Rajfed IA ke liye question paper pr video bnaye test series launch kijiye please sir
@vikramsingh746720 сағат бұрын
Pgdca wale bhar sakte he kya
@kimchimrimКүн бұрын
Bihar se kuch sikhna chahiye other state ko teachers job k liye
@manishmeena1045Күн бұрын
Sir, website learning page open nahi ho rha. Kuch problem ho to bataiye
@ankitjain5605Күн бұрын
Sir, Ye post contractual h ya regular h ?
@AnviraEducationКүн бұрын
Permanent
@mp_lofibeatsКүн бұрын
1 to 5 me graduation ya PG eligible h
@ombannasa02Күн бұрын
Thankyou sir
@RajeevKumar-lj4gmКүн бұрын
Kab aa rha kvs form
@AbhishekSingh-fi8ll2 күн бұрын
Sir please ek baar ye bhi bta dijiye ki programmer ka kaam kya hota h uski job profile kya hai , coding krni hoti h ya monitoring sirf , kyuki govt ka jyada coding to bahar se hi hota h ya monitoring… please sir clear krdijiye kyuki form ki fee jyada h
@AnviraEducationКүн бұрын
Other departments me programmer ka kaam monitoring, IT application handle karna hota hai...
@AbhishekSingh-fi8ll16 сағат бұрын
@@AnviraEducation sir other department nahi iss department ka jaan na hai
@kimchimrim2 күн бұрын
Prathmik k liye STET chahiye kya sir
@kimchimrim2 күн бұрын
Kya other state wale rajasthan teacher k liye bhar sakte h
@mohdimran-iq8ik2 күн бұрын
Kb tk ayegi permanent vacancy?
@aadityadwivedi95572 күн бұрын
Ye konsa Exam h bhaiya Kab aayi ye recruitment
@saritakori81822 күн бұрын
sir mptet ke liye slybuss bya dijiye
@YogeshChaudhary-vx1dr2 күн бұрын
Bhut acha kaam kr rhe ha
@MDSHAHBAZALAM-zk8jv2 күн бұрын
6 to 8th me graduate + PGDCA eligible hoga na?
@Explorewithsanathan2 күн бұрын
Qualification pe video bnaye plz
@AMANKUMAR-tq5tu2 күн бұрын
Sir BCA ke sath PG bhi chahiye. Tell me
@Spatel45062 күн бұрын
Bihar Stet paper 2 qualifed hona jaruri hai btech ke sath tab bhar paoge...... Bewkoof Mt banao
@vibhumathur79512 күн бұрын
ye syllabus tu GATE ka bhi superset hai 😅 bhai sahab😅
@PoojaKushwah-10612 күн бұрын
Sir isaki form fees kitani h
@rajmension482 күн бұрын
Bihar tet ke bina to form fill bhi nahi kr payege so tet ka form kab start ho ga
@mukeshjat76612 күн бұрын
PGDCA wale bhi fill up kr sakte hai kya bhai
@rajputanawarriors25903 күн бұрын
Tumhara ho gya kya bro SA me ...
@AnviraEducation2 күн бұрын
Rajasthan me har insaan ko "aap" shabad se baat karte hai, aap sayad rajasthan se bahar ke he i think... Khamma ghani .. Mera ho gya
@rajputanawarriors25902 күн бұрын
@@AnviraEducation congratulations bro..!milte hai court me😁
@pawankumar-cs7rk3 күн бұрын
Stet paper2 qualified kon hoga tera chachaa 😂....bina paper2 qualified huye form bhar de kaa..burbak 😅
@AnviraEducation3 күн бұрын
Waah gajab... Aapke baapuji ke sanskaar ache he... Ab sun chaman mene isme clearly kaha hai ki is exam ki strategy kya hogi... Ab tere jaise asamaajik isko nahi samaj paate to kya karu... Aur sun Teri ye ghatiya soch tere ko chaprasi ki job bhi nai dila sakti
@aparajita71113 күн бұрын
Permanent vacancy aayegi kya?
@AnviraEducation3 күн бұрын
Yes
@akshayshrivastava69833 күн бұрын
Rajasthan ke student bhar sakte h kya
@माधव..MADHAV3 күн бұрын
Yes
@AashishVermaYT3 күн бұрын
Sir apka app kaha milega playstore prr
@AnviraEducation3 күн бұрын
Visit anviraeducation.com
@RupaliPorwal-qy7xb3 күн бұрын
Iska form fill hone lga h kya
@traptijoshi6683 күн бұрын
Sir ye bharti sanskrit vibhag me hai ya samanya vibhag
@manrajkk34073 күн бұрын
Sir ctet zruri h kya isme
@Ritesh_Math3 күн бұрын
Aiims programmer me btech it bale apply ker sakte hai
@aadityadwivedi95574 күн бұрын
Bhaiya Rajasthan health department m IT valo ke liye ya Programer ki Konsi posts aayegi Contractual aayegi ya permanent ye bhi bata do
@adityakishan5894 күн бұрын
Integrated mtech in software engineering wale? (5 years)
@rajujatva18724 күн бұрын
Computer anudeshak bharti ke liye prayas kro please please
@_BhavyaTyagi4 күн бұрын
Tgt cs?
@aadityadwivedi95574 күн бұрын
Bhao IT valo ka har government sector m bjra haal hai Central government organization ho ya PSU Kahi bhi CS IT Valo ki Post Increase ki Jagah khatam karte ja rahe hai Please IT Vale Voice rise karo
@RupaliPorwal-qy7xb4 күн бұрын
Syllabus pls
@AashishVermaYT4 күн бұрын
Bhai doit programmer k equivalent konsi aa skti hai, taki Preparation krr ske
@manojmonujain19814 күн бұрын
Age criteria kya hai PGT computer ke liye
@RahulKumar-vo3lo4 күн бұрын
सरकार IT स्टूडेंट को बंधुआ मजदूर समझती है
@DEEPA-vv8ue4 күн бұрын
pls upload tgt cs paper sir
@AnviraEducation4 күн бұрын
Visit anviraeducation.com
@DEEPA-vv8ue4 күн бұрын
I can only see pgt cs paper not Tgt cs paper.. nhi h sir isme..kindly provide it sir..