THIS RELIGION IS EVIL AND MUST BE STOPPED FROM SPREADING AT ALL COSTS.
@waheedabatool27744 ай бұрын
Mashallah bohat achha nowha padhe Hope to continue the same in future.👍👍👍👍
@SyedKarrarHussainZaidi4 ай бұрын
💔😭😭😭😭
@mirshabbazalirazvi4 ай бұрын
Mashallah moula salamat rakhe
@HyderabadiAzadariToronto724 ай бұрын
@@mirshabbazalirazvi شکریہ
@43.humafatima734 ай бұрын
Jab khaatemaa bakhair huva fouj-e-shah ka Kausar pa qaafila gayaa pyaasi sipaah ka Ghar lutt gaya janaab-e-risalath panaha ka Khaakh udd rahi thi haal yeh tha baargah ka Bhaayi thay na rafeeq na woh noor-e-ain thay Doh bahenay ronay waali thi aur ek hussain Farmaatey thay ke waah yeh taaqeer hai ajal akbar ke baad kaunsa tha zeesth ka mahal ab mujhko ek baras ke baraabar hai ek pal maut aaye ab yeh hai shajar zindagi ka phal ek jaa chhuri galoun pey jo chalthi tho khoob tha Yeh jaan unkey saath nikalti tho khoob tha . hum sab ke baad khalq sey jaaney ko reh gaye sar peetnay ko ashk bahaaney ko reh gaye is naujawaan ka daagh utthaaney ko reh gaye Peeri may aah ttohkarein khaaney ko reh gaye Beta kahan khabar jo damay inteqaal ley ithna nahin koyi ke giroon tho sambhaaley naagaah suey laashey pisar ja padi nazar Chillaaye dil ko thaam ke sultaan-e-behrobarr sothay ho kya dharey huvey rukhsaar khaakh par akbar utto ke ghodey sey girthaa hai ab pidar Bhooley pidar ko neendh may qurbaan aapke aao namaz-e-asr padho saath baap ke

Mashallah moula salamat rakhe bhai jio
@syedaabbasishah4 ай бұрын
Lyrics salam Bus mein zalim mein hai shor barpa
@mirshabbazalirazvi4 ай бұрын
Mashallah Faizan bhai moula salamat rakhe
@HyderabadiAzadariToronto724 ай бұрын
@@mirshabbazalirazvi جزاک اللہ
@tahawurkhan3054 ай бұрын
Masha allah Akbar
@akbar.hassan4 ай бұрын
Thank you bhai 🙏🏻
@mirshabbazalirazvi4 ай бұрын
Mashallah Faizan bhai
@HyderabadiAzadariToronto724 ай бұрын
شکریہ
@mirshabbazalirazvi4 ай бұрын
Mashallah
@HyderabadiAzadariToronto724 ай бұрын
شکریہ
@mirshabbazalirazvi4 ай бұрын
Mashallah moula salamat rakhe jio bhai
@HyderabadiAzadariToronto724 ай бұрын
بہت ممنون
@mirshabbazalirazvi4 ай бұрын
Faizan bhai mashallah
@HyderabadiAzadariToronto724 ай бұрын
جزاک اللہ
@mirshabbazalirazvi4 ай бұрын
Mashallah Faizan bhai moula salamat rakhe
@Batool1374 ай бұрын
Can someone please write down the lyrics of this marsiya
@HyderabadiAzadariToronto724 ай бұрын
@@Batool137 Jab haat qalam hogaye saqa e harum ke Aur arsh e bareen hil gaya girne se alam ke Mashkeeze me paiwast huwe teer sitam ke Mindeel giri sar se shashinshah e umam ke Ghul padgaya saqa e sakina huwa zakhmi Paikaa se sitam teer se seena huwa zakhmi Chillayi sakina ke bachane ko sidharo Dada asadullah ko sab mil ke pukaro Bachho se kaho topiyaa sar par se utaro Ada ko qasam do mere saqa ko na maaro Phir pooch ke saidaniyo se rah e najaf ko Munh apna kiya marqad e haider ki taraf ko Itne mein tarai se utha Shor qazara Tab ek balandi se Kiya sheh ne nazara Haathon se kamar Tham ke zainab ko pukara Lo behna tarai mein gira sher hamara Bin unke hame *zeest gawara nahi zainab* Sab mar chuke ab koi hamara nahi zainab Phir dekh ke darya ko ye awaaz sunai Awaaz nahi dete ho kya margaye bhai Awaaz ke saath unki bhi awaaz ye aayi Moula mere jald aao bohot dair lagayi Mushkil se yahan itni bhi awaaz hui hai Ab mout ki hichki hame aghaaz hui hai Bhai kaha farzand kaha aur madadgar Inme se kisi naam pa bole na alamdar Dekha shahe bekas ne ke lab hilte hain har bar Jhuk kar jo suna shah ne to ye karte the guftaar Nalain utaron toh qadam bos main ho lun* Aur kehke ghulam apna pukaron toh mai bolun Sheh ne kaha kuch had bhi ghulami ki hai bhai Bachpan se toh ab tak mere nalain uthayi Kuch aarzu e dil toh kaho haq ke fidayi Farmaya ke qismat ne na ki aaj rasayi Laqt e jigar e *shah e madina rahi pyaasi* Saqqa mai bana aur sakina rahi pyaasi Lo aye shahe abrar khuda hafizo nasir Lo akbar e jarrar khuda hafizo nasir Lo abid e beemar khuda hafizo nasir Lo itrat e athar khuda hafizo nasir Shehzadi e *batha o madina ko na lana* Aqa mere laashe pa sakina ko na lana Ek aur wasiyat meri abid ko sunana Pyaare mere jab gore ghareeban ko banana Toh laake sakina ko tarayi mein bithana Sadqe ki tarha gird meri laash phirana Talqeen mein *kahiyo mujhe shaida e sakina** Aur qabr pe likh dijiyo saqqa e sakina
@Batool1374 ай бұрын
@@HyderabadiAzadariToronto72 thank you so much🥰
@qzakimir29075 ай бұрын
JazaakAllah MashaAllah 😭
@syedafatima77185 ай бұрын
Mashalla, Allah aapko rehti duniya tak koi gham na de siwai Hussain A.s ke