supporting document kiska rahega applicant ka ya HOF ka
@mdr313211 ай бұрын
Sir मैने किया tha lekin tecnical error bolke bohot din ruk ha hai.ab request cancel karne ja raha o bhi nahi ho raha hai
@ab7804410 ай бұрын
1947 par baat kr ke unko kahna hoga request cancel k liye
@allinformation3517Ай бұрын
Hello bhai supporting documents mein 10th ki marksheet dal sakte hai kya
@swatibajpai2543 Жыл бұрын
Sir..mere father ki death ho chuki h pr mere phle adhar card me papa ka naam use h ...ab agr me mummy ke adhaar card se apna adress leti hu to mummy ka naam show hoga to koi problem to ni hogi usse ?
@Govtmitra Жыл бұрын
Koi issue nahi..bus c/o me mummy ka name aa jayega
@velsamwined9597 Жыл бұрын
Sir completed but when I downloaded and check it's in C/O (care of) instead of W/O.. What shall I do?
@Govtmitra Жыл бұрын
Ab Jo abhi aadhar card use hota hai usme c/o hi likha aata hai ..H/o, F/o ya W/o nahi
@velsamwined9597 Жыл бұрын
@@Govtmitra Sir can you reply me in English..?
@Govtmitra Жыл бұрын
According to new rule there are c/o instead of f/o, s/o etc..
@velsamwined9597 Жыл бұрын
@@Govtmitra Thank you
@Nabajyoti7779 Жыл бұрын
Driving licence ..support karega kya
@divesharora5704 Жыл бұрын
Bhai care off me agar mother name aa jaega to future me issue to nahi hoga ye btado
@Govtmitra Жыл бұрын
Koi issue nahi hai but father name ho to accha hai
@Agrahariy0019 ай бұрын
Kya HoF based aadhar service se Address aur relationship ke alawa mobile number bhi change ho jta hai...jaise married women k case me father ki jgh husband ka mobile number update ho jta hai ya alag se karwana pdta hai?
@Govtmitra9 ай бұрын
Mobile number update nahi hoga sirf address aur c/o change hoga hof service se
@chanderpaswan130511 ай бұрын
Bhai guardian to sirf father or mother hi ho sakte h na, ye minor k liye hota h
@Shashi-sy4zv Жыл бұрын
Brother mujhe apne address update krna hai husband ka naam padega kya c/o me ? Puri process btye plz
@Govtmitra Жыл бұрын
Hof ka name print hoga c/o me..
@Shashi-sy4zv Жыл бұрын
@@Govtmitra jaise mujhe adhar pe sasuraal ka address update krna h to uske liye kya kre ye byte ??
@Govtmitra Жыл бұрын
Hof service se update ho jayega video channel par available hai ..c/o me apke husband ka name ayega agar ap hof husband ko banate ho..but dhyan rakhna apke pass relationship document hona chahiye yani aisa document jisme apka aur apke husband dono ka name ho jaise ki marriage certificate.. document nahi hai to ap self declaration form se bhi address change kr sakte ho hof service me..HOF SERVICE ki sabhi videos channel par available hai
@fandamruwaleka89828 ай бұрын
Bhaiya mai change krr rha tha but usme husband ka options nhi a rha care of me
@Govtmitra8 ай бұрын
New video channel par hai wo dekho
@Mask_Rr Жыл бұрын
Sir yeh batao ki mere father name galat h To hof se ho jayega kuki My aadhar me villege nhi dikha rha h
@Govtmitra Жыл бұрын
Jo address apke father ke aadhar card par hai wahi apke aadhar par bhi print hoga agar ap HOF Father ko banate ho
@Mask_Rr Жыл бұрын
Sir father ka name bhi jo unke aadhar me vo aayega Kuki father ke aadhar mai name shi h Mere aadhar mai father name galat h
@Govtmitra Жыл бұрын
Yes wahi ayega
@heart_catcher8027 Жыл бұрын
Sir brother k address par banwaye tho relastionship proof kya den thank you reply k liye
@Govtmitra Жыл бұрын
Brother ke aadhar se mat banwao ..hof ki jagah NORMAL PROCESS se address change kro..hof se karoge to c/o me brother ka name AA jayega
@heart_catcher8027 Жыл бұрын
@@Govtmitra normal me hmara address proof maang Raha hy na Jo ki nhi hy
@Govtmitra Жыл бұрын
Uidai standard certificate form use kro ..certifier ke sign karwa ke upload krdo address proof ki jarurat nahi.. normal process se hi ho jayega
@heart_catcher8027 Жыл бұрын
@@Govtmitra thank you
@Assames_Boy Жыл бұрын
Bhai me apna wife ka Aadhar Address pe mera aadhar correction karna hai toh care of me wife ka name ayega kya?
@Govtmitra Жыл бұрын
Yes
@Itshortremix11 ай бұрын
Father name ke pahle C/O nhi liha to chalega kya
@Govtmitra11 ай бұрын
Hof me c/o likhne ki jarurat nahi hoti apne aap print hokar ayega c/o
@Itshortremix11 ай бұрын
@@Govtmitra Adress update me C/O apne aap nahi lkhkr Aa rha ,kya kru
@Govtmitra11 ай бұрын
Bhai jab update hoga tab ayega c/o me hof ka name ..phle update to hone do
@sherug4632 Жыл бұрын
Sir mere husband se alag huwi hon mai maike mai ake rahi hu adhar card pe address husband ka hai ab maike ka karan hai kaise kana sirif address cheng karna hai husband ka naam rahena hai
@Learner-u1b6 ай бұрын
Sir mene S/O jaga mene father likha hai koai problem
@JohnKhan-y9x10 ай бұрын
Mujhe ye jaankari nahi thi maine apne czn bhai ka lga diye address me ab unka naam aa jayega ab kya karun koi solution 😢
@leenabisht5793 Жыл бұрын
Hof based address change me kitna time lgta h?? 5 days ho gye abhi tk update nhi hua because direct change krne me to 2-3 din me change ho jata h
@Govtmitra Жыл бұрын
Hof se request accept karwao uske baad 15-20 din me ho jayega
@leenabisht5793 Жыл бұрын
@@Govtmitra sir, mera reject ho gya due to data process error. Or dobara apply nhi ho paa rha h, show ho rha h request is under progress jb ki reject ho chuki h. What to do? Plz reply.
@Govtmitra Жыл бұрын
Portal par update hone me thoda time lag sakta hai..2-3 din baad check kro apply ho Raha hai ya nahi then dobara se try kro..aur sabhi process thik se follow Karo khaas taur par supporting documents upload jisme apka aur hof dono ka name hona chahiye, video channel par hai.. documents sahi honge to jarur accept hoga
@leenabisht5793 Жыл бұрын
@@Govtmitra ok. Thank you
@leenabisht5793 Жыл бұрын
@@Govtmitra sir 3 din ho gye h b , jb bhi apply kr rhi hu dobara to vhi aa rha h request is under progress. Sir, koi solution h iska because mujhe updated aadhar urgently chaiye
@Mahimacamera11 ай бұрын
Update hona me kitna time lagta hai
@Govtmitra11 ай бұрын
15-20 days approx
@neelmodi8648 Жыл бұрын
Sir mene abhi hi Ghar change Kiya he and only rent agreement hi he address proof to rent agreement ka konsa page upload karna rahega ?
@Govtmitra Жыл бұрын
Rent par reh rahe ho to hof service se address update nahi hoga ye facility sirf family members ke liye hai ..normal process se change kar sakte ho rent agreement ke sabhi page scan karke ek pdf bana lo aur fhir myaadhar portal se apply krdo..ya fhir aadhar center ja sakte ho
@neelmodi8648 Жыл бұрын
@@Govtmitra and sir abhi hi apna khud ka ghr liya he to jo ghr ke documents he to uska konsa page upload karna he address proof ke liye bcos abhi hi liya he to gas bill light bill kuch bhi nhi he and adhar card ka address change krna urgent he so ...
@Govtmitra Жыл бұрын
Supporting documents ki list download krlo sab details di gayi hai usme..video channel par already hai
@spo360511 ай бұрын
Mene apne elder brother ki adhar card se address change kar liya . Koii problem tu nahi ho ga. Na sir
@Govtmitra11 ай бұрын
C/o me uska name ayega jisko hof select Kiya hoga
@ashishshankhwar5751 Жыл бұрын
C/o hee aata h husband ke address se karege to w/o nhi aayega
@aniketsarvade6247 Жыл бұрын
Request accept karni padti hai kya hof ko login karke
@Govtmitra Жыл бұрын
Yes
@aniketsarvade6247 Жыл бұрын
@@Govtmitra reject hogaya
@factsandtechnology7400 Жыл бұрын
Bhai ek bAt btao jaise adree proof k form aata h usme m certifier principle bhi ho skta h ky kyunki usme ek option educational k bhi h pls reply
@Govtmitra Жыл бұрын
Yes ho sakta hai kyuki wo bhi educational institute ka head hai .But mai apko recommend krunga MC ya MLA ko certifer banao jyada chance hai form accept hone ke
@ekamgambhir9505 Жыл бұрын
Meri request reject ho gyi h
@रोहितपारधी-छ9म Жыл бұрын
सर किती दीन मैं अपडेट होता है
@KK-gc4tb Жыл бұрын
Sir , mera name shambhu hai Main west benghal se hun Main chata hun mumbai me aadhar adds transfer hojaye Mumbai me koi bhi aads prof nahi hai kaise hoga Addra change
@Govtmitra Жыл бұрын
Ye video dekh lo .. kzbin.info/www/bejne/pIXCf2qZds6kiac
@SultanKhan-vk9uw Жыл бұрын
First time login kiske aadhar se karna 2nd time kiske aadhar se login karna
@Govtmitra Жыл бұрын
First time jiske aadhar me address update karna hai..Second time jisko hof banaya hai uske aadhar se login krna hai .. Detailed video channel par hai dekho
@arifking8076 Жыл бұрын
Bhai mujhe apni wife ka naam father jagah apna karna ha kya ho jyega change ishe bataiye bhai
@Govtmitra Жыл бұрын
Yes
@benatural6454 Жыл бұрын
Sir wife ke aadhar card me W/o aa jayega kya
@Govtmitra Жыл бұрын
Ajkal aadhar card me c/o hi print aata hai w/o ya h/o nahi aata
@BVCn107 Жыл бұрын
Sir wife update Kiya hu c/o husband ka name a jayenga sir Kitne din mein update ho jata hai sir
@aashi_shukla Жыл бұрын
Sir address hof wale ka hii aayga kya mere adhar pe kyuki mujhe dusre state ka address chahiye
@Govtmitra Жыл бұрын
Yes HOF ka address hi apke aadhar par print hokar ayega
@aashi_shukla Жыл бұрын
@@Govtmitra thanks sir
@Jackie-sq2mc Жыл бұрын
Supporting documents kis ka upload karu??? Mera ya ??? Mother ka???? Please reply
@ritiksain8330 Жыл бұрын
@@Govtmitra bhai maine mera kar diya hai ab kya kru
@Govtmitra Жыл бұрын
@@ritiksain8330 request accept karwao hof se
@ritiksain8330 Жыл бұрын
@@Govtmitra karwa di bhai
@ritiksain8330 Жыл бұрын
@@Govtmitra ho payega ya nahi bhai
@Govtmitra Жыл бұрын
@@ritiksain8330 hoga bhai..Wait kro kuch din.
@Himanshu_jha-v2o Жыл бұрын
Sir c/o me agar grandmother ji ka name aaye to koi dikkat to nahi hogi
@Govtmitra Жыл бұрын
Dikkat to nhi hogi but father ka name aaye to accha rehta hai
@manojpandit.1928 Жыл бұрын
But bhaiya hof service me to self declaration form se ho jata hai ye btaya gya hai ,, Kisi other person k signature ki jarurt hi nahi hai.... Aap kuch or hi bta rhe ho 🤔🤔🙄🙄🙄
@Govtmitra Жыл бұрын
Hof ka documents nahi hai tab AP self declaration upload kar sakte ho.. otherwise apko list me se koi aur document select karke upload karna hai..aur video me Maine c/o ke bare me information di hai
@Himanshu_jha-v2o Жыл бұрын
Sir Mane apne grandmother ke name par address change kar ha kya ho jayega
@AshishKumar-cb8mg3 ай бұрын
@@Himanshu_jha-v2o hua khy bhai tera mujhe bhi karwana hai grandmother ke name par .... Aur agar hua hoga tho C/O mai kiska naam hai....
@Himanshu_jha-v2o3 ай бұрын
@@AshishKumar-cb8mg grand mother ka aa jayega
@Himanshu_jha-v2o3 ай бұрын
@@AshishKumar-cb8mg phir vaha ka proof banawa ke mane dubara change kar liya tha phir papa ka ho gya tha
@AshishKumar-cb8mg3 ай бұрын
@@Himanshu_jha-v2o bhai ghar se hi ho jayega naa online.... Tum kese kiye thai.. Aur banne mai kitna din laga bhai
@onelovemahadevv Жыл бұрын
bhai grandfather k name se update ho jayga kya address?
@Govtmitra Жыл бұрын
Yes
@rkstudio7604 Жыл бұрын
Bhai friends ka adhar address pe adhar card address change kar sakte hain kya
@Govtmitra Жыл бұрын
Nhi..Family member hona chahiye
@nailstudio5068 Жыл бұрын
kitne din me ata hai sir
@nailstudio5068 Жыл бұрын
ap sbko reply karte ye dekh ke mene comment kiya hai
@Govtmitra Жыл бұрын
Status check kro..Update hote hi aa jayega
@nailstudio5068 Жыл бұрын
@@Govtmitra sir update kitne din me hota hai apply ke bad?
@deputydhunna1210 Жыл бұрын
Sir kitna time lagg jaata ha hof update hone me
@Govtmitra Жыл бұрын
Within 90 days
@js8997 Жыл бұрын
15 day
@navleshyadavhha8302 Жыл бұрын
Kam karta hai ki nahi
@vedikagupta536 Жыл бұрын
Sir, maine SRN number ko dashboard mai available ek option "Hof address update" mai type kiya but abhi de Raha authentication failed. Aise mai kya Krna chahiye sir?
@Govtmitra Жыл бұрын
Hof based address update kaise karte hai full video channel par hai watch kijiye