Bhai kya multimeter ko series karke li ion cell ki mah check kar sakte hai kya
@ravinskumarexperiments1942Ай бұрын
1000 mah 1 ampear hota hai yani 1000 mah ki battery 1 ampear current 1ghanta de sakti hai usi tarha 5000 mah kibattery 1ampear current 5ghanta degi yadi 5 ampear current liya jaye to 1ghanta degi mah kapura nam mili ampeare hour yani ghanta
@diywithvinaypantАй бұрын
@ravinskumarexperiments1942 Haan to multimeter se check ho jayega
@diywithvinaypantАй бұрын
KZbin pe bahut log check karke dikhate hai
@ankushjatavankushjatav215Ай бұрын
👍
@alvieditz2071Ай бұрын
kitna va transformer
@ravinskumarexperiments1942Ай бұрын
150 va ya 200 va tak ho sakta hai
@rmjnm2 ай бұрын
Kam chalau hai. Bharosemand nahi.
@ravinskumarexperiments19422 ай бұрын
experiment hai yadi aap battery se backup lete hai to sahi kary karta hai apni capacty ke anusar per battery ko charge nahi karta kyoki transformer 6 0 6 hai
@Lofi_in_life2 ай бұрын
Bhai isase achha ek neckband ko lo and earfone wala kat ke pin laga lo achha work karega
@ravinskumarexperiments19422 ай бұрын
aise hi sujhav dene ke liye dhanywad
@Lofi_in_life2 ай бұрын
Bhai isas3 achha mai bana liya jane fo plz
@fazalrahman2162 ай бұрын
Are bhai aapne to kamaal kar diya ab ek silencer or laga do.
@ravinskumarexperiments19422 ай бұрын
dost is video me awaj bahut dheemi record hui pata nahi kyo
@y.ssaini93312 ай бұрын
Bhai 1secod me 50 jhatke se dc suplai Deni hai transformer ko
@y.ssaini93312 ай бұрын
MOSFET yahi switching karta hai vohi to frequency hoti hai 50hz
@ravinskumarexperiments19422 ай бұрын
ji ha inverter card transformer ko aise hi jhatko me supply karta hai
@tarak0274Ай бұрын
अगर मोटर की घूमने की गति 3000RPM है तो चलेगा।
@Sultan.MahmodАй бұрын
@@tarak0274mein bhi wahi such raha tha, its fake
@ravinskumarexperiments1942Ай бұрын
Gi ha chalega achha kary karega kyoki 3000 rpm =50hz
@abc19882 ай бұрын
स्विच को कुछ अलग बना सकते है क्या
@ravinskumarexperiments19422 ай бұрын
gi ha ye to keval experiment tha ye igbt high volt per behtar kam karenge 12v per ye ye kam load to chala denge per load per ye garm honge mosfet ki tulna me
@SHYAMSUNDAR-hj6pt2 ай бұрын
Abe jukam ho gya kya tujhe tere muh se aawaj nhi nikal rhi 😂😂😂😂
@ravinskumarexperiments19422 ай бұрын
bhai kabhi kabhi record karte samy galti ho jati hai mai aage se dhyan rakhunga
@ravikumarchaudhari19952 ай бұрын
Transformers ki video daalo bro
@ravinskumarexperiments19422 ай бұрын
ok bhai
@sumitnarkhede.31052 ай бұрын
BEST SIR JI WELL DONE.
@ankushjatavankushjatav2152 ай бұрын
👍❤️❤️❤️❤️
@Bablubabluf2 ай бұрын
Bike ka harn yesa hi kam karta h
@RAHULKUMAR-iw1zp2 ай бұрын
🙏
@mahanttoppo39422 ай бұрын
Bahut jyada noise h or sine wave nhi Banta isme
@ravinskumarexperiments19422 ай бұрын
theek kah rahe ho
@comedyking14883 ай бұрын
Yah Limited Sadharan hai ya Kuchh alag tarike ka hi hai ❤
@ravinskumarexperiments19423 ай бұрын
ye inverter ki switching ko samajhne ka ek pryog matr hai mosfet inverter isse bater bahter hai
@Rajjzvlogs3 ай бұрын
Nice😊
@raviranjanravi70993 ай бұрын
Ye kit ko 12 volt convert karne ke baad 24 volt/ 1400va inverter wala transformer Kam kar jayega?
@ravinskumarexperiments19423 ай бұрын
nahi karega 12 v transformer ka data alag or 24 v transformer ka data alag
@shardasharma35304 ай бұрын
Ubon ke Powar bank me ek USB cable kharab ho gyi he isko kaise thick kre
@harveshyadav46985 ай бұрын
Gajab bhai
@deepulgaming93315 ай бұрын
Bhai model ki IC ke print hat gaye hain uski video bnao
@bishaluraw52366 ай бұрын
Sar invater transfer ko use Kar key banae yanasar
@ravinskumarexperiments19422 ай бұрын
dost ye kewal ek experiment hai ye inverter vyvahrik nahi hai kyoki isme ghis jane wale part hai mosfet inverter hi achcha hai
@sanjayashrestha44236 ай бұрын
Thanku sir
@COMEDYBRAND7777 ай бұрын
क्या यह सच में काम करता है मुझे तो शक हो रहा है😅😅
@ravinskumarexperiments19427 ай бұрын
yah kam to karta hai per isme ghisne wale part hai to iski life kam hai is se video dekhne walo ko inverter ke kam karne ka basic sidhant ka pata chalta hai
@SURENDRAKUMAR-wt4zk7 ай бұрын
आपका इनवर्टर एकदम सक्सेस और सही है भाई थैंक यू इस वीडियो के लिए
@DheerajYadav-gs1es8 ай бұрын
Bhai aap kaha say ho Mere paas ye waha he powerbank hai. Type C wali cable say mobile charge nhi ho rha hai bs. Baaki 2 say ho rha hai. Kaise aur kaha sahi hoga
@ravinskumarexperiments19428 ай бұрын
dheeraj ji yadi power bank me inbilt c type kam na ker raha ho to hosakta hai vo kharab ho gaya ho or yadi external data kebal bhi kam na ker raha ho to aap ek bar dusra kebal laga ker dekh sakte ho mai meerut jile ke kasba kilaparksatgadh se hu
@lalmalsawmamsa13138 ай бұрын
Bro it true thank you❤
@ParvejAnsari-dp2cd8 ай бұрын
🎉
@Explosivekeed8 ай бұрын
Pls mentor me sir
@NadeemShahzad-k3s8 ай бұрын
Mera b same pawar bank h sath jo data cabal h wo khrab ho gi h
@mdsaquibuddin23299 ай бұрын
Sar how to convert 12 volt board to 24 volt please help me
@huntergamer38059 ай бұрын
144volt 5kw ko 24 volt ka bna sakte hai
@officialVimalKumar10 ай бұрын
Aisa inverter/generator bna sakte ho Jo ac, cooler, heater, fan sabka load le sake 24*7? Reply ka wait kr rha hu, niras mt krna
@ravinskumarexperiments194210 ай бұрын
dost is vidieo ke madhayam se inverter ki swiching ko dikhane ka pryaas kiya hai to ye ek pryog matr hai iska upyog danik jivan me isliye nahi kar sakte kyoki mosfet igbt isse kahi behtar swich hai samay ke sath na vo ghiste hai n kamjor padte hai cooler ya ac ka load jitna hota hai usi anupat me inverter ya zenerator lena hoga yani jitne kilowatt ka load usse adhik capacity ka inerter ya zenrator lagana hoga
@officialVimalKumar10 ай бұрын
Kuch smajh hi nhi aa rha hai Kya ho rha hai kaise ho rha hai😕
@ravinskumarexperiments194210 ай бұрын
dost is video me 12 volt battery ke dc volt ko motor ke dwara ghumaker 12v ac me badla gaya hai transformer ke dwara voltaze badha ker fan motor led bulb 100 watt bulb ko chalaker dikhaya hai ak bar video dhyan se dekhna
@officialVimalKumar10 ай бұрын
@@ravinskumarexperiments1942 almost aapki baat shi hai.. aapne proof bhi dikha Diya... But mere khyal se ye pure sine wave nhi hai na hi 50/60 hz ki frequency. Kuch permanent type ka hai to bataiye jispe high load (heater, ac) ko chlaya ja sake jugad krke battery se ya kisi or chiz se. Reply ka wait krunga.
@sunilnayak443310 ай бұрын
Sukam 1500 sine 24 v ko 12 v kaise banaye
@ravinskumarexperiments194210 ай бұрын
video me dikhaya hai maine
@YaseenExperience10 ай бұрын
❤❤❤❤👍👍👍👍
@shashibhushansingh_10 ай бұрын
You can build MOSFET switch instead of motor.
@ravinskumarexperiments194210 ай бұрын
ok ye to sirf experiment hai
@ParvejAnsari-dp2cd10 ай бұрын
❤ kamal kar diya sir g
@VickyTV110 ай бұрын
Isme or sudhar kro. Best Invertor ban skta ha ye
@VickyTV110 ай бұрын
Bhai ji kamaal kr diya aapne. Congratulations. Bahut mehnat ki ha aapne.