Ap nay meray elm main 1 or ezafa kar dia .. Allah pak ap ko hamesha salamt rakhy Ameen
@Unikfashion976 жыл бұрын
Ohhh faiz bhai thank you mjhe nh pta tha iske bare me Allah apko aur hidayat de deen ki dawat dene ki
@asmashakeel55416 жыл бұрын
Alhamdulillah JazaakAllah Tamam tarif Allah k liye h Allah aapko apni shaan k mutabiq ajar de...
@zeeshansarfraz69516 жыл бұрын
Almighty Allah bless that all boys and girls be married at an earliest at proper places.
@warishanazeer42164 жыл бұрын
Aameen
@rayeeskhan71523 жыл бұрын
Ameen
@tahatariq88973 жыл бұрын
@@rayeeskhan7152 qqqqqqqqqq
@baseerathbegum92593 жыл бұрын
Ameen
@sadafs66326 ай бұрын
Jazakallah hu khair❤
@armanshekh17356 жыл бұрын
Allah hame bhi roza rakhne ki Tufiq de
@heenaheena14025 жыл бұрын
Shukriya bhai jan ... mujhea bohuth fiker horahi thi k kahin mera roza 1 hojaiga .... shukriya mera daught clear hogaya tq bhai jan
@shagaffaridi15304 жыл бұрын
اللَّهُـمّ صَــــــلٌ علَےَ مُحمَّــــــــدْ و علَےَ آل مُحمَّــــــــدْ كما صَــــــلٌيت علَےَ إِبْرَاهِيمَ و علَےَ آل إِبْرَاهِيمَ إِنَّك حَمِيدٌ مَجِيدٌ♥ "اے میرے رب مجھے اور میری اولاد کو نماز قائم رکھنے والا بنادے ،اے ہمارے رب ! اور تو ہماری دعاء قبول فرما ،اے ہمارے رب! مجھے بخش دے اور میرے والدین کو (بخش دے) اور دیگر سب مومنو کو بھی جس دن حساب قائم ہوگا"
@mehrunkhan6584 жыл бұрын
Subhanalla💞 Alhamdulillah 💞 la ilaha illallah hu akbar💞
@shehnazparveen12466 жыл бұрын
Assalamu Aalailkum Jazakallah Khair...Faiz Bhai for such valuable information
@ifayatsabzar Жыл бұрын
Who is watching on 10 muharram 2023
@rohilaaftab14182 ай бұрын
Jazakallah kherann Assalam
@mehrunkhan6584 жыл бұрын
Thanks May Allah bless us with success 🤲
@naymathullakhan65754 жыл бұрын
Maine aap ke bayaan me sunatha ke ashure ke din hum khushi manasakte hai. Phir Maine ek aur bayaan me suna ke hum khushi bhi nahi manasakte ghum bhi nahi manasakte. Woh bayaan ek Saudi Arabia ke ek aalim the.
@sheikhabdullah46986 жыл бұрын
Subhan Allah....... Allah aaper Rehmat farmay
@rkoislive8767 Жыл бұрын
Mashaallah very important information jazaklaah khair
@sammahassan40656 жыл бұрын
Masha Allah
@sameenasayyed85994 жыл бұрын
Jazak ALLAH hu Khair
@ziddiboy74536 жыл бұрын
Masha Allah bahut acchi informeshon di aapne
@zebakhan21914 жыл бұрын
Me aaj roza hu InshAllah kal bhi rakhungi Information k liy shukriya
@riyazkhan58776 жыл бұрын
Thank you so much
@Muslimah191422 жыл бұрын
10 moharram 2022 Alhamdulillah Alhamdulillah
@SalmanKhan-ri1gj6 ай бұрын
Mai 2024 me dekh raha hu 😊
@shahnawazansari17992 жыл бұрын
Shukriyaa Ji👍👍❤❤❤❤❤
@tabassumcontractor2820 Жыл бұрын
Hazrat hamara roza chuk gaya sehri me uth nahi paye to kya bin sehri ke reh saktey hain roza
@nadeemhasan83346 жыл бұрын
ALLAHUMALAN QATALATAL HUSSAIN A.S WA AULADIL HUSSAIN A.S. WA ASHABIL HUSSAIN A.S...... LABBAIK YA HUSSAIN A.S
@shabinakhan19586 жыл бұрын
Allah hum Sab ko Deen par Amal karne ki taufeeq de Aameen
@naushadaliofficial8156 жыл бұрын
Shabina Khan Ameen Summa Ameen
@bibisakeenapathan4316 Жыл бұрын
Masha Allah Shukriyaaa 💞
@Salmanbinhasem-7i6 жыл бұрын
Alhumdulillah ♥♥♥
@baitullahchaudhary85522 жыл бұрын
ماشاءاللہ بھائی
@onlymeandallah2776 Жыл бұрын
Jazakumullahu khairan kaseerah 😢
@MuhammadShafi-ro8ys6 ай бұрын
its really a geart information for us❤❤❤❤❤❤❤
@daddysgirl652 жыл бұрын
Assalamu alaikum....10 aur 11 ka roza rakh sakte hain kya plz btaye hme...
@noorjahannaaz7331 Жыл бұрын
Masha Allah very nice information ❤
@salmashaikh6916 жыл бұрын
Masha allha
@ZainKhan-j8g6 ай бұрын
Belive me Allah apko kush rkhe ameeeeen mhn ne 10 ka rkha or 11 mhn napak ho gae 😢 bhot dukh ho raha tha
@amreenirfan20566 жыл бұрын
Prr asura to friday ka h...ab kya kare ..2 roze rakhe kya
@ArshKhan-ev6xn2 жыл бұрын
Aasure ka roje ki niyat kiya karna he or iftar me kiya padna he plizz batay
@_maryamkhan152 жыл бұрын
Niyat dilse hoti h Koi izafi dua nahi padhna hai
@farhanmahtab82754 жыл бұрын
Mashaallah❣️💝💌👑
@asrafkhan18734 жыл бұрын
Assalamu Alaikum Mashallah bahut acchi
@fOcUswOrLd24173 жыл бұрын
Maine farhath hashmi ka bayaan suna she said 11ka roza rakhnewali hadees zaeef hai . Sirf 9 aur 10 ka roza rakhsakte hain 10 aur 11 ka nahi . Baraahe karam rehnumaai farmayein.
@mohammedwaheed6026 жыл бұрын
Shukrn faiz bhaii jazak Allah khair..👍💖👌
@Mahnoor-f6x2 жыл бұрын
Thanks you clear all doubt
@HinaKhan-dd8ey3 жыл бұрын
Asslamu alaikum ji maine ek hi roza rakha 10 Muharram ka sab log keh rahe h ek roza yahudi rakhte h nabi ne mana farmaya ek roza Muharram ka rakhne se to pleas aap se darkhast h mujhe bataye mai kya karu kya mai gunehgaar hu 😭 please bataye mujhe. Please reply de aap ki badi mehrbani hogi
@mohamedvaid90986 жыл бұрын
Nabi paak ne farmaya Hussain majse hai aur mei Husain se , aur Hasan Hussain jannat ke jawano ke sardar hai , dono shehzade ko chumte thae apne kandhe pe sawar karte the , un ko badummat ne shahid kiya tau Rasoole khuda kush honge yaa gamzada honge . Ab jo log Aashura ke din ko khushi manate hai aur Imam Hussain ki shadat ka ziker tak nahi karte tau ye bugze Ahlebait kya unhe jannat dilayegi ? Jo shafaat karenge unse dushmani aur nafrat aur woh bhi apne Nabi ke nawase se , kaisi mohabbat apne nabi se , kya tumse nabi khush honge , aur yeh apne ko aalim jannati samajte he . 😃
@husainzahid62106 жыл бұрын
are bhai har musalman ahle bait se muhabbat karta hai aap ne jis topic par comment ki hai ye us masale par bat nahi kar rahe balke ashoora ke roze ki bat kar rahe kya ghalat hai kya sahi hai samjha rahe ke kis tarha ikhtilaf ko durist kita jaye bat kya hoti hai aap log bat ko kaha ghuma fira dete ho khair allah hum sab ko deen ki sahi samajh ata farmaye ameen
@SaifAli-em4kq6 жыл бұрын
Bhai ab kya kre aise laag na ho to banuhashim or banuumayya me kya farq hoga
@Nf_makeupartist7865 жыл бұрын
Right nabi karim s.w ne farmaya ki mere 73 firke honge jin me se 72 jahannami aur 73 va jannati hoga jinki ibadat auro se alag ho azan namaz Aur ek shia momin hi h jinki ibadat auro se alag h ye kuran ki ayat surah mariyam me h...
@shabeershabeer48022 жыл бұрын
Kya srif 11 ka roza rak sakteh kya
@HamzaAwan-rd1ip Жыл бұрын
Kya 9 ur 11 ka roza rkh skty ha
@Muskan-dt7qt4 жыл бұрын
Srif 9 wa or 10 Roza rakhe to chalta hai kya bhai jaan ans me plz
@Islamic-z2u3b Жыл бұрын
Agr 10 ka roza nhi rkh sakhte hai kya baad mai muharram k Mahiney mai kbi rakh sakhte hai plz tell us
@aleesharamzan51213 жыл бұрын
Shukariya
@moizansari28656 жыл бұрын
Jazakallah khair
@asmaparbin30062 жыл бұрын
Masha Allah... ❤❤ Shukhriya... Sir
@syedahmed36663 жыл бұрын
Mashallah jazakallah
@The_ray_of_hope_1 Жыл бұрын
May Allah bless you ameen
@HinaKhan..4 жыл бұрын
Mene 9 10 ke rakhliya roza kya mujhe 11 yani kal ka bhi rakhna chahy
@sskk32293 жыл бұрын
Tnx molanasab
@bushraafzal92932 жыл бұрын
Shukriya bht bht
@Sonimohammad1122 жыл бұрын
Thank u
@Nf_makeupartist7865 жыл бұрын
10 moharram ka roza rakhne wala kafi h bcoz yazid ki maa ne roza rakha tha aur imam sadiq a.s farmate h ashura shahadate imam e Hussain ka din h agar tu katal e imam hussain se khush h to is din roza rakh REFERENCE bihar ul anwaar p.293....
@shahedahkhanam29192 жыл бұрын
Kya mai muharram ka 11 12 ko roza rakh sakti hu
@mdakbar19555 жыл бұрын
Moharram 9or10ka roja kiske wajah se rakha jata hai musa alaihe salam ki wajah se ya hasan husain ki wajah se hm clear ni ho rhe hai plz bataye
@Mohammadamaan95232 жыл бұрын
Assalamualikum faiz Bhai mera ek sawal h kya 10 nahi rakh paye toh kya 11 aur 12 ka rakh sakte hai
@affistories69266 жыл бұрын
Shukariya ..mra yehi sawal tha
@unlimitedfun6434 жыл бұрын
Kya 9 aur 11 ka roza rakh sakte h
@mohammedanwaranwar24224 жыл бұрын
Mashallah 😘mashallah
@BushraKhan-lr3mt3 жыл бұрын
Thanks soo much
@پاکیزہنور6 жыл бұрын
Thanks
@MuhammadYousaf-ey4nt6 жыл бұрын
Thanks se bt nhi chlti my sister
@mdsanaullah956 жыл бұрын
@@MuhammadYousaf-ey4nt achha to tumhe aur kuch chahye 🤫
@maimonaaapa17696 жыл бұрын
sukriya faiz bhai
@Learn.Deen13 жыл бұрын
Agar 10 Muharram juma kay din ka aa rha ho to
@mohammadazam43333 жыл бұрын
Assalamualaikum is saal to 10 moharram ka roza juma ko rahega...kya sehat ki wajeh se sirf wo 1 roza jo juma ko 10 moharram k din aa raha hai rakh sakte hai kya?
@AadilAnsari-tr4qk3 жыл бұрын
Walekum Assalaam bhai Behtar yahi h ki 10 or 11 ka roza rakhna....Or agar zyada problem ho to Aap 10 wala roza rakhlo Allah Niyat dekhta or Allah sabke dilo k raaz ko bhi Janta he..
@mohammadmahfooj22013 жыл бұрын
@@AadilAnsari-tr4qk sukriya bhai♥️
@ctetdailydose93014 жыл бұрын
This is my doubt but now am clear
@saadshaikh78696 жыл бұрын
mashaalllah
@mohdathar26013 жыл бұрын
Sukariya aapka bhai jaan ❤️
@sabaparveenVLOG6 жыл бұрын
to aaj to jumuah b hai or ashura b hai to kya kal ab rakhna hoga?
@zebaansari0988 Жыл бұрын
Plllz bataye 10 Muharram hafte ko h or mai 9 or 11 ko roza nhi rkh sati ... Kya kru
@rukaiyaansari2424 жыл бұрын
Assalamoalaikum va rahmatullah va barakatohu...ye bataye k agar hum 10 roze rkhte h lekin is baar phla aur dosra choot gya h to kya teesre se roze shuru kr skte h ... please reply
@aamiransari9054 жыл бұрын
10 muharram ke din kabro ko durust karna ya kabro ki marammat karna jaiz ya nahi ???
@kaifmdkaif28594 жыл бұрын
10 11 bhi rakh sakte hain kya plz batao
@syedamehertaj60052 жыл бұрын
Kya 10 roze rakh sakte hain
@IRCTV2 жыл бұрын
Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hame Call Kare 80-5545-5545
@GoogleAccount-bc3tq6 ай бұрын
Meri sehri me aankh nahi khul saki 11 Muharram ko ab kya karu ?
@shaikajaz7264 жыл бұрын
Shukriya faiz bhai
@RizwanAnsari08266 жыл бұрын
Thanks you dear
@iftikharahamad8748 Жыл бұрын
Who is watching on 9th of Muharram 2023
@immupatel7883 жыл бұрын
Salm.roja rahkr moharm me sar me tal laga sakta
@afreeenshiddiqui23436 жыл бұрын
Agar 9 ko nahi rakh paye to 10ko friday ho jaya to rakh sakte ha
@missaba81823 жыл бұрын
Shukriya
@NoorKhan-ub1nf2 жыл бұрын
Who is watching on 9th of Muharram 2022❣️
@neyazkhan3982 жыл бұрын
Me
@SalmanAli-bv1ys6 жыл бұрын
Subhanallah
@aleenakhalid3394 жыл бұрын
Okk Thanks alot sir jee
@husainkhan58966 жыл бұрын
Nau Dus Tarik ko kaam kar sakte hain ghar par
@fazl-ur-rehman83166 жыл бұрын
Faiz bahi roza kab rakhe aaj se ya kal se
@IamAfrah6 жыл бұрын
knowledge ## (10 ka roza)Juma ke din(India me)
@sheikumarr62116 жыл бұрын
Kal se roza rakhna hai
@kamranullahkhattak59936 жыл бұрын
Pakistan mien kal sey
@mariumkhan66926 жыл бұрын
Sir humare trf friday ko ashura h m srf das moharram k roza rkhna charai hu please btae ek rkhskti hu
@sadiyabanu37186 жыл бұрын
Assalamualikum mera bi a sawal hai phir se Friday ko rakhey ya nahi
@cutyreshamkhancutyreshamkh54496 жыл бұрын
Mashaallah
@cutie65024 жыл бұрын
Kya main Chand ke baad se 10 roza rakh sakti hu
@ranahassan49312 жыл бұрын
Agr 10 jumma ya hafta ko arha ho?
@IRCTV2 жыл бұрын
Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hame Call Kare 80-5545-5545
@saleemadawood55272 жыл бұрын
Assalamu alaikum brother Muharram fast about My conclusion is Here 1day fasting is enough not correct! Here this is sunnah we following 9,10 only our nabi say. Can i tell me clear definition with correct hadis please
@saynazsk58836 жыл бұрын
As salamuwalai kum ,bhaijaan kya hum 11muharram ka roza rakhshate hair,
@saraansari9453 жыл бұрын
Hafta mtlb ??
@IRCTV3 жыл бұрын
Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh sara ansari Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hame Contact Kare +91-80-5545-5545
@muskan63656 жыл бұрын
Sir Yeh bataye ke agar koi 9aur 10 K roze ki niyyat Kare aur Kisi wajah se 9 ka roza rakhne k baad 10 ka roza na rakh paye to uske liye Kiya hukm h pls reply
@husainkhan58966 жыл бұрын
Is mahine mein ghar ka kaam Shuru kar sakte hai kya
@husainkhan58966 жыл бұрын
No 10 Tarik ko kaam kar sakte hain ghar par
@irtiqaalam25774 жыл бұрын
Molana tariq jameel to khte h ki isi din adam a.s zameen pr aaye , isi din yunus a.s mchli pet se nikle. Aur aap bol rhe h ki nhi jbhi molana tariq jameel sahan to mashallah bht bde aalim h or bht bht ache bayan bhi krte h or koi bayan jhuta ya glt nhi hota