Dear Sir ji Machanic Diesel ke TO. ke liye driving licence chahiye kya .? Or jarurat hai to kon sa Driving licence lagega.. please 🙏 reply dijiye
@divyeshjambhulkarvlogs8232Ай бұрын
Hn driving licence jaruri hai ..LMV
@mani_sh7199Ай бұрын
Sir weldar ke liye btaye MCQ practice book koi ach sa🙏🙏🙏
@divyeshjambhulkarvlogs8232Ай бұрын
Welder ki koi bhi iti ki book le lo ..behtar hoga MCQ ki bhi koi bhi book le lo nk ki mil jayegi....welder ka syllabus sabse chota gai
@sheruandyogi123Ай бұрын
Me to apni iti ki book se electrician thyori pad raha hu 😊
@aakanksha509Ай бұрын
Hm n asian publication ki book li thi ussi se question aaye the sir iske phle darawing mathaics mechanical draughtman m lkin muje waiting 10 mili thi last year
@divyeshjambhulkarvlogs8232Ай бұрын
Hope is baar select ho jao ..All the best
@itz_rit_ikАй бұрын
Kounse trade thi
@rajkumaribhil591Ай бұрын
Sir copa ki book bataye
@divyeshjambhulkarvlogs8232Ай бұрын
Nk ki le lo....then TO ki MCQ ki book bhi aai h wo bhi le lo
@driverking_09Ай бұрын
First like first comment
@divyeshjambhulkarvlogs8232Ай бұрын
Thank you .. all the best for your future ❤️
@learnsa2zАй бұрын
Copa me msc cs kisme count hoga. 50% milega ko nhi like BE ko.
@divyeshjambhulkarvlogs8232Ай бұрын
50 % degree diploma ki seat m milega benifit
@learnsa2zАй бұрын
@@divyeshjambhulkarvlogs8232 conform n.
@learnsa2zАй бұрын
@@divyeshjambhulkarvlogs8232 inko pta kaise chalega kaun kya Kiya hai, abhi to bharvaya nhi. Fir direct result aa jaya hai. Maine pichhale sal diya tha.
@harnarayanyadav3464Ай бұрын
mp iti to me esa nahi hai
@SAHILSINGH-fu1klАй бұрын
@@learnsa2zSahi bol rahe ho inko kaise pata chalega ki aapane abhi kaun si degree kari hai ki nahin kari hai Result ke bad to document verification hoga Na
@UaveshQureshiАй бұрын
Sir aapka trade kon sa hi
@sanjayshakya1653Ай бұрын
Welder ke liye kon se book acchi hai sir
@divyeshjambhulkarvlogs8232Ай бұрын
Koi bhi ek book ..MCQ ki ek dusri book..kuch topic imp hai wo dekh lo
@technicalhelp877Ай бұрын
Electrician, fitter ya copa ke test series to easily mil jati h and study material bhi but MMV ka nhi milta, mene textbook ka subscription bhi lia tha but unke pass bhi MMV ka content nhi ha. Na KZbin par kuch jyda content h. Samjh nhi aa rha kaha se kru
@divyeshjambhulkarvlogs8232Ай бұрын
Ek theory ki book le lo...aur market m TO MCQ ki book aai hai wo lelo
@s.p5509Ай бұрын
Sir electrician arhiant ya nk publication main se kon se aachi rahe gi aur koi writer ki book nhi mil rahi
@divyeshjambhulkarvlogs8232Ай бұрын
Electrician ki jo book maine video mai batai hai wo best hai.
@aakanksha509Ай бұрын
Book online test series lga skte h
@divyeshjambhulkarvlogs8232Ай бұрын
Hn
@DurgeshChherkeАй бұрын
Please sir test series kha se milegi ,please bataiye
@divyeshjambhulkarvlogs8232Ай бұрын
Kisi coaching ki pata kar lo .
@vkrajak85Ай бұрын
Ab 20 din hi bache hai
@divyeshjambhulkarvlogs8232Ай бұрын
10 ghante per day k hisaab se 200 hour ..ab jayda lag raha hoga..be positive...all the best...test series laga lo koi
@Braj-d9kАй бұрын
Sir aap kis Trade ke T.O. hai
@divyeshjambhulkarvlogs8232Ай бұрын
Welder
@Braj-d9kАй бұрын
@@divyeshjambhulkarvlogs8232 Thanks sir aap ki suggestion bahut kaam ayegi
@s.p5509Ай бұрын
Electrician main english medium main koi writer ha kya sir
@divyeshjambhulkarvlogs8232Ай бұрын
Dhanpat rai ki dekh lo . Shyad aati hogi
@abdulinsaaf3658Ай бұрын
Sir social study me M.S.W he to sir eligible h
@pratibhapatel30376Ай бұрын
Sir exam iti TO ka 30 sep ho hi hoga ya or bhi aage badhega pls reply me sir ji
@divyeshjambhulkarvlogs8232Ай бұрын
30 se hi hoga
@amitmishra01Ай бұрын
@@divyeshjambhulkarvlogs8232 nimi ki book and question bank sufficient hai kya ?
@prashantvishwakarma376Ай бұрын
Bdh skta h qki abhi group 3 ka exam bhi nhi hua h
@Braj-d9kАй бұрын
Sir ji meri trade welder h aur me welder se related jitne bhi exam hote unke mcq padh lu lag bag mere paas 2000 mcq hai to kya mera kaam ban jayega ?
@divyeshjambhulkarvlogs8232Ай бұрын
Exam mai question aana uncertain hota hai ..jayda question means jayda chances hai exam m jayda question ban jaye. Welding defects Modern welding MIG Heat treatment ye kuch imp topic hai All the very best
@Braj-d9kАй бұрын
@@divyeshjambhulkarvlogs8232 Thanks sir aapki suggestion bahut kaam aayegi
@1.NovmberАй бұрын
Bahi ya 2000 questions provide karwa dijya @@Braj-d9k
@Nothing21-n5mАй бұрын
Bhai bhut jaldi bata diya apne 😢😢😢
@divyeshjambhulkarvlogs8232Ай бұрын
Still time hai . All the best
@sunitakanudiya1037Ай бұрын
Sir non tec. Ke uper bhi video bna digiye plssssss.....
@divyeshjambhulkarvlogs8232Ай бұрын
Hn
@DurgeshChherkeАй бұрын
Test series ke liye platform btaiye sir jii please
@divyeshjambhulkarvlogs8232Ай бұрын
Kisi coaching ki dekh lo..ya do coaching ki dekh lo
@anjumzeddi6021Ай бұрын
Hello sir, ITI COPA ki eligibility k bre m apse puchna tha . One subject degree allowed hai kyuki bhut s log kh rhe h reject kr dete hai ..BSC computer science jisme major subjects computer science, physics, mathematics hota hai please clear krde
@divyeshjambhulkarvlogs8232Ай бұрын
Eligible hai..Bilkul hai ... Koi dikkat aaye DV mai to batana