Рет қаралды 43,300
Aa Gya Hai Mahfil Me Kafela Sakina ka | Mudassir Jaunpuri 2024 | Jashn e Shahzadi Sakina (s.a)
FULLVIDEO LINK = www.youtube.co...
azadarimaniyarpur
#live
#new
mudassir Jaunpuri new Qasida
mudassir Jaunpuri new manqabat
mudassir new Qasida 2024
new Qasida
@Azadari_Maniyarpur
Minjanib : Anjuman e Haideriya Maniyarpur Sultanpur
Venue : Rauza E Bibi Sakina (s.a) Maniyarpur
#azadarimaniyarpur
#live
#maniyarpur
#jashnesakina
Lyrics Here 👇👇
Saath Saath Akbar Ke Hai Chacha Sakina Ka
Aa Gya Hai mahfil Me Kafela Sakina Ka
Wo Hussain ki Madar Ye Hussain Ki Beti
Fatima Ki Beti Hai Tazkera Sakina Ka
Shaam Ke Andhero Par Subha Ban Ke Chaya Hai
Ek Mazaar Zainab Ka Dusra Sakina Ka
Chaar Saal Tak Apne Seene Pe Sulaya Hai
Shahe Dee Batayenge Martaba Sakina Ka
Zulm Aur Masaib Se Shaam Tak Nhi Haari
Sabr Shah Karta hai shukriya sakina ka
Jitna Zulm Badhta Hai Utna Shukr karti Hai
Mushkilen badhati hai hausla Sakina ka
Tere Haath kya Aaya Ahle Shaam Ke Hakim
Ab To kaid Khana bhi ho gya Sakina Ka
Lanato Se Toda hai Ettehad Ka Bandhan
Yaad Aa Gya Zakhmi Jab Gla Sakina Ka
(