Hamare bike repair ki shop hai par bullet ka kam nahi karte the apki video dekh kar karne laga hu love you brother❤❤❤
@PaumadiAao6 ай бұрын
Classic ka sabse bhada problem tho self assembly ka he... jo itna daam he or saat me jaldi karab ho jata he
@abuansari72756 ай бұрын
Are mere bhai kya baat hai lajawaab mashaALLAH 😅 👌👌👌
@johnson.dcruz_6 ай бұрын
Bhai meri bike mai yahi dikat hai hai.same yahi problem hai.jaldi aapke pass aaunga
@bibekanandabadajena52166 ай бұрын
Always waiting for your new video love you brother
@kajalchatterjee2642Ай бұрын
Respected sir, may electra 2004 use kar raha hun. Engine oil castrol GTX 20w50 suru se use kar raha hun our clutch box ke liye castrol ki 10w30 engine oil use kar raha hun. Par GTX car ke liye recommended hay. Kindly advise kijiye kon si mineral engine oil use karun. Thank you.
@rajeshkumbhar34026 ай бұрын
Love from odisha ❤
@SumitBisht06 ай бұрын
Bhai ko mehnat misunderstanding ke liye karni padti hai 🙂
@rahuljangral54656 ай бұрын
Meri classic mein neutral mein bhi kabhi kabhi self nhi lagta....jaise ki bike thandi ho....tab nhi lagega amp meter mein thodi fluctuations hoti hai but self nhi lagta
@rajkumarponnala89796 ай бұрын
Perfect mechanic good
@vishalshinde90226 ай бұрын
This salutations is very competitive
@ClashWithArthur6 ай бұрын
Exaact problem ki wajese parwshan tha rummy bhai. Clutch switch bhi badalaya tha mene par do din bad wapas problem ane lagi
@ajitmehta73926 ай бұрын
Jo gt 650 dikhai aapne iss video me ussme cluch ke upper oil ke dabbi lagi hui. Hai ....kya aap usse hydrolic cluch karr rahe ho to plz iss pe bhee detail video banayo
@rahulgautam79464 ай бұрын
Same problem Liver up down Electra self kitny ka hai bhai
@PinkiDev-hu1zm6 ай бұрын
Bhai 30 days 30 video challange kro ❤
@ominmodi15426 ай бұрын
Informative video sir ji 👌👍.
@Sgmmotorcycle12346 ай бұрын
Bhai apki ek help chiye thi old model ki all nut bolt kit ka part number mil skhta h kya
@yatrionyatra6 ай бұрын
7:45 Bhaijan great information but Ek doubt hy jab aap self laga rahay ho tab indicator ki light blink ho raha hy is it good or something issue
@nikhilbais92353 ай бұрын
Hazard flasher laga huaa hai
@roshanshah10636 ай бұрын
Is there any problem in bs4...
@asifmattoo58215 ай бұрын
My neutral light works fine when I put power key in but when I start the engine it goes off and doesn't come on again untill I switch off and on the key again..... Works fine when engine is not running/idle...what could be the problem????
@hargunrana73396 ай бұрын
bhai roots k horn k uper bnao video pls 🙏🙏🙏🙏
@bijoyrai43486 ай бұрын
Bhai thunderbird 350 mai tapit ka sound aa Raha hai aur rear brake bahut hi kam lag raha hai? Please suggest me how to fixed it?
@NiranjanKumar-no2nc6 ай бұрын
Bhai same problem hai Mera bike me kya keru ya new cluch Bina change Keya hua
@altafghazi24405 ай бұрын
Bhai bs6 bullet reborn ko carburetor me convert ki video laao
@zaminhaidry6 ай бұрын
I will prefer to change clutch switch only ₹50
@addictedpreet6 ай бұрын
Bhai aapka face rajat dalal se kaafi milta hai
@sanjaynimje65676 ай бұрын
Very nice👍👍👍👍👍
@yashjain84576 ай бұрын
Tank me gas ban rahi h.. plz uspe ek video bana do
@DESTRUCTIONHOUSEGAMING6 ай бұрын
Yeh btao turbo wali bike kha hai. Kab puri karoge
@ShivamThakur-sk6pw6 ай бұрын
Bhai thunderbird mai metar problem bhut hai metar chalu hai neutral par metar ke light rahte hai or engine on karte hai 5sec bad light band ho jate hai or metar working rahta hai koe solution bto plzz
@timoz86486 ай бұрын
Make video on j series engine problems
@dabbikarnarsingh81406 ай бұрын
Nice information bhai
@headstarofficial16296 ай бұрын
Mera clutch dabane par bhi nahi hota kai bar
@user.Himanshu-sharma_006 ай бұрын
Mere bhai ek video gt ke con seet kese nikale banao
@kanhaiyagupta46416 ай бұрын
Nice video bhai
@anujsingh141326 ай бұрын
Bhai Google per shop ka name kya hai aapki
@raideshaikh57056 ай бұрын
Bhai tumne hunter ke patakhe kaise
@asifmattoo58215 ай бұрын
Meri light neutral dikhati hai jab key on kartey hai lekin jaise hi bike start karte hai to neutral light gayab hojati hai fir tab tak nahi ati jab tak bike vapas off aur on na kar de... Kya problem hogi sir ??? Neutral switch to kaam kar raha hai lekin engine on hotey hi light gayab hojati hau
@imanonymous76 ай бұрын
Mera chamber toot gya tha wo new lgwaaya abi leak kr rha hai bhut what to do???
@BEING-HUMAN-STUDIO6 ай бұрын
J series engine se jada uce engine wali bike market mae jada hai aur unme problem bhi.
@Meteor-id6ve6 ай бұрын
God bless you
@amitnariya28636 ай бұрын
Thank you so mnch sir
@ramrakhasingh92196 ай бұрын
Sir ji mere pass same royal enfield hai bahut mising kar rahi hai kya kru
@ashutoshkumarsingh42236 ай бұрын
Bhai turbo ke bare me koi update
@hasnainshaikh72586 ай бұрын
Turbo???
@anshumansingh57756 ай бұрын
Winter me cold start se bhi chhutkara dilado
@lieut.commanderbhupesh18246 ай бұрын
Bhai master cylinder kb khrab hota Kaise pta chalta h informative video banao jisse hum educate ho
@Bhuvi16246 ай бұрын
Hello Guys.... Apke channel ko Both KZbin aur Instagram dono mai follow kar raha hu...Aur is problem ka Solution aapke videos me search karaha hu par mili nahi . HELP KARDO MERI Meri gaadi me ek problem hai Bike: Classic 350(2016) Problem: Battery Drainage Mai ne check karwaya tha battery barabar charge ho raha hai, battery bhi 6 months nayii hai, Lekin start karne wakt battery mai charge nahi hota, 30-40 kick maarne ke baad start hota hai,fir uske baa battery ek dam theek kam karta hai, agar iske baad bike 30min off karke bhi on karu to start hota hai, lekin vahi agar 2-4 hr ke baad start karu to nahi start hota hai... Do baar battery badal lii, charging bhi teek taak hai, Dikat kaha hoo rahi hai pata nahi, Lagta hai battery kahi se drain horaha hai.. Kya me teek hu yaaa kuch aur problem hai... Mera hindi galat hua hai to maaf karna,
@dakshsuryanofficial28463 ай бұрын
Bhaiya meri bike ka self kaam nhi kr rha H us me tik tik awaz ati H self marne pr kya kru
@bulletbhaskar696 ай бұрын
What is the diot number ?
@jigneshsoni61746 ай бұрын
Same problem last 2 year
@santoshporte86936 ай бұрын
Mere bike me same problem hai bhai
@amitnariya28636 ай бұрын
Good sir
@shivamaparnathi78446 ай бұрын
😊😊
@abuansari72756 ай бұрын
Ok I understand 😂😂😂
@RajendarKumar-es5kj6 ай бұрын
Nice English.
@rohitnaidu90536 ай бұрын
Ye problem mayre Honda shine may bhi hai
@Delhirider77716 ай бұрын
Bhai meri 2023 electra me el problem aa rhi h petrol hone k baad bhi missing krti h.. Kaafi.. 15-20 km chalane k baad ye dikkat aa rhi h
@ayeraju68516 ай бұрын
Petrol me water hoga shayad check kro, ho sake toh tank clean karwao
@Delhirider77716 ай бұрын
@@ayeraju6851 Nahi bhai aisa to nhi h.. Jb bike heat hoti h uske baad hi ye dikkat ho rhi h
@badboymonster3616 ай бұрын
Mera Bajaj v 15 bike me bi ase horahahai
@Amulnaiks6 ай бұрын
Ye problem hai par Jo tumne kiya wo jugad hai
@kishanmanpalikhe6 ай бұрын
switch and lever set put of pulsar 180 new best and never problem
@mr.joysadff52196 ай бұрын
Mera classic 350 asa hota hai kavi kavi
@mdazizkhankhann26696 ай бұрын
bhai hyderabad ma royal enfield blast hua 3 lok death blast kyu hoti hai bhai bike
@kishanmanpalikhe6 ай бұрын
if you put pulsar clutch switch all this diodle always inbuilt
@ranayadav11916 ай бұрын
❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@surajitsharma01436 ай бұрын
Bs 4 glamour me v hey
@SagarSingh-fr1pf6 ай бұрын
❤
@jamesrynghang14696 ай бұрын
Can u tell me your location bhai
@drawwithsujal98986 ай бұрын
❤❤
@Nbgroup996 ай бұрын
Aapke pass bullet bhejna h Rajasthan se kese bheje
@amitnariya28636 ай бұрын
Pura set part no bhejo
@ganeshannewar89056 ай бұрын
Petrol tank me se avaj aa rahi hai bhaiya
@AJAY75096 ай бұрын
bro is he rajat dalals brother
@madannishad51536 ай бұрын
My Apna old bullet Kud banna chata hu Gaedu chahiy
@ashifmalik43586 ай бұрын
Itni let video esa chlega bhai
@01Keepsmiling6 ай бұрын
Turbo GT 535
@abuansari72756 ай бұрын
Nazla, zukham ho Gaya hai lag raha hai bhai ko
@bhaifanbanter66836 ай бұрын
Awaaz khaa gyi
@Camerarollindia6 ай бұрын
Bhai work out karo aapka pet barhh rha hai
@bulletrajamacenical44246 ай бұрын
Jugad h bhai ye
@jigneshpatel73726 ай бұрын
RE ka material bakwas hi hota he
@t.kkopak36273 ай бұрын
Contact ni. Please
@birenderrajput44 ай бұрын
Mobile number send krna bhai or Ap ki shop Kha h
@MohitKumar-lh7qq6 ай бұрын
Contact number apka
@SSFITNESS7866 ай бұрын
Asalamualaikum bhai pls aap ka number do