Wa wa kya baat hay. Very interesting stanza “Do teen us kay jaisay nazar aaey uskay sath, Iblees bhi hamay to akayla nahi mila.”
@aleyraza67895 жыл бұрын
Mola salamat rkhen apne chahne walon ko
@mohammadtaqihussain6236 Жыл бұрын
Lyrics: Mawla Ali ka jis ko Mawla Ali ka jis ko wasila nahi mila Us ko bhawur milay hay kanara nahi mila 1. Aisi ibadato ka bhala faida hay kya x2 Sajda guzar bungaey Kaba nahi mila 2. Jo us Panjatan kiya na kisi nay mubahila x2 Wo is liyay kay koee bhi sacha nahi mila 3. Na mila hafizo ki qasum aj tak hamay x2 Mawlaeeyo may aqal ka undha nahi mila 4. Do teen us kay jaisay nazar aaey uskay sath x2 Iblees bhi hamay to akayla nahi mila 5. Chunda baso may laytay hay masjid kay naam pur x2 Wo jinko manganay ka salika nahi mila 6. Allaha nay kiya hay azadar pur karam x2 Hashim milay hay hum ko Oomaiya nahi mila 7. Qura ki ayato ko samuj nay kay wasatay x2 Budqismato ko Nehejay Balagha nahi mila 8. Mulla Umar say laykay Umar Ibanay Saad tak x2 Rehebur tumhay to aik bhi acha nahi mila 9. Haq chariyar kehenay ki yay bhi saza mili x2 Mulla to mil gaey tumhay mawla nahi mila 10. Mashhad may jis nay khaee na nazar-e-Raza Zafar x2 Sumjho kay us ko khuld ka khana nahi mila