18:20 قرآن میں کوئی تبدیلی نہیں۔ ریسرچ شرط ہے۔ قرآن حق ہے قرآن حق ہے قرآن حق ہے۔ قرآن حق ہے۔ قرآن حق ہے۔ قرآن حق ہے۔ قرآن حق ہے
@sstvpak48722 жыл бұрын
Bshaq
@AmjidAli-w5h Жыл бұрын
❤
@AsifaTariq-mu5pl6 ай бұрын
Beshak
@SaddamHussain-in2mc Жыл бұрын
Dr israr Ahmed Sahab very good man 👍
@zahrabibi-mz3fb Жыл бұрын
To mere bhai Allah pak aapki madad kre or aap pr hkikt ayan ho jaey ameen ya rabulalamee🙏❤❤❤
@WasifBasit-xn5go3 ай бұрын
Beshak Allah Ak ha aur sach ha Haq ha ❤
@muhammadfarhadsarwar45462 жыл бұрын
Adam alaisalam was not only prophet he was also father of humanity ❤🙏
@news4info8942 жыл бұрын
اپنی اس بات پر یقین کرنے سے پہلے کسی مفتی صاحب سے پوچھ لو.
@hamzamughal16442 жыл бұрын
Not was, he is
@creativemind342 жыл бұрын
@@news4info894 ....sb ulama aur mufti yehi btaty hain....zyada pada na ban
@muhammadfarhadsarwar45462 жыл бұрын
@@news4info894 Agar kisi ko doubt hy is baat pe to research Karna chahye Quran parh lain
@knowledgeinfo81602 жыл бұрын
Hazrat Adam (A S) Allah ke sub se pehle Nabi or rasool Hain or Allah ne inko begher ma or baap ke peda Kia tha or hazrat Adam (AS) ki pasli se ama hawa (AS) ko peda Kia tha or phir unse Allah ne Tamam insano ko is duniya me peda farmaya hai.isi liye hazrat Adam(AS) hum subke father or ama hawa (AS) Tamam insano ki mother Hain.
@alishair20122 жыл бұрын
Dr israr the legendary man
@rumansaram95872 жыл бұрын
Quran pak jab dunyan me aya to is ko dil me mehfooz kiya gya..1400 saal se log is book ko hifaz krte aa rahe hen..or aaj b dunyan me lakhon ki tadaad me is k hafiz hen..is liy is me koi bdlao nai aya..allah tala ne isi tra se is quran pak ki hifazat ki he..or is me badlao nai aa skta qyamat tak
@muhammadfarhadsarwar45462 жыл бұрын
Quran e pak me milawat nahi hy bhai ta kayamat milawat nahi ho sakti q k Quran e pak Allah ki kitab hy or Allah hi iski hifazat karne wala hy ❤
@m.junaidsultantatla40972 жыл бұрын
G bilkul Quran e pak ke hafazat Allah ny Le hn
@jaanrambo45212 жыл бұрын
Bhai yeh QURAAN-E-KAREEM ki baat nahee karrahey yeh hamarey firqey hein unki baat karrahey hein Jo sach hey. WASSALAAM.
@kelashkelash67182 жыл бұрын
G bilkul...quran 1400 sal jese pehle tha aj bwesa e he...or ta qayamat rahe ga...allah ka wada he
@thethoughtfulcreator2 жыл бұрын
Life exist, ahadees says their is fish who eat 3 planets a day full of life
@labaikdailynewsupdate28372 жыл бұрын
لبیک یا آخر زماں محمدمصطفیٰﷺ
@mubeenmughal1432 жыл бұрын
حضرت علئ نے فرمایا ۔ دنیا کا امیر شحص وہ ہے جس کے دوست مخلص ہوں!! #MuGHaL
@sunnykhandurrani-yy8ht Жыл бұрын
Beshak islam ek mukammal deen h..
@shaukatali49702 жыл бұрын
Inshallah Aap Joon Joon Tehqiq Karin get Islam Ko hi Sacha mahzab pain he tahqiq Jari rakhin
@kashifsandhu85982 жыл бұрын
Dr israr was a great preacher Love you sardar g
@faaniduniyaeksacchai92612 жыл бұрын
Quran aur hadees ke upar dr sb ka bada gehra research tha
@aliraza072 жыл бұрын
Dr Israr Ahmed 🇵🇰 True Islamic knowledgeable person, he is mbbs doctor also Dr in Islamic studies.
@DilawarAli-e3p9 ай бұрын
JB dunya ma kuch kuch bi ni tha na Adam na Chand suraj ya dunya bi ni the tab mary payr Muhammad Mustafa tha bs allha tha ya mary nabi ki zait the
@ummeali20922 жыл бұрын
اسلام حق ہے اسلام میں کوئی ردو بدل نہیں
@markhorbasecamp89862 жыл бұрын
QURAN PAK 100% Right ha ap videos bnate raho Dr israr Ahmed shab ki hamen bhot kuch shekne ko mil raha ha😍
@batistaroyal63342 жыл бұрын
अल्लाह की कोई शुरुआत नहीं है और कोई अंत नहीं है अल्लाह सेकंड में ट्रिलियन ट्रिलियन मल्टीवर्स बना सकता है अल्लाह सब कुछ बड़े और छोटे के लिए समान रूप से परवाह करता है अल्लाह सर्वशक्तिमान, दयालु है☝️☝️☝️
@engrsyedmurtaza86612 жыл бұрын
MaashaaAllah SubhaanAllah... Great videos
@MaqsoodAhmad-kh4zd2 жыл бұрын
سائنس واقعی کبھی بھی رب ،روح، اوراخروی زندگی یعنی آخرت کی زندگی تک نہیں پہنچ سکتی یہ چیلنج ہے سائنس صرف کائنات، مادہ اور دنیاوی زندگی تک ہی محدود رہ سکتی کیونکہ یہ سب سامنے ہے. یہ موضوع کافی طویل ہے پھر کبھی سہی. اللہ حافظ
@zainahmed48322 жыл бұрын
Allah ne Har Cheez K jore Zameen par utare hen na anda na hi murghi
@muhammadboota2433Ай бұрын
ڈاکٹر صاحب سچ کہتے ہیں سچ کے سوا کچھ نہیں کہتے
@亾2 жыл бұрын
I love your videos, Although you are Sikh and reaction to Islamic videos may be controversial but the way you react on videos without hurting anyone's sentiments is just amazing. Love from Pakistani Administered Kashmir 🍁
@Drowning_India2 жыл бұрын
Helw brother, greeting's from indian illegally occupied jammu and kashmir
@khanzadashakir39792 жыл бұрын
there is no Pakistan administered Kashmir, it's called Azad Jammu and Kashmir
@waqarhaidry91352 жыл бұрын
جناب سردار جی اگر مسلمان کے بارے میں ٹھیک معلومات لینی ھے شعیہ مسلم کے عالم علام آصف رضا علوی کی وڈیو چلاؤں
@muhammadboota2433Ай бұрын
نہ تھا کچھ تو خدا تھا کچھ نہ ہوتا تو خدا ہوتا
@nasirmahmood64522 жыл бұрын
Allah Pak bohat khoobsurat hain beshak
@manobillimanobilli63572 жыл бұрын
Dr sahib jesa emandar insaan hum ne ngee dehka.jab app duniya se ge to koi bank blns koi proprty nhee thi
@sciencedaan112 жыл бұрын
Quran is the word of the God and our guide. Anything that goes against its teachings, we reject it. God bless you.
@nusrattalpur63502 жыл бұрын
Quran Allah ka vo vahid Kalam hay jis main aj tak koi change Nhi aya or Iska Zima Allah nay khud uthaya hay
@salmanjutt942 жыл бұрын
Allah ap ko din islam ko sai tarah smjy ki tofeeq h dy
@zahrabibi-mz3fb Жыл бұрын
Or is mot k bad kbi mot ni hogi Allah ka wada hy agr koi jahnm m jaey ga to udr azab m rehna hoga zinda or agr jnat m jaey ga to udr hmesha khushiyan milen gi ye hy Allah ka wada
@mgangat2 жыл бұрын
Assalamo Alaykum Means May peace and blessings of Almighty God be upon you. MaSha Allah Beautiful 👌
@nasimbhainasimbhai50172 жыл бұрын
Aapne bilkul sahi kaha, , k har dharm k grantho me milaavat ho chuki hai , , magar Quran me milaavat ho hi nahi sakti ,, Allah ne Quran ki hifaazat ki guarantee Li hai , q ki Quran Allah ki aakhri kitaab hai , , Quran 1400 saal pahalay jaisi thi AJ bhi vaisi hi hai , or Qayamat tak aisi hi pure rahegi ,,ek maatra bhi idhar se udhar nahi ho sakti
@Adpromoin2 жыл бұрын
nice video 😍 dr israr nice persion 😍
@Janichouhan112 жыл бұрын
Ham kaha hoga Aap kaha hoga kayamat k din Rabb Janta ha❤️
@ranaaaqibnaru83842 жыл бұрын
Very nice Dr israr ahmad sahib Allah bless you
@rajarehan54472 жыл бұрын
Insan ko Allah na tamam makhlok sa asharaf banaya ha
@MSbabasayee2 жыл бұрын
Thanks we appreciate reminder good luck brother 💕
@nsm242 жыл бұрын
Allah ap par raham kare. paji from🇦🇫🇩🇪
@youthrevolution29542 жыл бұрын
Saza aur jaza sirf insanu aur jinnat keliye hai
@saeedchaudhary4879 Жыл бұрын
Bohat se log AP ko Islam ki dawat dete hon gay magar jaan lain hidayat to mere Allah hi ki taraf se hai Baki hum Apne sardar bhaiyun se mohabat krte hai or Islam humen aman or Pyar ka darass deta hai har dharam ki izat kro lakin qayamat k din hm Sb mn faisla ho jay ga inshaAllah ☝️🙏
@arashafqat21032 жыл бұрын
Sardar jee you are very nice man..these all vedioes of Dr israr Ahmed almost have seen But again l am following your vedioes..Allah bless 🙌 you always...
@Ertugrul11982 жыл бұрын
Islam Allah ❤️ Muslim ❤️ population ❤️
@habibrehman94482 жыл бұрын
SubhanAllah
@batistaroyal63342 жыл бұрын
दुनिया की तमाम धार्मिक किताबें अल्लाह के बारे में कहती हैं लेकिन लोग मानते नहीं हैं☝️☝️☝️
@khanjani59122 жыл бұрын
Quran e pak ki hifazat ka zimba laane liya hai ismein change Nahin ho sakta
@universalimpex3829 Жыл бұрын
Knowledge par excellence
@ummeali20922 жыл бұрын
اسلام حق ہے
@mohammedbashir12812 жыл бұрын
Islam is about science and religion you can’t have religion without science and science without religion, Allah gives proof of his existence through science, from the creation of planets , universes to the creation of star and moons from humans to animals and vegetation
@rizwanswati2 жыл бұрын
Aur most important is kitsb ka zimma RAB ALLAH ne khud leya hoa ha k isme koi b rad o badal nahu kr skta
@Awane25782 жыл бұрын
Plz believe Allah is one plz 🙏
@tamhidjani27192 жыл бұрын
Kabhi bhi Quran may tabdeeli nai hu sakti q k Quran logon ke dilon may hi
@muneebhassan82362 жыл бұрын
I agree with you 💯 percent, keep reacting to Dr. Israr Ahmad Sahab and you will understand everything, although I myself is from lahore in pakistan and understand punjabi 100%, Dr. Israr Ahmad Sahab was one of those two people including Ahmad Deedat, that inspired Dr. Zakir Naik to go out and tell the truth to the world, Dr. Israr Ahmad Sahab was an Islamic scholar who did not deviate from Quran and Hadees e Mubarak at all, not a jot or tittle. Keep reacting on Dr. Sahab's lectures and you will find every answer that you have in your mind. Loads of Regards and prayers from Pakistan 🇵🇰.
@RayBolt52 жыл бұрын
ISLAM MN HE KE DUNIA OR DEEN DONO KO SATH LE KAR JANA CHHAYE
@ajmersingh49672 жыл бұрын
Very nice
@usama60492 жыл бұрын
Nice parsion
@kashifsandhu85982 жыл бұрын
1 ,1 word Sach h sardar g it is our believe
@umayhabiba26092 жыл бұрын
Quran has never changed and it will remain same till the day of judgement because it is been memoried by millions of people around the world Arab, non Arab all and nobody can mess with it. Also Allah himself has taken the responsibility to preserve it till the day of judgement and He says that in the Quran. This is the miracle of the Quran you can go to any corner of the world, find the original Arabic Quran it will be exactly the same word by word as its first copy ever.
@Balochprank1973Dgkhan2 жыл бұрын
Thanks veer g
@maroofahmadmaroof56432 жыл бұрын
Subhan Allah
@shrafatjutt93682 жыл бұрын
سر اسلام میں قرآن مجید میں کوئ رد بدل نہیں ھے 1400سودسال پہلے اور آج بھی شرافت سندھو جٹ فیصل آباد پنجاب پاکستان سے
@Sobia-care2 жыл бұрын
1:45 true 100% true.
@sobansafi-ur-rahmanrahman19492 жыл бұрын
Answering your Questions with logic Quran mn 2 tarha ki batain btai gai ha. 1. Jo is dunya or sansar k baray mn hain. 2. Jo is sansar say pahlay ya marnay k bad wali Zindagi k baray main ha. Jo is dunya k baray mn ki gai hain un main say bht ziada science prove kr chuki ha. Or Jo mrnay k bad wali zindagi k baray mn ki gai ha us pay yaqeen krnay ka kaha gaya or uski logic or nishaniyan btai gai ha taa k hum uspay yaqeen krain. Iman usi cheese pay kia jata ha Jo Nazar na araha ho. Agar hum Allah ko bina daikhay mantay hain to uski Kahi baton ko b Bina daikhay manna paday ga. Or uski kitab ko b Allah ki kitab manna paday ga but with prove or Allah nay is bat k scientific prove diay hain Quran main taa k insan ko reserch krnay k bad yaqeen ajae k yah kitab waqai kisi insan ki nahi ha. Allah ki ha. Or is main ki gai her bat Sach ha. Allah ny challenge dia ha "Quran mn k agar Tumain( insano) ko lagta k yah kitab Kisi nay apnay pass say bna li ha to is Jesi koi kitab bna k dikha do ya phir is jesa 1 chapter hi bna k dikha do agar ni bna saktay to phir dar Jao us aag say Jo insano k leay tayar ki gai ha"
@globalsensemovement10222 жыл бұрын
Bhai khadim Hussain rizvi pr video bnaye plz 🙏❤️❤️❤️❤️
@sobansafi-ur-rahmanrahman19492 жыл бұрын
Dead bodys and mummys of "Firons" (Old Egypt kings) is also a big signs of Quran. Because Quran speak about firons clearly
@khalidaawan9092 жыл бұрын
Great video
@ranamuhammad96512 жыл бұрын
1 M ki advance Mubarak jnab.💐 love from Germany🇩🇪
@ameeranoortv81222 жыл бұрын
Masha Allah....
@abdullahahmedmalik8984 Жыл бұрын
Siwaye Islam k Baki mn milawat ha, it's true. Islam mn is liye Nahi kyu k Quran is safe, in pure form, nothing is updated, upgraded in Quran, it's in pure form. Baki mn upgrade Kia logon ne, so Baki religions Jo wo insan ne milawat ki hui, but Islam mn koi milawat Nahi. If AJ kal Muslim more practicing Nahi, it doesn't mean Islam mn milawat ha, today's some Muslims are like this, not Islam. Islam is a religion of peace and for all.
@abdullahzahoor30692 жыл бұрын
Big bang Quran main mention hai. Or universe expension bhi.
@Salar_Gujjar2 жыл бұрын
Good 👍
@vickychodhry94132 жыл бұрын
Paji Quran me completely likha h ye sem part surah Haa meek Al sajda me aap video banao ❤❤i love you paji
@indianzaikacookwithfarha Жыл бұрын
Assalamu alaikum paaji ( bhai ) mera naam Farha hai main ek muslim hoon apki vdos maine abhi dekhna shuru ki mujhe bahot acha laga dekh kar ke aap Sikh bhai hokar Islamic vdos bhi bana rahe hain lekin aapki last mein kuch confusions dekh kar mujhe thoda afsos hua kyunki Islam hume yehi sikha tha hai what is the way of life and what is the perpos of life main comments mein sabkuch detail mein samjha nahi sakti shayad meri comment thodi lambi hojaye but hum sabka farz hai ek dusre ko sahi rasta dikhana help karna insaniyat ke naate main apko sirf ek salaah dena chahti hoon ek bhai samajh kar aap ghalat mat samajhiyega main ye nahi kahti ke aap musalman ho jayen lekin itni guzarish zarur karungi ho sake tou ek baar aap apni language ki translation wala Quran Shareef zarur parhe kyunki jo vdo ki last mein apke sawal thay jo apke dil dimagh mein kuch aisi baatein jinhe aap samajh nahi parahe main 💯 percent apko kahti hoon inshaAllah aap Quran parhna shuru karenge apki sare sawalo ke jawab apko Quran e Kareem mein ek ek kar ke mil jayenge apki sari confusion door hojayegi kyunki ye bhi ek Qurane paak ka mojiza hai balki Quran is the miracle of miracles mojizo ka mojiza hai aur duniya mein jitni bhi kitabe aai Holi books apka kahna sahi hai sab mein milawat ho chuki hai lekin ek Quran Wahid kitaab hai jo 1400 saal mein jiska ek huruf ek word bhi change nahi hua iska proof ye hai ke Quran Shareef har musalman ko chahe wo kitna bhi bura ho Kam se Kam ek Quran ki ayat har musalman ko yaad hoti hai aur jo Alime Deen hain unhe tou by heart Quran hifz hota hai har ayata poori yaad hoti hai 1400 saal mein ek bhi ulma ek bhi molana alim ya kisi ne aaj tak ye nahi kaha ke humne Jo ayate yaad ki thi wo badal gai Quran jaisa Allah taala ne utara tha aaj bhi waisa hi hai ek word bhi idhar se udhar nahi hua hai aur agar aap. Quran Shareef nahi parh sakte tou main guzarish karungi atleast Dr Zakir Naik ki vdos zyada se zyada dekhiye inshaAllah apke bahot se sawalo ke jawab unse bhi mil jayengi kyunki wo har baat ka khulasa sirf Quran ki roshni mein karte hain aur science aur Deen se related har parda inshaAllah khul jayega please paaji meri request hai aap in dono mein se koi bhi ek kaam zarur kijiye shukriya 🙏
@marziasworld41872 жыл бұрын
Quran tamaam hakeekat ba asaani samjadeta h bs samajnay Wala dill hona chahiyay
@sukhdevsingh47962 жыл бұрын
Dr israr Saab bahut neck Dil Aadmi thi
@ummeali20922 жыл бұрын
صرف اسلام حق ہے
@mjequipments Жыл бұрын
Please read the last verses of surah AL Talaq.( chapter Divorce) of Quran .
@AbbasAli-wh7yr2 жыл бұрын
Great❤👌👌❤👌❤👌
@islamviralshorts12 жыл бұрын
Scientific community agree on big bang theory it is possible that in future it prove wrong but till now there is largely consensus in community,so universe has beginning it is not eternal
@ArifKhan-to8rx Жыл бұрын
Good
@muhammadfarhadsarwar45462 жыл бұрын
G brother we are special in this world we are ashraful makhlookat.
@hassanjutt462 жыл бұрын
Veer g Islam main ya zaror h hamary ulma hazrat main ikhtelaf ho ga mgr isalm Bada ni skta q k iski hifazat ka Zima myry Allah pak NY Liya hoa h
@MudassirNawaz-e4p10 ай бұрын
سائنس اس چیز کو مان چکی ہے کہ انسان اس دنیا کا رہنے والا نہیں کسی اور دنیا سے آیا ہے ۔۔۔۔قرآن سچ ہے اسلام سچ ہےبابا آدم جنت سے آیا ہے بھائی
@mudassarhussainshahg62742 жыл бұрын
Surah azhaz ayat nombir 72. Or surah ahraf 172 ki tafseer ki hai pr lain
@sheikhkashif96562 жыл бұрын
Qurin Pak chy koi malawat nhi hoi Ae Allah Tala dy sachi kitab ae Ty adi hifazat v Allah Tala ny apny zimy lyi ae. Quran asal halat chy mujod ae Ano paro samjo ty amal kro Taky asi kamyab ho skiye .
@muhammadboota2433Ай бұрын
ویر جی 1450 سال پہلے قرآن مجید نازل ہوا اور اس کا نسخہء برٹش لائبریری لندن میں موجود ہے ۔ اس کو اور اب چھاپے جانے والے قرآنِ کو دیکھ لو ۔ کوئی فرق نہیں ۔ ارشاد باری تعالیٰ یقیناً یہ قرآن ہم نے نازل کیا اور ہم اس کی حفاظت کرنے والے ہیں آللہ اکبر
@abdullahhassan28672 жыл бұрын
Dr israr ki orr bhee videos banayen please,,
@rasoolkhankhan19802 жыл бұрын
Paa Gi mubarak hu aap 1 den musalman hojaogay
@abdullahzahoor30692 жыл бұрын
Aalam-e-Arwah Big bang say pehle ka hai. Aalam-e-Arwah main insano ki rooh bnayi hai Allah Pak nay.
@salmanamirsalmanamir54052 жыл бұрын
ham log sik tbay ab musalman hain mayra ieman hain agar dil say dowa karo gay k us khuda ko dundun js nain muja banaya hai wo apni nishanyan dayka day ga
@ummeali20922 жыл бұрын
17:15 کوئی سائنسی طور پر ثابت شدہ بات، اسلام کے خلاف نہیں جاتی۔ یہ نا ممکنات میں سے ہے۔ مسلمان کا سمجھنا غلط ہو سکتا ہے، مگر قرآن کا ایک ایک حرف صرف سچ اور حق ہے۔ اسلام اور سائنس پر ڈاکٹر ذاکر نائیک کی ویڈیو بیسٹ ہے
@Sachadeen452 жыл бұрын
Paa jee tusi science or Religion d bary ich lecture share krny ny ty engineer muhmmd ali mirza dy kro. Bohat hi wdhyaaa gul krdy ny orgul v pury facts or figures nal.
@haris_fitnes58532 жыл бұрын
Humare Ek Allah k manne wale Haumare pass Ek Quran hai Jo direct Allah k Taraf se aai Milawat ka to sawal he nhi Hazrat.Muhammed S.A.W ne deen e islam ko mukammal kar dia Fir uske bad islam mai na kuch Add hua na minus Smjhe paji.❤👍
@youthrevolution29542 жыл бұрын
Adam was Not only first prophet but as well as first human being
@Balochprank1973Dgkhan2 жыл бұрын
Love you veer g
@mubasharshahzada93252 жыл бұрын
Good bro
@rifatsomro66625 ай бұрын
حضرت آدم سے قیامت تک جتنے انسان پیدا ہونے ہیں ان سب کی ارواح پیدا کردیں اور ان سب سے اس بات کا اقرار لیا اللہ نے کہ کیا میں تم سب کا پیدا کرنے والا نہیں سب نے اقرار کیا اور اللہ نے سب کو سلا دیا یہ پہلی موت تھی پھر انسان کی روح کو دنیا میں جسم میں بھیجا اور پھر وہ اپنی زندگی گزار کر مر جاتا ہے یہ انسان کی دوسری موت اب جب اس موت کے بعد اٹھیں گیں وہ ایک اور زندگی ہوگی اور یہ جو زندگی ہم گزار رہے ہیں یہ ہمارا امتحان ہے
@sameerbasit89572 жыл бұрын
Sardarji 'Who is Allah ' one Islam production pe reaction dijiye pls
@Gulchih Жыл бұрын
Arwah = plural of rooh He is talking about alam-e arwah (realm of souls which existed before material world came into being)
@shaziaashfaq55672 жыл бұрын
Yes brother nice video
@anwarkhan60762 жыл бұрын
Excellent review Sir g 👍
@ummeali20922 жыл бұрын
سردار کہہ رہے ہیں کہ کوئی چیز ردوبدل کے بناء ممکن نہیں، اور آپ فرما رہے ہیں کہ بہترین ریویو۔ استغفر اللہ حالانکہ قرآن میں کوئی ردوبدول نہ ہوا ہے نہ ممکن ہے