Рет қаралды 137,674
Ek din Sobah 8:00 Gwadar k mahigeroon k sath mae samndar men gaya shikaar karne k liye to hamne shikaar kar k waps agae to nakhuda ko ek din ka 500 rupia mila jo k petrol ka b pisa nahi howa or Malik ko b khuch dena hai lekin pisa itna nahi hai k malik ko de saken.
or jo janshoon ko b 500 rupia mila jo k guzara hai sirf. Ye hai Gwadar k mahigeer jo apne zindagi ko dakka lagakar jee rahen hen.
Umeed hai k ap logon ko ye video pasnd aya hoga. agar pasnd aya to subscribe,share,like karna na bolen.
Thank you................
Keep Supporting Us 🌹