Asalkm didi kaise hai ap mashallah bht achi dish banaye ap lajawab simple and Easy thanks for the video, 👍👍👌👌👏👏👏👏👏👏👏
@Deccaniskitchen Жыл бұрын
Walekum assalam 🥰
@Arshiyakhan-l2y9 ай бұрын
Mashallah mashallah 😊
@nistharout64678 ай бұрын
Tomato pickle me salt jyada ho gaya to kya kare ?
@syedshahmaazhussaini5658 Жыл бұрын
Assalamualaikum wrwb Baaji Recipe boht zabardast hai main banaya steps follow karke ❤❤ Jazakallahu Khairan Baaji
@zainabfatimakhan3267 Жыл бұрын
Masha allah easy and tasty recipe💯 👍👌👌👌
@shaikmastan3009 Жыл бұрын
Mashaallah barakallah
@syedgoharjahan32710 ай бұрын
Tamater aur imli ka pani bhi dhoop mein rakhna ya nai
@braklo9 ай бұрын
Vitamin D bhut zyada ho jati nahi rakhna 😅😅😅
@surekhaudgiri4695 Жыл бұрын
Achaar receip very testy
@sameenakhan5189 Жыл бұрын
Assalamualaikum masha allah mujhe bahut pasand aya ye achar shukriya aap ka
@aanamhussanihussani58 Жыл бұрын
Mashallah Mashallah Mashallah ❤
@Nadirnadir-x6z Жыл бұрын
Agar hum tomato sukhay baghair isitarkeeb say banaye to sahi hoga
@kousarfathima2635 Жыл бұрын
First like
@mohammedabrarhussain8817 Жыл бұрын
Mashallah zabardast 👍
@qudsiyajamal8413 Жыл бұрын
Nice recipes. We like all your recipes.these are traditional treasure.please don't use plastic containers Tamarind and tomato contain acids they may cause chemical reactions Kind of unhealthy
@AheelAli9 ай бұрын
Usko overnight ke liye kya fridge Mein Rakhna hai
@shabnamsultana14119 ай бұрын
Imli ka pani ko bhi dhoop mein rakhna hain kya?
@habibmoiz4946 Жыл бұрын
Thanks for showing us how to make it properly tomato🍅 pickle with such kind of ingredients with their names
@shabanashabbu3541 Жыл бұрын
Plzz upload hyderabadi shadi starters
@DrFatimaSyedКүн бұрын
Assalamualaikum wrbuu Im trying this recipe lekin tomato dry hi nahi hore 2 days hogaya , jitna b huwe vaish blend karsakte?
@DeccaniskitchenКүн бұрын
Walekum assalam wa rahmatullahi wa barakatuhu
@prajaktapatil4303Ай бұрын
Without freeze ye pickle kitne din store jr sakte hain?
@DeccaniskitchenАй бұрын
Oil 1 inch itna upar rahega to 3-4 months ya phir aur zyada bhi Kaanch ke bottle mein rakhiye achar banae ke baad (Aur agar bahut zyada garmi hai to Fridge mein rakhiye ) Kharab nahi hoga
@vishalkamble6049 Жыл бұрын
Very tasty mam mouth watering I will definitely try it
@alkanayyar6847 Жыл бұрын
Agar achaar me namak jyeda ho jaye to kya kre
@mateena9987 Жыл бұрын
Imli Or tomato k pani k mixture hai usko fridge mein rakhna ya bahar... Garmi se pani khrab hojata kya as it was out for 2days
@Deccaniskitchen Жыл бұрын
Baher rakhna hai Aur woh bilkul bhi kharab nahi hota
@mrs.abdulsamad93397 ай бұрын
MashaAllah
@bibijanmulla2675 Жыл бұрын
👌🏼👌🏼👌🏼👌🏼👌🏼👌🏼👌🏼👌🏼👌🏼👌🏼
@mohdismail8314 Жыл бұрын
Aswlkm baaji Home delivery available hai achaarao ki aap k pass
@Deccaniskitchen Жыл бұрын
Walekum assalam Abhi business start nahi Kiya hai 😊
@DevkiNaidu-u2v11 ай бұрын
Very good receipe
@ujwalabhosale58817 ай бұрын
आंध्रप्रदेश की कच्च्या आम की रेसिपी ( तक्कू) जरूर दिशांना!
@syedabukhari2643 Жыл бұрын
Very yummy 😋
@masrrathjahan27917 ай бұрын
Over night rakhe to tomato me smell nai aegi kya
@Deccaniskitchen7 ай бұрын
Nahi ayega
@kousarfathima2635 Жыл бұрын
Superb recepe
@sofu7869 ай бұрын
❤❤❤
@islamicknowledgevideo11 ай бұрын
mashallah
@malekafarha7436 Жыл бұрын
Bina fridge rather tomato aur imli kharab hogi kya
@Deccaniskitchen Жыл бұрын
Nahi
@naziakausar7909 ай бұрын
Assalamualaikum baji Maine aapki recipie try ki pata nahi kaise namak zyada hogaya hai iske liye kya Karu please bataaye
@Deccaniskitchen9 ай бұрын
Walekum assalam Iske liye aap thode tamatar aur imli ko pakake, phir usko grind karke achar mein mix kar dijiye inshallah thik ho jayega 😊
Assalamualaikum dear, Aap ke ammi ke ghar ke pass hi hai humlog achar ki delivery mil sakti hai..
@Deccaniskitchen Жыл бұрын
Walekum assalam Apka Ghar Kahan hai
@hameedabegum7098 Жыл бұрын
❤
@muzzilim1 Жыл бұрын
I am trying this recipe but it seems like it is too salty
@DrFatimaSyedКүн бұрын
Mujhe abroad bhejna tha banake , lekin aisa lagra ke yeh banega hi nahi hore..
@DeccaniskitchenКүн бұрын
Aap yeh aise hi grind kar lijiye Aur jab yeh baghar diye baad 15-20 minutes low flame pe rakhiye oil mein mein achhe se pakgaya to yeh kharab nahi hota