जो भी बताना चाहिए विस्तार से बताना चाहिए इतने विस्तार से बताते हैं फिर भी कुछ मित्रों को समझ नहीं आता और कमेंट में पूछते हैं इसलिए विडियो बड़ी बनानी पड़ती हैं।
@Chagi369363 күн бұрын
Guruji pranam,mera 2 month hogaya mera agyan chakra ,sahasra chakra lagatar vibrate karta he,me kebal naam jap aur dhyan kartahoon.mera koi guru nehin,God Vasudev ko me guru mantahoon,age me kya karoon,please upay bataiye.Mujhe koi prakash nehin dekhaideta,only vibrate karta he
@DivyaGyanSarovar3 күн бұрын
Wibrate par dhyan mat do aap or apne agya chakra par presor mat daliye aapko apni man ki aankhon se agya chakra ko dekhna hai dhyan sirf apni Swanson par rakhna hai, wibration to aap ye sochte hai ki agya chakra khulega aapko koi vichar nahi rakhna hai jise guru mante hai unko dekhte rahe bina koi icha kiye agar icha karoge to wibration hoga sar bhari ho sakta hai isliye bina icha ke kosis kare, aapko bhul jana hai agya chakra ko
@lordkrx26342 күн бұрын
Mai bahut salon se dhyan kr rha hu kuch khas anubhav nahi ho rhe hai kya karun😢
@DivyaGyanSarovar2 күн бұрын
कमी आप में ही हैं अपना अनुसरण करो तो जवाब मिल जायेगा नहीं तो विडियो में बताए गए नियमों का पालन करो ❤️🙏
@lordkrx26342 күн бұрын
@DivyaGyanSarovar भगवान का ध्यान करूं या शून्य का ,क्या भगवान और शून्य एक ही है
@Pb11Gamingg2 күн бұрын
@@lordkrx2634bhagwan ko pana hai hai to khud ki bhakti karo agar shunya ko paana hai to bhagwan ki bhakti karo