69000 शिक्षक भर्ती पर बड़ी खबर | सुप्रीम कोर्ट से भी न्याय |सरकार ने दिए स्पष्ट संकेत/तैयारी पूरी

  Рет қаралды 5,169

OM ONLINE EXAM STUDY

OM ONLINE EXAM STUDY

Күн бұрын

69000 शिक्षक भर्ती पर बड़ी खबर | सुप्रीम कोर्ट से भी न्याय |सरकार ने दिए स्पष्ट संकेत/तैयारी पूरी

Пікірлер: 6
@RaviKumar-bn2uv
@RaviKumar-bn2uv 3 күн бұрын
Yadi is Bharti mein ITI jita hai yadi is Bharti mein ITI sikhata hai to Bharti 40 45 per hogi kyunki 6065 passing mark ISI Aadhar per lagaya gaya tha agar aisa hota hai taiyari jiti hai to 6065 Jo passing mark hai use per Sankat a jaega pin code ko passing mark 4045 karna padega kyunki jab Bharti ka hissa Mana jaega to passing mark ki pahli Bharti ke jaisa matlab 40 45
@arjunKumar-eq7hw
@arjunKumar-eq7hw 3 күн бұрын
Yar aap faltu ke video banana kab band karo ge jiska koi meaning hota nahi
@RaviKumar-bn2uv
@RaviKumar-bn2uv 3 күн бұрын
Bahut sari Adalat to nahin bed Queen bhartiyon se bahar nikal Diya hai prathmik se to yahan bhi kuchh Bharosa nahin ke bed is Bharti se bahar nikal jaaye kuchh kaha nahin ja Sakta
@RaviKumar-bn2uv
@RaviKumar-bn2uv 3 күн бұрын
4045 per agar yah Bharti nai series Hoti hai to Jo Chinese se bahar nikalenge unko Sarkar aage Bharti nikal kar usmein bete dekar ke unka Bhala kar sakti hai raste kahin se bhi nikal sakte hain
@manikchandragupta4798
@manikchandragupta4798 3 күн бұрын
Bharteey samaj me yadi koi bachcha kisi OBC, SC, ya ST ke ghar me janm liya hai aur uske janm se lekar uske bade hone, uski shakshnik arhta arjit karne tak jo bhi sahayata, vajeefa, vibhinna courses me pravesh ke dauran di gayee chhut evam uske pashchat kisi pad vishesh per niyukti ke liye aavedan karne ke samay pradan ki gayee age, aavedan shulk aadi me chhut/relaxation punah recruitment ke dauran ve sabhi pre-exams jinme qualifying cut-off result se purv ghoshit kiya gaya ho, is prakaar ke samast chhut/ relaxation aarakshan nahi hai. Ye sabhi chhut/ relaxation bharteey samaj me ek lambe samay se chali aa rahi ku-vyavastha/bhed-bhav ki vajah se upaje aarthik, shareerik, samajik evam mansik shoshan ke shikaar pichhade/daliton ko antim pratiyogita ke liye antim gunank arjit karne tak pradan kiya gaya protsahan matra hai. Arakshan ke sambandh me Bharteey Sanvidhan ke nihitarthon ki purti hetu reservation act 1994 me jo vyavastha di gayee hai uske anusar kisi aavedak ki aavedan category: general, obc, sc, st se describe kiya gaya hai jab ki selection category : un-reseved, obc, sc, st describe kiya gaya hai. Sirf is baat se spast ho jata hai ki sabhi safal ghoshit kiye gaye aavedakon dwara arjit antim gunank ke aadhar per taiyar ki gayee merit list me kul vacancy ke 50% padon ko sarvochch arhata arjit karne vale safal aavedakon se bhari jayengi. Uske pashchat reservation act 1994 ke anusar aarakshit vacant padon ko varg vishesh ke shesh safal aavedakon se bhara jayega. Allahabad high court ka aadesh tadanusar hi hai, isliye is sambandh me kisi itar aadesh ki sambhavana kum hi hai. Phir bhi supreme court me apani baat puri tarah se rakhane ka her sambhav prayash kiya jana bahut jaruri hai.
@showickthorpe5169
@showickthorpe5169 3 күн бұрын
Teli ke bache ke saath kya bhed bhav hai samaj me. Badhiya tel perta hai, bechta hai aur maje me rahta hai.
Men Vs Women Survive The Wilderness For $500,000
31:48
MrBeast
Рет қаралды 97 МЛН
Секрет фокусника! #shorts
00:15
Роман Magic
Рет қаралды 110 МЛН