12v 10ampere transformer ki output par rectifier lagakar 12v dc banakar iss amplifier ko chala sakte hai
@EngineerPavan3 ай бұрын
Ha चलेगा 24 0 24 5A transformer ya 35 0 35 5A transformer per bhi ye system chalega
@TextStoriesHaven3 ай бұрын
@@EngineerPavan isko minimum kitne ampere ki jarurat hoti hai
@EngineerPavan3 ай бұрын
@TextStoriesHaven 5A तो होणा ही चाहीये
@FreefireGamer-r4d3 ай бұрын
Bhai 200w stereo ma Kitna ka fuse lagahu
@EngineerPavan3 ай бұрын
Minimum 25A lagao Ya fir 40A lagao blade fuse use karo
@FreefireGamer-r4d3 ай бұрын
20A chalaga ky@@EngineerPavan
@EngineerPavan3 ай бұрын
@FreefireGamer-r4d ठीक है lagao
@FreefireGamer-r4d3 ай бұрын
Mera stereo ma picha fuse hai 10A 3 wire hai extra fuse lagau ya nahi switch ki wire kaise Lagahu Red Yellow Black ground hai
@EngineerPavan3 ай бұрын
Extra fuse nahi lagana hai
@FreefireGamer-r4d3 ай бұрын
Bhai meri car low beam parking light nahi jalrahi hai
@Pintusidar8944 ай бұрын
Dost mujhe bhi ek amplifier ye wala chahiye
@EngineerPavan3 ай бұрын
Mil jayega video me pura details bataya gaya hai iske baare me
@FreefireGamer-r4d3 ай бұрын
Mera stereo ma picha fuse hai Extra fuse lagau ky direct battery ki wire ma Mera ko switch lagana hai stereo ma red ya yellow ma lagahu switch ki wire
@EngineerPavan3 ай бұрын
Switch yellow me lagega aur fuse red wire me lagega
@FreefireGamer-r4d3 ай бұрын
Stereo ma fuse hai to extra lagau direct battery ki wire ma @@EngineerPavan
@FreefireGamer-r4d3 ай бұрын
Bhai stereo ki Yellow wire 12v dc Red wire ignition ki hai To ma switch kaise wire ma lagahu Battery direct stereo wire le to extra fuse lagahu Stereo ma bhi fuse hai