere, pahile, mere, vhuto, me, dard, tha, or, jhanjhanhat, thi, par, aab, phele, se, aaram, he, per, aab, chalte, me, pair, nahi, uthate, he, pair, sadar, udhar, padte, he, kirpaya, meri, samasya, ka, nirakard, karne, ki, kirpa, kare, or, easka, karad, bhi, batae
@jassirajput6022
@jassirajput6022 Күн бұрын
Sar mera medical tha usme ye point diya tha re medical me Tut gya tha Aage koi dikkat na ho uske liye kya kru
@sameetiger362
@sameetiger362 Күн бұрын
Sir help me sir m bhut paresan hoo
@KrishanRays-mj3jg
@KrishanRays-mj3jg 2 күн бұрын
Positiv hone ke kitne din bad ilaj mil jana chahiye . W. Lode test ki report aane me 20 din lag gaye govi hospital me
@IshaniSingh-m1q
@IshaniSingh-m1q 2 күн бұрын
Sir lahsun ko pis kr vagina kr andar lga skte h kya bht itching hoti h ????
@DheerajKumar-y6v2j
@DheerajKumar-y6v2j 2 күн бұрын
Fibroscan ke bare mein bataiyega
@Vinaykhangssirjam
@Vinaykhangssirjam 2 күн бұрын
Thanks ❤❤❤🙏🙏🙏💯💯
@monuthakur0700
@monuthakur0700 2 күн бұрын
Bahut jaldi thik ho jayengi maa ji
@9888464103
@9888464103 2 күн бұрын
Facing same issues
@SurajMaurya-c5n
@SurajMaurya-c5n 2 күн бұрын
sir spleen me calcification ho gya hai thik hoga ki nhi
@daulatkumardaulatkumar6098
@daulatkumardaulatkumar6098 2 күн бұрын
तितली की सूजन के लिये मेने ऐरंड के पत्ते खाने मेंरी सारी सूजन ठीक हो गई
@aniruddhamishra4366
@aniruddhamishra4366 2 күн бұрын
Dear sir, mra age 33 hai or mra head ka piche wala hissa dard hota hai bachpan se hi to kya a migraine hai or iska kya medicine hai
@ShamshadAlam-le9bz
@ShamshadAlam-le9bz 2 күн бұрын
Doctor sahab Mere skin Mein Lal Lal se Dane Ho Jaate Hain itching bhi hota hai aur Badi samasya yah Hai Jo Mere plate Kyon kam ho raha hai yani 50000 ke aaspaas hai aap yah Baat Mujhe bataen aur Sine Mein Thoda Thoda Dard Bhi Hai Aur Danton se Khoon Bhi Ja Raha Hai
@Piyarlakra
@Piyarlakra 2 күн бұрын
Sir हेपेटाइटिस b पॉजिटिव है तो नसबंदी हो सकती है या नहीं
@healthsrainbow4897
@healthsrainbow4897 2 күн бұрын
yes
@Reactionboy2.9
@Reactionboy2.9 2 күн бұрын
Wo ab pata sala Mai to multivitamin leta huu Isley kala hua hai 😂😂
@Raftaar-c7p
@Raftaar-c7p 2 күн бұрын
Sir Mai 14 saal ka hu aur mere muh me thoda thoda sujan as raha hai sir exame bhi chal rahe h please upay btai 😭
@sbgamig5944
@sbgamig5944 2 күн бұрын
Mera Sgot 26,25 Sgpt 21,11 keya karna chaiya please riply🙏
@poonamverma2060
@poonamverma2060 3 күн бұрын
Bhut achhi jankari Thank you so much
@shibanibehara2882
@shibanibehara2882 3 күн бұрын
Mera 0.25 hai
@DRX_KITTU
@DRX_KITTU 3 күн бұрын
My mummy is suffering from it 😭