I own and ride Enfields since last 25 years. Currently own 3. Surprised to see riders not able to diagnose and do even basic fault finding. Sab cone set ke peeche pade hue hai😂😂
@msnirajagrawal20 сағат бұрын
Bhai sahab ab chhapri se kya ummeed kar sakte ho . Uske bike riding style ko dekha na aapne! Khade ho kar kaun RE chalata h bhai!! Ya to papa k paise ya lamba EMI hi langoor k haath angoor explain kar sakta h 😂
@rajantrs1Күн бұрын
Wheel ko haath lagake na dekhnewala kaheka rider hua....
@shivampatrekar23 сағат бұрын
😂😂
@Azizkhan-ce9em20 сағат бұрын
🤣🤣
@abhijeetkumardas922823 сағат бұрын
Rummy bhai you are doctor of bikes..too good
@peero95Күн бұрын
Old bullet par twins Spark plugs par video banao CI engine wali please
@kiranjetty20 сағат бұрын
very good job bhai, God bless you.
@Shibun199210 сағат бұрын
Sahi he 😂😂❤❤❤
@sarvejeetsehrawat314222 сағат бұрын
Good job 👍 Rummy bhai salute to you ❤ byk's ka 👑
@ArifKhan-zs8cpКүн бұрын
HLO SIR.. Meri electra 2012 uce model mein ek dikkat aa rhi hai... Uska 1st gear theek dal rha hai.. Lekin jab bhi 2 gear ke baad koi bhi gear daalo to 2 click mein lgta hai... Aur agar galti se 1 click lga diya to kind of neutral si ho jaati hai... Aur ye cheez har gear mein hota hai... Mene clutch plates change krvaali.. Mene gear changer change krvaa liya.... Aur ye dikkat itni badd gyi ki ye ek din 3-4 gear ke beech mein band khadi thi.. Mene kick marke start kri to hogyi... Aur ek gear down kra ye soch kr ki 1st gear lga hai... Lekin lga 3rd... Mechanic se baat kri to bol rha hai ki engine khulega aur gear ki jalebi change hogi.... Pls help and suggest ki mujhe ye krvana chahiye ya nhi.. Mein karnal , haryana mein rhta hoon..😢😊
@jaspreetsareen1455Күн бұрын
Rammi bhai rocks
@sza867922 сағат бұрын
Himalayan 411 ... 60 speed sa jiyada jane par Handle thora wobbling karta ha and Handle sa hath hatane sa bike right side sala jata ha , barring change kiya abb dakh raha hu front wheel Thoda Tedaa ha eseliya problem ho raha ha kiya please anyone help me 🙏❣️
@SatyajeetSinha-d1fКүн бұрын
disel bullet pe video lao
@ZainAli-eu2mw16 сағат бұрын
bhai ye rider to bahoot dara hua hai 😂😂😂😂
@NaveenKumar-rk1we8 сағат бұрын
Bahii apko shop kha pe hai muje bi apni Himalayan 411 dikhani hai
@rajeshtiwari100412 сағат бұрын
Bhai turo wali bike kaha h
@TAKinPolandКүн бұрын
Good Job!!!
@dabbikarnarsingh814023 сағат бұрын
Nice information bhai
@tanishkverma107819 сағат бұрын
love you rammy bhai
@luckyautoservice8135Күн бұрын
video sabhi dekhta hu but bullet ka kaam nahi karta hu sirf is liye imandar banda hai ❤❤❤
@princeaggarwal8224Күн бұрын
Wheel bearing kaun si company ki best rahte hain
@sureshnayak3128 сағат бұрын
Sir kindly make. Ome videos abouts super meteor 650 cc
@adityakadav341023 сағат бұрын
Hiii rammy bhai , mai Maharashtra se hu Meri classic 350 bs6 2022 model hai Mere bike ki oil level bhi ekdam perfect hai But bike left side tilt karta hu head mai se tik tik tik avaaj aati hai aur jaise hi mai right side tilt karta hu bike toh avaaj band ho jaati hai Please bhai help karoo aap hi last hope ho Koi bhi mechanic solve nahi kaar paa raha showroom mai bhi exact problem nahi baata rahe plz aap hi batao kya problem ho sakti hai
@utpalgogoi395317 сағат бұрын
Bhai hamara ek Bs3 bala hero super splander hai isme ek problem hain ki Break marne se head light deem ho jati break marne se horn ka soun kom ho jati hain Abhi tu new battery logai tha lekin battery bhi down kor dia self hi nhi le rhi thi . Break light bulb bhi change kiya lekin problem solve nhi ho raha hain Aap kuch solution de sokte hai kiya plz bhaia paresan ho goya . Plz kuch solution botau.
@JITENDERRAOSAHAB23 сағат бұрын
Repairing cost u charge for this ??????????
@ghatakbulletКүн бұрын
Rummy Bhai Classic 350 Reborn tappet noise pr video banao
@AbdulHameed-ge4ehКүн бұрын
Super say oupar ❤
@sriPacificКүн бұрын
we got back to back 4 videos before gta 6
@luckyautoservice8135Күн бұрын
banda thora sa free hua hai ya koi banda rakh liya hai is kaam ke liye 🎉🎉🎉
@RC-et9jyКүн бұрын
This issue happens when tyre air pressure higher then the specification. This will damage bearings very early.
@Prateek_Rathee2102Күн бұрын
Kaise?
@RC-et9jyКүн бұрын
@Prateek_Rathee2102 Higer air pressure makes Tyre hard on bumpy roads and directly it will be impacted first on bearings. Use air pressure as mentioned in service manual.
@khalilahmed7121 сағат бұрын
Ye kahte h hum rider h bhai hum bhi bike chalate h bike ke upar bethte pata chal jata h kya aur kaha problem h
@mittersen492323 сағат бұрын
Address batao bhai meko bhi ana hai bullet leke bohot dikkat hai