Jab Khushi aur gham ki tareekh ek sath ho tu Gham ko tarjih dena chaye 3 ko wiladat 4 ko safar Ek din bhi chain na paya Husain Mirza Dabeer 4 Shaban 60 hijri wo Qayamat k din jis din Hazrat Imam Husain a.s. ne apne Nana k shaher Madine ko alwida keh kar karbala ki taraf rawana howe . Es yaad me 109 saal se Avadh ki sabse qadeem basti Zaidpur (jisko ye bhi Sharaf hasil k Hindustan ki pehli Namaz e Juma taqriban 700 sal pehle hoi) me Qadeem Juloos baramad hota hai jo Insha Allah es sal bhi apni shaan o Shaukat se baramad hoga. 4 Shaban ab mashoor ho gai Wiladat Hazrat Abbas a.s. se wagarna Lucknow aur atraaf me 17 shaban ko es ehtimam kia jata thaa.. Maula Abbas (a.s.) ki wiladat ki tareekh se inkar nahi lekin gham ko tarjih dena chaye ku k talimate Ahlebait yahi hai k jab khushi aur gham es sath ho tu gham ko tarjih dena chaye
@zameerraza9234 Жыл бұрын
W
@asadofficial2601 Жыл бұрын
4 Shaban ko maula Abbas ki wiladat hoti hai usme ye matam kaisa itni khushi ki Tarik hai aaj talak hmko samjh nhi aya
Is books me se apko 4 shaban safar e imam Husain ki riwayat mil jaegi
@mohammadtasleem318 Жыл бұрын
Bhai jo kahi nhi hota wo Zaidpur me hota hai
@jinarizvi5669 Жыл бұрын
@@mohammadtasleem318 q ki log gumraah h bhai jb riwayat dekhe to samjh bhi aaye bhai
@jinarizvi5669 Жыл бұрын
@@mohammadtasleem318 itne sare naam to bhej diye hn dekh liye ap surch krke
@azadar_e_hussain1 Жыл бұрын
Phale tareeq o ka pata karlo gao walo
@saqib_rivzi Жыл бұрын
Bhai Tareekh Ka Mutalea Karenge To Apko 4 shaban ko Safar Imam Hussain (a.s.) ki riwayat milegi. Jaise ki tareekhe ahmadi, tareekhe taaus, shaheed ibne shaheed. Aur rahi bat gaaon walo ki to ye qasba sayyedo ka sbase purana qasba. Aur yaha aise aise aalim guzre hai aur hai ki jinki wajah se shehro ke bade bade aalimo ne taleeem hasil ki hai. Aur jin kitabo ka mene taxkira kiya hai wo bhi motabar kitaben. Aur is bat se inkar nahi hai ki 4 shaban ko Maula Abbas Ki Wiladat ki riwayat hai lekin ek riwayat 17 shaban bhi hai. Aur ahlebait ke yahan hamesha khushiyon par ghamo ko tarjeeh di gyi hai. Jese ki 7 safar ko 7 Imam Ki Wiladat Hai Lekin Na koi mehfil hoti hai na koi nazar kiuki Imam Hussain ka gham manaya ja raha hota hai. Aur Mola Abbas Ki Motabar Riwayat aj se 10 12 saal pehle 17 shaban hi thi aur achanak 4 shaban hogyi. Jabki Ye Juloos Ko Nikalte Hue 110 saaal ho rhe hai