They remain detach and most of them are busy with them own and self centred
@pradipsolanki79734 күн бұрын
Running krne se badhega
@NarayanNarayan-i1f6 күн бұрын
Mujhe 81 2 MG tablet chahie
@NarayanNarayan-i1f6 күн бұрын
81 tablet khilakar ke kisi ladki ke sath kya sex kar sakte hain
@gulshansharma96917 күн бұрын
Sir...ignou se...PGDCFT course karne se...kon kon se department m apply kar sakte hai
@DrDwarka6 күн бұрын
counsellor ki har vecancy ke liye apply kar sakte hain
@AmitGoyal-np6xo8 күн бұрын
Tell me the solution for this addition I need a strong medicine
@alammiah13659 күн бұрын
Ye bimari Ek bar me khatam nahi hota hai
@kamalmahla988610 күн бұрын
Sir sab karnw ke baad baad me sms kar skate hai
@DrDwarka9 күн бұрын
koshish karen pahle aap vate Karen uske jawab ka
@AnnieGogoi10 күн бұрын
Nice 👍 Hit like 👍
@DrDwarka10 күн бұрын
🙏
@Abc4658710 күн бұрын
Sir mujhe bahut bura vala dar lgta hai public speaking & coming online in yt se . Plz help
@shubhamchinuumang424611 күн бұрын
Sir saffron se serotonin par kitna asar pdta hai
@rajivkamble376011 күн бұрын
6555 Thanks sir 😊🎉❤
@tusharbhanavat-ng7bv11 күн бұрын
Me bhi bra panty phenta hu😊
@mohammedsofi640112 күн бұрын
Iam a Bipolar disorder patient iam now 27 Years We are searching for girl But everyone Knows about My mental health No one is Ready to Marry me What should i Prefer Please Give me Some Advice
@DrDwarka12 күн бұрын
it not a big issue.... bipolar schizophrenia .donon mein medicine lambe samay Tak chalti Hai Aur medicine ko time per Lena bhut jaruri hai isliye aap dava len bipolar mein Manic state mein aane se bachen.. ek routine banae or useko follow Karen mobile ka kam prayog Karen raat ko 8:00 baje ke bad koi TV mobile use na Karen to aapka Manic phase se bach dhire dhire problem control Mein aaegi bipolar mein marriage ki koi problem nahin Hoti aap apni davaiyon Puri lene or apni condition ko normal Karen
@NeelamsBlog13 күн бұрын
Hello sir mujhe cancer fobia h. Har waqt dimag me chalta hai. Only cancer chahe kisi v chij ka ho. Plz help
@DrDwarka13 күн бұрын
Ek vishwasniiya doctor aapki sabse acchi madad kar sakta hai vah iske liye jaruri test karke aapko Bata sakta hai ki Aisa kuchh bhi nahin Hai Aur yah aapka 50% phobia kam kar dega.. yah aapke brain ko batane ke liye bahut jaruri hai ki Aisa kuchh bhi nahin Hai jaisa app soch Raha Hai iske alava aap kisi bhi psychologist Se mile vah psycho therapy se yah pata lagaya he is dar Ka root cause kya hai.. iske bad vah aapko CBT therapy dega jismein aapke ine thoughts ko badla jaega aur aap kuchh hi dinon Mein kafi relaxed feel karenge iske alava aap har din fresh vegetables fresh fruits khaea exercise kariye Aur din ka pura routine Tay kariye use routine ke hisab se chaliye uthiye aur soiye aap problem se free mahsus karenge .
@pradipsolanki797314 күн бұрын
Running karne se fayada hoga sir??
@DrDwarka14 күн бұрын
💯% hoga... jogging running walking body ki activity ko proper karti hai...
@pradipsolanki797314 күн бұрын
@DrDwarka sir kitana time lagega
@AnilKumar-wv5xn14 күн бұрын
Mai 28 year ka hu mujhe ek mahine pahle night terror jaisi samasya hui thi uske ek mahine bad fir se hui . M kya aru
@DrDwarka14 күн бұрын
don't worry aap teen kam khud karke dekh sakte hain aur 15 din tak iska prabhav dekhen... 1. Nind ek ghante pahle mobile ko band kar do duri banaa lo 2. nind ka fix routine banaa lijiye Ek samay per soiye aur ek hi samay per uthae 3. pure din Mein negative baten karne Wale logon se bache aur action movie dekhne se bhi bachen aur raat ko Sone Se pahle chai coffee bilkul na len.. yadi yah 15 din Mein kuchh bhi sudhar nahin kar paate Hain to fir aapko psychologist se Milana chahie ismein koi chinta ki baat nahin Hai yah koi bahut serious problem nahin Hai per ise control karna jaruri hai
@jayparnasharma76917 күн бұрын
Sir, maine blis library science or M.A hindi kiya hai ....kya m apply kar sakrti hu
@DrDwarka14 күн бұрын
bilkul kar sakte hain
@rajeshshukla9318 күн бұрын
✌✌👌👌
@kulsumbibi801219 күн бұрын
Bahut ganda hota ayse insan sai sadi hi nahi karni chahiye meri bhabhi hai aur mental hai
@bishalsingh220519 күн бұрын
Sir mujhe anxiety hoti thi phir khud thik bhi ho jata tha anti depression tablet lene ke bad mujhe sucidel thoughts aane lage nind nahi Aa raha tha to doctor ne 2din bad mood stabilizer teblet diye hai or mai thik hone laga to kya mujhe bypolar he
@DrDwarka19 күн бұрын
jab tak aapka doctor aapko kisi mansik bimari ke bare mein nahin kahe aap use confirm Na Mane isliye jab tak doctor Bipolar ke liye nahin kahe bipolar nahin hoga... aap medicine lete rahe aap regular lenge Ghar ke member se baat karenge doston se baat karenge routine achcha rakhenge to yah sari problem dur ho jayegi
@MohdAsif-qk1vn20 күн бұрын
Sir mujhe muh ka cancer se darr lagta hai kisi ko KZbin m dekha cancer hua tha 4 mahine se mujhe lagta hai .... Simtom bhi dekhta hai mujhe Mai kya karu kuch nhi samjh aa raha hi
@DrDwarka19 күн бұрын
jab aap khud kah rahe Hain ki aapko lagta Hai to fir tension karne ki jarurat hi nahin hai kyunki sirf lagta hai nahin... routine set karo ghar ke sab logon ke sath baitho hanso jab kuchh taklif ho to doctor Se Milo aur agar is tarah ke khyal lagatar aate Hain to Ek bar ise psychiatrist se bhi mil Lo opinion Lene Mein koi burai nahin
@abdullah-al-foysal20 күн бұрын
8:42 I was affected by this issue that means porn site. One Day my friend gave me some comic photos where a child and 35 year old woman had s**x. And when I see that I am surprised. And I feel interested in it. First of all I think it was just a cartoon which was fun. And after I asked my friend what relation is denoted in this comic picture. Then he inform me its incest. Then he informed me he is an insistent lover and he also imagines his mother and older sister. He also suggested that I do the same thing. Before that I started reading incest videos and related stories. Seeing all those stories on the internet and the mother and sister in front of me, I got sexually aroused with them at one point. Since 2016 till now I can't arouse them sexually except by imagining them. I feel bad that for nine long years they are being sexually assaulted inside their home without their knowledge, that too by their own family members. I feel sorry. My mental illness has progressed to the point where I am no longer content with imagining or using their clothes or pictures but rather having an effect of directly intimate to them. But I'm keeping it under control. It is a disease that is not really possible to tell anyone. What I should do is very regretful when such thoughts come to my mind.
@sonudhakad43323 күн бұрын
Schizophrenia or bipolar disorder me fark kya hai
@DrDwarka23 күн бұрын
dono pe video banaya hua hai please aap dekhen aapko acche se samajh mein aaega
@prateekgupta681024 күн бұрын
Good evening sir mere 12 a+ses overall improvement sanskrit all a+ses gk 20/20 computer 24.5/25 spellathon 2nd evs 24/25 computer 23/25 gk 18.5/20 gk 18/20 maths all a+ses science quiz first sanskrit a2 computet a2 hindi sa1 a2 english asl a2 sst 19/20 computer 20/20 sanskrit 18/20 maths 17/20 computer 25/25 hindi 22/25 hindi 23/25 evs 22.5/25 computer sa2 bi grade overall a2 grade yeh saari performances aayi hai woh bhi adhd autism hokar toh mujhe kya kehenge gifted talented ya prodigy please tell sir it is a request from you
@DrDwarka24 күн бұрын
talented
@BhagyashreeKudmethe4 күн бұрын
Mera beta janam se dimag se kamjor tha totla ke bolna aur chalna sath me doure aane ka problem tha 8_9 mahine ASSICON SYRUP AUR BRANOCON SYRUP diya bilkul thik ho gaya bhagwan ki den hai ye dawa Best Dawa hai***
@vipinsemwal710124 күн бұрын
Sir is problem ki medication se concieve krne m problem ati h ya nhi?
@DrDwarka24 күн бұрын
medicine ke bare mein sirf psychiatrist hi bata sakte hain
@naman_live26 күн бұрын
new content.
@DrDwarka25 күн бұрын
thanks 🙏
@GopiSingh-iu3ys26 күн бұрын
Sr main b bra panty pehnta hu
@DrDwarka25 күн бұрын
yadi aap ko koi problem nahi hai to fir koi problem nahi hai.. yadi aap se kisi ko koi nuksan nahi hai to koi problem nahi hai
@ArabKahn-tf5oy26 күн бұрын
Sir ek question Janna h schozofrenia k bare m ki ek patient ko gaanja , beedi , sigrate , gandi nali jaisi gndi mahk ati h seer aur full body m pain rhta h phle bhut tej tha ab thoda km hua h y sb problem, but abi jad se nhi gye h plss kuch bataye
@DrDwarka25 күн бұрын
yadi problem ko two weeks Se jyada time ho chuka hai to aapko kisi Psychiatrist ko dikhana chahiye...
@ArabKahn-tf5oy25 күн бұрын
@@DrDwarka sir kisi bi mansik bimari m psyciatrist ya dawai se jada positive atmosphere activiness , councelling se cure hota deka gya h , yha Tak ki schozofrenia ko bi thik hote deka gya h y Mera anubhav h , dawai se jada laabh deta h , demak pr mahaul ka asar jada pdta h
@ashishthakur244127 күн бұрын
बच्चे को तेज बुखार आने पर भी यही होता है क्या
@DrDwarka27 күн бұрын
नहीं यह अलग विकार है।
@PunaKhoth-qt5hm28 күн бұрын
Sir meri Didi ko h kya please aap bta do ekdum shi hoskti h vo please please please please please please please please please please please please please please please please please please please please please please please please please
@DrDwarka28 күн бұрын
Han ho sakti hai... is bimari Mein ilaaj Lamba chalta hai aur ilaaj Sahi dhang se Lena bahut jaruri hai.... jab tak doctor kahta Hai tab tak dava lete rahe dava ki puri khurak len aur time per len., iske alava Ghar ke har EK member ko unhen corporate karna jaruri hai ghar ka mahaul achcha rakhna jaruri hai toh Symptoms bahut jaldi control hote Hain aur bimari bhi theek hone lagti Hai.. aise bhi example Hain.. jo main Keval theek hue balki Apne kam ko bhi theek se karne lage per ismein ghar ke har ek member ki help aur cooperation behad jaruri hai...
@PunaKhoth-qt5hm27 күн бұрын
@@DrDwarka thank you sir me apni taraf se puri koshish krugi
@yashikabinwani423229 күн бұрын
Sir my brother is suffering from bipolar disorder, he just stays inside a room whole day and he is not talking to anyone in family , he had already told that he will not take any medicine for treatment, but we give gim medicine by mixing in his food , is that ok?? And how to deal with this situation, he don’t want to talk to doctor too…
@DrDwarka28 күн бұрын
I have given complete information about dealing with a bipolar person in the video. You can watch the complete video...
@vivekgupta762729 күн бұрын
Sir bacha. Apni self. Awareness. Ko kaise explore kar sakta hai please tell it is a request
@DrDwarka29 күн бұрын
aapko kisi psychiatrist se Milana chahie ine sab questions ke Sahi answer sirf psychiatrist hi de sakta hai..
@vivekgupta762729 күн бұрын
Sir ham kisi bhi bache ko. Prodigy kab kehenge. Please tell god. Gifted kab kehenge. And. Talented kab kehenge please tell. Excellent performance. Par. Kya kehenge please tell. Confusion ho rahi hai. Ek baar clear kar do. Please
@DrDwarka28 күн бұрын
prodigy.., Jaise koi baccha do tin sal ki umra mein vah kar de Jo Puri duniya Mein koi n kar payega.. God gifted... kyon kisi particular karya mein sabse behtar Ho.. Jaise koi musician ho sakta hai koi teacher ho sakta hai koi doctor ho sakta hai.. talented... Jaise m S Dhoni Sachin Tendulkar .. aur ISI tarah ke alag alag fields ke log
@sandhya118929 күн бұрын
Serotonin ko kaise badai jasakthe he muje genetic problem se serotonin bohuth kam he
@DrDwarka29 күн бұрын
serotonin per mere kafi video hai aap unhen Dhyan se dekhen aapki problem solve ho jayegi
@Alfazkuchankahe-w3y29 күн бұрын
Hi sir mein ek mind coach hun !! Mera ek client hain jo bipolar disorder ka patient hai ,uske Ghr walon ke according wo neend mein bolta bhi hai Aur ek din aise hi wo apni beti ke sath ke sath soya hua tha aur neend mein hi usne apni beti ke pet per hath rub kr dia Aur jab beti ne notice Kia to usne apne father ko rok dia Phir subeh uth ke us se mere patient ne maafi bhi mangi Ab mein is cheez isi disorder ke ander rakhu kya
@DrDwarka29 күн бұрын
aapke anusar unhen bipolar disorder hai aur unke dwara yah symptoms bhi diya Gaya... isliye jaruri hai ki unhen kisi psychiatrist se milvaya jaaye taki Sahi assessment Kiya ja sake Aisa bipolar Mein nahin hota
@Alfazkuchankahe-w3y29 күн бұрын
@@DrDwarka Toh kya wo usko ye disorder nahin hai
@Alfazkuchankahe-w3y29 күн бұрын
@@DrDwarka Unki medicine chal thi hai bipolar ki , ek psychiatrist se
@Alfazkuchankahe-w3y29 күн бұрын
@@DrDwarka Actually unki daughter ko bhi isi cheej ka stress hai ki uhone kyun aise kiya
@Alfazkuchankahe-w3y29 күн бұрын
@DrDwarka Sir please reply
@RanapartapSingh-rt4wgАй бұрын
Sar ma roj raat nu bolada hai koi opa please koi
@DrDwarka29 күн бұрын
agar roj bolate Hain to aapko kisi bhi psychiatrist se jarur Milana chahie
@shivalamsal4976Ай бұрын
Plz make videos on different psycotherpy ❤❤
@DrDwarkaАй бұрын
which type...!!?
@StrongV-m5yАй бұрын
Great tips, until recently I hadn't realized that Mario updated his favorite way to tackle ED and it's a relief! Although what he previously suggested was pretty good, it was a real pain to follow... I just go'ogled Mario Volpstein , it's so much simpler and potent now!
@DrDwarkaАй бұрын
🙏
@arvind2504Ай бұрын
👌👌👌👌👌👌
@vyasrajganga9004Ай бұрын
दिमाग में खुशी का लेवल बढ़ाने वाली बहुत अच्छी चीज बताई आपने थैंक यू
@DrDwarkaАй бұрын
Thanks 🙏
@ShubhamKumarGupta-uf6ooАй бұрын
Good evening sir ji I am interested in (1-)PG in Clinical psychology courses and , (2) PG diploma guidance course My name is shubham Kumar Gupta Live in west champaran in BIHAR MY qualification in ... (1) Bachelor degree in psychology in 65%. ( 2) PG in psychology courses complete in PG department in psychology in muzaffarnagar University बाबासाहेब भीमराव अंबेडकर विश्वविद्यालय बिहार MY pg psychology prasant is 66% (3) Kumar foundation in invlove In 3 year.. Profe sartifaca in avlable in 3 year Kumar foundation.. in education and social worker In central government atteched And bihar government attached Vallied Registration in Kumar foundation... Certificate available ha mara pass... (4) Bed appring in 2 year... Sir mujha ya course karana ha Please help me sir... (1). Pg diploma guidance, counselling ... AND, ( 2). PG in Clinical psychology deploma in 1 Year course... Please help me sir... सर मुझे आपकी मदद की बहुत ही जरूरत है मुझे एडमिशन लेना है कैसे लूं और कहां लूं , सर एडमिशन के बारे में मुझे मालूम नहीं है मैं बहुत कोशिश की लेकिन सही तरीके से पता मुझे नहीं मिल पाया है l Please help me sir... आपकी वीडियो मुझे बहुत अच्छी लगी.. सर आपसे एक निवेदन है कि मुझे अपना मोबाइल नंबर मुझे दें, My mobile number is 📲 7480998782 Please help me sir...
@Anhadmusic-o8bАй бұрын
Tnx sir❤❤❤❤❤❤🎉🎉🎉
@Anhadmusic-o8bАй бұрын
Also ke biiz le sakte hain
@DrDwarkaАй бұрын
dietitian ki advice se . vah age Aur weight ke anusar suggest karta hai
@jyotsnaagrawal720Ай бұрын
Sir mere husband ki age 53 year he or me 28 sal se unke sath hu bo suru se hi bahut aggresive or jiddi he or in 28 salo me unhe kai bar dipression hua he humne psychiatrist se treatment bhi liya tha or dipression thik ho jata he or kai salo ae unhe nind ki problem he kafi sari nind ki dava bhi lete rahe he or ye dikkat badhati hi ja rahi thi to kai dr se advice li ab 1 month pehale ek dr sahab ne bataya ki inhe bipolar disorder he or ab dava chal rahi he nind me or dipression me to sudhar he lekin gusse me jiddipan me behaviour me fark nahi he to me apse ye janna chahati hu ki nere husband normal ho jayenge or kitana time lagega sir please answer dijiyega apka abhar hoga
@DrDwarkaАй бұрын
bipolar disorder serious problem hai ismein treatment Lamba chalta hai kitna lamba chalta hai yah psychiatrist decide Karta Hai vahi batata hai patient ki condition ke anusar vah batata hai unhe ghar ke har EK member ko corporate karna chahiye ... family members ko bhi Pune kis tarah treat kiya jaaye iske liye psychologist se Milana chahie
@khaninderdeka4865Ай бұрын
Thank you Sir.. ❤❤❤❤
@paruldahiya02Ай бұрын
Sir m agr yeh diploma mastere k sath sath krlu toh yeh valid mana jayega na for dsssb evgc counselors post ?? Plz reply
@DrDwarkaАй бұрын
according to new education policy yah donon sath kar sakte hain but I am not confirm... donon Mein practical hai donon mein practical regular attend karna jaruri hai isliye aapko University ja kar pata karna hoga
@NijamKhan-fv4ouАй бұрын
Sir mera bachcha adhd hai baat ko bilkul Manta nahi hai or sunta bhi nahi hai bat ko ansuni karta hai
@DrDwarkaАй бұрын
ADHD per mere bahut sare video hain aap dekhen aapki bahut sari problem mujhse dur Ho jaayengi bacchon ka routine Kya hoga bacchon ko khana kya chahie bacchon ke exercise kya hai aap please dekhen