Honestly no... Aap chaho to performance, look and mileage ke liye le sakte ho no issue 160cc ki best bike hai... But haan long term ke liye aap honda le sakte ho agar looks chaiye to yamaha fzs v4 power kam hai but engine badiya hai nahi to mt15 le sakte ho mileage, power, performance sab badiya hai... Agar long term ke saath normal look chaiye then honda hornet lelo... Power, performance, mileage sav badiya hai only headlook ka roshni todha kam hai agar aap le sakte ho to use le sakte ho .. Kyuki bajaj ki engine 1-2 saal ke baad engine mai kuch na kuch dikkat karengi, nahi to electronic parts ... baaki n160 waise achi bike hai engine ko chor kar
@Motosboinfo4 күн бұрын
Aapko information and video achi lagi ho to please support kijiye channel ko subscribe and share karke.. aur v jyada information ke liye. Thank you.
@anusandhitsadisary4 күн бұрын
@@Motosboinfo Konsa bike long term ke liye acha 160cc segment me
@mishraroy69603 күн бұрын
@@Motosboinfo then video kyu bana rahe ho bai agr n160 aci nai hei to
@Motosboinfo3 күн бұрын
@@mishraroy6960 maine achi ki baat nahi ki hai maine engine ka bola hai, and bahut ko n160 compare to other bike achi lagti hai islie banaya hai maine
@krishnkumarverma82695 күн бұрын
Chhindwara (mp) rate
@Motosboinfo5 күн бұрын
1 lakh 72 Thousand rupees app.
@Motosboinfo5 күн бұрын
Aapko jankari achi lagi ho to please support kijiye channel ko