ahl e nazar ki aankh ka tara ali ali ahl e wafa ky dil ka saharah ali ali duniya mein sab sy aali gharaany ky noor ho is waasty hai naam tumhara ali ali rehmat ny ly liya mujhy aaghosh e noor mein mein ny kbhi jo ro k pukara ali ali ek kaif ek surroor sa rehta hai raat din jab sy hua hai wird hamara ali ali aazam yeh maghfirat ki sanad hai humaary paas k hum hein ali k aur hamara ali ali
@tasiyajan881318 күн бұрын
Unka jamal juzv kay cheray say hai ayaan Goday pai hai Husain Nazara Ali Ali