Abhinav ji, aap bahut hi accha kaam ker rahe hain. Apke her episode ko mai dekhta hun. Kafi nayi nayi chijen sikhi hain. Thanks a lot.
@AgriTalkbyAbhinavRoy22 сағат бұрын
Thank you so much Kamalesh ji! Aapke support ke liye
@siddhrazsingh66644 сағат бұрын
Abhinav Plz make a separate video on fertigation of mini cucumber
@dhanrajyadav360712 сағат бұрын
डॉक्टर साहब आपने बहुत ही सुंदर ढंग से पूर्ण जानकारी दी है आपका बहुत बहुत धन्यवाद सर आपको हाईटेक खेती के मामले में बहुत अच्छी जानकारी है समय समय पर हम सभी किसान साथियों को बहुत अच्छी अच्छी जानकारी देते रहते है आपका बहुत बहुत आभार 🙏🙏
@AgriTalkbyAbhinavRoy5 сағат бұрын
❤
@praful730818 сағат бұрын
प्रायोगिक जानकारी से परिपूर्ण वीडियो हैं।👏👏👏🙏
@AgriTalkbyAbhinavRoy5 сағат бұрын
❤❤
@nandeshpatidar198012 сағат бұрын
Awesome informative knowledge for protected cultivation farmer ❤
@AgriTalkbyAbhinavRoy5 сағат бұрын
Thank you for watching!
@MuhammadSafiullah-y6j17 сағат бұрын
I am from Pakistan and am watching your videos regularly and learning a lot you are doing very well Abhinav bhai love you
@AgriTalkbyAbhinavRoy5 сағат бұрын
Thank you for your support ♥️♥️
@Kamaleshgupta2823 сағат бұрын
Piyush Pandey ji, namaste. Mai bhi Lucknow se hun, kya mai aap ke farm ki visit ker sakta hun?
@harshpatel75321 сағат бұрын
Hi Abhinav, Hope you are doing good, can you please try to make a video on soilless polyhouse growing either cucumbers or bell peppers.
@AgriTalkbyAbhinavRoy5 сағат бұрын
Yes sure will do!😊
@AgriTalkbyAbhinavRoy5 сағат бұрын
Sure!
@GohilYashvi-u9e21 сағат бұрын
Thanks sir aap bahut achhi jankari details me batate he aapke video dekh mene home garden me hydroponics start kardiya hai dhanywaad sir 🙏 my feature planing i start holyhouse farming me aek house wife hu but i study computer eng
@AgriTalkbyAbhinavRoy21 сағат бұрын
Sun ke bahut acha laga! All the best aapke journey ke liye😇♥️
@GohilYashvi-u9e19 сағат бұрын
@AgriTalkbyAbhinavRoy thanks sir🙏 but my husband not interested farming my farming journey started only me
@myhomegardenandvlogs22619 сағат бұрын
@@GohilYashvi-u9e sir aap sath me trening ka bhi btaye ki khase hm trening le skte he
@premmore77 сағат бұрын
Imformative 🤝
@AgriTalkbyAbhinavRoy5 сағат бұрын
Thank You!
@abhaypandey647021 сағат бұрын
Nyc vedio abhinav ji
@AgriTalkbyAbhinavRoy21 сағат бұрын
Thank you 😇
@siddddd100821 сағат бұрын
Well done abhinav
@AgriTalkbyAbhinavRoy5 сағат бұрын
Thank you!
@benjaminthomas602311 сағат бұрын
Sir kindly make a vedio on Controlled Atmosphere Mushroom Farming
@AgriTalkbyAbhinavRoy9 сағат бұрын
Coming soon!
@gauravbhai77983 сағат бұрын
Samne wale mushroom farm ko bhi dikha do bhai ?
@AgriTalkbyAbhinavRoy23 сағат бұрын
AAP sab kahan aur kya cheez ki kheti karte hain?
@ShridharBhattar20 сағат бұрын
Chattisgarh se hai vegetable farming in 60 acres
@anujkhandwa33796 сағат бұрын
Orange farming in khandwa madhya Pradesh
@AgriTalkbyAbhinavRoy5 сағат бұрын
@@ShridharBhattarwow Kya baat hai! Very nice
@AgriTalkbyAbhinavRoy5 сағат бұрын
@@anujkhandwa3379Bahut Badhiya Anuj bhai
@Bisalpurvlogs7887 сағат бұрын
Knowledge ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@AgriTalkbyAbhinavRoy5 сағат бұрын
❤️
@ankitkharb20769 сағат бұрын
Abhinav bhai muje protected cultivation krna h but muje basic bhi nhi ata farming ka to m kaha say start kru ?😢
@varunsingh353Сағат бұрын
Group me karo 4 bande milke seekh bhi jaoge aur load bhi ni padega financially
@mahipalmachra-w2z22 сағат бұрын
Sandy and loamy soil in jodhpur ( Rajasthan) it is suitable or not please replay it
@AgriTalkbyAbhinavRoy22 сағат бұрын
Yes ho sakta hai, Rajasthan mein bahut saare log kar rahe hai cucumber ki farming!
@apparihar7Сағат бұрын
Hi jodhpur me kaha se ho
@Bisalpurvlogs7887 сағат бұрын
Good
@AgriTalkbyAbhinavRoy5 сағат бұрын
Thank you!
@dharmeshkumar1367 сағат бұрын
Bilkul galat information hai. Mera friend ka bahot nuksan hua . Bakwas hai. Plz first experience then decided.
@AgriTalkbyAbhinavRoy5 сағат бұрын
Mere saare kisano ka bahut munafa hua hai. Main 100 se zyada cucumber farmers se mil chuka hoon, aur ek baat samajh aayi hai-sabke apne challenges hote hain. Kabhi bure seasons aate hain, aur galat management ki wajah se nuksan bhi hota hai. Lekin, jo log apne kaam ko consistently theek karte hain, wo 3 saal ke average mein accha profit kama rahe hain. Meri aap sabse ek guzarish hai, Rajasthan, Pune, ya UP ke ache aur successful kisano se milke unka experience samajhiye aur unse seekhiye. Agar aapne khud aise farms aur farmers ko nahi dekha hai, to kisi information ko galat bolne se pehle khud explore kariye. Har ek farmer ka safar alag hota hai, aur unke experiences se seekhna hi hum sabke liye ek raah dikhata hai