اللہ تعالی ہم سبکو اپنے اور اپنے حبیب کے گھر کی حاضری بار بار نصیب کرے آمین ثم آمین یا ربالعالمین دعاؤں کی درخواست ہے
@TABASSUMQURESHIOFFICAL3 ай бұрын
Javeria aa gyi he madina se vapas
@dr.fareehazia63733 ай бұрын
ALLAH HUMMA Ameen Ameen suma Ameen YA RUBUL AALAAMEEN YA ARRHAMAR RAHEEMEEN YA ZALJALALI WALIKRAAM YA HAYYO YA QAYYOM
@AminaKhan-wn8mi3 ай бұрын
Api hm kl Umrah kr k wapis ay hain Alhamdulillah ore apki tip ki wja sy main Hajr e Aswad ko bosa dy pai Allah (SWT) apko jaza e khair ata kry.Apky lye wahan b bohat duaen ki main ny Allah Paak qubool frmay .
@shahkarkhalid343 ай бұрын
Aameen ya rabbul Alamin Aameen in sha Allah rahman 🤲
@bintkashmir83373 ай бұрын
Aameen Ya Rabbul Aalameen
@meharsgallary36394 күн бұрын
Plz aap aese hi tips deti rahen.. inshallah main apne ammi abbu ke sath is saal pahli baar hajj ko ja rhi.. inshallah inshallah..apki in tips se bhot fayda hoga..hame in sab ka koi idea nhi hae...main ise apne ghar walon ko bhi forward karti hun taki vo bhi samjh saken..❤❤
@ayeshashaikh78213 ай бұрын
Your tips are very useful for me because I am also going for haj 2025 In sha Allah
@Tulip16593 ай бұрын
Ma sha Allah
@Ummeed8883 ай бұрын
Assalamu alaikum w Rahmatullahi w Berkatuhu I am too going for hajj in 2025 INSHA ALLAH. I am confirmed selected. Dua ki darkhawst hai. I am from india.
@Mishkaatvlogs2 ай бұрын
MEN B jarai hon haj 2025 men Inshallah 😊
@Ummeed8882 ай бұрын
@Mishkaatvlogs Mai bhi INSHA ALLAH in 2025
@Mishkaatvlogs2 ай бұрын
@@Ummeed888 Inshallah Allah ne chaha TU mulaqaat Hogi
@SajidaNasreen-w3t15 күн бұрын
جذاک اللّٰہ آپ نے بہت اچھے مشورے دیے ہیں اللّٰہ تعالیٰ آپ کو اس کا اجراعظیم عطا فرمائے آمین یا ربّ العمین 🤲♥️
@kausarnaseem18976 күн бұрын
Ameen summa ameen ,Allahtalla apki bhi tamam faiz manata muradain puri kara ameen apna bhut achha tip diya jazakallahu khetan kasira ❤
@co.co4718 күн бұрын
Jzaak Allah Khalid. Nice tips. One thing for ladies is wear skin coloured inner ware , they are least visible even under white clothing. We make a big mistake of wearing white under white. You can try both and difference will be visible . This tip is not only for us rah but for everyday life.
@Ahmed-eh4xf3 ай бұрын
I stitched long A line shirt with round neck and buttons . Abaya was close from front it’s a Aline shirt and I told tailor to compare with shirt. Abaya should be 5 inch more then shirt. Like if my waist is 22 then in abaya it will be 26/27 and from hip to bottom loose . That was best for hajj and umrah
@amnamughal76483 ай бұрын
جویریہ پلیز میرے والدین اورمیرے لیے دعا کرنا میں اس سال اپنی امی ابو جی کے ساتھ حج پہ جا سکوں آمین
@Tulip16593 ай бұрын
Ameen
@Ummeed8883 ай бұрын
انشاءاللہ آمین ثم آمین
@MuhammadUsmanali-ju1xi2 ай бұрын
In Sha Allah allah ho ameen
@sadafnoman78352 ай бұрын
Ameen
@MoeenKhan-w8c2 ай бұрын
Javaria baji aap umar mein mujh se boht choti hn but boht boht khush qismat hn Because Allah pak ne aap ko hajj aur umarah k lia chun lia hey aur aap ko Makkah pak aur Madina pak ki hazri naseeb hoti hey Alhamdulillah .javaria baji mera name Fatima Tahira hey merey lia merey bachon k lia merey husband k lia aur merey behn bhaion k lia hajj aur umarah ki dua karen Allah pak aap ki dua qabool farmaye ga In sha Allah .is waqt mein ye message bhi kar rahi hn aur ro rahi hn .baji is waqt mujhe 2 months ho chukey hn mein madina pak ki hazri k lia bechain hn .mein ne apna bag bhi ready kar lia hey aik month se bus bulawa jis din aa gia hum bhi umarah karen gey In sha Allah .baji apni har dua mein yaad rakhna hum ghareebon ko jazaka Allah
@FazilaJohri24 күн бұрын
Choti hn to baji kese hogain nanni banna nhi chorna in tum auntio ne
@ani.hashir27003 ай бұрын
I agreed with your points because i visited last month and I observed same things
@mehakus11958 күн бұрын
Nice sharing your friend from USA 🇺🇸
@midr12payslash983 ай бұрын
Asalsmoalikum Mashallah SubhanUllah Jazakallah Javeria behna etne achee informative video bnany k leye or ek to ap ka andaz goftagon bohat he nice hai ..... May Allah bless you ❤❤❤❤
@zoobiafshan21887 күн бұрын
Very informative thank so much
@MalikMalik-vc9pj2 ай бұрын
Best vlogs.....jazak Allah khair. Pray for me to go again for umrah
@saminamehboob65968 күн бұрын
MashaAllah bht achi Info ha ❤
@uzmas54432 ай бұрын
I have 2 very important and use full tips , number 1 for white Abayas please wear skin or cream color or light brown color inner dress that makes so much difference in white Abaya where you can not see any inner clothes, tip number 2 for hygiene please please every one when you go to masjid use something in your underarms that’s alcohol free cent free if you are performing umrah and if not use a deodorant it’s not haram in Islam believe me so the smell of your paseena does not bother anyone else I don’t know who and why some of our brother la and sister under stand that their smell bothers somebody that much that they can even perform their mamaz. Thanks a lot
@gizmo598022 күн бұрын
Yes, bad body smells is a big problem for women from our countries, they don't understand what roll on or deodorants are and their purpose, or that once you've worn clothes that you have sweated it, you can't wear it again because of paseena smells, they treat abayas like coats and don't wash them frequently, please do video's on personal hygiene too, its much needed for a lot of women!
@AsmatKhan-do4pq3 ай бұрын
Apse request ma meny pehly b bar bar ki h please ladies k liye 1 aesi video bnai jisma waha ja kr jamaat k sath namaz kese prhni h or us baad sunatein kese ada krni or khaas kr jumme ki or namaz e janaza ,q k hamari country Pakistan ma to orat masjid ma nahi jati to waha ja kr bht pareshan ho jati h jese k ma ho gai thi or phir namaz b ghalat ho jati h plzzzzzzz meri apsy khaaas request h k ap is bary ma 1 atlest video zaror bnai , I'm waiting for ur this type of video plzzzzzz .
@giveup13153 ай бұрын
Don't worry she will make it soon. insha'Allah.😊
@samiafirdaus3 ай бұрын
She is.not an Alimah. So she can't guide you. Plz ask this from some one who understands fiqh issues properly and guide you well
@deenduniya11793 ай бұрын
Alhamdulillah hum tu bachpan sy masjad jaty pakistan main...or. agr. jo aurtin nh jati tu on k jo ghroup. ledar hoty on ka kaam ha batana..or sab sy zaroori. baat. jo banda hajj ya umra karny ay wo. nabi salam ka masnon tareq. hajj o umra lay kar khud b par lain zeyada behtr ha....loog ap ko alg alg baatin batin gy likn darasaalm ki book..good hain
@sm-arts82383 ай бұрын
jammay sirf farz rakaat ki hoti he jese zuhar k 4 farz، azaan k baad thora time milta he aap pehle 4 sunat parh lo،pir jsmaat k 4 farz، fir baad me 2 sunat 2 nafal janaza k lye bola jats he الصلوتہ علی اموات yani namaze janaza to orat ne nhi parhni vo
@giveup13153 ай бұрын
@@sm-arts8238 orat parh sakti hai. Or agar time na ho namaz khari ho gai ho tab ap sunnat bad me oarhen kyun ke hadith hai ke jab farz namaz ka time ho tab or koi namaz nahi hai.
@itzzakhtar7345Ай бұрын
I'm agree with you 💯 you are absolutely right
@ifra16103 ай бұрын
Bht umda malumat h jazakallah khair.Hindo Pak se jane wale Haji wa mo'tamareen badi ajeeb harkaten kar rahe hote hain
@lubnakarim15152 ай бұрын
A for Allah always
@UmeAhmed7863 ай бұрын
Agreed with the point of Abaya
@parvinlata79622 ай бұрын
Very important tips.Allah bless you.
@seemashakir850Ай бұрын
MashAllah nice video Allah ap kush🎉❤ rkhy bohat sari doain ap kyliy ap ki family kyliy🎉❤
@hasinakhwaja301317 күн бұрын
Jajakallah bahot si bate samaj aati hai
@MuhammadFahim-t3n3 ай бұрын
Javeria ap sy mjy boht information mili hy.inshaallah me boht jald jany wali hn.allah pak apka naseeb acha kary.jazakallah.
@brigmamoona18054 күн бұрын
بہت اچھی باتیں
@shabraizabbasi78233 ай бұрын
دعا کیجیے گا اللہ پاک ہمیں اپنے پیاروں کے ساتھ اپنے اپنے نبی جی ﷺ کے در کی حاضری نصیب فرماۓ۔۔آمین
@AbdulAhad-qw6zw16 күн бұрын
jazaqAllah hamy bhy hazry ki dua farma den
@fivestars32693 ай бұрын
Mashallah ❤ nice vedeo ❤
@Mumbaikitchenmasti5103 ай бұрын
Masha ALLAH ❤ jazzak ALLAH khair 🥰
@NighatParveen-vu5vh3 ай бұрын
Allah pak wo waqt lae k Meri Allah k ghr ki hazri naseeb ho tou Meri Dua h k ap ka Sath muyassar ho jae aur main apni aapi k Sath In Sha Allah ❤❤❤❤
@TehminaRehan-bw9fz2 ай бұрын
Good information 👍👍
@sajidashahzad849227 күн бұрын
jazakAllah khaira
@shaistashireen42912 ай бұрын
Inshallah Jazakallah Khair
@ussaj14453 ай бұрын
Too good information stay blessed
@RadhiaKousar3 ай бұрын
Aoa both zabardast video han ..
@robinaakther6524Ай бұрын
Thankyou so much first time subscriber from u.k
@DailyCooking09003 ай бұрын
Ma shah Allah ap boht achi information dete hen
@alhudaassociatesmux98193 ай бұрын
Sirf apni video hi banati he achi Logo ko tu bewaqoof bnati he
@AashirZahid-lg6ih3 ай бұрын
Main nay b aap ki tip pr amal kia thanks
@nailamehmood5553 ай бұрын
Assalam o Alaikum javeria baji, main naila Ahsan, plz mujhay apni duaon Mai zaroor yaad rakhiye ga Allah tala mujhay bhi mere waldain Kay sath bar bar umrah hajj Ki saadat Naseeb karay, huzoor E Pak Kay Roza pay Mera Salam arz Ki jiye Ga,
@saminarani949811 күн бұрын
Wellden sister 11 February ko inshallah hum log umrah ada krny jainy gy
@saminayasmin32777 күн бұрын
Oh Ma’sha’allah we are also going for umrah on the 11th Feb.
@LemonSugar-z3qАй бұрын
❤❤❤❤❤ right❤❤
@Shah-momin-c5cАй бұрын
JzaKillah Khair sister Meri seht k Liye Meri walida or behn or bety ki seht k Liye buht Dua ki jiyega ALLAH pak hmyn bhi jldi haziri nseeb frmayn ameen
@ZebaKhan-z3y5 күн бұрын
Jazakallah❤
@salmasheikh3461Ай бұрын
جزاک اللہ خیرا کثیرا کثیرا
@romanakhan57123 ай бұрын
Assalamualaikum....i saw many Pakistani sisters in modern wear.....then have so much time for them selves like pedicure n manicure...n all that showoff of nails n.etc...even i dont know what it is called....n one thing i asked a girl who was offering sunnah in sitting state....i asked her iis she sick....she replied in pakistan sunnah n nawafil is performed in sitting state....😢may allah give everyone correct guidance....ameen...n javeria it was very helpful video of how people make fools standing in masjid nabawi.... telling fake story n asking money
@uzmakhan18063 ай бұрын
ماشاءاللہ❤جزاك الله
@maryamsultana14193 ай бұрын
MashAllah,,nice
@mustaqeemsiddiqe94682 ай бұрын
Allah pak mujhy bhi bar bar hazri naseeb Kary Allah pak ameen
@mehakus1195Ай бұрын
nice umrah krnay jaa rehay
@dr.fareehazia63733 ай бұрын
Asalamoalikum WarahmatuLLAHI Wabarakatuhu jaweriya.. ALLAH RUBUL IZZAT apko jazae khair atta farmain ALLAH HUMMA Ameen Ameen suma Ameen YA RUBUL AALAAMEEN.. behud helpful hoti hain apki videos.. Bardhi khush naseebii hai apki qabil e Rashaq hain mere behan Ap MashaALLAH MashaALLAH madinay main hai.. Mere hazri ki khususi dua farma dain aur HUZOOR SALALAHUALYHAE WASALAM kay ROOZAY per salam arz farma dain pyarii behan
@DawoodFatimaАй бұрын
MashAllah bht khush nas b Hain AP Bht pyari qismat pae h AP ny Makkah or madena ki bar bar hazri wali Plzzzzzzzz btaen kis aml ki wjah Sy apko ye sharf milta h bar bar?plzzzzzz rply
@ummeSalma-719Ай бұрын
Mashallah tabarakillah❤
@shabeenawamique46343 ай бұрын
Javeriya api meri ammi ko falij ho gaya h dua kriye jaldi se chalne lge sehat mil jae
@NighatParveen-vu5vh3 ай бұрын
@@shabeenawamique4634 aameen
@SumairaWaheed-t7p3 ай бұрын
AllhmdullilhA mujhy Allhah pak nay hazri Naseby frmi Allhah ka lakh data sukar ha.dil bohat oudas ha jis din say I hun Allhah g mujhy dobraa bolay tari bandi oudas ha
@rehansaghir2206Ай бұрын
Allah*
@alishbafatima7143 ай бұрын
MashaAlla Besssst video for ever
@SaminZara2 ай бұрын
Right 👍👍👍
@Tulip16593 ай бұрын
May last yr ayi thi magar tashnagi baqi reh gayi plzzzzz ap sab mery dobara ba adab hazri ki dua kijiye , or Allah Ap sab ko bhi ba adab hazri naseeb kry Ameen
@SalmaArshad-p9b3 ай бұрын
Beta main Salma Arshad Pakistan Multan sy.aap ki videos dekhti hoon.meray liay bht Dua kr dia kareen .plz Allah mujhy bhi makka Madina ki ba adab hazri jald naseeb kary.jazak Allah
@ShabanaSyed-mz3qp3 ай бұрын
MashAllah dua main yaad rakhan
@mustaqeemsiddiqe94682 ай бұрын
Allah pak apki bhi hazriya qubol farmay hamy bhi duao my yad rakhye ga palzzzzzz
@IslamicwisdomSKL3 ай бұрын
Ma Sha Allah jazak Allah ❤
@EngrFaizaSanaАй бұрын
Prchey kia bilian Hain ya koie r parenda hay Jo bethey Huey shakkhs ke pa a ja rahey Hain kindly zaror bataiey ga
Allah apko khush rakhy kash mere naseeb ma bhi bar bar makah r madina jana ho jai
@khanfarhinfarhin20293 ай бұрын
Jazak ALLAH khair I am from India please mere liye khas duaa kare ki Mae mere husband bachon ke sath umrah pr aao jald se jald
@adanfatima91573 ай бұрын
السلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ Plzzz meray liye or meray parents k liye dua kejiyay ga hum isi year umrah k Liye Jaye Allah humain apny ghr ki hazri k liye bulaey ameen😢
@ShamimAshfaq-p3q3 ай бұрын
JazakAllah ♥️
@mujahidkhan50003 ай бұрын
Meri ammi ko apni duao me yaad rakhna aapi allah apne mahbub ke sadke hamari tamam duae qubool farmaye aameen summa aameen
@srehan7526Ай бұрын
Salamat rahain ap
@shahbhatti126027 күн бұрын
Ap wahi rhti hen?hmare lye b dua kren jld hzri ho
@GoogleGoogle-k3i9n3 ай бұрын
Allah pak mujy bhi umarh ki sadat naseeb farmain
@farhanahussain27743 ай бұрын
Can you please recommend a hair salon in makkah for ladies after completing umrah?
@AbdullahShehzad-vt1ij3 ай бұрын
Jeveria mara laya b hajj ki dua kara zaurrorr ❤❤
@sohelabozai81483 ай бұрын
Assalamo Alikum Javeria.....mujhay aapki videos bohat Pasand aati hain Aur aap Kay liay dill say dua nikalti hay , mujhay sirf Yeh maloom karna tha Kay hum nay 5 star hotel book Ke hay tu Kiya wahan Room may Iron "Istari" hoti hay yaa humain lay Kar Jana hay....?
@hinawaqas84803 ай бұрын
Aslam o alikum MashAllah apki videos bht ache hoti Hai hum b umrah pr jarahe Hai MashAllah se ap se puchna tha nusuk apps download ki is week permit ni Mila 31 ka hum check krahe thy ab apps open ni horai aesa q hamain 31 ka chahey thy apps ni lhulrai aesa hota Hai kya?
@Nusrathjaffer-e2u2 ай бұрын
Jazakallah khair
@lovelylee75983 ай бұрын
Behan aap MA SHA ALLAH kitni lucky hai hamesha yahi nazar aati mujy
@madihakanwal74423 ай бұрын
Mn AJ apki tips Sy voco hotel Sy bt walk Harampouchnchii
@mubarakahmed55252 ай бұрын
sister chaier apny ghar se le kr ja skty han? jaise ajjkal fold wali choti milti han
@reemaalee9655Ай бұрын
Kya umrah p jane k liye koi fragrance ya dudrnt nhi use kr skty h ?ya whan jakr b use nh kr skty h?
@ishratajaz793 ай бұрын
Ap umrh pr ja kk kpry kha wash krti h is pr b video bnayin plz
@craftcity7863 ай бұрын
How lucky you're 😊
@SM-hu8dm3 ай бұрын
Nusuk app me kitne Dino pehle permit le sakte hai mujhe Dec tak kuch option nahi de raha
@MoonaSheikh-e4o3 ай бұрын
Nice javeria
@saadifudda96713 ай бұрын
javeria Mam Conrad Makkah ka bhi review kardein please and Hyatt Makkah pls
@Islamicguidance3563 ай бұрын
Mashallah ❤❤ mere liye bhi dua kren mera nam hafsa h please mera nam le k dua kren k Allah mujy bhi baar baar umrah ki saadat naseeb farmaye Ameen🤲🤲
@tasneemhamza59932 ай бұрын
api mosum kaisa hai madina ka mene umrah p ana hai 15 november ko plzz mosum say kuch btaden
@MN-ir8bi3 ай бұрын
Can we wear printed abayas or long cotton frocks during umrah ?
@DollDoll-z7nАй бұрын
Aoa sister.mi ap ki sb vdeos dakti o.ap sy pochna ta k 3month ka ummra visa p ayi to job k lyi try kr skty h .
@JaveriaKamalOfficialАй бұрын
Walaikum assalam, no
@sadafnoman78352 ай бұрын
Asalam O alikum.. Dec mai winter dress pehan sakty hain abaya k andar .
@SalmanSohail-r9t3 ай бұрын
Javeria wahn ka mosam kesa h hum kesy dresses pehn ky ain ladies
@yasminaibani61833 ай бұрын
Please mere liye dua kijiye jald se jald umrah karo aur hajj bhi parho apni family ke sath
@SalmanSohail-r9t3 ай бұрын
Aoa kesi hn ap Hum log b arhe hn inshallah 10 tk kia ap Makkah hon ghi
@sakinazohair68122 ай бұрын
Aameen
@lazirashah32033 ай бұрын
Assalamalaikum please tell me Exact Hadiya for quran sharif
@TiaWallflower3 ай бұрын
Aoa plz bata dain k November main mosim.kasy ho ga bachoonnor baron k ley kapry kasy hony chy
@sunduszia5501Ай бұрын
آمین ثم آمین یارب العالمین
@rooksanahjumun32453 ай бұрын
Masha Allah
@shaheenansari19343 ай бұрын
Jazaki Allah khir
@anam366Ай бұрын
Hum aik Ghar k 6 afrad agar ja rahy hain tu har insan ka apna carry bag hoga?? Ya 2 person aik carry ma apni packing kar sakty h
@Plantgrowth-l5f3 ай бұрын
Sister ma 3 bar gye ho umra k ley mgr air easwad ko bosa nahe dy pae hm per a rhy h 22 ko plz ap hilp kr skte h