Today I tried this , ALHAMDULILLAH bohat bohat zada zbrdst bna belkul perfect taste , perfect thickness , perfect spices ! Superb Shahid bhai ALLAH apko hmesha khush rakkhy ALLAH apko ajar dyn ! Ap dosro k dastarkhuwano ko umda bna rhy ALLAH Apki or apki family ki b Zindagi b khubsurat banaye , amEEn !
@noorazeem14597 ай бұрын
Masur,moong mash ki daal ek ek Pao li ya sb Mila k ek Pao??
@Shazar_The_Shaykh6 ай бұрын
@@noorazeem1459 sb Mila k 1 Pao ! Or Chaney ki daal 1 Pao alag sy ...
@TheErumsalah3 жыл бұрын
Wo hi puranay ajza wohi purani dish magar shahid bhai ka style k kya kahnay hain super hit haleem tayyar
@rameenkitchenandvlogs14933 жыл бұрын
MashaAllah sir your recipe too muchhhhhh delicious and perfect yummy 😋 recipe 👍❣️👍👌 thanks for sharing this amazing recipe 👍❤️
salam bahi apki recipies.perfect hoti hain koi bhi is tarhan nahi sikhata. ALLAH apko bht taraqi ata karein
@saba9naz2 жыл бұрын
MaaShahAllah Shahid bhai your recipes are authentic with great taste. Jazakallah for sharing
@nisabatool99193 жыл бұрын
Salam Bhai behtareen Recipe.
@noureengul2533 Жыл бұрын
Best chef best haleem bohat achi haleem bani baaqi channels ko bhi follow kiyaa hai lakin aap ki recipe 1st time try ki bohat bani Allah aap ko is jaza e khair dai itne mukhlisi say sikhatay hain phir bhi aap k subscribers aur views itnay nahi atay aap apni video short karain log dekhain gay aur mera mashwara hay saab ko king chef shahid jutt k channel ko support karay aur befikar ho k inki recipes follow karain
@KingChefShahid Жыл бұрын
JazakALLAH ALLAH Pak Khush Rakhe Salamat Rakhe Aapko Ameen
@MobileZillaOfficial3 жыл бұрын
Dal ma Pani kitna tha ? Ya 1kg kylye kitna Pani Daly ga..total
@MobileZillaOfficial3 жыл бұрын
Reply kardn sir
@shaistatariq85943 жыл бұрын
Making this aaj, hopefully achi banay gi
@sarah_aliii3 жыл бұрын
Mashallah ♥️
@sarah_aliii3 жыл бұрын
Bhai ap k khanay mujay bohat pasand ha
@sarah_aliii3 жыл бұрын
Allah ap ko Zindagi or sahat day ameen suma ameen 🤲
@nidakashif10253 жыл бұрын
Mazay daar Haleem ki recplz share karay.plzzzzzz
@shaistatariq85943 жыл бұрын
JazakAllah for this just perfect quantity haleem
@rubinamaqsood71803 жыл бұрын
Mash moongnor masoor ka kia.hisab go ga aik pao ma kis h8sab sa hongi plz reply
@MuhammadImran-oi2ut2 жыл бұрын
Zabardast bhaiii
@arshadmehmood9063 жыл бұрын
Suprb 👌👌👌👌👌😋
@arshadmehmood9063 жыл бұрын
Maza agya Uncle too good 😋😋👌👌👌👌
@safiaahmed269611 ай бұрын
Can we use mutton instead of beef?
@KingChefShahid11 ай бұрын
yes why not..?
@paripari13404 ай бұрын
Kiya Ye "Mazedar Haleem Resturant" ki Authentic Recipe hai??????
@safakhan87023 жыл бұрын
Asa..plz Karachi ki both rolls ki recipe share kardain
@noorazeem14597 ай бұрын
@ King chef Shahid jutt Masur,moong mash ki daal ek ek Pao li ya sb Mila k ek Pao??
@sonaandahad1153 жыл бұрын
MashAllah zbrdust
@nayababdulmajeed3 жыл бұрын
AP ki recipes hmasha ki tara yum hu ti ha bhai Mashallah boss Muj ko noor ky masala ki recipes send kr dy plzzz
@nayababdulmajeed2 жыл бұрын
Plz sir Noor ky masala ki recipe plz
@nayababdulmajeed2 жыл бұрын
Ap. Sy bhot time pelay bhundoo khan recipe ki request ki the vo kb sikye ge boss
@mehbooblakhani52393 жыл бұрын
Salam Shahid bhai nimko center saddar kay samosa recipe sikha hay
@rifatnaeem10313 жыл бұрын
Bhai Masha ALLAH apki recipes bht achi hoti hen.....lekn agr ap God ki bjaaey ALLAH bolengay to apki izzat men aur zyada izafa hoga
@fawadhashmi1783 жыл бұрын
Sir zbrdast recipe sir ek bt btadyn k apny gosht k sath masaly dal k nhi pkaya hum tamam masaly hari mirch r pyaz k elawa gosht k sath dal k pka skty hyn Sir btayega zaroor mny bnani h haleem
@motabarik34092 жыл бұрын
Onions ki quantity to bta dn.
@nighatrizvi18423 жыл бұрын
Adha kilo gosht k hisab se kitni dal or gandum or jo parega?
@ff-mk6jr3 жыл бұрын
Bhai aap me daalien sab mila k aik pao li hain ya alag alag se aik pao li hai
@MobileZillaOfficial3 жыл бұрын
Papi Bhai Kareemabad ya qayumabad ??
@shaziazafar5942 жыл бұрын
Ek ek Pao mong masoor aur mash ki dal in 3 ka wazan ek Pao hona chahiyah ya teeno ko Alag Alag ek ek Pao lain
@nighatrizvi18423 жыл бұрын
Half kg bnani ho toh ?
@aaniahameed74873 жыл бұрын
Thank you shahid bhai
@fatafatkitchen18942 жыл бұрын
Me Ap ke fan Kon Ap ke recipe me banati hon
@beastdestroyer89463 жыл бұрын
Zabardast
@fairym53073 жыл бұрын
Brown walay bakery biskits sikha dy magar ghee sa
@aimansyed61653 жыл бұрын
Thanku Shahid bhai
@monisdjarian3 жыл бұрын
Buht alaaaaa
@sabeengraphy87973 жыл бұрын
Sir no doubt boht mzy ki bnygi lkn quantity pakany se pehly ziada btai or dalty hue kam dali kindly exact quantity rakha karen taky confussion na ho n lots of prayers towards yu
@diyakhandiyakhan57963 жыл бұрын
Haleem nahe daleem name hai
@majestic63032 жыл бұрын
Please translate the ingredients into English. Please bhai.
@shaistatariq85943 жыл бұрын
I wish I could give you million views on this video, bhai u are so hard working
@umarijazumarijaz17843 жыл бұрын
only daleem liko bahi jan
@sobiatahir74593 жыл бұрын
1st
@fatimasakina51822 жыл бұрын
Ma’sha’Allah very nice 👍
@hazeleye40142 жыл бұрын
Salaam bhai, sari daal 1 pao?mash masoor mila k ek pao k alag alag ek pao? Jazak Aalh
@shaziapatel45373 ай бұрын
Allah aur molaa Hussain as aap ki nazar ko qabul karey, Log jo aap ko batey kartey hey un ko khub sunayey Baz logo ko Mola Ali as aur ghazi Abbas se hasad hey App bhi khub jawab dey un ki perwah naa karey Wo log wahhabi hey Sunni hazrat achey hey easey nahee hey Key Aale Rasoolallah saw sey bughz rakkey Lanat ho yazeed e paleet per
@foodbreak41763 жыл бұрын
1.5 kg gosht me daal gandum wghra kitny dalty hain?shahid sir plz rep
@TheErumsalah3 жыл бұрын
Starting mai bataya hai
@janukhan74643 жыл бұрын
Bhetri video he lekin beta awaz ki.kawalty shi nai he .. Jo safe video ka maza kharab kr RHA he.
@LubnaFoodDiaries2 жыл бұрын
Ap k aik click sy kisi ki help ho jy ge ...behnn k channel ko b gft dy ..Allahkhuh rkhy sb ko