Masjid e Ayesha me jaakar mard hazrat ehraam bandna durust hai moulana ? Please clarity den
@shaiknawaznawazahmed13374 сағат бұрын
🎉 Aslamu walakum o rahmutula o barkatu 🎉
@ZeeshanAli-ih2zy10 сағат бұрын
Mery sath yaho problem thi rat ko sota tha to ankh khulti to gila hota lakin wo mujy mani nhi lagta tha q k sokh k bilkul thek ho jata apne buhat acha explain kiya
@mudassirkhot318811 сағат бұрын
Asar ki namaz k baad ka appointment hai riyazul jannah ka ... to kaunsi namaz padhe ... qki asar ki farq namaz k baad nifl namaz to nhi padh skte h
@MuftiShahjahanQasmi7 сағат бұрын
Dua darood aur tilawat karlen bas.
@hakkanitajuddin851318 сағат бұрын
Bahut achhe maulana sahab. Pura samaj m aa gya.SUKRIYA JI
@MuftiShahjahanQasmi7 сағат бұрын
Jazakallah
@MustafaKhan-jp4ub20 сағат бұрын
ماشاءاللہ بہت بہت اچھی معلومات دی
@MuftiShahjahanQasmi7 сағат бұрын
جزاکم اللہ خیرا
@hussainbasha1715Күн бұрын
Mufti sahab sayee ma green lights ke darmiyan me doudna bolena yeh kisliye yani woh jagame doudna kisliye bata sakte kya maaf karna jaankari ke liye poocha
@rafeamahmoodКүн бұрын
Kitna riyal le jaye umrah k liye 15 days k liye?
@MuftiShahjahanQasmiКүн бұрын
@@rafeamahmood 1000 riyal bahut hai.
@rafeamahmoodКүн бұрын
@ jazak Allah khairun
@MotivationyiКүн бұрын
Asslamu alaikum bhai PDF hai kya yeh kisi ke pas send kijiye
@MuftiShahjahanQasmi7 сағат бұрын
Video me number hai. WhatsApp par message kijiye
@MustafaKhan-jp4ubКүн бұрын
ماشاءاللہ
@Safdarkhan-w9v2 күн бұрын
Masha Allah
@k.z.92502 күн бұрын
Great thanks for giving best information thanks
@Nts94802 күн бұрын
Masha Allah dekhte dekhte Sukoon milgaya Aur Pooori umrah ko knowledge in Shaa Allah 2 din me umrah Jane wala Hun Allah aap ki sehat tandrust rakhe, aur Ho video bana rahe hy upload kar rahe hy Unko bhi Allah sehat me tandrust rakhe aameen ❤
@MuftiShahjahanQasmi2 күн бұрын
@@Nts9480 aameen
@leo777472 күн бұрын
Mashalah Allah aapki umr daraaz kare or sehat de
@MuftiShahjahanQasmi2 күн бұрын
Aameen
@zakiahbegum46023 күн бұрын
Mashallha. Jzaakallha khair
@MuftiShahjahanQasmi3 күн бұрын
Shukriya
@ahadmirza39313 күн бұрын
Masallah....
@MuftiShahjahanQasmi2 күн бұрын
Jazakallah
@razaahmed92413 күн бұрын
JazakAllah khair sir.bht achchi tarha se aapne samjhaya bht bht shukriya sir 🌹🌹
@MuftiShahjahanQasmi3 күн бұрын
Shukriya
@jyoti786633 күн бұрын
Ya allah mujhe bhi ek aulad naseeb ho ek beta ho jaye mujhe bhi yeh dana mil jaye
@MuftiShahjahanQasmi3 күн бұрын
Aameen
@mirzabaig47103 күн бұрын
Hazrat huzoor ke daur mein muharram naya saal ka pahela mahina bhi nahin tha Muharram ko islami saal ka naya mahina to hazrat umar ke daur mein shuroo hua
@MuftiShahjahanQasmi3 күн бұрын
Ji sahi hai.
@aroobali3294 күн бұрын
جزاك الله خيرا
@MuftiShahjahanQasmi3 күн бұрын
شكرا
@SabeehaBanu-op8ki4 күн бұрын
Mashallah bahut acche se samjha thi is bar January 15 mein hamara umra hai inshallah 2025 💗💗
@MuftiShahjahanQasmi3 күн бұрын
Jazakallah
@gulshanrasool57094 күн бұрын
Jazakallah Mufti sahab ko Mulakarim Salamat Rakhay.
@MuftiShahjahanQasmi3 күн бұрын
Aameen
@abidaasad19274 күн бұрын
ہمارے لئے۔ ںی دعا مریں
@MuftiShahjahanQasmi3 күн бұрын
ان شاء اللہ
@suhailmulla2694 күн бұрын
In-sha Allah will be performing Umrah next month and your videos are helping me a lot. Jazak Allah khair
@MuftiShahjahanQasmi2 күн бұрын
Shukriya
@SyedManzoorAhmad-s1l4 күн бұрын
Allah pak ap ko ajre Azeem ata kre Boht acha
@MuftiShahjahanQasmi3 күн бұрын
Aameen
@MuftiShahjahanQasmi3 күн бұрын
Aameen
@SyedManzoorAhmad-s1l4 күн бұрын
Allah pak ap ko ajre Azeem ata kre
@MuftiShahjahanQasmi3 күн бұрын
Aameen
@SyedManzoorAhmad-s1l4 күн бұрын
Allah pak ap ko ajre Azeem ata kre
@MuftiShahjahanQasmi3 күн бұрын
Aameen
@SyedManzoorAhmad-s1l4 күн бұрын
Boht ala
@MuftiShahjahanQasmi3 күн бұрын
Shukriya
@sknozrulislam3904 күн бұрын
Nice information
@MuftiShahjahanQasmi3 күн бұрын
Jazakallah
@muzaffarsmnewshyderabad54245 күн бұрын
Rabana taqabl min all Fatiha❤
@talibsheikh54615 күн бұрын
Madina. Sharif me 40 namajo ke bare me to batayenge Mufti san
@sknozrulislam3905 күн бұрын
Hazrat, bahut badia nasihat
@MuftiShahjahanQasmi5 күн бұрын
@@sknozrulislam390 jazakallah
@Goku690475 күн бұрын
Astagfirullah aj mujhse ye gunnah hogya😢
@daudpotaabwahidWahid6 күн бұрын
Masha Allah
@footballxfuzail36556 күн бұрын
4.47
@sknozrulislam3906 күн бұрын
Mashallah bahut badia nasihat. Allah SWT apko salamat rakhe
@MuftiShahjahanQasmi5 күн бұрын
@@sknozrulislam390 aameen
@mohammedmohsin23616 күн бұрын
Assalamu Alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu Mufti sab, mera ek dost jab namaz may ruku se utne ke baad sajde may jata hai toh pehele apne hath ku zameen par rakhta hai phir ghutne, mai bahut samjhaya ki pehle ghutne rakhna hai phir haath, phir bhi o ny samaj raha. Ab aap hi batayiye ke koun sahi hai aur koun ghalat hai. Baraye meherbani iske upar ek detail video banaye poore daleel ke saath, bahut meherbani hogi. Mera Naam Mohsin hai aur mai Karnataka se hoon.
@MuftiShahjahanQasmi5 күн бұрын
Abu Dawood Shareef mein woh hadees is tarah hai: 'An Abi Huraira r.a. qaal, qaal Rasool Allah ﷺ: "Iza sajada ahadukum falaa yabrik kamaa yabriku al-ba'eer, wa liyada'a yadeeh qabl rukbatayh." Tarjuma: Hazrat Abu Huraira r.a. se riwayat hai ke Rasool Allah ﷺ ne farmaya: "Jab tum mein se koi sajda kare to us tarah na baitha jese oont baithta hai aur chaahiye ke apne ghutne se pehle apne haathon ko rakhe." Is hadees par aksar Ahl-e-Ilm huzraat ka amal nahi hai. Yeh bhi qoul hai ke yeh hadees mansookh hai. Iske bilkul muqablay mein ek doosri riwayat Hazrat Wail bin Hajar ki hai, jo hadees Abu Huraira se sabit hai. Woh yeh hai: "An Wail bin Hajar qaal: Raaytu an-Nabi ﷺ iza sajada wada'a rukbatayh qabl yadeeh, wa iza nahad, rafa'a yadeeh qabl rukbatayh." (Abu Dawood, Safah: 122, T: Ittehad Deoband). Is hadees mein saaf hai ke jab Rasool Allah ﷺ ne sajda kiya to apne haathon se pehle apne ghutne ko rakha aur jab sajda se uthay to apne ghutne se pehle apne haathon ko uthaya. Ahnaaf ka is hadees ke mutabiq amal hai. Qaal al-Taybi: "Zahaba akthar Ahl-e-Ilm ila an al-ahabb lis-sajid an wada'a rukbatayh, thumma yadeeh, lima rawaa Wail bin Hajar, wa qala Malik wal-Awza'ee bi aksihi, li-hadhal hadees wal-awwal athbat 'ind ar-rafan al-naql... wa qeela hadha ay hadees Abi Huraira mansookh." (Hashiyah Abu Dawood). spelling mistakes ke liye maafi chahunga
@rabassum6 күн бұрын
I have heard several videos by many Alims and Muftis but I find Mufti Shahjahan's simple, thorough with great clarity covering step by step methodology of doing Umra. Thank you Mufti Saheb. We thank you Sir.
@MuftiShahjahanQasmi6 күн бұрын
@@rabassum Jazakallah
@amirkassanackt33736 күн бұрын
JazakaAllah❤
@mohammedshowkatali56416 күн бұрын
From abdul basith khan shalam sab compound raichur) Masha Allah Subhaan Allah 🌹🌹🌹🌹🌹🌹
@mohammedshowkatali56416 күн бұрын
From yakub bhai shalam sab compound raichur) Masha Allah Subhaan Allah 🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
@haseenahmad52057 күн бұрын
M April m joega
@mudassirhayatkhan65457 күн бұрын
Kya kren yahan haram police apna hi tamasha lga k khari hoti hy dhakkay dy k imam sy agy pohncha dety hen
@saudahmad86137 күн бұрын
Dua ki bhi pdf
@saudahmad86137 күн бұрын
Salam alaikum Pdf bhejiye
@MuradKhan-qf8vz7 күн бұрын
ما شاء الله سبحان الله ❤
@SabirShah-s2d7 күн бұрын
سبحان اللہ
@FarhanaDeshpande7 күн бұрын
10 logon ko vidio bhejte mufti saheb
@FarhanaDeshpande7 күн бұрын
Sahi bataya mufti saheb maa zimmedar hai bacchon ki namaz ke aadat lagane me
@FarhanaDeshpande7 күн бұрын
Ma Sha Allah mufti saheb.namazke shuru me Allah namaz ke aakhri me Allah.subhanallah.jazakallah Assalamu allaikum