This is not a race, Listen carefully with patience
@Imsaumyaray20 күн бұрын
Okay..
@HimanshuRaj-de3cn16 күн бұрын
Thank you bhaiya 💯💯
@aayushkumar407220 күн бұрын
Thanks!
@StateOfStillness13 күн бұрын
🙏
@bibhanshugupta247719 күн бұрын
Thanks
@StateOfStillness13 күн бұрын
🙏
@Innerlightexplorer19 күн бұрын
Hello sir, sir mein 11th class mein hoon. Abhi abhi winter holidays shuru hui h, isse acha mere liye din nhi hoga iss series ki shuruat hona. Thnx sir ❤🙏
@Mandeep-676719 күн бұрын
Apko donation ke related mail kiye hai kafi but reply nhi aaya ? Kuch discuss karna tha donation ke regarding. I hope you will reply
@_parth_719 күн бұрын
Bhai tumm kitne ameer ho. Itne zyada paise khrchdete ho pehle 2000 diye ab fir 1 hazaar
@BimalSah-q8h12 күн бұрын
@_parth_7 ha Kabhi kuch chize paiso se bhi adhik मूल्यवान mil jati hain , example apke life mei bhi hogi
@manishagaikwad152020 күн бұрын
चेतना मतलब ही जागरूकता और उस चेतना, जागरूकता के बारे मे जागरूक होना मतलब awareness खुदको खुदसे seprate होकर देखना only see who is seeing.. right
@ssy-r4g5w19 күн бұрын
omg ajj patta chala h bhitar dekh na tha...😢
@donhe671014 күн бұрын
@@ssy-r4g5w bhai bhr dekhne lgoge to khud khtm ho jayega
@STARLITAURA-y8q19 күн бұрын
sir is setting 20-30 minutes aside and observing thoughts and let them go and observe the silence between them , is this of any value?can this be called meditation or is this also a practice
@SureshSharma-bl8mg19 күн бұрын
Very very most nice
@munishgarg499818 күн бұрын
Thanks a lot 🙏
@shibcharanmandal174719 күн бұрын
Nice your thoughts proses
@watchmani01019 күн бұрын
Bht accha explain aur samjhate ho
@StateOfStillness13 күн бұрын
🙏
@sudevbera963818 күн бұрын
❤THANKS❤
@parth-gs2zv19 күн бұрын
pehle isse clear kare , kya har ek vichaar kya sabhi 60 hazaar vicharo ko dekhna hosh hai ki nhi? kya ye zruri hai ki mujhe har ek vichar ka pta ho ki kaunsa vichar kab aa rha hai , aur agar ha to kaise , mei bohot koshish krta hoon vicharo dekhne ki lekin fir dhyan bhatakjata , aur agar 60 hazaar vicharo ko dekh pana dhyan hai to ye practice krte krte bhi aadat banjayega , yaani ki process abhi bhi bilkul wahi hai jaise purani aadate bani thi . Ab merqa ek darr hai ki mei jab bhi bahar jaata hoon mujhe ye vichar aata ki koi mujhe piche sei aake maardega , to kya mujhe ye pta hona ki mera ye darr hai kya ye awareness hai , aur jaise meri ek aur aadat hai ki mei pen ko idhar udhar ghumata rheta hoon usi kke saath khelne aggjata hoon , aur mujhe pta hai meri ye aadat hai to kya ye pta hona awareness hai , thik hai ab maanlete hai ki ye awareness hai , lekin aadat ke ya dukh ke karan ke pta hone sei wo mitt thodhi jaata , aur agar aap ispe bhi kah ki ye bhitar kya chiz hai jo ye sangharsh paida kar rahi ki isse aadat ko khtm krna hai , thik hai usse bhi dekhliya , ab aap fir kahoge ki ye kaun hai jo kisi result ki umeed lgaye betha , par mera aapse savaal ye hai ki agar mere andar ye dukh aadate kkhtm krne ki umeed hi na hoti to mei ye savaal hi aapse kyu puchta, aur aap to hame bass circullar reasoning mei ghuma rahe ho , aur agar aap keh rahe ho ki mei conclude kr rha hoon aur dhyan ko simit bana raha hoon , thik hai fir agar isse bhi hatao , to baat to ab bhi yahi hai na ki bhitar badlav to aa nahi rha na , aur aap ispe bhii aur ghuma skkte ho ki kaun badlav ki icha lgaye betha hai , fir mei ispe bhi yahi kahunga ki agar badlav krna hi nhi hai uski icha yhi na karoo to fir mei aapki video kyu dekhta , aapne hi to kaha hai seriousness , ab aap ispe bhi kahoge tum mere khene ko dohra rahe isliye serious ho rhe , to aap dekh pa rhe ki aap hame bass ek circular reasoning mei ghumayi ja rahe ho , ab mujhe pta hai aap isska javab bhi yahi dedoge ki ye bhitar vichar hai jo simit hai aur wo idhar udhar ghumate hi rahenge , thik hai ! lekin agar mujhe jeevan mei badlav laana hai to uske liye bhi to mujhe vichar hi aaya na badlav laane ka , kripya margdarshan kriye 🙏🙏, and pls aap sbhi mere comments ko like kra kre uski reach badhaya kare taaki karan bhaiya uss baat ko lleikei serious ho , warna wo mere comments ko ignore krdete hai, kisiko circular reasoning sei mera kya mtlb hai wo nhi smjh aaya to wehe puch skta hai
@ShainaKhan-wr7nb19 күн бұрын
Sir please reply ya ham sab ki problem hai
@ShainaKhan-wr7nb19 күн бұрын
Iss tarf thoughts ko dekhna ka chakkar mai sir mai mentaly disturb ho gyi hu or maina kal hi aak physactrist ko dikhya or mari medicine chl rahi haj
@JeffJr.19 күн бұрын
Ha guruji meri bhi same dikkat hai mujhe bhi in sbh ke chakkar mei psychiatrist ko dikhana pdhgya pls help 🙏
@JeffJr.19 күн бұрын
Ha guruji pls its a big request , agle video mei iss prashan ko lijiye🙏
@STARLITAURA-y8q19 күн бұрын
sir same doubt ,plss take this question , mei aap sbhiko bohot relate kar pa rahi hoon , mera bhi ye thoughts ko dekhte dekhte savaal puchte puchte analyze kr kr kei mental health disturb hogyi hai pls help
@ujjwalja64719 күн бұрын
बेहोशी के प्रति जागरूक हो जाओ 😌
@krishnakantamisra175419 күн бұрын
I think without any practice become aware is very difficult i think that's why We need some practice methods at first because most people are miserable depressed overthinkinker they can't even sit still for few minutes that's why nowadays We need breath observing consecration and all these non scene are needed unfortunately
@anugachhatpravaham.983819 күн бұрын
Last tak aate aate dhyan mein aa jata huin.
@amitbadal456215 күн бұрын
Sir Book ka naam bta dijiye....!!!
@StateOfStillness13 күн бұрын
aap hi wo kitab hai
@AkhiL_____O_P10 күн бұрын
Apki suru ki videos achi h. Jo mereko bohot prabhvit kri thi. Pechle years. Ki jb. App. Naye they utube me_. Jain book yoga, budha. , hosh, Alpha level. Me rhna, iESM. , deep. Knowledge. Dete they, acha lgta tha apply v krta tha , Pr ab. Apki Krishnamurthy ki video achi ni lgti. Bro lgta h. Daily, Zain book.yoga, Budha. Wli. Fir se start kro. Jaise phle. Sikhay they
@_parth_718 күн бұрын
Ye kaisa param tatva hai jisse khud hi yaad nhi ki wo param satya hai aur ab apne aap ko khojne mei laga hua hai😂parmatma hi parmatma ko janna chah raha 🤣, aur ye kaisa parmatma hai jisse vichar vasnaye behoshi sei gher rakhe hai 😂😂, bhitar parmatma jaisi sbse takatvar shakti vaas krti hai fir bhi jeevan dukh hai😂 yaha pei parmatma bhigi billi bana hua hai😂 aur ye kaisa parmatma hai jo purre samey shunya mei leen rheta hai😂
@purudahiya737318 күн бұрын
Make video on shiksha kya h
@uhdsunday514412 күн бұрын
Bhaiyo awareness koi technique nahi hai so plz koi bhi isko technique na samjhe 🙏
@SonuAhuja-gh9mr19 күн бұрын
❤
@ShainaKhan-wr7nb19 күн бұрын
Aak question hai parth apsa kya spirituality ka path par chl kar non veg khana chiya ya nhi
@_parth_718 күн бұрын
Aapki marzi hai , jaise swami vivekananda bhi khaate the non veg , i have heard ki kuch log khete hai non veg tamsic bhojan hota hai jisse vasnaye paida hoti , but i dont believe in all these unscientific things , par agar meri maano to mei kahunga nahi khaana chahiye , ek vyakti jo spiritual hai aur spiritual hoke bhi ek jaanvar ko kha raha hai fir wehe spiritual kehlane layak hi nhi hai kyunki usse andar pyaar jaisa kuch hai hi nhi , itna compassion bhi nhi ki wo soch sake ki wo ek jeevit chiz jisse zinda kaata gaya mara gaya itna dard usse phonchaya gaya , wo usse kha raha hai ye insaaniyat to kahi sei bhi nhi hai , mere according aisa vyakti spiritual chodho , insaan kehlaane layak bhi nhi hai
@ShainaKhan-wr7nb18 күн бұрын
@_parth_7 thank you so much
@ShainaKhan-wr7nb18 күн бұрын
Parth aak or questions tha apsa
@ShainaKhan-wr7nb18 күн бұрын
Maina kuch dino sa bilkul simple or sada bhojna khana suru kiya but phir bhi itni jayda thinking chl rahi hai
@ShainaKhan-wr7nb18 күн бұрын
Or aak cheej or maina kuch dino sa spirituality ki video mai dekhna suru ki drift likhana bhi suru kiya but mara mind itni Jayda thinking karna lag gya muja continuously dar or ghabrahat hona lag gyi uska liya maina aak physactrist ka pass jana pada or mai parso medicine laker aayi hu please reply ki ya sab kiu ho raha hai
@srik.Lohith20 күн бұрын
Sir ji make a video on astral travel
@Hstar44419 күн бұрын
Sir Vipassana karnichahiye ya nahi
@BimalSah-q8h12 күн бұрын
Ha karr sakte hain
@jamiainaga585319 күн бұрын
Englidh hinglish mix plz ....
@johirhossain835519 күн бұрын
❤❤❤🙏🙏🙏❤️
@AbhishekSharma-yk4zp19 күн бұрын
sir ji ... pata hai kya I can see things the way your pointing us.. bina kisi thought ko impose kre with so called empty mind. but I am not able to draw line between using my thoughts and when not. like while studying i am reading or studying maths, doing this requires use of memory/thoughts toh between these thoughts random thoughts slips in. smjh rhe hona main kya ke rha hu toh study ke vakt flow state nhi ho pati kuki thoughts use karna important ho jata hai but prblm tb hoti hai jb alag thoughts bhi ek dum se random ghus jate hain. So main bss ye ke rha hu ki when use to thought and when not or how to ke question main dimag fass jata hai. meri situation main ye last question hai jo mind mujhe puch leta hai or main fas jata hu. Please tell something. about this. 🙏
@BimalSah-q8h12 күн бұрын
Ap bina thoughts ke things dekh pa rahe ho ya nahi , ho sakta hai wo ek thoughts hi ho ki apko lagta ha ap dekh pa rahe ho isko chodo abhi ke liye , phir apko thoughts pe control nahi karna uske prabhav mei nahi Aana, vichar aate hai aane do bas साक्षी भाव se dekho or normal jeevan jivo Spirituality ka matlb सरल hona hain bhai naki apne liye nayi pareshani khadi karna samjhe.
@bhavingohel595419 күн бұрын
🙏🙏🙏🙏🙏
@karunachauhan909618 күн бұрын
Ek simple baat ko kitna Ghuma rahe ho bhayee .. awareness mai kaise rahe isi pe rahiye .. asli mudde pe to aa hi nahi rahe only philosophy…
@BimalSah-q8h12 күн бұрын
Alsi baat itni simple hain ki apko bata dete hain to apko lagta ha , kya yahi hai wo baat jo ap pakar nahi pate ho , agar sidhi hi baat karni hai to samjho ap aware raho per nahi ab apke sawal h0nge , kiske prati aware rahe etc. Toh Baat jo bola ja raha hai usko suniye na ki jo apko sunana acha lagta ha kyuki isi mei apki भलाई hain mitra
@sahniprikshit19 күн бұрын
Book ka nam kya tha?
@RohanMrk19 күн бұрын
@sahniprikshit tumhara maan hi book hain isiko read karo
@The_Fact_freeze19 күн бұрын
Jitna jyada aatmabhodh ki video sunoge utana mental problem hogi
@army10m7317 күн бұрын
I think you are right thats the same problem with me the more i see these videos it really makes life so difficult
@parth-gs2zv17 күн бұрын
@@army10m73 bhai same to same!
@BimalSah-q8h12 күн бұрын
@@army10m73 aisa isliye hota hai kyuki ap samjhta nahi anubhav nahi karte bas belief banaye baithe ho , or shuru mei mann sabko bhatkata hain so chill Or theek se samjho phle gyani nhi hona hai आनंदित hona लक्ष्य banao
@The_Fact_freeze19 күн бұрын
Jab tak tumko Lage ki Dhyan kar rahe ho tab tak dhyan nahi hoga
@sachinpuri15218 күн бұрын
Kush khas ni samaj aya osho kush acha samjhte hai
@_parth_718 күн бұрын
@@sachinpuri152 osho sei to way better hai karan bhaiya atleast wo osho ki trah dru* addict nhi hai