Bhai iski gear speed ki video banao Pichli video me sahi se samaj nahi aaya tha Or video thodi door se banana
@DeepaknaymaDhakad9 сағат бұрын
@@surajrajak2.039 dik hai
@surajrajak2.03912 сағат бұрын
Bhai isme 4 distributor boll laga sakte hai kya
@DeepaknaymaDhakad9 сағат бұрын
@@surajrajak2.039 ji ha
@GPUTesterHindi3 күн бұрын
mai lene ki soch raha hu per kya ye kali hard cotton miti me 3mb ya 2mb 16inch plough kar payega...hosake to video banana bhai or iske disel average ke barme batana...thanks
@DeepaknaymaDhakad2 күн бұрын
@@GPUTesterHindi bhaiya me ujjain jile se hu our humare yaha bhi kaali mitti hi hai vaise abhi to plough ka session nahi hai lakin hum new plough jarur lenge tab test karke jarur bataoga 🙏
@GPUTesterHindi2 күн бұрын
@@DeepaknaymaDhakad ok thanks
@sambitkumar78055 күн бұрын
Fiber hood kitana ka poda
@DeepaknaymaDhakad5 күн бұрын
@@sambitkumar7805 17000
@sambitkumar78055 күн бұрын
@DeepaknaymaDhakad shorom sa ky
@sambitkumar78055 күн бұрын
@DeepaknaymaDhakad yaaa fir after marcket
@DeepaknaymaDhakad5 күн бұрын
@sambitkumar7805 after market
@dhruwkisancg7 күн бұрын
Kitne ft ka rotavator h
@DeepaknaymaDhakad6 күн бұрын
6 feet
@Shikhapateloffice7 күн бұрын
❤❤
@Tanishkgupta-e4m7 күн бұрын
Takat me kaisa hai tractor
@DeepaknaymaDhakad6 күн бұрын
@@Tanishkgupta-e4m takat kafi achi hai ek tractor takat tabhi achi lagata hai jab uska back-up torque acha ho iska back-up torque 30 se 34 percent hai jo ki 50 hp me kafi Kam tractor me hota hai. Hoshiarpur Wale to Kubota pe 22 foot trala chalate hai "Singh tractor Hoshiarpur" KZbin channel per videos dekh skte ho
@Tanishkgupta-e4m8 күн бұрын
Kaisa tractor hai lena chahiye ya nahi
@DeepaknaymaDhakad7 күн бұрын
@@Tanishkgupta-e4m acha tractor hai specially ager aapko 50 hp best best disel average vala tractor chahiye to mu 5502 best hai. Our 50 hp me flat platform, suspendal pedal, balancer shaft, company fitted turbo, 9.5.24 front tyres ke sath bevel excel ye 5 chize 50 hp me chahiye to sirf ek hi tractor hai mu 5502 baki tractor ki kubi our kamiya janni ho to main video channel per upload kar chuka hu aap dekh skte hai
@princedewangan52666 күн бұрын
Lekin takat kam hai kyoki average jada hai, overload me dabta bahut hai mai chala ke dekha hu . Agar acre kle hisaab se average nikaloge to sabhi 50 hp ka same hai koi difference nahi hai
@princedewangan52666 күн бұрын
Agar aap itna paisa laga rahe ho to Novo 605 60 hp le lo 11.5 lakh me ya 5210 , 3630 Special Edition best hai baki bhai aapki marji
@DeepaknaymaDhakad5 күн бұрын
@@princedewangan5266 ho skta hai aapne jo tractor chalaya ho vo Naya ho kyoki lagbag sabhi tractor pahli service ya 100 200 ghante chalne ke baad hi apni sahi power nikal pate hai abh baat karte hai dusre tractor se comparison ki novo 605 di 60 hp me aata hai lekin iska pump credit hai to mu 5502 ka compitition iske saath nahi hai iska compititor novo 605 ps 50 hp hai Mahindra ke sabhi tractor me 6 years ki warranty aati hai lekin isme sirf 2 saal ki di hai , showroom se turbo ki kit lagva skte ho ya after market turbo lagva skte ho lekin company fitted turbo nahi milti , our nahi balancer shaft milti hai jisse vibration or noise dono Jayda hai, front tyre 9.5.24 ke to aate hai lekin bevel excel nahi milti , sfc 250 ke uper aati hai shayad 267 aati hai Abh baari 5210 or 3630 special edition ki ek me suspendal pedal to aate hai lekin flat platform nahi to ek me suspendal pedal nahi matlab me ye kahna chahta hu ki 50 hp me perfect tractor nahi hai kuch na kuch Kami hai vaise kuch Kami mu 5502 me bhi hai lekin almost perfect tractor hai jaise flat platform ho suspendal pedal ho company fitted turbo ho balancer shaft ho 9.5.24 ke sath bevel excel ho ya back up torque ho bura mat maniye ga vaise sabhi tractor apni apni field me best hai koi bura nahi hai ager kisi ko driving comfort se koi dikkat nahi hai to new holland ka 3630 special edition le skta hai 50 hp me isse jada ka torque or back torque ka tractor nahi hai Mera bhi favourite tractor me se ek hai bass platform ki Kami hai vaise New holland ka 5510 excel bhi same 3630 vale engine or rotary pump ke sath aata hai lekin company uski marketing hi nahi karti kuch logo ko to pata bhi nahi hoga ki 5510 excel rotary pump or company fitted turbo ke sath aata hai.
@kumartatansahoo37128 күн бұрын
Bhai rotavetor me kitna disel leta he
@DeepaknaymaDhakad7 күн бұрын
@@kumartatansahoo3712 Bhai isne 13 ghante me 9 ghante rotavator our 4 ghante cultivator per chala tha our 54 litter disel liya ager khet gila hai our 750 rpm pto per chalaoge to maximum 5 litter disel le lega
@AbhishekFalke00088 күн бұрын
On road kitneka pada tractor
@DeepaknaymaDhakad8 күн бұрын
11,25,000
@SatnamSingh-sk4zx9 күн бұрын
K🎉❤❤❤❤❤❤❤every ❤❤❤❤❤
@dheerajbaghel47159 күн бұрын
Bhai apna number bhejo
@tharode97769 күн бұрын
Kha se liya bhai
@DeepaknaymaDhakad9 күн бұрын
@@tharode9776 malva farm & service, ujjain
@NAJBULSK-z4c10 күн бұрын
🎉🎉ইই
@neeraj_dhakad_28.10 күн бұрын
Price kya he
@DeepaknaymaDhakad10 күн бұрын
@@neeraj_dhakad_28. 11,25,000
@SureshDongre-c1y11 күн бұрын
अनुभव कैसा है सर
@DeepaknaymaDhakad10 күн бұрын
@@SureshDongre-c1y डीजल खर्चा और काम को देखते हुवे अभी तक तो अनुभव अच्छा है।
@surajrajak2.03911 күн бұрын
Kitne RPM par chalate ho
@DeepaknaymaDhakad11 күн бұрын
@@surajrajak2.039 1500 se 2000 ke bich
@ramkrishnabaghel526412 күн бұрын
ये बताओ भैया एक घंटे में कितना एकड़ जुताई जो जाती है कल्टीवेटर से
@DeepaknaymaDhakad11 күн бұрын
@@ramkrishnabaghel5264Bhai Maine shamay per dhiyan nahi diya lekin ek ghante me lagbag 2 bigha (map ke anusar)= 1.30 acre baki chalane per our mitti per nirbhar hai Gilli hai ya sukhi
@ramkrishnabaghel526412 күн бұрын
कल्टीवेटर मैं प्रति घंटा कितना खपत है डीजल की
@aryanbhardwaj231413 күн бұрын
Fiber chhatri katka rupya ke ye
@DeepaknaymaDhakad13 күн бұрын
@@aryanbhardwaj2314 17000 bhai
@Yuvakisaan13 күн бұрын
Bhai tum mere sapne ko jee rahe ho
@DeepaknaymaDhakad13 күн бұрын
@@Yuvakisaan or Mera sapna koi or jee rha hai 😅 vaise insaan ko jivan me kitna hi mil jaaye insaan संतुष्ट nahi hota Bhagwan ne aapko Jo Diya hai shayad hi sab ke pass ho usi me kush rhna chahiye or baki aapki mehnat per hai
@JatiyaBrajesh13 күн бұрын
Kobotta aacha traktar he leakean jd ke mukka nahi kar shakta
@DeepaknaymaDhakad13 күн бұрын
Jd ki konsi chiz achi lagti hai aapko
@JatiyaBrajesh13 күн бұрын
@@DeepaknaymaDhakad sare kaam me mene deak chuka hu
@DeepaknaymaDhakad13 күн бұрын
@JatiyaBrajesh jhon deere bahut ache tractor banata hai Kubota mu 5502 ka competitor tractor jhon deere ka 5210 gear pro hai jd5210 me kuch chize hai jo Kubota me nahi milti jaise oil pressure vale brake or oil cooler technology jo jhon deere ke 40 hp se mil jata hai dusri company me bade hp ke tractor me hi dekhne ko milta hai lekin Kubota 5502 me kuch chize hai jo jd5210 me nahi milti or shayad 50 hp me or kisi bhi tractor me nahi milti jaise engine me balancer shaft, piston per 4 valve , fully synchromesh gear box or bevel excel 9.5 24 front tyre ke sath or Kubota me bhi jhon deere ki tarah laser cutting or oil seal aata hai matlab jhone deere ki tarah isme bhi pump me leak ya engine leakage bhi problem Kam hi aati hai.
@surajrajak2.03913 күн бұрын
Bhai iska 4x4 par caltivater par Kiya average aata he havi se havi lod par Abhi tak sabse jada tel kitna khaya he
@DeepaknaymaDhakad13 күн бұрын
Pahli baar test karne ke liye 54 litter disel (rotavator+cultivator)liya 13 ghante me phir ek bar 54 litter disel dalvaya or es baar 14 ghante chala
@DeepaknaymaDhakad13 күн бұрын
Kal average per video ya short bhi daal dunga
@surajrajak2.03913 күн бұрын
@@DeepaknaymaDhakad ok Bhai I support you
@ramkrishnabaghel526412 күн бұрын
भईया टैक्टर कैसा है कोबोटा 5502 4wd@@DeepaknaymaDhakad
@Mrkubotasinghup15 күн бұрын
Bhai रोटावेटर कितने R P M पर चलाते हो
@DeepaknaymaDhakad14 күн бұрын
@@Mrkubotasinghup 1800 se 2000 rpm per
@SATHISHKUMAR-9615 күн бұрын
MU5502 milage per hour?
@DeepaknaymaDhakad15 күн бұрын
@@SATHISHKUMAR-96 Bhai isne 54 litter liya 13 ghante me
@SATHISHKUMAR-9615 күн бұрын
@@DeepaknaymaDhakad 13 hours in try condition
@Mrkubotasinghup15 күн бұрын
Bhai fibre hood lagwane
@Ronysarkar_xyz15 күн бұрын
JD 5050D va 5502 kiska takat jeyada he
@DeepaknaymaDhakad15 күн бұрын
@@Ronysarkar_xyz jd 5050d ka back-up torque 20 % hai vahi mu 5502 ka back up torque 34% hai yani takat mu 5502 me Jada hai company fitted turbo hone ke Karan or jd5050d ki sfc 270 hai vahi mu5502 ki sfc 235 hi hai
@amitdagar74117 күн бұрын
Kubota tractor ki khubi or Kami per video banaya vistara se kirpa. Or speed chart , batana hamara yaha super seeder ka kam jayada hai wheat sowing ka time. Speed chart ka koi video nahi hai Kubota tractor ka KZbin par. Kirpa ????
@DeepaknaymaDhakad16 күн бұрын
@@amitdagar741 bhaiya khubi or Kami per video banaya huva hai 5 din pahle upload Kiya tha aap dekh skte hai mere channel per or speed ki bhi video upload kardi hai
@amitdagar74116 күн бұрын
@@DeepaknaymaDhakad Video link
@DeepaknaymaDhakad16 күн бұрын
@@amitdagar741KZbin ki comment me video link send nahi kar skte aap jo video dekh rhe osske niche Vali video hi hai
@amitdagar74116 күн бұрын
@@DeepaknaymaDhakad Kubota ki or se book aiye hogi usme gear speed me chale jarur de hogi jaisa ( HI LOW MEDIUM ) super seeder per gear speed me chale jaruri hoti . Book dekh kar video banane kirpa.
@amitdagar74116 күн бұрын
@@DeepaknaymaDhakad Kubota tractor ki book me gear speed chart jarur hoge jaisa ( HIGH LOW MEDIUM ) Super seeder per gear speed chale jaruri hai. Chart dekh kar video banane kirpa.
@Tanishkgupta-e4m18 күн бұрын
Mileage test ki video banao
@DeepaknaymaDhakad17 күн бұрын
@@Tanishkgupta-e4m ji dik hai abhi pura tank khatam kar ke fir se 54 litter disel baravaya hai 54 litter disel khatam hote hi video daal dunga
@Tanishkgupta-e4m18 күн бұрын
Mileage kya hai
@DeepaknaymaDhakad17 күн бұрын
@@Tanishkgupta-e4m 54 litter disel liya 13 ghante me
@yugrajsinghumathyugrajsing37718 күн бұрын
सबसे बेकार टैक्टर है
@DeepaknaymaDhakad18 күн бұрын
@@yugrajsinghumathyugrajsing377 क्यु
@vineetmaurya624918 күн бұрын
Ooo bhai kaha se. Kah diye kabhi kahana mat kabhi dekhe ho our chalaye ho aaek bar chala ke Kahan
@homeshpatel456110 күн бұрын
Bahut bekar hai low quality ka hai sab parts bahut mahnga hai
@DeepaknaymaDhakad10 күн бұрын
@@homeshpatel4561 low quality dekho Bhai me kisi company ki burai nahi kar rha hu per India me lagbag sabhi company me Mita ki hydraulic aati hai our Kubota me bhi Mita ki hydraulic hai our iske hydraulic ke parts utane hi mahge hai jitane dusri company ke our picha ka Excel escort company (eki) ke sath milkar bana rahi hai to excel se jude part utane hi mahge honge jitna powertrac our farmtrac ke aate hai fuel pump Bosch ka hai our India me dusre company me bhi Bosch company ka pump aata hai to iske bhi parts Jada mahnge nahi sirf engine our front excel Kubota patent hai our iska front bevel excel dusri company se jada bahtar hai esi liye abh farmtrac bhi Kubota ke excel ke sath aane vala hai ek chiz our 50 hp me Maine Aaj Tak koi tractor nahi dekha jisme engine ke liye fram Diya ho matlab iska engine piche vale hise se juda huva to hai laikin sath hi engine fram ke uper kassa huva hai abh baat karte hai engine ki to iske engine ki life dusre company ke engine se jada hai kyoki isme balancer shaft aati hai jisse vibration Kam hai vibration Kam hogi to nat bold Kam luss honge our nut bold Kam luss honge to engine lick nahi hoga our iske piston ki coating bhi alag hai yahi iske piston Kam grashan ke sath chalte hai ager piston me Kam grashan hoga to unaki life bad jaati hai bass yahi chize hai jo mahnge ho skte hai lekin itane bhi mahnge nahi ki dusre company ke part our iski part ki price me zamin aashman ka farak ho lekin ha parts ki quality me jarur farak hoga our yahi baat me lift, pump, excel ke parts ke baare me kahunga en parts ki price bhi dusre tractor se bahut jada mahnge nahi hai baki aap kaha rahte hai kis state me rahte hai aapka dealer kaisa hai usper nirbhar hai
@farukhshaikh774818 күн бұрын
Diesel ghante ka Kitna a raha hai bhai sahab
@DeepaknaymaDhakad18 күн бұрын
@@farukhshaikh7748 54 litter disel liya hai 13 ghante me
@farukhshaikh774818 күн бұрын
@@DeepaknaymaDhakad average achcha de raha hai kam Kitna kar deta hai Jaise 1 ghante mein kitne bigha
@Arijit009-gsh19 күн бұрын
Heat hota hay kya
@DeepaknaymaDhakad18 күн бұрын
@@Arijit009-gsh nahi medium ke 2nd gear me load per chalaya tha heat garam karne ke liye per phir bhi heat ka meter laal Tak nahi gaya isme turbo ke saath EGR laga huva hai EGR ek temperature ke uper tractor ko heat nahi hone deta lakin regiretor ke aage paper laga ke overheat kar skte hai
@Arijit009-gsh18 күн бұрын
@DeepaknaymaDhakad hamare idhar ak tractor ka radiator burst ho gya tha ..
@MRKAPIL967017 күн бұрын
1ghante me kitna tel leta h
@Arijit009-gsh17 күн бұрын
@@MRKAPIL9670 5.5 new
@DeepaknaymaDhakad16 күн бұрын
@@MRKAPIL9670 Bhai 54 litter disel liya hai 13 ghante me
@jagadishbiswal829919 күн бұрын
Bhai trolley ka video banao
@DeepaknaymaDhakad19 күн бұрын
@@jagadishbiswal8299 Bhai abhi humare yaha गेहूं, चना, लहसुन, मटर की बुआई ka season chal Raha hai बुआई ke baad hi trolley per video banane ka moka milega
@bhuneshwarpatel111620 күн бұрын
Kya price pada.
@DeepaknaymaDhakad20 күн бұрын
@@bhuneshwarpatel1116 11,25,000
@Ronysarkar_xyz20 күн бұрын
@@DeepaknaymaDhakad hamare yaha WB me to 12.50L bol rahahe
@Arijit009-gsh20 күн бұрын
11.85 4 high log my@@Ronysarkar_xyz
@DeepaknaymaDhakad19 күн бұрын
@@Ronysarkar_xyz WB matlab west bengal? Me madhya pradesh, ujjain se hu our humare yaha 50 hp 4wd tractor ki price 10,50,000 se 11,50,000 Tak hai jhon deere ka 5210, New holland ka 3630 , our Mahindra ke bhi tractor 11.50lakh ke uper nahi hai Kiya aapke yaha dusri company ke 50 hp 4wd tractor ki price 12 lakh Tak hai ?
@Ronysarkar_xyz19 күн бұрын
@@DeepaknaymaDhakad12.50 Nehi he 50he me West Bengal se hu
@poojaprakash929220 күн бұрын
😂😂😂😂😂😂
@lalsinghlodhigaming91220 күн бұрын
Kon se jile main full chal raha ha?
@DeepaknaymaDhakad20 күн бұрын
Madhya Pradesh, ujjain
@poojaprakash929221 күн бұрын
😂
@poojaprakash929221 күн бұрын
❤
@poojaprakash929221 күн бұрын
Dhuli😂
@poojaprakash929221 күн бұрын
☕
@aryanbhardwaj231421 күн бұрын
Kubota king
@sahidanwar556921 күн бұрын
Sahid anwar ji
@sahidanwar556921 күн бұрын
Bhai sab aap ko phone badai karne se nhi hoga hum to June se chala rahe hai es gari ko 5 liter se kam sukha bhi khet me nhi or hero .rotavetar herrow 7 liter leta fir bhi rpm torta hai or band bhi ho jata hai bhul se bhi koi kisan bhai n le Kubota gadi esse to achha Mahindra ya dusra koi bhi gadi le le foji bhai
@abhisheksingh941922 күн бұрын
Bonat Lock Is Very Important
@crime_point22 күн бұрын
bhai mere ko bhi same ye hi tector lena he yaar
@Maa-h8l23 күн бұрын
Good ❤❤
@rachitgurjar218723 күн бұрын
Kon si matar laga ray ho
@DeepaknaymaDhakad23 күн бұрын
@@rachitgurjar2187 golden gs10
@Mrkubotasinghup24 күн бұрын
Bhai kha sa ho
@DeepaknaymaDhakad24 күн бұрын
@@Mrkubotasinghup madhya pradesh, ujjain
@Ronysarkar_xyz24 күн бұрын
Milage kitna da Raha he
@DeepaknaymaDhakad24 күн бұрын
@@Ronysarkar_xyz 4 se 5 litter घंटा
@Ronysarkar_xyz24 күн бұрын
@@DeepaknaymaDhakad kitna lod pe
@DeepaknaymaDhakad24 күн бұрын
@@Ronysarkar_xyz ise chalaya tha tota cultivator 7 tines (सत्ता) pe control lever ko pura down karte our draft lever ko float or 16 per down karke (mere channel per video bhi dek skate hai) 1500 se 1800 rpm ker mujhe lagata hai abhi tractor ki diesel average our achi honi chahiye kiyoki abhi bhi silencer our turbo ka colour nahi otara hai
@vineetmaurya624925 күн бұрын
Bhai isi price kya hai
@DeepaknaymaDhakad24 күн бұрын
@@vineetmaurya6249 11,25,000
@vineetmaurya624924 күн бұрын
@@DeepaknaymaDhakad thanks bhaiya. Ji kaha se ho bhaiya ji aaap
@DeepaknaymaDhakad24 күн бұрын
@@vineetmaurya6249 madhya pradesh , ujjain district se