Sir Mujhe Kal Ayodhya anna hai kya mujhe Ram mandir me camera ke sath entry mil sakta hai appke dwara
@RambhaktAbhayveer11 күн бұрын
rammandir me not allowed.only janmbhumipath me video le sakte hai
@BhaiBhai-gi2wf12 күн бұрын
Bhai parkota ka matlab kya hota hai ?
@bhupeshpatel450112 күн бұрын
Mandir ke charo aur pradshina ke liye jo banaya jata hai use parkota kahete hai. Shree Ram mandir bada hai to parkota kafi lamba hoga, to usme bich bich me ya corner pe chhote mandir Dev Devi ke banae jate hai. To bhakto ko pradshina ke sath darshan ka bhi labh milta hai. 🙏🏻
@RambhaktAbhayveer11 күн бұрын
Mandir ka parikrama path.800 meter round
@Knowledgeustad12 күн бұрын
Vai jo 2100 kg ka ghanta bn kr aya tha tamil nadu se wo kidhar lagaya jayega ...🤔
@alokeshchatterjee253412 күн бұрын
Abhi tak decesion Nehi liya gya hain, parkota mein hi kahi lagaya jayega. Jai Shree Ram ❤