Пікірлер
@sonuraj6925
@sonuraj6925 21 сағат бұрын
Jisko cheque mila hai uska khata BOI mein nhi ho to.
@creditkaro
@creditkaro Сағат бұрын
jis bank me account hai us bank me cheque jama kar sakte ho aur bhi koi sawal hai to puchh sakte ho.
@aasuyadav8563
@aasuyadav8563 2 күн бұрын
Ye form mai sign jaruri hai kiya q ki mai kise aur ka cheque jama kar rha hu
@creditkaro
@creditkaro Сағат бұрын
jaruri nahi hai
@avinashlaldas9811
@avinashlaldas9811 4 күн бұрын
Agar chq ke peeche info nahi dalenge toh chq clear hoga kya
@creditkaro
@creditkaro 4 күн бұрын
agr aap ne cheque deposit form bhara hai aur cheque ke sath bank me jama kiya to clear ho jayga
@avinashlaldas9811
@avinashlaldas9811 4 күн бұрын
@creditkaro ok thank u sir
@AbidKhan-hu1uo
@AbidKhan-hu1uo 4 күн бұрын
Aapne bahut achhe se samjhaya hai shukriya bhai
@RohitKumar-l5l2j
@RohitKumar-l5l2j 4 күн бұрын
Sir indian bank m kyc apdate ka samay ek mahina bata h ap hi bataye kya karna chaiye
@creditkaro
@creditkaro 4 күн бұрын
1 se lekar 7 din ka time lagta hai bank me ja kar branch manager se iske bare me baat kar ya phir aap ke bank passbook me numbr diya hoga us number par baat kare
@ncbachhav8427
@ncbachhav8427 8 күн бұрын
?? Pls share link
@creditkaro
@creditkaro 7 күн бұрын
formkaise.com yaha par ja kar form download kar sakte ho
@R.kBoss-m9g
@R.kBoss-m9g 9 күн бұрын
Are bhai bank of india h
@rahulraj6124
@rahulraj6124 9 күн бұрын
3din to ho gaya
@creditkaro
@creditkaro 8 күн бұрын
1 se lekar 7 din ka time lagta hai
@SubhamSethi-v2h
@SubhamSethi-v2h 10 күн бұрын
Thank you sir
@AmitMinj-zb7er
@AmitMinj-zb7er 11 күн бұрын
Amitminj
@asyeducation4040
@asyeducation4040 11 күн бұрын
Sir agr kis ne mujhe cheque diya hai to Jis branch me mera account hai use mai cheque jama karna hai ya mai kise apne bank ke branch me jama kar sakta hoon.
@creditkaro
@creditkaro 11 күн бұрын
jis bhi bank me aap ka account hai aap cheque waha jama kar sakte ho
@royaljugnusharma1058
@royaljugnusharma1058 11 күн бұрын
Pan card dena jsruri h kya
@creditkaro
@creditkaro 11 күн бұрын
jaruri nahi hai
@Sk.Asik_
@Sk.Asik_ 12 күн бұрын
Blank check book ki validity kitne din Tak hota hai?
@creditkaro
@creditkaro 12 күн бұрын
jab tak aap us check par date nahi dalte tab tak valid hota hai aur date dalne ke baad 3 mahine tak valid hota hai aur bhi koi sawal hai to puchh sakte ho.
@Sk.Asik_
@Sk.Asik_ 12 күн бұрын
@@creditkaro yanii ki blank check ki koi validity nahi hai right?
@SanjayKumarbhagat-bf6lf
@SanjayKumarbhagat-bf6lf 14 күн бұрын
yah signature change wala form hai
@creditkaro
@creditkaro 13 күн бұрын
सिगनेचर चेंज करने के लिए दूसरा फॉर्म भी होता है
@ShubhamKumarBhagat
@ShubhamKumarBhagat 13 күн бұрын
Kon hai
@ShubhamKumarBhagat
@ShubhamKumarBhagat 13 күн бұрын
Ye form se nhi hota hai
@ShubhamKumarBhagat
@ShubhamKumarBhagat 13 күн бұрын
​@@creditkaro kon sa hai form
@SanjayKumarbhagat-bf6lf
@SanjayKumarbhagat-bf6lf 14 күн бұрын
सिगनेचर चेंज करने के लिए कौन सा लाइन फील करना है
@creditkaro
@creditkaro 13 күн бұрын
लाइन नंबर 12 देखे
@rajdeepmishra2704
@rajdeepmishra2704 15 күн бұрын
Sir mai indian bank me pan card link karwane ke liye. Branch me gaya tha form diya hu branch me bole ki kar diye hain lekin mere pass koi message nahi aaya hai aur indsmart app me bhi pan card no. Show nahi ho raha hai? Kitne time lag sakta hai
@creditkaro
@creditkaro 14 күн бұрын
1 se lekar 7 din ka time lagta hai
@JitendrakumarkharadiKanubhai
@JitendrakumarkharadiKanubhai 15 күн бұрын
Me benk ma dbt karavyu se to abhi tak link nahi huva to eska problen kya he
@creditkaro
@creditkaro 15 күн бұрын
सबसे पाले चेक करो बैंक अकाउंट मे DBT लिंक है या नहीं इसके बारे विडिओ बना दिया है चैनल पर जा कर देखे अगर अभी तक DBT लिंक नहीं हुआ है तो बैंक मे जा कर इसके बारे मे बात करे और जभी बैंक जाओगे तो अपने साथ अपना Document लेकर जरूर जाए
@rahulmakle5331
@rahulmakle5331 16 күн бұрын
Kyc form deke 1 mahina hogaya abhi tak nahi huwa
@creditkaro
@creditkaro 16 күн бұрын
KYC hone me 1 se lekar 7 din ka time lagta hai agr aap ka kyc abhi tak nahi huaa hai to bank me ja kar iske bare me baat kare aur jab bhi bank jaoge to apna documen lekar jarur jaye
@mohddastgairshaikh0644
@mohddastgairshaikh0644 16 күн бұрын
Sir mera ek sawal hai mene kal bank main check jama kiya hu aur aaj msg aaya hai bank se credit ka lekin balance main dikha nahi raha hai please reply🙏
@creditkaro
@creditkaro 16 күн бұрын
1 se lekar 3 din ka time lagta hai paisa bank account me aa jayega kabhi kabhi msg pale aa jata hai agr 3 din ke andar paisa nahi aata hai to bank me ja kar iske bare me baat kare
@VineetaPal-m4v
@VineetaPal-m4v 17 күн бұрын
सर मैंने अपने आप मोबाइलसे शुरू कर है ओटीपी एनपीसीआईई चालू सर जी एक्टिवेट हो जाएगा या नहीं ओटीपी द्वारा
@creditkaro
@creditkaro 16 күн бұрын
चालू हो जाएगा अगर आप को चेक करना है की npci dbt लिंक बैंक अकाउंट से हुआ है की नहीं तो इसके बारे मे एक विडिओ बना दिया है चैनल पर जा कर देखे
@Akramansari-u8h
@Akramansari-u8h 17 күн бұрын
Phone pe me paisa tiransfar nahi ho rha hai kran batao
@creditkaro
@creditkaro 16 күн бұрын
sabe pale check karo ki aap ka kyc update hai ya nahi bank account se
@Akramansari-u8h
@Akramansari-u8h 17 күн бұрын
Phone pe me paisa tiransfar nahi ho rha hai kran batao
@Akramansari-u8h
@Akramansari-u8h 17 күн бұрын
Phone pe me paisa tiransfar nahi ho rha hai kran batao
@Akramansari-u8h
@Akramansari-u8h 17 күн бұрын
Phone pe me paisa tiransfar nahi ho rha hai kran
@ShubhamKumarBhagat
@ShubhamKumarBhagat 18 күн бұрын
Signature update ke liye kitna paisa lagega
@creditkaro
@creditkaro 17 күн бұрын
paisa nahi lagta hai
@shekharpandey8744
@shekharpandey8744 19 күн бұрын
Union Bank me aadhar link hone me kitna time lagta hai
@creditkaro
@creditkaro 19 күн бұрын
1 se lekar 7 din ka time lagta hai aur bhi koi sawal hai to puchh sakte ho.
@shekharpandey8744
@shekharpandey8744 19 күн бұрын
@@creditkaro Your aadhar bank mapping has been done .however the bank account seeded with aadhar is inactive. Mere 2 account hai , pata kaise kare kis bank me aadhar inactive hai, upper wala message aa raha hai
@ChandkhanPathan-k5b
@ChandkhanPathan-k5b 21 күн бұрын
Bhai m bhi Indian bank ka khatadhari hu....Maine bhi kyc kraya tha 8 th ko hi...msg toh successfully ka aa gya but hua nhi h abhi Tak kiya kru
@creditkaro
@creditkaro 21 күн бұрын
aap ka kyc ho jayega
@rajpalzala-zj8hs
@rajpalzala-zj8hs 23 күн бұрын
Bhai agar me dusre pnb k branch me jama karau to muje konsi sakha ka nam likhna rahega??? Meri branch ya jama ho rhi pnb ka?
@rajpalzala-zj8hs
@rajpalzala-zj8hs 23 күн бұрын
I mean muje meri branch me check jama karvana hai par branch bahot dur hai
@creditkaro
@creditkaro 23 күн бұрын
jis bhi branch me check jama karoge usi branch ka name likhna hai kai sare pnb branch me dusre branch ka check jama kar lete hai aap jis bhi branch me check jamam karne ke liye jaoge iske bare me wahah baat kare uske bad hi check jama kare
@SahuLucky7
@SahuLucky7 23 күн бұрын
Sir, mere uncle ne check diya hai mere papa ko. Mera pehla sawal hai👇 - check ke piche kiska naam or number likhna hai ? Uncle ka ya phir mere papa ka? Mera dusra sawal hai👇 - aapne bola deposit form me uska sign chayie jo check jama karne jata hai. Account mere papa ke naam ka hai or check bhi unke naam pe mila hai, agar me check jama karne jaunga toh me sign karunga ? Deposit form me sign kiska sign chahiye?
@creditkaro
@creditkaro 23 күн бұрын
aap ka pehla sawal ka jawab jis ke bank account me check jama karna hai unaka name, account no, mobile no likhana hai aap ka dusra sawal ka jawab agr aap check jama karne ke liye bank jate ho to deposit form me aapna sign karna hai proof ke liye ki aap ne bank me check jama kiya hai aur bhi koi sawal hai to puchh sakte ho.
@vinodroj3035
@vinodroj3035 23 күн бұрын
Nice information
@Sai_7006
@Sai_7006 24 күн бұрын
Meri uco bank me dbt he ya nhi kaise pata kare??
@creditkaro
@creditkaro 24 күн бұрын
iske bare me ek video bana diya hai channel par ja kar dekhe aur bhi koi sawal hai to puchh sakte ho.
@Ajay2690
@Ajay2690 24 күн бұрын
SBI wale to kam chor he unke hisab se btao kitne din lgte he
@creditkaro
@creditkaro 24 күн бұрын
1 se lekar 7 din ka time lagta hai aur aap ke sbi branch par nirbhar karta hai kitna jaldi KYC kar dete hai
@Vikramrawat56-k3f
@Vikramrawat56-k3f 25 күн бұрын
Kyu canfusd kr hreo ho.,, kala nila pen bol kr. Lal pen se thodi barega koi
@creditkaro
@creditkaro 25 күн бұрын
सभी लोग आप जैसे समझदार बुद्धिमान नहीं है
@AmiyaSenapati-d9n
@AmiyaSenapati-d9n 5 күн бұрын
Sir yourself for rtgs jo likh rahey usme tou party ka naam nehi likhte.
@shahzad427
@shahzad427 25 күн бұрын
Sir one question please reply sir Sir mera account Uttar Pradesh ka hai me delhi me rahta hu Form par branch name me kaha ka name dalna hoga delhi ka ya jaha account khula hai waha ka Sir delhi ke union Bank ke branch me yah form de sakta hu
@creditkaro
@creditkaro 25 күн бұрын
kai sare union bank ke baranch me aadhar seeding kar dete hai lekin jo delihi me union bank hai waha aadhar seeding karte hai ki nahi iske bare me bank me ja kar baat kar aur apne sath apan document le kar jarur jaye
26 күн бұрын
Video starts at 1:18
@babudalai9594
@babudalai9594 27 күн бұрын
Thank you sri
@solemanhussain9575
@solemanhussain9575 28 күн бұрын
Mere ko aak help chahiye
@PriyanshuSingh-g1g3b
@PriyanshuSingh-g1g3b 28 күн бұрын
Pan card nhi hai tog mera no. Kya change ho skta hai ki nhi?
@creditkaro
@creditkaro 28 күн бұрын
Yes aur bhi koi sawal hai to puchh sakte ho
@PriyanshuSingh-g1g3b
@PriyanshuSingh-g1g3b 28 күн бұрын
@@creditkaro thanks🙏🙏
@450kamarjahanqureshi6
@450kamarjahanqureshi6 29 күн бұрын
Sir mere bank me phone no. Alag hai or adhaar par alag hai To mujhe is form par kiya no. Dalna hai plz batao
@creditkaro
@creditkaro 28 күн бұрын
aadha card me jo mobile number link hai use hi likhe aur bhi koi sawal hai to puchh sakte ho
@Emily-qu3ty
@Emily-qu3ty 29 күн бұрын
What is Ac No and SB account no?
@creditkaro
@creditkaro 28 күн бұрын
SB - Saving Bank Account hota hai AC - Account number hota hai aur bhi koi sawal hai to puchh sakte ho
@SabitaPradhan-h7v
@SabitaPradhan-h7v Ай бұрын
Mera kyc from bhare ka 3 hapta hogaya he to Kya kare
@creditkaro
@creditkaro 29 күн бұрын
1 lekar 7 din ka time lagta hai kyc update hone me agr abhi tak kyc update nahi huaa hai to bank me ja kar iske bare me baat kare aur apne sath apna document le kar bank jarur jaye.
@lakhmipradhan6311
@lakhmipradhan6311 Ай бұрын
Agar apka atm card expire ho gya hoga toh new ya replace kore
@AnkitaTeli-z4f
@AnkitaTeli-z4f Ай бұрын
Sir maine bank mai jakr adhar seeding form bhara hai par abhi tak staus inactive dikha raha hai 2 month hu phirbhi accounts in active hai
@creditkaro
@creditkaro 29 күн бұрын
1 lekar 7 din ka time lagta hai agr abhi tak aadhar seeding nahi huaa hai to bank me ja kar iske bare me baat kare aur apne sath apna document le kar bank jarur jaye.
@rajnishad3763
@rajnishad3763 Ай бұрын
Abhi nahin hua hai bhai❤
@creditkaro
@creditkaro 29 күн бұрын
1 lekar 7 din ka time lagta hai kyc update hone me agr abhi tak kyc update nahi huaa hai to bank me ja kar iske bare me baat kare aur apne sath apna document le kar bank jarur jaye.
@Pandey-c3s
@Pandey-c3s Ай бұрын
Bank of india me kitna samy lagta hai😅
@creditkaro
@creditkaro Ай бұрын
1 se le kar 7 din ka time lagta hai
@shekharsalve5688
@shekharsalve5688 Ай бұрын
2 month bad bhi nhi huva
@creditkaro
@creditkaro Ай бұрын
1 se lekar 7 din ka time lagta hai agr aap ka abhi tak kyc nahi huaa hai to bank me ja kar iske bare me baat kar aur apne sath apna document le bank jaye
@sudamtandilkar3652
@sudamtandilkar3652 Ай бұрын
hello
@sudamtandilkar3652
@sudamtandilkar3652 Ай бұрын
10 Din hogai kyc Karne ko abhi tak kyc huwa nahi
@creditkaro
@creditkaro Ай бұрын
1 se lekar 7 din ka time lagta hai lekin indian bank ke kai branch me kyc karne me 15 din ka time bhi laga dete hai agr bhi bhi kyc nahi hota hai to bank me ja kar iske bare me baat kare.
@subhashshinde8682
@subhashshinde8682 Ай бұрын
बडोदा बॅंक का चेक कितने दिन वॅलिड होता है
@creditkaro
@creditkaro Ай бұрын
3 mahine tak aur bhi koi sawal hai to puchh sakte ho,
@MonicaDungdung-o4i
@MonicaDungdung-o4i Ай бұрын
AePs from Kai se bhare
@mosimali9719
@mosimali9719 Ай бұрын
Sir me npci ke form. Account number nhi lig payi tu koi baat tu nhi
@creditkaro
@creditkaro Ай бұрын
aap ko bank account number likhna tha bank account number likhe bina kaise npci dbt link hoga
@creditkaro
@creditkaro Ай бұрын
agr aap ko check karna hai ki bank account me npci dbt link hai ya nahi to iske bare me ek video bana diya hai channel par ja kar dekhe aur bhi koi sawal hai to puchh sakte ho