Sir mere mitar me na jane Achanak se kya ho gaya he ki red light itana tej dod raha Bina lod Dale please reply me
@Techno-3652 ай бұрын
Ghar ka sara load off karke ekbar meter reading check kijiye, 10 minutes bad firse check kijiye. Agar reading increase ho raha hai to apka meter kharab ho gaya hai. jitna jaldi ho sake meter change karneka application likhke electric office me de dijiye. Kabse ye ho raha hai wo zaroor likhiyega.
@ramveersinghnishad35732 ай бұрын
@@Techno-365 sar Mera metre display vahi ruk gaya press karke kuchh bhi nahin aage badh Raha
@Techno-3652 ай бұрын
Badhai ho, apka meter kharab ho geya hai, change karneka application de dijiye. Jitne din tak neya meter nahi lagta, per day average bill calculation hoga apka. Chahe ap kitna v bijli kharch kar lijiye.
@ramveersinghnishad3573Ай бұрын
@@Techno-365 confirm hai na kharab ho gaya display vahi ruk gaya he thoda sa lod dalne per red light bahut Tej bhag rahi he bus do mystic hi he shar aap se call per baat kar sakta hu
@ramveersinghnishad3573Ай бұрын
Hello sar Maine metre change kara liya hai vah bol rahe hain hajar rupaye de do mitar charge nahin lag kar aayega de dena chahiye the mujhe ki nahin please reply mi 🙏🙏
@thebastclip2 ай бұрын
thank you sir
@ghanshyampatle75102 ай бұрын
Sandarrr❤
@rodrick8882 ай бұрын
❤️🧡💛💚💙💚💛🧡❤️ 👍
@SachinBorse-z6b2 ай бұрын
Thank you for the information 😊😊❤❤❤
@Techno-3652 ай бұрын
Welcome!
@You_Name_ItАй бұрын
Sir can you please give me short english translation.
@mdshahanshah16593 ай бұрын
Right ❤❤
@shantanupradhan33103 ай бұрын
Inverter se fan chalu kre ta sound kyu horah🤔🤔🤔 job current se chalta hai no sound smooth chal rah 😢
@Techno-3653 ай бұрын
Mujhe lagta hai apka inverter square wave output de raha hai. Apko full sine wave wala inverter use karna hoga. Agar apka inverter sine wave output wala hai, to fan ka capacitor me problem hai, change kar lijiye.
@nabinjani89324 ай бұрын
Very good 👍
@13ucketHead4 ай бұрын
Ek chutia movie hai uspe bataia hai ki faltu me income kalia on/off karta hai 73 cr company kama lati hai... Kaya led ka paisa lagta hai ?
@Techno-3654 ай бұрын
Movie main information sahi Diya hai, ke paise to lagte hai, aur bohot hi kam lagte hai. Lenik ap khud socho, ye indication LED nahi dega to koi samajh hi nahi payega unit consume kitna speed me ho raha hai, control nahi kar payega. To big loss ko reduce karneke liye LED lagana samajdari hai. Company agar profit ke liye ye karta to LED ke jagah dusra type ka bulb sakta tha, usme unko 10 Guna zyada profit hota. Wo movie sachme logoko chutiya banake apna profit kar raha hai.
@13ucketHead4 ай бұрын
@@Techno-365 You have a point ☝️ Nice tnx for reply ❤️