100w solar panel testing | 100w के सोलर पैनल से क्या क्या चलेगा।

  Рет қаралды 8,252

Volt Vigyan

Volt Vigyan

Күн бұрын

Пікірлер
@memeplantation7413
@memeplantation7413 2 ай бұрын
Mere pass 30 ah 60 v mi lithium battery hai muze kaunsa solar panel aur charging controller lagana hoga ?
@voltvigyan
@voltvigyan 2 ай бұрын
Solar panel to 12/24 volt ke ate hai Agar apko volt badhane hai to 5 12v ke solar panel to series mei lagane padenge Or rahi baat charge controller to wo 60v ka bohot kam available hota hai agar milega to bohot costly hoga
@voltvigyan
@voltvigyan 2 ай бұрын
Sabse achcha hai aap 12v ki battery hi le lo
@voltvigyan
@voltvigyan 2 ай бұрын
Or agar battery nahi change karna chahte to aik last option hai 12v solar 12v charger controller or aik voltage booster le ko jo 12v ko 60v m convert kar sake
@NandanVishwakarmaNandan
@NandanVishwakarmaNandan Ай бұрын
Is solar se 60 ah ka car battery charge hoga sir ji
@voltvigyan
@voltvigyan Ай бұрын
Ji hoga 60ah car battery Uske liye aik hi 100w ka solar panel kafi h
@NandanVishwakarmaNandan
@NandanVishwakarmaNandan Ай бұрын
@@voltvigyan kitna time lagega full charge hone me
@voltvigyan
@voltvigyan Ай бұрын
Poora din lagega kyuki har time full dhoop nhi hoti
@NandanVishwakarmaNandan
@NandanVishwakarmaNandan Ай бұрын
@@voltvigyan thanku sir ji
@NandanVishwakarmaNandan
@NandanVishwakarmaNandan Ай бұрын
@@voltvigyan 125 watt ka solar se bhi pura din lag jayega
@TECHGUIDESUMIT24
@TECHGUIDESUMIT24 15 күн бұрын
Dono options ke apne fayde aur nuksan hain. Yahaan main aapko dono options ke baare mein detail mein bataunga: 1000 Watt DC Solar System Fayde: 1. *Kam Loss*: DC system mein energy loss kam hota hai, kyunki energy ko directly battery mein store kiya jata hai. 2. *Simple Design*: DC system ki design simple hoti hai, jisse installation aur maintenance easy hota hai. 3. *Kam Cost*: DC system ki cost AC system ki tulna mein kam hoti hai. Nukasan: 1. *Limited Load*: DC system mein load ki capacity limited hoti hai, jisse aapke pas limited appliances chalane ki shakti hoti hai. 2. *Inverter Ki Zarurat*: Agar aap AC appliances chalana chahte hain, toh aapko inverter ki zarurat padegi, jo extra cost mein aata hai. 1000 Watt AC Solar System Fayde: 1. *Adhik Load*: AC system mein load ki capacity adhik hoti hai, jisse aapke pas adhik appliances chalane ki shakti hoti hai. 2. *Inverter Already Included*: AC system mein inverter already included hota hai, jisse aapko alag se inverter kharidne ki zarurat nahi padti. 3. *Easy Grid Connection*: AC system ko grid se connect karna easy hota hai, jisse aapko extra energy sell karne ki shakti milti hai. Nukasan: 1. *Adhik Loss*: AC system mein energy loss adhik hota hai, kyunki energy ko AC mein convert karne ke liye inverter ki zarurat padti hai. 2. *Complex Design*: AC system ki design complex hoti hai, jisse installation aur maintenance mushkil hota hai. 3. *Adhik Cost*: AC system ki cost DC system ki tulna mein adhik hoti hai. Ab aapke liye yeh decide karna easy ho gaya hoga ki kaunsa system aapke liye accha hai. Agar aapke pas limited load ki zarurat hai aur aap budget mein rehte hue system kharidna chahte hain, toh DC system aapke liye accha hai. Lekin agar aapke pas adhik load ki zarurat hai aur aap grid se connection karna chahte hain, toh AC system aapke liye accha hai.
@Click-b9s
@Click-b9s 2 ай бұрын
Bhai fan m hi fone ghusa diya kya?
@voltvigyan
@voltvigyan 2 ай бұрын
Nahi bhai fan ki speed hi kuch jada tez thi
@FaaniKhandaani-d1j
@FaaniKhandaani-d1j 2 ай бұрын
Ap ke wire kamzoor hae
@voltvigyan
@voltvigyan 2 ай бұрын
Haan lekin mei isse koi bada use nahi le raha hu Sirf testing ke liye hi use kar raha hu Or 12v 8amp ke liye kafi hai utna
@FaaniKhandaani-d1j
@FaaniKhandaani-d1j 2 ай бұрын
@@voltvigyan ager wire achi lagao gay dc wire to fan ke speed zyda ho ge and volt aur Amper bhe zyda hon gay
@voltvigyan
@voltvigyan 2 ай бұрын
@FaaniKhandaani-d1j haan is baat se mei apki agree karta hu
@sanjayjha1343
@sanjayjha1343 2 ай бұрын
Mere paas sirf solar painal hai. Aur kya kharidna parega. Pls coment
@voltvigyan
@voltvigyan 2 ай бұрын
Aik solar charge controller Or aik inverter agar apko 220v AC wali appliance chalani h to
@voltvigyan
@voltvigyan 2 ай бұрын
Ya fir aap aik solar inverter le sakte hai jisme inbuilt solar charge controller hota hai
@TECHGUIDESUMIT24
@TECHGUIDESUMIT24 15 күн бұрын
DC system is better than AC solar system, DC fan,light or chita battery lena hai solar charge controller lena hain, alternative current (AC )main 70%electricity loss hota hain, lekin DC main nehi
@TECHGUIDESUMIT24
@TECHGUIDESUMIT24 15 күн бұрын
kzbin.infooRR6NH-xMKw?si=NKT63LxftuXPdQKd
@TECHGUIDESUMIT24
@TECHGUIDESUMIT24 15 күн бұрын
DC wire kharidna hain accha rehega
@lostsoul8689
@lostsoul8689 2 ай бұрын
Bhai solar panel se kam voltage kyu aa rahe hai ?
@voltvigyan
@voltvigyan 2 ай бұрын
Us time pe dhoop thodi kam ho gayi thi
@Click-b9s
@Click-b9s 2 ай бұрын
Ok ​@@voltvigyan
@TECHGUIDESUMIT24
@TECHGUIDESUMIT24 15 күн бұрын
kzbin.infooRR6NH-xMKw?si=NKT63LxftuXPdQKd
Sigma Kid Mistake #funny #sigma
00:17
CRAZY GREAPA
Рет қаралды 30 МЛН
solar DC fan 12 volt
8:35
Bharat vishwaGuru experiment 93k views.2 hours ago
Рет қаралды 7 М.
55 watt Solar Panel se 200 watt ka Solar System banaen || solar panel
8:01
Guptaji Life Hacks
Рет қаралды 36 М.
Testing 40W SOLAR PANEL with 220V INVERTER
28:16
EL ANGELITO
Рет қаралды 2,1 МЛН
amicismart solar charge controller
22:38
Z Plus Digital-ANKIT PATEL
Рет қаралды 96 М.
Solar panels system installation in 5 mints
13:45
making projects
Рет қаралды 191 М.